Kimate paise ki nahi humare hai
Ye ek ek pal jo life ka hai
Wo bhoute pyara hai
Attit Chahie Jetna Accha ho
Wo attit rahega
Aur Bhavishya jeetna Shuhana ho
Wo Bhavishya hi rahega
Par Hum sabhi ke pass aaj hai
Jes mai hum hai
Humare apne hai
Humara pura jahan hai
Aur jesh pal mai humara sab kuch hai
Usse se behtar kuch nahi
Na bita huva aur na hi aane wala kal