Incest NAZAR

Aap ko ye story kesi lag rahi hai.......

  • Total voters
    17
β˜† it's me β˜†
997
1,610
143

482123

Uski Nazar Ke Jhaase Main Mat Fasna.....
Uske Ulte Pair Dekhanewaalo Ki Ulti Ginti Shuru Ho Jaati Hai........
Uski Choti AapKi Umar Chhoti Kar Degi.........

maxresdefault

To guys pesh hai aap ke liye

New story Nazar..........

Thriller,Horror,Drama,Incenst

Note : Es story mai family induction nahi de raha hu kiyu ke ye story thoda alag hai jese jese Charecters aayenge aap to pata chal jaayega Story Acchi lage to like πŸ‘ daba ke dena or comments karna naa bhule or koi yaha faltu ki bakchodyi naa Pele

yah ek fantasy Kalpaik hai jo kewal manoranjan haitu hai Ham alokiki,andhvishwash ya jaaduyi parathao mai aashtha ko samrthan yaa badhawa nahi dete

Note : Updates ko raat mai read kare Kiyu ke horror ka maza raat mai aata hai
 
Last edited:
β˜† it's me β˜†
997
1,610
143
Achcha tum bhi like premi hui gaye aur tumko dui chaar login ka dil dil noi lagta hai bade saram ki baat hai jinna member hain yahan online rahte us hisaab se inna bahut hai fir bhi tum likho mai likes badhwa dunga jinna kahoge :bat:
Sifarish mujhe pasand nhi haj :hukka:
 
β˜† it's me β˜†
997
1,610
143
Update15

β˜† Chapter : Tantr Mantr Yantr β˜†

Ab Tak...........

Yug : Nhi.........nhi....nhi......Ye nhi ho sakta jarur ye meri aankho ka Dhokha hai......

Ladki : Hahah yakshini nhi yamini yamini naam hai hamara babu......

Sudesh us kitaab ko fhuk maar maar kar kitaab se dhul saaf kar deta hai or us kitaab par likha Padhne lag jata hai us kitaab par 3 sabd likhe huye thye

Sudesh : Tantr,Mantr,Yantr............

Ab Aage.............

Sudesh ka Sawal sunkar Rajni jhat se Bistar per se uth jaati hai aur Kitab Sudesh ke Hath Mein Se chhinte huye kahati hai Tumne yah Kitab kahan Mili Sudesh bed ki taraf Ishara karte huye Kahta Hai.......

Sudesh : yah Yahi per Iske niche Thi mai jhadu laga raha tha to tab dikhi wese ye Kitab hai kiski Badi Ajeeb Lagti Hai aaj se pahle Aisi Kitab Kabhi Nahi Dekhi Maine

Rajni : tumko kya karna hai yah Kitab Kisi Ki Bhi Rahe tum apne kam se matlab Rakho naa

Sudesh : are Tum gussa Kiyu Ho Rahi Ho Rajni Mai To bus aise hi sahuliyat ke liye puch raha tha

sudesh Rajni se wah Kitab mangte Huye Kahta Hai Jara dikhao to kya likha hai is Kitab Mein Main Bhi to Padhu Badi Rochak Kitab Lagti Hai

gusse se Rajni ki aankhe Lal Ho Gai Thi Rajni badi badi Aankhen Karke Sudesh ko ghurte huye kahati hai..........

Rajni: maine kaha na Apne kam se matlab Rakho Tumhe Ek Bar Mai Koi chij samajh mai nhi aati

Jab Sudesh Rajni Ka gusse se Bhara Chehra dekhta hai to wah Dar Jata Hai Rajni wah Kitab Lekar Kamre se bahar jaane lag Jaati Hai wah abhi Darwaje ke pass pahunchi hi thi ki tabhi Sudesh usko rokate Huye Kahta Hai.........

