Fantasy Agnivarsha---- (Mayavi Dunia) The Incomplete Love Story (Completed)

245
282
28
Update - 4


ragging suru ho jati hai sare siniours milke juniors ki ragging le rahe the koi kishi ko dance karwa raha tha to koi gana gawa raha tha koi race laga raha tha to kisiko ulta pant pehena ke pure collage ki sher karwa raha tha to kishi ko ladkion ke pass bhej ke unke figure puchwa rahe the or unme se kuch pit jate the isi tarah ragging chal raha tha or apna deva to khoobsurat ladkion ko bike ya skooty chalane ke liye kehta aur piche beth jata aur janbujh ke unhe kharab raste se jane ke liye kehta tha aur unshe chippak ke beth jata tha aur jab bhi bike rashton me bane hue gadhe par uchalti to wo ush ladki se aur chippak jata ye baat kuch ladkiyan majburi me chup chap sehjati thi kyunki deva unka siniours tha aur wo uske sath panga nahin lena chahti thi aur kuch ladkiyan jo chalu aur chinaal kii type ke the wo deva ko apna number de dete the aur deva isi tarah raging kar raha tha wahin jagu juniors ko sirf kuch sawal padhai ke bare puchta agar bande ne jawab sahi diya to thik warna ushe pure collage me adnanga douda diya karta tha agar ladki hui to unhe murgi bana deta tha kyunki jab jagu ki ragging hui thi to ushe pure collage me sirf chadi me doudaya gaya tha jagu uska badla abb apne juniors se ragging kar ke le ra tha aur wahin apna hero yane ki agni ek kone me baitha hua tha wo thoda sa disturb tha kyunki ush ladki ne uske muhn se cigaret cheen liya tha aur bohut kuch kahatha jish se agni bohut hi dusterb tha kyunki ush ladki ki ish harkat se uske kuch purani yaden uske samne arahe the kisi saksh ki yaad arahi thi jise wo bhul jana chahta tha lekin ush ladki ne uske purane jakham ko taza kar diya tha tabhi wahan deva doudta hua wahan ata hai aur kehta abe sale wahan collage ke ush orr mene ush ladki ko dekha be to jagu puchta hai kaun be deva kehta hai abe wahi ladki jisne aaj subah hamare muhn se ciggaret cheen liya tha aur nali me phenk diya tha ye sunke agni harkat me agaya aur bola kahan dekha hai be chal jaldi aur pura group ush taraf chal dete hain lekin wahan pe wo ladki nahin hoti jish se agni aur bhadak jata hai aur deva se kehta hai abe sale kahan hai be tune sahi sahi dekha hai na use deva kehta hai haan yaar ush sali chudail ko me nahin bhul sakta sali ne mera bohut nuksan kar diya be tabhi bicky puchta hai keshe be deva kehta hai abe sali ne mere muhn se cigaret nikal ke phenk diya mene bas thoda sa hii piya tha ushke baad sabhi pure collage me ush ladki ko dhundne lagte hain bohut dhundne ne ke baad wo ladki unhe collage ke canteen me milti hai wo ladki apne saheli ke sath beth ke wahan pe kuch khaa pee rahi thi tabhi sare ladke unhe gher lete hain ye dekh wo ladki uth ke kehti hai kya baat hai tabhi piche se samne ata hain agni aur jake ush ladki ke samne beth jata hai wo ladki agni ko dekh ke kehti hai tum yahan agni kehta hai hello baby am agni kumar das second year scince stundent whats ur name ush ladki ke muhn se nikalta hai kyaaaa agni kehta hai kya naam hai tumhara wo ladki jaan chukii thi sayed aaj uski band bajne wala hai wo dari dari kehti hai iam varsha thakur am also second year scince stundent agni kehta to kahan se ho tum yahan ki to nahin lagti varsha kehti hai jii me delhi se hoon agni kehta kya delhi me collage univercity me sit nahin mili varsha kehti hai jii mere papa yahin se hain isiliye me bhi yahin par apni padhai karna chahti hoon agni kehta hai to iska matlab tum ish collage me nayi ho aur fresher bhi to tumhari ragging to karni hii padegi aur wo ciggaret nikal ke pine lagta hai aur kehta hai varsha darling kya baat hai mujhe cigaret pine se nahin rokogi varsha kehti hai sorry jii mujhe pata nahin tha isiliye mujhse galti ho gayi abb se me kishi bhi siniours ko