Update 73
Sam jab andar jata hai to usey chakkar ane lagte hai .. kyu k uske samne who khada tha jiska who umeed bhi nahi kar sakta tha .. Kyu k samne wala ladka Sulaiman aur aadmi sher khan the , pehle to dono sam ko dekh k dar jjate hai magar jald hi unko ahsaas hota hai k un dono k hath mein pistols hai aur sam nihatta hai , sulaiman pistol sam ki taraf kar ke kehta hai
Sulaiman :-job hi hatyar tumhare pas hai neeche phenk do ..
Sam apne peeche se pistol nikalta hai aur samne wale table pe phenk ke kehta hai
Sam :-kyu kiya tum dono ne ye sab ?? kya dushmani hai mujhse ..
Sulaiman :-sunna chahte ho k mein ne kyu kiya ye sab to suno ,mujhe tujhse nafrat hone lagi thi school k tym se kyu k school mein me sam k friend k nam se pehchana jata tha , mera apna koi auqat nahi that ere nam se jeer aha tha aur jab bade hote gaye to city mein bhi me sam k dost k nam se pehchanajata tha , mujheboht bura lagta tha..aur dusri baat mein mahrosh ko pana chahta tha dewaana tha mein uska , aik bar uske sath sona chahta tha mein magar kya karu teri wajah se koi chance nai tha par tere jane k baad mein ne boht bar try kiya usey propose bhi kiya par nahi mani ..Magar phir aik din mein ne jab usey dubara I love you kaha to usne mujhse time manga .. magar tere ane ki wajjah se usne reject kar diya .. Us waqt tumhare liye mera nafrat aur badh gaya ..humey pata chala k ahmer ki shadi hone wali hai , yeto pakki baat thi k tu ayega aur humne tabhi se plan banaya ,tumne humey un ladkon k nam ki list banana ko kaha to jo mahrosh ko tang karenge , Hum ne isi baat ka faida uthaya jo usey tang karte the unka naam nahi likha aur tehsildar k bête k sath ACP k bhai ka nam list me add kar diya .. phir tumne unhe itni buri tarah se mara k who sab coma mein chale gaye aur dusri taraf se ACP aur Tehsildar pagal ho gaye theaur jee jan laga rahe the us shakhs ko dhoondne mein jisne un ladkon ko mara tha ..humara plan ye tha k un ladkon mein se koi hosh mein aye tab tu pakda jaye aur tujhe kisi pe shak na ho .. who sab tab karte magar tumne achanak wapis jane ki baat ki to humne plan change kar diya aur khud hi in dono ko bata diya tere bare mein aur ye chutiye pagal ho ke tujhe dhoondne lage aur jald hi tujhe arrest kar liya inhone , bagher kisi saboot aur gawah k inhon ne tujhe arrest kiya tha isliye tujhe ziada dair jail mein nahi rakh sakte the isliye shera ne plan mein changes kiya aur sharjeel Khan se keh k tera bale karwaya …shera khud bhi aake karwa sakta tha agar tu ghalti se bach gaya to shera bhi phas sakta hai isliye humne ye kiya , phir mujhe yaad aya k tere 2 aur dushman hai jo tujhse badla lene k liye betaab hai james aur Numair ..in dono ko mein neye lalich diya k sam ko marne k baad mein mahrosh se shadi karunga aur tum logon ko bhi chance dunga uske sath maza karne ka , Numair to pehle se hi diwana tha jaldi man gaya , james bhi thodi dair mein man gaya ..To humne us raat tera kam khatam karne ka full plane bana liya jis gadi mein tu hospital jar aha tha usme humne tracer laga diya tha aur tujhe trace kar rahe the who jagah humey sahi laga sunsan tha wahi pe tujhe marwane k liye james aur numair ko bhej diya in dono ne tujhpe aur bhi fire kar hirahe the k tere kutte ne tujhe bachaya aur phir kuch gadiyan us taraf ate dikhe to ye log bhaag gaye …Mein ne us din jaan bhooj k khud ko pitwaya tha taa ke tumhara shak mujh pe na jaye .. ye tha shuru se lekar end tak ka movie ab bhi koi sawal hai to pooch le uske baad tujhe bhi inke sath upper jana hai ..
Sam :-hmm interesting tera to samajh gaya hawas ka pujari hai ab sher khan tum batao tumne iska sath kyu diya ..
