- 11
- 9
- 3
Kya is kahani me koi romance nhi h kya???
Budha Maherdra aur Sarita bahu ke bich romance hai ....Kya is kahani me koi romance nhi h kya???
Abhi start nahi huwa hai bhai kahani mai romance dheere dheere ayega kyunki abhi tak koi bhi jodi official nahi huwiKya is kahani me koi romance nhi h kya???
Waiting dekhne ke liye Mahi Maurya jiBudha Maherdra aur Sarita bahu ke bich romance hai ....
Maherdra budhau aur sarita bahu ki jodi... Hai naAbhi start nahi huwa hai bhai kahani mai romance dheere dheere ayega kyunki abhi tak koi bhi jodi official nahi huwi
Mahi Maurya ji ek kaam kijiye SiddHart ko sarita ka jodidaar bana dijiye.. kam se kam sarita ka sath milne par baar baar naam badalne ki bimari door ho jaayegi uskiWaiting dekhne ke liye Mahi Maurya ji
सही कहा आपने नैना जी।Yahin asli mudde ki baat hai....
Bade bujurg keh gaye hai ki Aapka vyavhaar hi aapka parichay hai... Even aapki parwarish ka parichay hai
Raghav apne vyavahaar se apna parichay de chuka hai ki wo kis level ka banda hai... even apne so called ma baap ki parwarish ke bare mein bhi....
yahan is story mein raghav ne kuch hi mulakaaton mein manisha se pyar karne laga.. chalo koi na... pyar karna koi gunah nahi... Chalo yeh bhi thik hai ki manisha ke piche pada hai taaki wo bhi izhaar kar de...
Lekin manisha ki nazariye se abhi ke liye ye bas ek attraction hai, wo abhi ek dum se decide nahi kar rahi hai, isliye is mamle mein aane wale waqt pe soch vichaar karne bare mein soch rahi thi...
Par raghav hai ki usko baar baar provoke kar raha tha, aur jis tarah ki ched khani ...e.g. yun baat baat pe ushe pakad lena, khana khate waqt pero pe apna per ghisna...are ghar pe sabhi hai , koi dekh leta to... are sarita dekh leti uske saamne kya image reh jaati manisha ki...
Kya iske bare mein socha raghav ne...
Agar raghav ki is ched khani ke bare mein abhishek ko pata chala to wo to yahi sochega na ki ye log uski dono bahano ko isliye apne ghar rakh rahe hai taaki aisi gandi harkatein kar sake...
Jo insaan khud pyar ko samman dena nahi jaanta .... ushe pyar karne ya jatane ke ka bhi koi haq nahi....
I think...raghav manisha ke layak nahi...
परवरिश तो बहुत अच्छी दी है, लेकिन क्योंकि वो दोनों महेंद्र के बेटे हैं इसलिए आपको बुराई ही बुराई नजर आ रही है।
actually nischal aur savita ke ma baap mahendra budhau aur wo kutiya naina ne bilkul bekar parwarish di hai raghav aur nischal ko![]()
फिक्र नॉट,abhi dekhiyega..
main kaise mahi ji ko chane ki jhad pe chadhati hun revo ke jariye![]()
बहुत बहुत धन्यवाद आपका नैना जी।Aapki dwara likhe gaye shabd sawan ki wo pelhi barsaat hai , jaha kirdaaro ki bhaavna se bhari bhumika jaise apne apme yaadon ka basera ho... aapki lekhni sach mein rachnatmak hai.. aur varnatmaak bhi hai....jo romance, family drama ,action aur family value ko ek alag hi level par le gaye hai....
har ek gatividhiya jaise alag hi pehlu ho kirdaaro ki... Jaise weh log us pehlu ko khol ke rakh diye ho pathako ke samaks.... lage Jaise us pehlu mein har ek shabd kabhi dard to kabhi fikar ho ek duje ke liye ho... For example...khoon ka rishte se bhi badhkar hai raghav ka nata nischal & uski family se.... itni fikar aur pyar ki khud ki jaan daav pe laga de savita ko bachane ke khatir....anath hone ka ek chupa hua dard bhi tha raghav ke dil mein... ek jakhm jishe nischal aur uski family ne apne pyar se marham lagake thik kar diya tha... lekin manisha ki baaton phir se hara kar diya...
un palo mein kya beet raha hoga uspe... Jab manisha ne uske ma baap pe sawal uthaya tha...
Well.... savita ke liye raghav kya maayne rakhta hai ,iski vivaran bahot achhe se pesh ki hai lekhika ne .
Waise kirdaaro ke vicharo ka adan pradan jis mul vishay bastu pe hai wo ek lay mein dikhane mein lekhika mahir hai... jo sach mein santosh janak hai aur padhkar aanand bhi mile..
aise hi likhte rahiye aur apni manoram lekhni se hum readers ka manoranjan karte rahiye...
Let's see what happens next...
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
( btw nischal aur sarita ke mamle ko skip kar di hai revo se)