Sudesh : Ab Itni raat mai tum kaha ja rahi ho Rajni

Sudesh ke sawal ka Kuch Jawab Nahi Deti aur Wapas se apne Kadam kamre Ke Andar Badhane lag Jaati Hai Rajni Sudesh ke karib jakar Uske Sar Ke Piche ke bal Ko Pyar Se sahlate Huye Uske Aankho Mai Dekhte huye kahati hai.........

desktop-wallpaper-sohini-sarkar-bengali-actress

Rajni : Sudesh Tumhe so jana chahiye Raat bahut ho chuki hai Tumhe so jana chahiye

Yahi Baat Rajni Do Bar dohrati hai agale hi pal ye baat sudesh ke kano gujne lag jaati hai or woh Bhi bad-badaate Huye kahta Hai..................

Sudesh : H...H...Tu....tum shi kahati Ho Raat bahut ho chuki hai mujhe so jana chahiye

Sudesh ko dekh kar aesa lag raha tha jaise Rajni Ne Sudesh ko Puri Tarah Apne Vash Mai Karke Rakha ho mujhe so jana chahiye so jana chahiye bad-badaate Huye hi Sudesh Bistar ke upar let kar so jata hai Rajni wah Kitab Lekar us kamre se bahar nikal Jaati Hai Rajni Amodita Ke Kamre Ke Saamne Khadi huyi thi aur us Kamre ka Darwaja khatkhatai jaa rahi thi Rajini fusfusate huye kahati hai........

Rajni : Darwaja khol amodita Darwaja khol

Rajni baar-baar Amodita ko Awaaz Lagayi jaa rahi thi per Amodita Darwaja Nahi Khol rahi thi Rajni fir se fusfusate huye kahati hai.......

Rajni : Darwaja Khol Nalayak ladki

10-15 minut Intezar karne ke bad Bhi Jab amodita Darwaja Nahi khulti Hai To wah Ek gehri Sans lete Huye Dhire se kahati hai.....

Rajni : Kaali Duniya Ke Kaale riwaaj Jo Jaane Jo Mane Kare Raj

Jaise hi Rajni yah baat kahati hai Darwaja Jhad se khul jata hai Aisa lag raha tha jaise Rajni ki yah Baat Amodita Ke man Tak pahunch Gayi thi Aur wahi sunkar usne Darwaja khol diya tha Darwaje ki dahlij per
Amodita Khadi huyi thi Uske baal bikhre huye thye usko Dekh kar aisa lag raha tha jaise wah bahut gehri Nind Mai so rahi thi amodita bad-badaate huye kahati hai......

c9f83ea4d85f0e6dff41dcdc044ce0c1

Amodita : kya hai mom Itni Raat Mai Kiyu uthaya Mujhe

Rajni amodita par chirte huye kahati hai.....

Rajni : yahan per Meri Nind Udi padi hai aur tu hai ki ghode bech kar so rahi hai Nalayak kahi ki Tujhe Teri Shaadi Ki Chinta hai

Amodita : H naa mom Shaadi Ki Chinta Hai Tabhi to so rahi thi wese bhi shaadi ke baad kaha yah Pati log Sone Dete Hai Tumko Pata Hai Kitna Achcha sapna dekh rahi thi mai yug ji Mere Gale Mai mangalsutra daalne hi waale thye ki tabhi tumne wo kaale jaadu ka mantr padhkar mujhe jaga diya

Rajni : tu bas sapne hi dekh agr aese hi chalte raha to yug kabhi tera nhi hoga samjhi

Rajni ki baat sunkar Amodita ka chota saa muh ho jata hai Amodita yaha waha dekh hi rahi thi ki tabhi uski nazar Rajni ke haatho mai pakdi Kitab par padti hai or wo us Kitab ko chhute huye kahati hai..........

Amodita : ye raddi waali Kitab kiyu pakdi huyi hai mom tumne apne haato mai....?

Rajni Binnate huye kahti hai........

Rajni : Haat mat lagana es kitaab ko Nalayak ladki ye raddi waali kitaab nahi hai yahi wo kitaab hai jo tujhe yug kya sab kuch dilwa sakti hai

Amodita apna muh fhaadte huye kahti hai...