ciggaret pine se nahin rokunga agni kehta hai to kya juniors ko rokogi vasha kehti hai nahin jii juniors ko bhi nahin rokungi agni kehta hai to kya profeser ko rokogi varsha kehti hai nahi jii collage me kishi ko nahin rokungi agni kehta hai to kya bahar ke logon ko rokogi varsha kehti hai nahin jii me abshe kishi bhi insan ko kabhi bhi ciggaret pine se nahin rokungi agni kehta hai to kya kutta billi bandar yaa kisi or janwar ko rokogi varsha kehti hai jii nahin nahin kabhi nahin agni kehta hai acha thik hai lekin tumhari ragging to karni hii padegi aur tumhara task ye hai ki tum ye ciggaret lo aur do kash marlo ye sunke varsha rone lagti hai nahin nahin plesssss aisa mat kariye me ciggaret nahin pee sakti agni kehta hai theek hai mat piyo lekin aaj ke bad ish collage me padh nahin paogi varsha darling kyunki hum tumhe chen se beth ne bhi nahin denge har pal tumhe paresaniyon ka samna karna padega soch lo varsha buri tarah fash chuki thi akhirkar usne haar maan liya aur apne kanp te haton se usne cigaret ko uthaya aur juban ke karib lene lagi pehla kash lagaya aur buri tarah khasne lagi aur rone lagi aur boli nahin hoga jii agni bolta chalo theek hai varsha darling ek baad yaad rakhna mera rashta kabhi bhi katne kii koshish bhi mat karna ok dont cross my way watch it jao yahan se varsha wahan se jane lagti hai tabhi deva use tokk deta hai aur kehta abhi ragging to adhuri hai ush waqt tumhare sath tumhari ye friend bhi thi naa to iski bhi ragging hogi naa aur ritu ki taraf ciggaret badha deta hai ritu uske haath se ciggaret leke kash pe kash lagati hai ye dekh deva aur baki sabki ankhen phati ki phati reh jati hai deva uske haath se fouran ciggaret chin leta hai aur kehta hai sari pee jayegi kya ye dekh canteen me sabhi hasne lagte hain varsha ritu ko sath me leke chali jati hai aur jate jate man hi man me na jane kitni galiyan agni ko de rahi thi ushe agni se ab nafrat sii hone lagi thi uske jane ke bad agni ke chehre pe ek bijayi mushkan ajati hai aur wo sochta hai acha waat lagaya iska ab mere raste me kabhi bhi tang nahin adayegi ,,,,,,,,,,,,,
 
245
282
28
Update 5


ahhhhhhhhh achanak ek cheekh ke sath agni ka nind tutt jata hai aur wo uth jata hai wo puri tarah se pasine me naha chuka tha uske cheekh sunke uske kamre me sare gharwale ajate hain uske papa puchte hain kya baat hai beta agni kehta hai kuch nahin papa bas wahi bura sapna dubara dekha papa aur bakike uske ghar wale chup ho jate hain kyunki uske ghar wale jante the kii ye sapna ushe bachpan se araha hai aur wo log wahan se chale jate hain agni apne bed se uth jata hai aur bathroom me ghush jata hai 30min me taiyaar hoke agni collage ke liye nikal jata hai uske jane ke baad uski maa papa se kehti hain suniye jii agni bahut jald 18 saal ka honewala hai aur mujhe lagta hai hume ushe sab kuch bata dena chahiye taki wo age se anewale khatre se hoshiyaar reh sake app to sab kuch jante hii hain kuch to boliye ke phir agni ke papa kehte hain nahin pehle hame maajii se baat karleni chahiye ki kya kare phir dono ish baat se sehmat ho jate hain



udhar collage me agni pahunch chuka tha collage start hue ajj ko kariban do hafte ho chuke the ajj pure collage me ek function ka mahoul tha kyunki ajj collage ki footbaal team ne inter collage footbaal championship jeeti thi dekhte hii dekhte collage me footbaal team pahunch jati hai aur pure collage me nare lagne suru ho jate hain east or west s.c.s collage is the best east or west s.c.s collage is the best ishi tarah ke naron se pura collage gunj raha tha pure team ne apne captain ko kandhe pe utha liya tha aur captain ke haath me cup tha balcony me khade hoke varsha aur uske friends ye sab dekh rahe the varsha apni friend rosey se puchti hai ye ladka koun hai rosey kehti hai ye ladka hamare collage footbaal