Romance Tumhaare Liye- Ek Prem Kahaani (Complete)

दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
:congrats: Mahi Maurya ji aapke essh kahani ke liye ummid karta hu ye humare dil ko sukoon degi

Aur bhoute dinn baade kisi adult forum par pure romantic story padhne ko milegi kyuki aaj kal jayada tar writers incest and adultery ko mila kar story likhte hai.

Ha unka ek alag maza hai lekine vo alag alag baate hai

Abhi aapki story par baat karte hai, Hum buss appse updates ki request karenge force nahi karenge

Kyuki aap na jaane kitna time laga kar update likhti hai aur saath mai apni daily life ko bhi manage karti hai

Ess karn hum samjh sakte hai kabhi kabhi update dena possible nahi hota

Par ye request hai ki aap story adhuri na chodna kyuki jab hum pathak koe story read karte hai toh wo story kahi na kahi humare mann se jude jati hai

Aur jab aap ke mann se juda kuch adhura rah jaae toh mann dukhta hai :verysad:

Ess liye aapke har update ka intezaar rahega mujhe aapka
Massom reader
धन्यवाद आपका महोदय।
अगर आप वही मासूम से प्यार से मासूम पाठक हैं जिसे हम सब leon32 के नाम से जानते हैं तो आपको कुछ कहने की जरूरत ही नहीं है।।

अपडेट कहानी के बारे में आपको सब पता होगा फिर।
बाकी आप अगर कहानी पढ़ेंगे तो पता चल ही जाएगा।।

साथ बने रहिए।।
 
दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
Namskaram Mahi Maurya ji
and Late hone ke liye sorry.Wo kya tha hum forum ke kaam mai busy the iss karn story nahi padh pa raha tha.

But ab forum ke kaam mai mujhe thoda break mila hai so ab mai ss section ki stories read karunga.

Ab aate hai kahani par,
Kahani ke sabhi kirdaro ka intro aapne bhoute hi acche se diya.

Pariwar mai Mr. And Mrs. Aanand ka intro aur unki pariwarik halath. Aur aakhir wo kyu apne bete Abhishek se itna pyaar karte hai kyuki unki essi muskil bhari zindagi mai Abhishek wo khushi bann kar aaya jesne unki zindagi ko umang se bhar diya.

Mana abhishek kaafi chanchal hai, eske shararte kaafi sirdard bhari hai par iska karn bhi hai wo ghar mai sab ka ladla hai.

Uski choti bhene bhi abhishek ke aage piche ghumti hai aur ghar mai sab kuch uske around hi rahta hai.

Phire dusra para,
Jaha aapne abhishek ke talent se hum sabhi ko introduce karaya ke kese abhishek drawing karne mai expert hai aur ye yash kahi toh nahi.
Agar ha toh kaafi shararti hai ye aur unka 1st update mai hi sir phode diya.

Sayade issi liye ye biche mai gayab ho gae the...bichare hospital mai the.
Kyuki Abhishek ne :sad3: , nariyal phode diya inka.

Lekine ye pura seen ye bataya ki abhishek mind level par kitna strong hai aur kitna hyper hai.

Strong isse liye kyuki essne sir phode kar bhi ghabraya nahi jo iss umar ke bacche aam thor par ghabra jate wahi ittni se baat par sir phodna ye clearly show karta hai ki wo kitni jaldi hyper ho jata hai.

Par ghar aakar bhi abhishek distrub nahi huva ussne apne mom dad ko truth bataya but not complete mtlab smart hai ki agar maar khani hai toh kyu na kal khauu aaj kyu.

And last mai uski mom ka blind love dekhne ko mila aur saath mai ek hidden point ki mrs. Aanand ke blind love ki wajah se abhishek bhatak sakta hai.

Well aage kya hoga ye toh next upate hi bata sakta hai...so ab next update ke rebo mai milte hai
Aapka Innocent Devil
SiddHart
बहुत बहुत धन्यवाद आपका महोदय।।

अब अपने इतना कुछ लिख दिया है कि इसके आगे कुछ कहना बेमानी ही होगा।।
बाकी अभी कहानी की शुरुआत है और हर कहानी की शुरुआत थोड़ी ढीली ढाली ही होती है। अब हम अपनी कहानी के बारे में और क्या बताएं बस इतना ही कहेंगे कि अगर आप कहानी पढ़ते हैं तो आपको भी मज़ा आने वाला है। फूल तो एंटरटेनमेंट कहानी है ये।

साथ बने रहिए।।
 
दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
kahaanee ka sankshipt parichay hamen bataata hai ki aik mahila Police Officer, Sarita, ne apne sage bhaee ko ghaayal kar diya hai... kaaran agyaat... romaanchak shuruaat...
Parivaar ke any sadasyon ko bhee aisa hone ke vaastavik kaaran ke baare mein pata nahin hai!!!

hmm... bhaee bach gaya he...

