Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Aliya ye naam pata nai kyu dil ke kareeb hai waise ek baat sonch raha hun dusman ko kabhi jinda nahi chodna chahiye kyuki mauka milte hi wo rang dikhata hai i think shaheer ko ye baat ab samjh aa chuki hogi
:thanks: for your precious comment :hug:

Dushman se agar aap ka ishara ye naye aane wale ladke ki taraf hai to woh koi khaas dushman nahi hai shaheer ka. Aur uska anjaam bhi agle update me dikh hi jayega :D

Keep supporting :dost:
 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Update 4

"Nahi sir uski zarurat nahi mein taxi kar ke chali jaungi" Wohh apne aansu ponchte hue kehti hai.

"Daro mat kuch nahi karunga mein, drop kar dunga tumhein, raat ho gayi hai taxi me jana safe nahi" shaheer dubara kehta hai.

Aliya bhi ziada kuch nahi bolti hai, aur chup chap chalti hai aur shaheer k gadi k front seat pe beth jati hai. Shaheer bhi jaa ke bethta hai aur gadi start kar ke aage barhata hai. Aliya ab thodi norma ho gayi thi aur shaheer ko thanks bol k usey guide kar rhi thi.

Kuch hi dair mein shaheer aik colony mein enter hota hai aur aik apartment k samne rokta hai gadi. Aliya ka flat isi appartment mein tha, aliya usko rukne ko bolti hai but shaheer manah kar ke chala jata hai ghar ki taraf.

Kafi late ho gaya tha, andhera chhaa gaya tha pura. Shaheer aram se drive karte hue ghar jaa rha tha. Aliya k flat se shaheer ka ghar 15 min ki doori pe tha. Khair shaheer ghar pohonch k gadi park karta hai aur andar chala jata hai.

Seedha apne room jaa ke fresh hota hai tab ghar ka mulazima aa ke batati hai k dinner ready hai aur durrani bhi aa gya hai. Shaheer neeche jaata hai. Aaj usne office se aane k baad piya nahi tha isliye theek thaak chal rha tha. Usko dekh kar durrani ko bhi aur khala ko bhi hairani hoti hai. Khair shaheer jaake unhein join karta aur sab dinner start kartr hai.

" waise aaj suraj kaha se nikla hai ?" durrani khana khate khate kehta hai "Shaheer ne aaj office se aane k baad piya nahi hai, kamal hai"

"Late ho gaya tha yar office se aate hue" shaheer khana khate hue jawab deta hai "aik staff ko drop karne me time lag gaya"

"Male staff ya female ?" durrani muskurate hue dubara sawal karta hai.

"Female" shaheer bas itna hi kehta hai.

Durrani kuch soch kar chup ho jata hai, aur muskurate hue khana khane lagta hai. Kashifa khala ko thodi rahat mili thi ye sun kar k shaheer ne aaj nahi piya aur wohh dil hi dil me aliya ko duaein de rhi thi.

Khair dono dinner k baad chhat pe chale jaate hai. Aur sharab ka daur start krte hai. Dono peg pe peg bana kar pee rhe the aur suroor chaa rha tha. Nasha charh gaya tha dono ko ache se.

"Ye ladki ka kya chakkar hai shaheer ?" Durrani peete peete shaheer se poochta hai.

"Konsi ladki ?" shaheer hairangi se usse poochta hai.

"Arey wahi jisko tum aaj drop kar ke aye ho" durrani jawab deta hai.

" acha acha, arey wohh trainee hai, ladka usey tang kar rha tha aur akeli thi, late bhi ho gaya tha to socha drop kar du, akele.jana uske liye safe nahi tha" shaheer aik hi saans me apne safai me sab kuch bolta hai.

" Love shove ka koi scene to nahi hai hmm ?" durrani shaheer ko cherhne k liye kehta hai "kahi aisa to nahi k aik mahine mein tumne mere liye bhabi bhi dhoond liya"

"Arey nahi yar durru kya baat karte ho" shaheer glass utha kar aik sip le ke kehta hai "mera to tumhein pata hai, baki who ladki bachi hai yar mere samne, 20 21 sala ki hogi, bas wohh ladka usey tang kar rha tha isliye usey drop karne gaya tha, jaisa tum soch rhe ho waisa kuch nahi hai"

Durrani uski baat pe aik zor ka qehqeha lagata hai aur glass utha k pura ghatak leta hai. Fir dono dubara shuru karte hai peena. Thodi dair me shaheer k zehen me aik baat ata hai aur wohh kehta hai.

"Durru me tumse kuch poochu to kya tum bataoge ?"

"Haan poocho kyu nahi bataunga bhala ?" durrani bhi josh josh mein kehta hai.

"Yar apni zindagi k bare me batao kuch, apni muhabbat ki dastaan" shaheer jaldi se bolta hai.

Shaheer ki baat se aik takk shaheer ko dekhta hai durrani. Fir sar jhuka leta hai. Shaheer ko lagta hai k durrani ne uske baat ka bura maan liya. Isliye wohh jaldi se kehta hai.

"Agar nahi batana chahte to koi masla nahi mein force nahi karunga, tum bura mat maano bas janne ka dil kar rha tha isliye bola"

Durrani fir bhi chup rehta hai, shaheer ko ajeeb lagta hai. Wohh apne jeb se ciggarete ka dibba nikalta hai aur aik ciggarete jala k peene lagta hai aur peg banane lagta hai. Tabhi durrani glass uthata hai aur aik hi saans me sara glass khali karta hai aur glass shaheer k samne rakhta hai.