Sher khan :-iske 2 reasons hai , pehla tumne suli se ye poocha k iske sister ne shadi kar liya ya nahi par ye nahi poocha k kis ke sath shadi kiya ?? she is my wife aur ye mera saala hai to iske shauq to pure karne hi the ..Ab dusri reason , nafrat karta hu mein tujhse bhai nahi manta kyu k teri wajah se meri behn mar gayi , yaad kar 8th class mein tere sath aik ladki padhti thi Fatima , tujhse boht pyaar karti thi pagal thi who tere liye jis din tumne usey reject kar diya usne chuhe marne ki goliyan khak apni jaan de di , kya karti bechari nadaan thi kuch samajh na aya usey k kya karein .. aur ye sab teri wajah se hi hua tha mujhe nahi pata tha magar baad mein sulaiman ne mujhe bataya k who ladka tum the isi liye mein bhi iske sath mil gaya..
Ye sun k sam k paon k neeche se zameen nikal gaya tha usey chakkar ane lage the uske aankhon mein aansoo aa gaye the , sam ne apne aansoo saf karte hue kaha Sam :-Fatima ab zinda nahi rahi aur usne mere liye khudkushi ki , aur sab se badi baat who tumhari behn hai tum ne kabhi bataya hi nahi mujhe ..
Sher khan :-kya batata ye batata k tum mere behn k qaatil ho tumhari wajah se usne apni jaan le li ye batata ..
Sam :-ye jhoot hai mein ne usey reject nahi kiya hai sulaiman ko sab pta hai isne tumse jhoot bola hai
Aur sam Fatima wali story shuru se lekar end tak usko sonata hai , shera jaise jaise suntan jata hai usko afsos hota hai k who sam ko kya samajh raha tha aur sam kya hai phir sab kuch batane k baad sab chup the tabhi sulaiman ne kaha
Sulaiman :-jhoot bol raha hai ye aisa kuch nahi hua tha intzar kis ka kar rahe ho maro isko
Aur sam ko goli marne hi wala tha k uske pistol pe koi fire karta hai aur pistol uske haath se chhoot kar door jaa ke girta hai , sam smile karte hue kehta hai …
Sam :-halwa samjha hai kya aik baar maarne ki koshish kiya tha zinda bach gaya ab thodi na maarne dunga , tum ne to bade shan se apni story suna di ab meri suno , tumhe kya lagta hai mein akele aunga yaha , pura back up team k sath aya hu 10 k qareeb sniper shooters sathwale gharon aur buildings k upar nishana tan k bethe hue hai agar yaqeen nahi ata to lazer light check kar lo tum sab k body pe ghoom rahe hai..
Ye sunte hi sab apne seenon ki taraf dekhte hai to pate hai k red lazer light unke seene pe hai yani sniper knishane pe hai , sam apni baat continue karte hue kehta hai
Sam :-us din jab james mujhpe fire kar raha tha usi din mein isey pehchan gya tha kyu k iske aankhein mein kabhi nahi bhool sakta magar numair ko nahi pehchan paya tha .. Phir mein pehle sidha ja ke vickas ko uthaya phir usse pata chala k in sab k peeche koi aur hai usne phr plan banay tum logo tak pohonchne ka aurwho plan tehsildar sahab ab tak samajh gaya hoga …tumne mahrosh ko pane k liye ye sab kiya hai na , pata hai aik baat tujhe mein mahrosh ki shadi tujhse karane wala tha kyu k mein sab se ziada tujh pe hi bharosa karta tha par acha hua tera asliyat pata chal gaya ..Mein kitne dinon se plan bana raha tha aur aaj kamyab bhi ho gaya hu , tum logon ne ye to socha k mujhe marne k baad mere behn k sath kya karoge par apne maa behn beti biwiyon k bare mein sochna bhool gaye ..Ab zara apna phone uthao aur sulaiman tum apneammi ko, shera tum baji ko , tehsildar sahab aap apne beti ko , ACP sahab aap apne choti behn ko , james tum apne badi behn ko , numair tum apne bhabi aur behn ko call kar ke poocho k unke ird gird ya ghar ke bahir kahi 2 kale kapdon mein aadmi dikhrahe hai ya nahi , aur haan agar apne jagah se hile to apni jaan se hath dho bethoge so wahi khade ho ke call karo ..Ye sun k sab hairan hote hai k sam kya keh raha hai , phir sab aik sath kehte hai
Sab :-kya matlb hai tumhara ????
