Official Story Discussion Circle & Readers Hangout

Will Change With Time
Moderator
8,532
16,903
143
Bhaiya ji pyar 100 baar ko unlocked kr dijiye comment nhi kr pa rhe h Maine to abhi pdhna start hi kiya tha ab pdhunga to comment krke apne vichar bhi wyakt krna chahta hu acha bura jo bhi hoga plz unlocked kr dijiye. Dhanyawad
Ye nahi ho sakta bina writer ke pormition ke ham aisa nehi kar sakte
 
Will Change With Time
Moderator
8,532
16,903
143
Enigma bhai ko bolo story regular karo
Yaar egigma ji ne apna story hamesha hamesha band kar diya hai saath hi unhone ye kaha hai ki ab mai story likhna chhod raha hoon. Mane unhone sanyash le liya hai.
 
☆ it's me ☆
997
1,610
143
Update ~ 87 - The Past and The Promise
Ab tak...

Shreya : Wo sab mein dekh lungi... Tum batao na, fir mil jaega na paisa?

Ayushi : umm... Yeah I guess...!? Haha!?

Shreya (smiles) : Thanks!!! M-Mein try karungi... 2-3 lakh bhi milenge toh chalega.

Shreya (mann me) : If I can pull 4 to 5 lakhs from here... Toh dii ne bhi 7 lakh jama kar liye hai. FD bhi tudwa lii thi unhone ek. Then total 12-13 ho hi jaega. But 50 lakh... Baad ki baad me dekhi jaegi... Kahi na kahi se... Ho jaega... I'll borrow some from friends... Tomorrow then!!!!

Ab aage...

Nidhi's Apartment...
Morning ~ 8:05 AM

"Shreya! Abhi tak tum naha ke nahi aayi? Aur ye kya? Naashta pehle hi shuru ho gaya tumhara?"

Awaaz thi Nidhi ki, jo kuch derr pehle hi naha ke baahar nikli thi. Uske lambe baal abhi bhi geele the aur bheegne ke kaaran kaale ghane rang ki damak aur bhi badha rahe the.

Unn pyaari aankho me banaawti gussa tha Shreya ke prati aur uske haatho me pooja ke liye kuch safed phool. Badan pe kassi hui ek naarangi rang ki saree jo uske nagn pait ki makhmali twacha ko ujaagar kar rahi thi.

Koi keh sakta tha ki aisi stree, aisi aurat ko koi pati apne paas rakhne me asafal raha? Kyuki, usse dekh acche acche naujaavano ki niyat bigad jaati thi. Fir aisi aurat yadi aapki apni patni ho, toh aap bhala kese usse apne qareeb se jaane de sakte ho?

Par aisa hua tha. Rajat! Nidhi ke pati ne apni ghinauni fetishes ke chalte, apni patni ko kho diya tha. Dusro ko dard dene me, khaaskar aurto ko physically harm pohuchaane me, Rajat ko aanand aata tha.

Ek aisa aanand, jiska wo kaayal ho chuka tha. Nidhi ko maarna, peetna, badan pe garam pighalti hui momm giraana, baalo ko zorr se kheechn ityaadi. Inn sab peedao se Nidhi ko guzaarta tha woh. Aur Nidhi ka wo bilakhta hua, dard se peedit chehra dekh usse ek aseem sukh pradaan karta tha. Paaglo jese wo hassta, muh se jeebh nikaal, janwaro ki tarah uske bhaav ho jaate the. Saral shabdo me, wo ek darinda tha. Jiske pinjre me, Nidhi jesi masoom koyal, aake phass chuki thi.

Idhar Nidhi aaj shayad naashta bana ke naha ke baahar aayi thi pooja karne aur Shreya ko usne jab bina nahaaye hi nashta karte hue dekha toh usse daatne lagi.

Shreya : Ugh! Please dii! Pehle pait pooja fir kaam dooja. Baad me nahaane jaungi aaj. Aaj boht bhookh lagi hai.

Nidhi : Tum bhi na. Derr raat tak jaagti rahogi, poori neend nahi logi aur fir poora routine bigaad logi apna.

Shreya : Soowiieee~ Last time bas. Haha~

Nidhi (sarr hilaate hue) : Jao ab jaldi. Juhi se seekho kuch. Wo itni choti hone ke bawajood naha dho ke chali gayi school.

Shreya : Haan haan~ Because it's April. Juhi ko pata hai ki bas kuch din aur. Fir toh garmiyo ki chhutiyaa. Par mera aisa nahi hai na didi~ I have to work all the time.

