- 2,557
- 5,867
- 143
प्रोत्साहन पाने के लिए इतनी बड़ी कीमत।Aji protsahan to puri tarike se karungi.. bas ek baar abhishek aur savita ek ho jaaye to maza do guni ho jaaye padhne mein![]()

प्रोत्साहन पाने के लिए इतनी बड़ी कीमत।Aji protsahan to puri tarike se karungi.. bas ek baar abhishek aur savita ek ho jaaye to maza do guni ho jaaye padhne mein![]()
Yahin reviews ki ran neeti hai..ये तो ब्लैकमेलिंग है नैना जी।।![]()
aanant ko laath maarke bhaga dijiye kahani seप्रोत्साहन पाने के लिए इतनी बड़ी कीमत।![]()
आपकी मांग किसी अन्य कहानी में पूरी होगी।Aur hai savita aur abhishek ko ek karne wale matter ko leke tab tak aapse kehti rahungi jab tak aap in dono ko ek nahi kar dete![]()
उसने बहुत प्रतीक्षा की है सविता की।aanant ko laath maarke bhaga dijiye kahani se![]()
कभी कभी रोमांटिक होना ही पड़ता है।Ye raghav bich bich mein sakti kapoor kyun ban jata hai![]()
अपने प्यार को फोन करना और उसे पकड़ लेना कोई गलत बात तो नहीं है।Pata nahi ye banda romance ke Naam par kya kya kar raha hai
Kabhi adhi raat ko call karta hai to kabhi pakad leta hai![]()
धन्यवाद आपका नैना जीMana ki update no 69 hai, mana ki ye adult forum hai.. iska matlab ye to nahi hua ki raghav prem chopra hi ban jaaye aur manisha ke sath jor jabardasti karne lag jaaye
Lagta hai update ka number dekh raghav kuch zyada hi hawasi ho gaya tha![]()
Maine to ye baat jikar bhi ki thi...
Kuch update se kayi mamlo mein emotions aur feelings hi gayab hai jaise...
nischal ke ghar aane ke baad rest karne chali gayi, savita se bhi mil li dono bahno ne lekin kya ek baar ghar ke paas mein hi rehne wale khudke bade bhai ko milne gayi dono?
In fact manisha ye kehke aayi thi ki ushe apne bhai se milna hai.. uski yaad sataaye... isliye sarita ke saath aayi thi...
फिर से वही बात कह रहे हैं कि हर बात का बार बार जिक्र किया जाए ये जरूरी नहीं है।Lekin aane ke baad kahani , update aur kirdaar kuch aur alag hi roop dikha rahe hai... Dono bahano ki behavior hathi ke daat khane ke alag dikhane alag ki tarah..
Sabse badi baat sarita aur manisha ko kya dosh de, jabki aanand aur raani khud maa baap hone ki Bawajood bhi ghar jaane ke baad ek baar bhi phone karke apne bete ke haal chaal ke baare jaanne ki jarurat na samjhi...
इंसान की सोच का कोई भी पारावार नहीं है महोदय।