Amodita : kya kaha mom aapne yah kitaab mujhe Sab kuch dilwa sakti hai

Rajni : H yah Tantr,Mantr,Yantr ki kitaab hai

Amodita : ye Tantr Mantr Yantr kya hota hai mom kahi ye kaale jaadu ki kitaab to nahi hai

Rajni : H tu aesa kha sakti hai dekh mai tujhe batati hu kaale jaadu mai sabse mahatvapurn koi chiz hai to wo hai sadhna pura khel sadhna ka hi hai jo jitne ache se sadhna karega wo utne hi ache tarike se apne shikaar ko apne jaal mai fasa payega kaale jaadu mai 3 parkar ki sadhnaye hoti hai
1. Tantr sadhna
2. Mantr sadhna
3. Yantr sadhna

Amodita : Tantr sadhna matlab mom...?

Rajni : Tantr shabd ka arth hai tan yaani tan se juda hai aesi shidhiya jinhe paane ke liye phle tan ko sadhna pade use Tantr sadhna kahte hai , Tantr ek aesi parachin vidhaya hai jismai khud ke sarir ko kisi or ke sarir ko yaa myut sarir ko mantro ke or hathyog dawara sadhkar ki jaane waali taantrik kariyaye hoti hai inka maksad shaaririk maansik rog, Atupt aatmaao se mukti,dhayan kendarit karna,sidhiyaa shaktiya,vashikaran karna,Maran,Aakarshan yakshini Sadhna Pratap karna Hota Hai

yakshini ka naam sunte hi Amodita jhat se apna muh fhaadte huye kahti hai.......

Amodita : kya kaha aapne yakshini sadhana ye kya hoti hai mom....?

Rajni : shi suna tune yakshini sadhana par ye tere kaam ki nhi hai tu bas vashikaran shikh samjhi

Amodita : par Mom mujhe bataiye naa thoda bahot ye yakshini sadhana ke baare mai

Rajni : maine kaha naa ye tere kaam ki nahi

Amodita : par Mom mai jaanna chahti hu

Rajni : agr jaanna chahti hai to phle wo shik jo mai shikha rahi hu samjhi , jis tarah Gadit ( math ) mai zero se suruwaat hoti hai wese hi kaali duniya mai inki paribhasawo se shuruwaat hoti hai , ek dum se sab chize nhi batayi jaati hai tu ye maan le ki aaj se tera kaala jaadu sikhane ka pahla Adhyay suru ho gya hai jese jese tu ye sab sikhati jaayegi wese-wese mai tujhe kaale jaadu ki or gharaai ke baare mai batati jaungi

Amodita H mai apna sir hila deti hai

Rajni : ab mai tujhe mantr ek gupt vigyan hai jisse Gudh rhasay pratap kiye jaa sakte hai , mantr ka arth hai man ko ek Tantr mai lana ,man jab mantr ke ander ho jata hai to wah sidh ho jata hai,Mantr sadhna bhotik badhaao ka aadhyatmik upchar hai,mantro ke Jaap karne se ek aesi dhawni tarange kanpan uatpann hoti hai jo Aas-pass ke watawaran mai ek shakti ka sanchalan karti hai

Amodita ektak nazar se Rajni ko dekh rahi thi or uski saari baate bade chaw se sun rahi thi

Rajni kitab ke uper haath ferte huye kahti hai...........

Rajni : mantr saadhna kai parkar ki hoti hai mantro ke paryog se kisi devi,devta,bhut yaa pishaach,Danaw, aadi ko saadha jaa sakta hai tujhe pata hai Yantro or tantro ko bhi mantro dawara hi sanchalit kiya Jata hai partek Yantr, Tantr ka ek wishesh mantr hota hai jise wo kya khate hai English mai....?

Amodita : kise mom...?

Rajni : Are wo...gupt sandesh ko kya bolte hai English mai

Amodita : Code word

Rajni : H shi kaha code word ,ye mantr ek parkar se code word hi hote hai

Amodita kuch yaad karte huye khati hai....

