Romance Ajnabi hamsafar rishton ka gatbandhan

Will Change With Time
Moderator
8,532
16,936
143
dimple kuch jada hi bhao kha rahi thi udhar apashyu bechra pyar ka mara. :D sukanya ka to samjh ata hai ke wo kis liye gussa hai ravan ke upar. par usko bhulna nahi chahiye ke ravan agar shadiya nahi tudvata to raghu ko kabhi kamla nhi milti :lol:
Mast update tha bhai.

Bahut bahut shukriya 🙏 Aakesh. Ji

Bhale hi rawan sajish ke tahat bura karne ki soch rakh kar baar baar raghu ki shaadi tudwata raha. Lekin uske kiye bure karmao ma phal raghu ko kamla ke roop me mila.
 
Will Change With Time
Moderator
8,532
16,936
143
Wonderful update. rajendra ji aur surbhi ji ke dil me uske liye kitni sneh hai, har gujarte waqt ke sath apshyu us sneh ko mehsus karta ja raha hai.
Khud ke liye itna pyar dekh wo gadgad ho gaya.
ravan ko kuch samajh me nahi a raha tha . sukanya ki tikhe bate use sochne par majbur kar diya tha. naste me uski bate kafi prabhavait kiya sukanya ko. ho sakta hai wo sukanya ki bat maan ke ab galat na kare apne bhai ya raghu ke sath. lekin uspar visvas kiya bhi to nahi ja sakta.

Bahut bahut shukriya 🙏 ji

Rawan ek aise do rahe par khada hai. Jiska ek rashta vo jiss par vo ab tak chlta aa raha tha. Aur dusra raeshta vo jiss par chalne ke liye suknya use kah raha hai. Ab rawan ke liye sahi phaisla le pana kitna asan hoga ya phir vo kaun sa phaisla lega ye to samy hi batayega.
 
Will Change With Time
Moderator
8,532
16,936
143
Apshyu me gajab ka badlaav dekhne ko mil raha hai. uske man me jo bhi paap the sab dhul gaye pachtave ke ansu ke sath. aur ab rahi sahi koi bhi man me khot tha to rajendra aur surbhi ke pyar ne dur kar diya hai. kya apshyu aur sukanya ki tarah rawan sudhar nahi sakta. akhir kya rakha hai burai ke raste me jo apno ko hi dur kar de khud se.
Kahai super ja rahi bhai. dimple ki narajgi dur karo.

Bahut bahut shukriya 🙏 Rapchik Rishi ji

Adhi umrm ek rashte par chlte huye beet jaye aor achanka use raste ko badlne ko kaha jaye to is par phaishla lena bahut muskil hota hai. Rawan sudrega ya nehi ye aanee wale update me pata chlega.
 
R

Riya

Bahut bahut shukriya 🙏 ji

Rawan ek aise do rahe par khada hai. Jiska ek rashta vo jiss par vo ab tak chlta aa raha tha. Aur dusra raeshta vo jiss par chalne ke liye suknya use kah raha hai. Ab rawan ke liye sahi phaisla le pana kitna asan hoga ya phir vo kaun sa phaisla lega ye to samy hi batayega.
waiting for new update destiny ji
 

Top