- 25,316
- 19,145
- 143
Mannat ke Diye
Ye kahani apne likha bahut lajab tha mannat ka diya heer-ranjha, shirin-fhrhad aur laila-majnu dinya ke ye teen jode pyaar ki rah par chala na jane kite dard aur julm sahe antim sans tak ek dusre se parem karte rahe aur deh tayag diya.
Usi tarj par aapki ye hahani jiski adhuktar shavd urdu ke the bahut hi behtrin kahani tha. Seemran ki manat rang layi uski khawaish pura hua
Maine hamesha bas ek hi mannat mani hai aur ek hi duaa mangi hai, jo mera ishq hai wo mera naseeb ho jaye aur agar wo mera naseeb me nahi hai to bhale hi wo kisi aur ka ho jaye magar us ke siwa main kisi aur ke naseeb me na likhi jaun
Seemran garib thi anpad thi par uski chata atut tha. Usne sirf aur sirf saim ko chaha saim ke alwa kisi aur ki hona hi nehi chahti thi.
Aur sain ne kiya kiya sirf rahan sahan aur tadak bhadak ko sabse jayada tarjih diya par hua kiya ant me usi ke yaad me kud ko dandit karne ke liye khud manat ka diya jalata hai.
Ant me ek bat kahuna aapka likha hua manat ka diya bahut behtrin tha apne ek ek shabd ko tol mol kar likha. Par ant me jakar is story ne mera dil tod diya vo sirf isliye simran jis heer ke darwar me jakar manat ka diya jalana chata tha us heer ke jaisa uska pyaar adhura raha gaya. Adura love story mujhe bahut taklif deta hai.