Amodita : wo jese wo kon si movie thi.....H yaad aayi , Ali baba chalis chor mai jis trh wo bolte hai khul jaa sim sim or wo Gufa khul jaati hai

Rajni : H shi udahran diya tune,khul jaa sim sim ek trh ka mantr tha or wo Gufa Yantr jisse wo sanchalit ho rahi thi ab samjhi

Amodita : H samjh gyi mom

Rajni : Ab mai tujhe batati hu sabse aakhiri yaani Yantr sadhna ke baare mai ,Yantr sadhna ko sabhi sidhiyaa parapt karne ka dawar bhi kaha jata hai Yantr or mantr ko hme kisi bhi parkar se alg nhi kar sakte yadi Yantr sarir hai to mantr us sarir ki aatma jese aatma Sharir Mai niwas karti hai wese hi Adishy shaktiya in Yantro mai niwas karti hai

Rajni apni baat puri karti usse phle hi amodita bich mai use tokte huye kahti hai....

Amodita : wo jese mom taabij mai shakti samahit hoti hai wese hi

Rajni : H taabij bhi ek parkar ka Yantr hi hai Yantr ko hm ek parkar se kawch bhi bol sakte hai Yantr ke ander kisi kagaj,bhojpatr yaa dhatu patr par syahi ( ink ) se yaa kisi any chiz sadhna ke aakuti rup sankhya banayi jaati hai Yantr or kawach sabhi trh ki manokamna purti ke liye banaye jaate hai jese vashikaran sammohan aakshan yaa dhan arjn, saflta, shatru,niwaran,bhut badha niwaran,honi-anhoni se bachaw aadi ke liye Yantr yaa kawach banaye jaate hai

Amodita Rajni ke haath ki kitaab dekhte huye khati hai........

Amodita : Mom ye to bahut achi Kitab hai,tumhare pass kaha se aayi....?

Rajni : yhi to mai dhundh rahi thi subh se or mili kise tere papa ko

Amodita : Acha .....par Mom aapne jawab nhi diya ye Kitab tumko kisne di....?

Rajni dhire se kahti hai...........

Rajni : ye Kitab mujhe meri mom ne di thi or unhe unki mom ne or unhe unki mom ne

Amodita : matlb ye jaadu tona karna hamara pushteni kaam hai jo barso se chala aa rha hai

Rajni : H shi kaha esi ki wajh se to hamara astitva hai , phle bahut se logo ko ye karna aata tha par dhire-dhire sab bhul gye,yah rhasay khi lupt naa ho jaaye isliye meri dadi ki dadi ne yah sab baate ek kitaab mai likh di thi or ye wahi Kitab hai samjhi, Ham log "Sodaayin" Hai

Amodita : ye sodaayin kya hota hai mom...?

Rajni : wo mard jo jaadu tona karte hai unhe sodaaya kha jata hai or wo aurat jo jaadu tona karti hai unhe sodaayin kha jata hai samjhi

Amodita : H samjh gyi mom,matlb aaj se mai bhi sodaayin

Rajni : Are phle shik to jaa ye jaadu tona karna sodaayin baad mai banna ,chal ab ye baate karna chhod bahut bak-bak karne lagi hai tu jis kaam ke liye mai yaha par aayi thi wo karte hai

Rajni kitab ko ek haath mai pakdti hai or apna right hand aage badate huye kahti hai.........

Rajni : Laa yug ka Baal de mujhe

Amodita kuch jawab nhi deti ,murti bankar khadi rahti hai

Rajni : Are Nalayak khadi kya hai mai kuch kah rahi hu tujhse ,yug ka Baal de,maine subh bola tha naa ki raat mai uske baal se jaadu tona karenge

Amodita hichakichaate huye kahti hai..........

Amodita : Wo.... mom aapne bola to tha par wo kiya hai naa wo wo.......

Rajni Binnate huye kahti hai............