team ka captain hai rocky mohanty pata hai agr agni ko koi takkar de sakta hai to sirf rocky hii de sakta hai aur uske dad hamare sehar ke MLA bhi hain ye baat sunke varsha sochti hai sayed ushe apna hathiyar mil gaya agni se badla lene ke liye lekin varsha ye nahin janti thi ke rocky hamesha agni se haarta aya tha udhar rocky stage pe jake principal ke gale lagta hai aur wo trophy unhe de deta hai principal ish se khush hoke apna bhasan suru karta hai students ajj humne inter collage footbaal trophy jeet lee hai aur me ye batana chahunga ish saal se pure state me inter collage sports meet(i.c.s.m) start hone wala hai aur iska pehla padhab ye footbaal championship tha aur ishe jeet ke hum ne lead leliya hai aur me badhai dena chahunga hamare footbaal team ke captain rocky ko jisne ish (i.c.s.m) me hume lead dilwaya hai aur ishi ke saath pure collage me taliyon ka gunj sunai deti hai lekin ish waqt rocky ki ankhen sirf or sirf agni ko dhund rahi thi akhirkar wo agni dekh leta hai aur uske taraf dekh ke mushkurane lagta hai agni bhi samajh jata hai ki rocky ushe isharon me keh raha hai ki dekh me jeet gaya aur agni bhi mushkura deta hai tabhi principal phir suru ho jate hain students hamara dushra padhab inter collage cricket tournament hai uske baad hamara teeshra padhab hai hocky,tennis,swiming,cycling,wresling and runing aur choutha aur akhri padhab hai inter collage boxing championship aur bahut hii jald ish sports meet ke liye hamara collage sports captain chuna jaega aur do hafte baad baad hamara dushra padhab cricket tournament suru hoga aur hume ishki mejbani karni hai ishi ke saath prini apni bhasan khatam karta hai aur sab apne class room me jane lagte hain tabhi rocky akar agni ke kandhe pe haath rakhta hai aur kehta hai dekha be me jeet gaya agni kehta hai sahi kaha be tune tu ajj pehli barr jita hai congrats for ur first victory ye sunke rocky chid jata hai kehta hai sale bahut udd raha hai na bohut ghamand hai na tujhe apne aap par dekhte hai cricket tournament me tu kya karta hai agni kehta hai dekh lena be rocky kehta hai tu dekhna me hii collage captain banunga agni kehta hai dekhte hain aur dono wahan chale jate hain agni class room me ajata hai wahan sabse pehle uski najar varsha pe jati hai varsha apne friends ke sath kishi baat pe hass rahi thi agni kehta hai kya baat hai varsha darling bohut hass rahi ho varsha kehti hai tumse matlab apne kaam se kaam rakho agni kehta hai acha jii yehi to mera kaam hai varsha kehti hai kyaaa agni kehta hai are har kisike kaam me tang adana yahi to mera kaam hai aur isiliye mene tumhe pucha tha ki kyun hass rahi ho taki me sitution ulta kardun taki tum rona suru kardo wo kya hena tumhe rota dekh mujhe bohut maza ata hai sach me yaar ye sunte hi varsha aag babula ho jati hai lekin varsha kuch bol pati ish se pehle class me miss soniya aaa jati hai aur sabhi chup ho jate hai miss soniya history ki lecturer thi miss soniya kehti hai students princi sir ne bola hai ki apme se jo tennis,swiming,cycling,wresling,runing and boxing me hissa lena chahte hon wo apna naam likhwa le unmese selection hoga cricket aur hocky ke team alredy selected hain to uske liye koi selection nahin hoga iske baad bahut sare students naam dene lagte hain varsha aur riya bhi uske baad miss soniya kehti hai students apko to pata hai ki hamara next stage cricket hai to hume apne captain ko chear up karna chahiye varsha apni dost ko puchti hai kya cricket captain hamare hii section se hai aur wo koun hain tabhi miss soniya kehti hain come on agni stand up agni khada hojata hai ye dekh varsha ko jese dhaka lagta hai kii agni captain hai miss soniya kehti hain come on guys chear him up ushi ke sath pure class room me taliyon ki gunj sunai deti hai periods ke khatam hone ke baad sabhi