Nidhi : Yahi hoti hai life Miss Shreya!! Life is hard. Always!!!

Shreya Nidhi ki baat par kuch na boli, par andar hi andar wo poori tarah se sehmat thi. Life can be a bitch sometimes. It's hard. Always!!!

Wo apni hi soch me kahi doob gayi,

'Don't worry Dii! I'll fix everything for you. No! We can do this!! Together!!! Mene Mom ko bhi mana liya hai. Even doctor se bhi baat kar lii hai. I just have to submit medical seeking application today. Uske baad, company kuch na kuch raashi zaroor degi.'

Shreya, ek acche aur positive mind set ke saath ghar se nikli aur company pohuchi.

Usne apni colleague Ayushi se bhi consult kar liya tha toh ab bas application dene ki hi derri thi.

Uske baad, Shreya ki mom ke baare me checking hoegi ki waqai wo hospital me admit hai ya nahi? Aur bas, uske baad company kuch medical fee offer kar degi.

Yahi tha simple sa Shreya ka plan. Of course, ye cheating thi ek prakaar se. Par, aaj ke zamaane me kaun cheat nahi karta?

To survive, One must cheat.

***

Ragini's home...
Veer ke iss ghar me, subah subah Veer neend ki waadiyo me tha, saath hi system bhi sleep mode me tha. Kul milaake, wo ek chenn ki neend so raha tha.

College se aane ke baad Veer ka poora focus Nidhi ke upar hi tha aur wo bas ussi ke liye ab apni nayi planning ko anjaam dene waala tha.

System ka sabse pehla mission ~ 'Solve Nidhi's Problem' jo ab tak pending pada hua tha. Ek saal ka waqt diya gaya tha system dwara. Aur abhi keval around 4 mahine bache hue the iss mission ko.

Rahi baat penalty ki? Toh system hi penalty thi. Yadi Veer Nidhi ko Rajat ke changul se churraane me nakaamyab raha, toh woh system ko kho dega. Hamesha hamesha ke liye.

*Creeeaaaakkkkkkkk*

Idhar uske room ka darwaaza khula aur koi andar aaya. Veer hamesha apne room ka darwaza khula hi rakhta tha jab jab wo akela sota tha. Taaki Aabha ya Suman ko jab bhi aana ho wo aa jaa sake.

Par filhaal andar aane wala shaks unn dono me se koi nahi tha. Ye koi aur nahi, Shweta thi.

Ahista ahista wo andar aayi, gate ko andar se hi band kiya aur Veer ke bed ke paas aakar baith gayi.

Jhukte hue wo Veer ke sote hue uss chehre ko dekh jese kahi kho gayi. Komalta se haath uske chehre par ferr, Shweta Veer ko sote hue nihaar rahi thi. Jese wo kisi aur ko nahi, apne bacche ko nihaar rahi ho.

Uske dil-o-dimaag me yahi bas chuka tha ki Veer uski hi santaan hai. Koi gerr nahi, Veer uska baccha hai.

Veer ka uski jaan bachaana, apne logo se dhutkaar diye jaane ke baad Veer ka usse sahaara dena, apni ekmaatr hotel ko kho dene ke baad, Veer ka usse waapas se dilwaana. Uske inn sabhi actions ne, Shweta ke mann aur hriday me ek gehri chhaap chorr dii thi.

Uski nazro me Veer ab woh Veer nahi tha. Veer ka auhda ab boht badh chuka tha dono hi Shweta aur Bhumika ke mann me. Khaaskar Shweta ke.

"Keval tumhe ek Maa ka pyaar chaahiye tha. Jo mein tumhe kabhi na de saki. Keval... Keval ek maa ka pyaar. Kitni gayi guzri hu na mein? Mere paas ek beshqeemti heera jab se maujood tha. Aur mein waha unn chand rupayo ke liye marr rahi thi. Na keval mene unn rupayo ko khoya, balki uss anmol heere ko bhi kho diya. Sahi kehte hai log, laalach buri bala hai. Hai na!? Mere bacche!?"

Veer ke baalo par haath ferr Shweta aaj apni mann ki baat bolti jaa rahi thi.

*Puch*......
Aap ka update 87
HD hoti hai yrr copy right karne ki
Yaha hm log ache ache writes ✍ ki story dekhne aate hai or aap log copyright waala kaam karte ho 😠
 
Newbie
32
28
20

wow nice update
 
next update Iam waiting for new updates
 
Top