- 1,167
- 1,335
- 143
Update......21
Arin abhi apne mami aur behen se hi baat kar raha tha.......
uski baaki ke family bhi wahi thi....siwaye chhote chacha ke........
uska maa baap bas use gile ankhon se dekh rahe the......
Arin un logon ko complete ignore mar raha tha........
jab un logo se aur sehen nhi hua to....Arin ki maa Uske pas aa gayi......aur boli......beta........
Arin unke taraf dekhke bina koi expression ke hi bola........ji aap mujhse kuch keh rahe hai.....
A.maa .....Beta wapas aja.....dekh kya ho gaya hai tera pariwar.....
Arin ....waise hi expressionless jawab diya.......ji mai kuch samjha nhi......aur ek baat main apko clear kar doon mai apka koi beta nhi hun.....
mai to bachpan se hi anath hun......
yeh sunke ab to jo itni der se Amom ne ansoon ko roke rakhe the uski bandh tut gayi......tab Shankar Malhotra yane ki Arin ka Papa bhi aage aye aur......hath jor ke bole.......
yeh sab kyun kar raha hai beta.....hume maaf karde ....dekh pura pariwar tut chuka hai.....
Arin......mai .....maine kuch nhi kiya hai......aur yeh bar bar beta bolna band kijiye......main bas ek Ghulam aur kutta hun jise sirf marke aur torcher karke anand milta hai......
bhul gyae kya yeh ap ki hi zubani hai.......
A.papa ko apni kahi huyi baatein yaad aa jati hai......aur wo ab kuch bolne layak nhi rehte....
tabhi Arin ka Didi aage aati hai.......bhai hume maaf karde na....dekh inhe kitna dard hua hai.....
Arin.....jo itni der se emotionless tha wo has utha......jor jor se hasne laga.....
baaki log bas use thage se dekhte rahe......
fir Arin bola.....Dard.....tab yaad nhi aayi.....jab tumne mujhe galat iljam lagake mar khilwaya tha......kya hi galti thi meri.....bas maine tumhare khana leke jane mein deri ki thi......tab tumne mujhpar jhuta iljam lagaya ke main tumhe khana nhi de raha hun......
jab yeh log mujhe mar rahe the.....kitna chillaya tha....kitna roya tha......bar bar rehem ki bheekh mangi thi......tab to kisiko dard ki parwah nhi huyi......
ab to A.didi ke pas bhi bolne ko bhi kuch nhi bacha tha......
Aksara jo abhi tak chup chap thi.....uske ankhon mein bhi ansoon thi........wo abhi kuch bolne hi wali thi ke........
Arin......oh meri pyari Aksara didi main to bhul hi gaya tha aap bhi ho yaha pe.....apko bhi kuch kehna hai.......yaa apke Birthday wale din ki yaad dilaon.........
Arin apne chachi ke taraf mud ke bola.......kaise hai nagin sahiba.....is pariwar ke nagin......ek masoom bache ne kya bigada tha tumhara......jo use marne ki kosish ki.....kitna torcher kiya tha tumne mujhe......mujhe har ek baat yaad hai... Abhi Arin ke ankhein thodi lal thi....wo abhi thoda gusse mein tha...
tabhi uska expression change ho gaye aur haste huye bola.......kya chachi ji Apka Ashiq kaisa hai.....kya abhi apki koi madat nhi kar raha hai kya.......
abhi Arin age kuch bolta Arin ka maa uthke ake Arin ka pair pakad liye......
Arin jhat se hath gaya.....
wo rote rote boli..... Please Aksh.....beta hume maaf karde......yeh sab band kar .......hum aur seh nhi sakte......
Arin.....hahahahaa...haste huye bola......kya baat hai sehen sakti jawab de diya.....nafrat dena asan hai lekin sehna nhi......
aur main koi Aksh nhi hun mera naam hai Arin......
kya aap bhul gaye......jab bachpan mein mai maa maa karke apke pas ata tha......ap mujhe dhakka deke bhaga deti thi.......ekdin to bas maine apke kapdo pe galti se daag laga diya tha.....to apne mere haatho mein khoulta hua tel daal diya tha.......agar main baatein bhulna bhi chahun to....yeh nishan mujhe bhulne nhi deta.......(arin apne haatho pe lage jalne ke nishna dikhate huye bola)
Mami jo ab tak chup thi.....unke ankhon mein bhi ansoon the.....wo bol pdi......beta inhe maaf karde......yeh tere maa baap hai....aisa to mat kar....kya yehi sikha hai tune.....
Arin jor jor se hasne laga.....Maa baap......sirf jaanam dene se Maa baap nhi bante....maur shayad apko pata na ho mami ke yeh log to mujhe janam hi nhi dena chahte the......
aur jis bache ko bachpan se nafrat ......torcher dikha hai.....wo aur kya hi sikhega........
yeh log mere dushman hai.....main inse badla le raha hun......wo bhi gin ginke.......yeh to sab suruwaat hai....
aur haa ap logo ka ghar wapas lauta raha hun......
yeh bolke wo jane laga.....tabhi Sheetal ake usse piche se lipat gayi.....aur fut fut ke rone lagi....aur boli......mat jaa mere bhai.....maine bohot intezar kiya hai tera......in logo ne tere sath bohot galat kiya hai.......