canteen ki or jate hai lekin agni ko kuch yaad ata hai aur wo wahan se bhagta hai jagu ushe puchta hai abe kahan bhag raha hai agni jate jate kehta hai ki abe papa ne kuch kaam diya tha wahi karne jaa raha hoon baad me milta hoon aur agni apna bike uthake wahan se nikal jata hai aaj uske papa ne kaha tha uske bagal wale kamre ka nal kharab hai plumber ko bulake ripair karwa dena to agni ne pucha kyu papa ne kaha koi rehne araha hai yehi sab sochte sochte ki koun hoga woh agni plumber ke paas pahunch jata hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 
245
282
28
Update 6


agni plumber ko lekar apne bagal wale room ki naal ripair karwa deta hai aur apni maa ke paas ake kehta hai maa nal ripair ho gaya hai maa kehti hai acha hua tune ripair karwa diya ajj sham hi wo ladki anewali hai agni kehta hai koun maa koun hai wo ladki maa bolti hain tu tere papa ke dost choudhry uncle ko to janta hai na unki bhatijii hii rahegi hamare sath tujhe to pata hai choudhry uncle aksar apne kaam ke silsile me seher se jyadatar bahar rehte hain isiliye unki bhatijii hamare saath rehne ko ane wali hai aur wo tere hii collage me to padhti hai kya naam bataya tha tere papa ne ush ladki kaa yaad nahin aaa raha hai agni bolta hai acha thik hai wo baten chodo maa mujhe 5000 rupaye chahiye maa puchti hai kish liye chahiye agni kehta hai are maa kuch dino baad hamare collage me cricket tournament suru horaha hai aur mujhe apne team ko treat dena hai maa peshe de deti hain agni wahan se chala jata hai apne dosto ke paas sare dost ajj collage ke hostel me ikathe the aur agni ka intejar kar rahe the bohut der hogayi thi agni ko dekh deva chilata hai abe sale kahan reh gaya tha tu pata hai kitni der hogayi hai agni kehta hai are yaar peshon ka jugad kar raha tha ye sun deva kehta hai abe hogaya kya agni kehta hai haan deva kehta hai mujhe malum tha sale tu jugad kar lega akhir lounda kiska hai ye sun jagu kehta acha sale kuch der pehle toh badi galiyan de raha tha agni ko agni kehta hai acha sale to tu mujhe gali deraha tha tujhe nahin le jaunga chal bhag yahan se deva kehta hai are kahan inke baten tu sun raha hai ye log tujhe jhooth bol rahe hain sale jhooton saram nahin ati ek sarif insan ke uper iljaam lagate hue kaminon ye sunke sabhi hasne lagte hain aur sab nikal jate hain sehar se thodi dur pe bani ek dhabe kii taraf aur ish taraf varsha apna saman ke sath ake pahunch jati hai agni ke ghar varsha hii wo ladki thi jo wahan rehne ke liye aaa rahi thi
 
245
282
28
Update - 7


door bell bajta hai aur agni ki bhabhi ake darwaja kholti hain varsha apne aap ko introduce karti hai agni ki bhabhi ushe andar lejati hain aur sabse introduce karwati hain aur varsha sabko pranam karti hai varsha ka saman agni ke bagal wale kamre me rakh diya jata hai agni ki maa varsha se uske bare me puchti hain varsha unhe apne bare me batane lagti hai aur raat ke dus baje agni ke papa ajate hain aur wo bhi varsha se milte hain varsha unke pair chunke pranam karti hai kuch hii ghanton me varsha ne sab kaa dil jeet liya tha aisha lag raha tha jeshe apna hii koi ho varsha sabke saath dinner ke liye beth jati hai tabhi agni ke papa puch te hain are hamare latsaheb kahin nahin dikh rahe kahan hai wo agni kii maa kehti hain are wo sham ko aya tha plumber ko lekar kuch der baad kuch peshe lekar chala gaya bol raha tha aaj bahar hii khana khaega aur lotne me der ho jaegi agni ke papa kehte hain kitne pese liye hain agni kii maa kehti hain bas kuch nahin 5000 agni ke papa kehte hain kya sirf 5000 are aur dedeti tumhare hii laad pyar ne use bigade rakha hai agni kii maa kehti hain are ish umar me ghumega phirega masti nahin karega to kab karega wese bhi pure collage me topper hai wo kitni bhi masti kare par uske padhai ke uper koi asar nahin padta hai aap