Rajni : Are wo wo kya laga rkha hai ,shide-shide bol tu yug ka Baal tod paai yaa nhi....?

Amodita : wo mom maine socha tha jab yug ji soyenge to chupke se unka baal tod lungi par wo to khana khate hi nikal gye ab aap hi bataiye mai kese todti unka baal

Rajni : tu naa Nalayak ki Nalayak hi rahegi pura din tha tere pass kya kiya tune...?

Amodita : wo mom......

Amodita kuch kahti usse phle hi Rajni gusse se kahti hai..........

Rajni : chup rah mujhe kuch nhi sunna socha tha aaj se yug ko apne vash mai karna suru kar denge par lata hai kal se hi yah kirya shuru karni padegi meri baat dhayaan se sun le kal raat kese bhi karke mujhe yug ka baal chahiye

Amodita : par Mom mai kha se laakar dungi yug ji ka Baal wo to us grewyaard kothi mai chale gye wapas se
Rajni : Agr yug grewyaard kothi mai gya hai to tu bhi chale jaa samjhi, mujhe bahane mat de kaam karke dikha jo mene tujhe bola hai tujhe yug se shaadi karni hai yaa nhi

Amodita : karni hai naa mom

Rajni : To bas kal raat kese bhi Karke baal laa kar mujhe de

Amodita apna sir H mai hila deti hai or Rajni waha jaane lag jaati hai tabhi Amodita use rokte huye kahati hai........

Amodita : Are mom Ab Itni raat mai yaha tak aa hi gyi ho ye jaadu tone ki Kitab Lekar to ye mujhe hi de do mai raat bhar padh lungi to kal jaadu tona karne mai aasani hogi

Rajni gusse se ubalte huye kahti hai........

Rajni : Nalayak ladki tu sahi mai Nalayak ki Nalayak hi rahegi Madhrchod Chutiye ki aulaad, kabhi - kabhi to mujhe lagta hai ki tu meri beti hai bhi yaa nhi ,nhi tu meri or sudesh ki beti ho hi nhi sakti ham teri trh itne kaale thodi hai jarur nars se bacha badal diya hoga us raat or tujhe god mai daal diya hoga

Rajni Ki Baat sunkar amodita ka Munh Chhota Sa ho jata hai Uske dil ko ek bahut gehri face Lagi Thi per wah Kahati Kuch Nahi wah aapne andar Aansu andar ke andar Pi Leti Hai

Richa-Gangopadhyay-hot-photo-stills-11

Rajni apni baat ko Aage Jari rakhte huye kahati hai.........

Rajni : yah Kitab Koi Aisi vaisi Kitab Nahi Hai Jaadu tone Ki Kitab hai Agar Kitab padhte Waqt Bhi Jara Sa Mantr yaha se waha Hua to musibat Aan padegi Jaadu Tona karna Koi baccho Ka Khel Nahi hai usko karne ke liye bhi Kai Niyam hote hai aur pahla Niyam yah hota hai ki koi Guru banana padta hai samjhi aur Teri Guru mai hun Meri ijaajat Ke Bina is Kitab ko Hath Lagane Ki Suchna Bhi Mat Varna Tu Nahi Janti kya ho jayega

amodita darte huye kahati hai.......

Amodita : Nahi.....Nahi mom Main Nahi lagaungi is Kitab ko Hath Tumhari ijaajat ke bagair Tumhari Kasam

Rajni modita Ki Aankhon Mein Dekhte hue kahati hai........

Rajni : dekho Amodita Agar Tujhe Yug ko Apna banana Hai To Sab Kuchh jaldi karna padega Kahin Aisa Na Ho ki koi Humse pahle hi usko Apne Vash Mai Kar Le itna kah kar Rajni wala se Chali Jaati Hai

Is Tarf Yug aur Yamini dongi ke andar thye aur kishnoi Nadi Paar kar rahe thye un dono Ne aadhi Nadi Paar Kar Li Thi yamini ke Hatho Mai chappu tha Jiski madad se wo Dungi ko Chala rahi thi use yug Dekhkar hairan tha ki dikhne mai To Yamini Ek dubli Patali Ladki Thi per Uske bajuo Mai Itni takat thi ki wah yug jese Bhari bharkam aadami Aur dongi ke wajan ko Akele dho rahi thi yug yamini ko chappu chalate huye dekha rha tha uski yamini se Najare hat hi nahi rahi thi yamini yah Baat notice kar Leti Hai Aur kahati Hai..........