Arin......ek aap aur mama mami hi to hai jo mujhse pyar karte hai.....fikar mat kijiye main kahi nhi jaunga......main bas in logon ko mere samne dekhna nhi chahta....inko yaha se jane dijiye.......main aunga apke paas
yeh bolke Sheetal ko chhudake Arin waha se nikal gaya......Aaj Arin ke bhi ankhon ansoon the......use apne saath huye sari ghatnaye yaad aa gayi thi....aur sath hi wo dard bhi
wo waha se nikla
udhar wo tantrik bohot hi gusse mein tha.....us raat ke baad 2 din nikal chuka tha lekin wo Arin ka kuch bhi pata nhi kar paaya tha.....
wo abhi apne hi room mein baitha hua tha......tabhi uske samne aya...Arin
tantrik to jhatke ke sath uth gaya.....use samajh nhi aa raha tha ke abhi abhi kya hua.....
Arin.....kya baat hai tantrik.....bohot uchal raha tha.....itna chouka kyun......
Tantrik bina kuch bole fata fat kuch mantr padke hath age kar diya......aur Arin ko ek Chain ne jakar liya.....kyun ki wo samajh chuka tha ke yeh koi aam banda nhi hai........
lekin Arin bas muskura raha tha....wo bas apne haath ko jhatka aur sikanje tut gaye......Tantrik ko ab thoda dar ane laga.....kyunki uski shakti shali taqato mein se ek tha......
wo abhi age kuch kar pata Arin ne bas itna bola.......ghutne pe baith jaao aur koi bhi chutne ki kosish mat karo......
aur tantrik ghutno ke bal baith gaya.....wo apna koi bhi taqat use nhi kar raha tha......
Arin muskurate huye bola......kya baat hai.....fat gayi.....tune jo mere baare mein jo bhi bola tha....sab sach ho gaya re.....dekh main andhere ka raja hun......khud andhere se janma hun......pandit.....
ji haa dosto.....yeh tantrik wahi pandit tha jo Arin ke namkaran mein aya tha....aur wo bola tha ke yeh bacha manhoos hai.....yeh bhabishya mein jake aap sabki zindagi ki kaal banne wala hai.....
ise jitna ho sake apno se dur rakhiyega......
yeh sab usne Arin ke pariwar se bola tha......aur akele mein Arin ke dadaji ko........ap iss bache ko kisi anathalay mein rakh dijiye.....iski wajah se bhabishya mein apke aur apke pariwar pe khatra rahega.....aur apka pariwar bhi tut sakta hai.....sabdhan rahiyega......
jab yeh 5 saal ka hoga to apke pariwar pe bohot bara khatra ane wala hai..........
Arin yeh sab tantrik ko yaad dilata hai.......tune yeh sab kaam acha to nhi kiya.....lekin sabse badi gunaah tab ki thi jan tune mere Dadaji ko mara tha......
tantrik to ab sakte mein agaya tha....kyunki jo baat uske alwa koi nhi janta tha....wo Arin ko pata thi......
Arin use saja dene hi wala tha ke.......uske side se ek portal khula........jisme se nikla......SATAN....shaitano ka king.....Yeh. Khud hi andhera hai......
satan....putra ise chhod do.....iski saja hum tay karenge.......isne humare bete pe humla kiya tha....humare bete ke khilaf shadiyantra racha tha.....bas kuch kagajo ke tukron ke liye.......
Arin sunke muskura diya.....aur bola ......ji pitaji jaisa aap kahe.....
Tantrik to ab Satan ko dekhke aur uski baaton ko sunke uski ab fat ke 124 ho gaya tha........
wo darte darte bola.....mere aka mere malik.....yeh ladka kaun hai .....kya yeh apka beta hai.......
Satan ......haa yeh humara beta hai
kuch karano ke chalte humein ise khud se dur karna pada tha.....lekin tune mere bete pe hath dalke bohot bada gunaah kiya hai....saja to tujhe milegi.....unsab kamo ki jo tune ab tak kiya hai.....masoom aur nirdosho ko mar ke....
yeh bolke usne hath age kiya......aur tantrik ke niche jamin fat gayi......aur wo usme dhasne laga......wo chillane laga .....lekin koi uske sunne wala na tha.......
Satan Arin ke taraf dekhke bola......un logo ko tumhara pata chal chuka hai......wo log ab direct humla karne wale hai.....sabdhan rehna.....
Arin......ji pitaji.....
Satan Arin ko agah karke nikal gaya.
Arin bhi waha se nikal gya.......
ab dekhte hai aage kya hota hai.......
to be continued..........