Kisi ke username par mat jao koi kuch bhi ho sakta hai filhaal jab tak wo rules ke hisaab se hai koi tension nai hai Ha bikul vaise mai to sirf abe ho bola tha kyuki naam thoda jana pahchana laga