Yamini : Ae Babu Kya Dekh Rahe Ho Mera Badan

Yug apni nazare Yamini ke badan se hatate huye kahta hai........

Yug : are Nahi Nahi Tum galat samajh Rahi Ho Mai To bus Nadi mai Pani ko dekh raha tha Dekho Hamari Dungi utarte hi kaise Pani ka bahaw Kam Ho Gaya

Yamini : Hoga Kaise Nahi Aakhir ye sab Mera hukum Jo mante hai

Yug : matlab.....?

Yamini : Matlb Hai Ki aapko pata nahi hai kya babu ye parkiti Insan ke bare mai sochti hai bas hm hi eske bare mai nahi Soch paate tabhi to pani ka bahaw isne kam kar diya Taki Ham Nadi Paar kar sake

Yug Kuch samajh hi nahi Paa raha tha ki yamini kaisi baate kar rahi thi Yamini yug ko Dekhte huye kahati hai..........

Yamini : wese Babu Aap Yaha Ke Nahi lagte Pardesi Hai Kya

Yug : H wo mai Bengaluru se aaya hu aur mera naam Babu Nahi yug hai samjhi

Yamini : aapka naam Kuch Bhi Ho per Ham to aapko Babu hi Kahenge Yahi Naam Humne aapko Diya Hai

Yamini Ki Baat sunkar Yug hasne lag jata hai Yamini ko Palat kar Kuch Jawab Nahi deta Kiyuki i use Pata Tha jawab dena bekar Hai Achanak se yug ke man Mai Ek Sawal a jata hai aur wah Yamini se puchta hai

Yug : waise Tum rahti kaha per Ho Yamini

Yamini : yah Kishnoi Nadi hai na Uske Rongkamucha ghat ke kinare par rahti hu apne baba ke sath wo Unki tabiyat kharab hai na isliye Sare kam aajkal Mujhe hi karne padte hai

Yug : Acha

Yamini : aur Babu Aap Yaha per kaha Rahte Hai

Yug : Mai yah Kaala jhaadi Jungle Ke Pass grewyaard kothi hai na waha per rahta hu

Yamini Dhire se kahati hai.............

Yamini : yah to Mera Ghar Hai

Yamini Ka Jawab sunkar Jug Dar jata hai...................

Ab Aage............

β˜† Chapter : yug to gya β˜†

Yamini ke sawal ka kuch jawab nhi deta,kamal ke fulo ke khushbu mai yug itna madhosh ho gya tha ki usko apne aap par kuch kaabu hi nhi rha tha kamal ke fulo ki khushbu mai ek nasha Sa tha yah khushbu yamini ke badan mai se aa rahi thi yug yamini ke bahut karib chale jata hai utne hi karib jitna ful uski pattiyo ke rahta hai........

Abhi : Yaar abhishap ke karan ab kitni baar batau,use ek abhishap mila tha jiske karan wo buri ban gyi thi

Abhi ne itna hi kaha tha ki tbhi koi Darwaja khatkhata hai.........

Khat.....khat........khat.........

3019 words complete...........

Dear Readers" Aage ki updates or majedaar ho uske liye like or comments πŸ—£ karte rahiye taaki Hm aap ke liye updates ko or BEHTER bana sake.

Keep supporting.........😎
 
expectations
22,454
14,682

Badhiya update lagta hai mai teri story padhte padhte tantrik ban jaunga bhai.yamini mast hai ekdam Kamal ki khusbu bhi aati hai meko pasand hai wo
 
Top