to jante hai na papa kehte hain janta hoon me lagta hai tum maajii ki baat bhul gayi ho phir agni ki maa kuch nahin bol pati ye sab sunke varsha puchti hai uncle aap kiske bare me baat kar rahe hain agni ke papa kehte hain kuch nahi beta bas hamare chote laatsaheb ke bare me baat kar rahe the aur phir sab khane lagte hain udhar agni apne doston ke sang baith ke daru pii raha tha sabhi beth ke maze kar rahe the achanak deva ka phone bajne lagta hai deva ko kishi ladki ka phone aya tha wo call receved karta hai aur ek sath hii kehta hai hello dear how r u keshi ho tum me tumko bohut yaad kar raha tha ush waqt jagu chid jata hai aur kehta hai abe sale tharki phone rakh deva kehta hai abe tum baat karo me jara ish se baat karlun aur jagu chilata hue deva ko galiyan bakne lagta hai ish se deva hadbadake phone kaat deta hai deva kehta hai abe salon ye kya kar rahe ho jagu kehta hai abe sale tune hii to kaha tum log baat karo to hum kar rahe the deva kehta abe salon baat kar rahe the ya galiyon ka coctest chal raha tha jagu kehta abe abhi agr tune phir kisise baat kii to hum phir chalu ho jayenge deva darke phone switch off kardeta hai phir sabhi lag jate hain ladkiyon ke bare me baat karne me jese ki sali ka bohut bada hai be ek baar dede maza ajaye ishi tarah ke baton me sab lage hue the wahin agni peg pe peg pii raha tha gitu bolta hai abe dheere dheere pii be nahin to kaleja dil sab jal jaega be wahin pe betha hua lucky bolta hai abe sale agr ishke andar kaleja dil jeshi chijen hoti to ye wo nahin karta jo isne pichle saal kiya tha ye baat sunke sab chup ho jate hain sabhi ke ankhen nam ho jati hai jagu bolta hai haan agni pichle saal jo hua wo nahin hona chahiye tha agni sar jhukaye ye sari baten sun raha tha jab usne apna sar uper uthaya to sabke samne agni ka rota hua chehra nazar ata hai agni kehta hai sahi bola tune jagu pichle saal jo hua wo nahin hona chahiye tha par me kya karta tum log jante ho me pyar mohabbat jesi chizon me yakin nahin karta pyar vyar sirf ek chalaba hai mene use samjhaya tha lekin uske age agni ke muhn se kuch nahin nikla uske ankhon se ashu behte hi jarahe the ye dekh sab chup ho gaye sabke ankhon me ashu the waqt ki nazaqat ko dekh ke deva ne aur botal khol dii aur agni ke taraf badha diya agni botal ko muhn me lagake pita hii chala gaya aur bola ishiliye me bolta hoon i love daru more than girls ye dilog sun deva bolta hai kya dilog mara hai be agni bolta hai abe ye dilog meri nahin hai sgp bhai kii hai deva bolta hai koun sgp bhai be agni kehta hai abe mene tujhe kitni baar bola hai exbii pe story padha kar sgp koun hai pata chal jayega magar tu to sale sirf sunny leone ki video dekh ke hilana janta hai bas phir sab hasne lagte hain lekin agni ka dil abhi bhi use yaad karke andar se ro raha tha aaj uske jakham ko phir se kureda gaya tha aishe hi raat gujar rahi thi sabne ek dusre ko bey kaha aur chal diye apne apne ghar ki orr agni jagu se kehta hai abe tu chala bike me bathunga jagu bike start kar deta hai aur dono chal dete hain sabse akhir me ye dono nikle the raat ke kariban 12 baaj rahe the lout te waqt thandi thandi hawayen dono ke chehre ko chun rahi thi ek sukun araha tha agni ke chehre par aur agni piche baith ke kho jata hai apni purane yadon mein
 
245
282
28
update 8



agni ajj collage ke liye let ho raha tha wo teji se apne bike me collage ke liye badh raha tha achanak uske samne ek ladki kudjati hai agni fouran break maar ta hai