Sam :-pehle call to karo phir matlb bhi samjha dunga ..
Phir sab apne apne relatives ko call kar ke poochte hai aur thodi dair mein sab kehtte hai
Sab :-ye sab kya hai who kon hai ..
Sam :-hmm kya soch rakha tum saalon ne k mein pamper bhechne aya hu yaha akele , Abey tumlogon ne khoob plan banaya tha mujhe marne ka aur age ka bhi magar ye bhool gaye k samne Sameer Sam A.K.A B.S hai ..
Sulaiman :-matlb kya hai tumhara ??
Sam :-wahi hai jo tum soch rahe ho , bache tune kya socha tha mujhe marega aur baat khatam aisa nahi hota tu ne sameer sam se dushmani mol li thi , tu kameena hai to mein sawa kameena hu samjhey , jate jate aik aakhri sawal mere zehn mein ghoom raha hai agar ijazat ho to poochu kya ???
Sulaiman :-haan pooch ??
Sam :-ahmer bhai bhi isme involve haik nahi ???
Sulaiman :-nahi ..
Sam :-phir mahrosh **** road kaise pohonchi us din jab uspe fire hui
Sulaiman :-credit goes to your mom , tumhari sab se badi dushman wohi hai , jitna who tujhse nafrat karti hai utna to hum bhi nahi karte hai , usi ne us din bheja tha use market kaam se ..
Sam age ja ke aik mukka uske moon pe mara aur kaha
Sam :-jitney bhi bakwas tune kiye mein ne bardasht kar liya ab agar uske bare mein aik lafz bhi aur kaha na to tujhe zinda nahi chorunga samjhey ..
Suli apne jeb se phone nikalta hai aur sam ko kuch msgs
Sam :-mein kaise yaqeen karu k ye msgs mom k hai .. ye number unka hai hi nahi ..
Vickas phir us number pe call karta hai .. thodi dair me call attend hota hai aur sam k mom ki awaz ati hai .. jiske baad sam phone kaat deta hai .. phir table pe padha pistol utha k vickas ki taraf nishana kar ke kehta hai
Sam :-well played sulaiman miah , but as always I am the winner , now get ready to die ..
Sulaiman :-sam mujhe yaqeen hai tum mujhe kabhi nahi mar sakte ..
Sam boht koshish karta hai trigger dabane ki but nahi daba pata hai , akhir kar har maan k sulaiman ki taraf dekhta hai to who kehta hai
Sulaiman :-mein ne kaha tha na tu nahi mar payega mujhe
Sam smile karte hue kehta hai
Sam :-sach kaha tumne mein tujhe kabhi nahi mar sakta aur marunga bhi nahi kyu k mein tum sab ko usse bhi badtar saza dunga
Aur sam peeche murh k jane lagta hai to peeche se ACP awaz deta hai
ACP :-kya karna chahte ho sameer tum , tum bach nahi paoge mein tumhe kahi se bhi dhoond nikalunga aur khatam kar dunga ..
Sam peeche murhta hai aur kehta hai
Sam :-best of luck , abbey mein to bhool gaya tum logo ko batana k jo 2 2 Aadmi tum sab k relatives k ird gird hai who mere call karte hi tum sab ke relatives ki brutal tareeqe se rape kar denge aur tum log kuch nahi kar paoge kyu k yaha se hil nahi sakte snipers k nishane pe jo ho , ab chup chap apne apne cell phones de do sab mujhe shabash
Aur phir sam jaa ke zabardasti unse unke cell phones chheen k leta hai aur bahir nikalte hue apna phone utha ke call karta hai aur kehta hai
Sam :-Let the game begin
Aur call disconnect karta hai tabhi shera ghusse se age ata hai to fire hota hai aur uske tang pe lagta hai sam uske pas jaa ke kehta hai
Sam :-kya yar shera mein ne bola tha apne jagah se na hilne k liye ho gaya na tang ka bhera gharaq abchup chap wahi pade raho 1 hour baad jaa sakte ho who log bhi chale jayenge ..
Sam ye keh k bahir jata hai peeche se boht awaz ate hai usko kasmein de rahe the sulaiman aur shera apne dosti k magar who unsab ko ansuna kar ke bahir ata hai