Dilchasp baat yeh he ki romaanchakaaree tadke ke saath aik romantic kahaanee shuroo hui he... yeh utsaah ke level ke saath-saath yeh jaanane kee utsukata bhee badhaata hai ki aage kya hoga... aur ye sab hua kesse...

lekhak aur samagr kahaanee ke baare mein kuchh shabd:

Jis tarah se kahaanee ko prastut kiya gaya hai woh lekhak ke mahaan lekhan kaushal ko darshaata hai... kahaanee ka ek nishchit kathaanak hai... Paatr majaboot pratyaashit bhoomikaon ke saath ubhare hain.
बहुत बहुत धन्यवाद आपका महोदय।।
बस एक छोटी सी कोशिश है कि कहानी ऐसी लिखूं की पाठकों को पसंद आये। अभिषेक की नादानी और दोनों बहनों की समझदारी।
अभिषेक अपनी मां और बहन का लाडला है तो वो शरारत भी कुछ ज्यादा ही करने लगा है और माँ तो माँ ही होती है जो अपने बच्चे की हर गलती पर पर्दा डालती है।
बाकी आगे कहानी में आपको सब पता चल ही जाएगा।

साथ बने रहिए।।
 
दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
Yeh mera mannana he ki aik romantic kahaanee erotica se rahit honee chaahiye...

Kahaanee ke kathaanak kee kisee bhee aavashyakata ke kaaran, yadi irotika hona jaroori ho to na to us par adhik jor diya jaana chaahiye aur na hee is men kahaanee ke pramukh pratishat ke roop shaamil kiya jaana chaahiye...

Saadar...
ये कहानी ठीक वैसी ही है जैसा आप कहना चाह रहे हैं उम्मीद है आपको यव पसंद भी आएगी।
 
दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
Aik gareeb parivaar, Aik beta do betiyaan...
Mata-pita ka apne bachchon ke prati jimmedaar aur santulit ravaiya dikhaiye deta he...

Abhishek is bhag ka focus raha ... use hinsak pravrtti vaale bachche ke roop mein prastut kiya gaya hai lekin any vishayon kee tulana mein drawing ke prati bahut jhukaav hai... us ki drawing kaushal achchhe hain lekin vah abhee bhee nausikhiya hai ... krodh niyantran ke saath samasyaen hain .. us ke pita ka yeh kahna ke us ne kisee se jhagada kiya ho ga... ishara he ke Abhishik ka hinsik vyavahaar aage chal aur badhhe gaa aur us ke liye aur parivaar ke liye samasyaen paida karega.

Adbhut lekhan kaushal... kahaanee ka kathaanak bhee aashaajanak prateet ho raha he...
धन्यवाद आपका महोदय।
अभी तो कहानी की शुरुआत हुई है।
शुरू के कुछ भाग कहानी की नींव तैयार करने के लिए ही हैं। जिसमे प्यार और उनकी बढ़ती उम्र के कारनामे ही होंगे। जिसे पूरी कोशिश की है कि पाठकों को पसंद आए।
अभिषेक सरिता और मनीषा के चरित्र की अभी शुरुआत हुई है आगे बहुत कुछ पता चलेगा।

साथ बने रहिए।।
 
दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
phir se update ka focus he Abhishek...

Abhishek par atirikt dhyaan de rahee hai aanand kee maan... kya woh apnee Maa kee madad ke bina taiyaar nahin ho pata school ke liye...???

Abhishek ko ek aise bachche ke roop mein dikhaaya gaya hai jisakee drawing ke prati vishesh ruchi hai aur usakee bahanen sabhee vishayon mein uchit ruchi letee hain... kya use vyavahaar sambandhee samasyaon ke saath koee maanasik samasya bhi hai...?? Iss baar to Abhishek ko chhod diya he Principal ne... ab aage kya hoga...???

Abhishek ke pita bhi chintit hein...

In sabhee savaalon ke javaab kee prateeksha mein aage badhte hein...

Adbhut lekhan kaushal...lekhak ne jigyaasa ke level ko saphalataapoorvak banae rakha hai...
धन्यवाद आपका महोदय,
अभिषेक ऐसा ही है। अपने किए गए कारनामे को उठाने आधा सच ही बताया और इस बार अध्यापक ने उसे स्कूल से निकाला नहीं। उसे चित्रकारी में रुचि है और आनंद जी चाहते हैं कि वो पढ़ लिखकर एक बड़ा आदमी बने।

आगे और भी बहुत कुछ होने वाला है।

संघ बने रहिए।।
 
दिल से दिल तक
2,557
5,867
143
Is bhaag mein kahaanee aage badhee hai... bachche ab bade ho gae hain... Abhishek ne apne hinsak vyavahaar ko jaaree rakha hai... any vishay mein usakee ruchi na hone ke kaaran Board pareeksha mein fail ho gaya hai... yahaan tak ki ek saksham shikshak bhee us mein sudhaar na lasaka...

Bhaee ke lie bahan ke pyaar aur dekhabhaal ka behatareen bhaavapoorn varnan... Aanand ko apane bete ke lie sahee hee chinta hai kyonki uss ne khud kathinaiyon se bhara jeevan jiya hai... Abhishek ne vaadaa to kar liya he ke woh theek se padhe gaa... lekin kya sach mein aesa hoga ??

Adbhut lekhan kaushal... :painting:
धन्यवाद आपका महोदय।
अभिषेक ने भले ही वादा कर लिया है लेकिन इतनी जल्दी अगर वो सुधर जाता तो बहन के हाथों गोली नहीं खाता। बहन भाई में बहुत प्यार है। तीनों एक दूसरे पर जान छिड़कते हैं यही प्यार आगे चलकर इनके अलगाव का कारण बनेगा।

साथ बने रहिए।।
 

Top