"Bana jaam saqi aaj apne dil k zakham khuredne laga hu, uske liye is marham ki zarurat parhegi mujhe" apne laal aankho se shaheer ki taraf dekhte hue durrani kehta hai.

Shaheer jaldi se aik peg banata hai aur durrani ko deta hai, durrani usey bhi ghatak leta hai aur shaheer k haath se ciggarete le k aik lamba kash mar k dhua bahar chorh kar bolna start karta hai.

"Pyar to mujhe bachpan mein hi hua tha par bada hote hote nakaam ho gaya wohh ishq, jab mein tibet gya to mera koi apna nahi tha waha, Tibet k Mayor mujhe pehle se janta tha aur mujhe apna beta manta tha, usne mujhe waha settle hone me boht madad ki" itna bol kar durrani aik peg banata hai aur usey peete peete apni baat continue karta hai.

"uski beti thi aik Sophie, mere hi age ki, MBBS kar rhi thi, ajeeb baat ye thi k uska chehra hu ba hu us ladki se milta tha jisse mujhe bachpan me pyar hua tha, par meri aur uski banti nahi thi, wajah ye thi k uske dad mujhse kuch ziada hi pyar karte the aur bharosa karte the, jis wajah se usko lagta tha k meine uska haq cheen liya" durrani itna bol kar chup hota hai aur drink karne lagta hai.

"Jab MBBS kar rhi thi tab to fir bhi theek tha, hostel me hoti thi mahino me aik bar aati thi to ziada issue nahi hota tha, par jab MBBS complete kar ke ghar aa gyi tab problems start hue. Uske dad ka family business meine apne company k sath merge kar liya tha aur aik company bana k chala rha tha. Jisse usko issue tha k mein kisi din unko dokha de k chala jaunga, par Mayor sahab ko mujh pe pura bharosa tha"

"Kuch haadsat aise hue jisse Sophie k dil se mere liye nafrat khatm ho gayi, aur nazdeekiya barhne lage, tab mujhe andaza hua k jo wohh dikhati thi wohh to wohh asal me thi hi nahi, wohh dil ki boht achi thi, khair hamare nazdeekiya barhte jaa rhe the and she proposed me, meine manah kar diya, kyunke me uske father ka bharosa nahi torhna chahta tha, jisne mujhe beta maana tha uske sath aisa dokha kaise kar sakta tha mein" Durrani itna bol kar fir peg banane lagta hai kyunke glass khali ho gaya tha.

"Mujhe andaza nahi tha k Mayor sahab ye sab notice kar rhe hai, aur aik din unhone mujhse pooch hi liya, fir unhone khud mujhe bola k meri beti se shadi karo. Meine khushi khushi haan kar di kyunke mein bhi usey pasand karta tha. Tab mujhe lagne laga k jo bachpan me hua tha wohh shayad attraction tha us ladki k liye. Khair bade dhoom dhaam se humari shadi huyi, par sala meri qismat itni achi kaha. Sala jab bhi mein zindagi mein boht ziada khush hota hu, uper wala mujhse koi na koi khaas cheez cheen leta hai. Aur is baar usne Sophie k dad ko humse cheen liya tha. Heart attack ki wajah se unki death ho gyi. Uske baad sophie aur uske mom ko meine sambhala. In sab mein hum dono do jisam aik jan ban gaye the. Aik dusre k bagher raha nahi jata tha humey. Jab Mayor sahab k maut k gham se bahar nikle, aur mujhe lagne laga k life normal ho gyi hai aur dubara khush rehne laga tab aik aur paharh toot parha hum pe. Wohh ye tha k Sophie ko Cancer tha" Itna bolte bolte durrani chup.ho gaya, uske aankho me aansu aa gye the.

"Shaheer tumhara phone boht dair se baj rha tha, meine abhi dekha aik numbwr se 4 5 missed calls hai, dekh lo tum kon hai" durrani ya shaheer k kuch bolne se pehle khala waha aati hai aur phone shaheer ko dete hue bolti hai.

Shaheer phone leta hai aur dekhta hai koi naya number hota hai. Wohh call back nahi karta kyunke wohh disturb hona nahi chahta tha. Khair saheer dubara glass utha k aik sip leta hai tabhi dubara phone bajne lagta hai. Wohh soch rha tha k uthaye ya na uthaye.

"utha le call yar, kisi ka zaruri kam hoga warna itne call nahi karega koi" shaheer ko sochta dekh kar durrani kehta hai. Shaheer ye sunte hi call attend karta hai.

"Sir plz mujhe bachaye wohh yaha aa gya haj sir" dusri taraf se koi ladki dari sehmi rote hue keh rhi thi.
 
World's Worst Criminal
297
735
93

Yeah break lagwana zaruri tha keya 🤔. Bas durru ki kahani reveal ho raha tha aur call agaya. Just as i thought its Aliya. But reason didn't match i guess m being rusty.
So wo agaya. But ghar mai aur koi nahi hai ? Aur uska bf ? Or its all a trap and acting. Possiblity is huge.
So durru's baby love was also incest 😳.
m sure sk will return.
 
expectations
22,435
14,672

Dekha bola tha na dusmano ko halke ma noi liya jata ab wo bechari bhugat rahi hai jakar usko bachao:bat:
 
Newbie
92
271
53

Super update
 
Top