aur phir agni kehta hai oye tu andhi hai kya dikhayi nahin deta kya tujhe jo tu bike ke samne kudd gayi agr kuch ho jata to wo ladki bolti hai are yaar me to jaan bujh ke kudi thi agni kehta hai kyaaaaaaa kahin tu koi pagal to nahin hai ladki kehti hai nahin yaar tumhari jaankari ke liye bata deti hoon ki main scs collage ki student hoon aur collage ke liye lift mang rahi thi lekin koi rukh hii nahin raha tha to mujhe ye karna pada plessssssss mujhe collage chod dijiye plesssssssssss agni bike start karta hai aur kehta hai chal chadh jaa uper wo kehti hai kyaaaaaaaaaaaa agni kehta hai are bike ke uper bola hai mere uper nahin wo ladki baith jati hai dono nikal padte hain collage kii aur agni silently bike chala raha tha kuch der silently chal ne baad wo ladki kehti hai tumhe tumhare girlfriend ne chod diya hai kya agni kehta hai kyaaaaaaaaaaa wo ladki kehti hai to itna sanataaaa kyun hai yaar agni kehta hai mujhe anjane logon se baat karna pasand nahin hai wo ladki kehti are to abhi jaan pehchan bana dete hai i am jahan singh thakur from dehradun main ish seher main nayi hoon yahan ek hostell main rehti hoon scs collage me padhti hoon lo jaan pehchan ho gayi agni man main kehta hai lagta hai sali superfirst express train me paida hui thi jahan kehti hai kuch kaha kya tum ne agni kehta hai nahin bo main ye keh raha tha ke tum ne itne chote se seher me kyun admission liya jahan kehti hai are bo kya hai naa mujhe oriya sanskriti main bohut intrest hai isiliye puri se jyada behtar jaga mujhe nahin milega oriya sanskriti ke bare janne or samajh ne ke liye ishiliye mene yahan admission liya are mere bare sab jaan liya apne bare me to batao ki tumhara naam kya hai agni achanak break maar deta hai jahan agni se chipak jati hai agni kehta hai sorry jahan kehti hai kyaaaaaaaaaa tumhara naam sorry hai it's sounds intersting agni kehta hai are collage agaya jahan bike se niche utarti hai aur collage kii aur dekhti hai kehti wahhhh collage to badhiya hai aur jab wo agni ko thanx kehne ke liye piche mudti hai to dekhti hai agni wahan se gayab tha wo apne aap se kehti hai strange guy wese kafi queet bhi tha chalo andar chalte hain phir kabhi thanx bol dunga jab milunga aur jahan andar chali jati hai apna class room puchti puchti class room me pahunch jati hai class room ke bahar se wo kehti me i come in sir sir kehte hain yes come in itni der kyun hui jahan kehti hai sorry sir ayinda se nahin hoga sir puchte hain tum hi bo nayi student ho naa jahan haan me sar hila deti hai sir jahan ko class me introduce karwate hai students ye jahan singh thakur hai aur ye dehradun se hai go jahan sit jahan pure class ke uper najar dalti hai aur wo piche ki aur nazar jati hai sabse piche wali bench ke uper agni apne dost jagu aur deva ke sath baitha tha jahan agni ko pehchan jati hai lekin wo jake third beanch me baith jati hai aur professior padhai suru kar dete hain idhar deva agni ko bolta hai abe kya khataasss maal hai be mast maal hai yarr agni kehta hai abe ye wahi ladki hai jise mene ajj lift diya tha deva kehta hai pata nahin ajj kal ke loundion ko ho kya gaya hai jo mujh jese handsome bande ko chod ke tujh jese langoor se lift mang te phir te hain jagu bich me kud padta hai aur kehta hai abe sale apne aap ko samjhta kya hai be deva kehta hai abe salman khan bhi mere samne chai kam pani hai samjha jagu bolta hai sale kabhi tune apni sakal dekhi hai ayine me deva kehta hai sale bakwass naa kariyon nahin to pichwade me sariya ghusa dunga jagu kehta hai acha to thik hai be kishi loundia se hii puch lete hain deva kehta hai haan be yahi thik rahega agni kehta abe bassss kro be agr master sun lega to pichwade hatoda thokk dega samje jagu bolta hai agni tu chup kar yaar ajj iske sar se handsome bande ka bhoot utar ke rahunga aur deva apne side bench par baithi ek ladki ko ishare se bulata hai wo ladki kehti hai kya hai deva kehta hai billo rani jara ye to bata kii hum teenon me se koun jyada handsome hai wo ladki kuch der teenon ko ghurne ke baad kehti hai agni deva kehta hai kya kaha are thik se dekh mujhe jhakarsss lagta hun na dono se wo ladki kehti hai apni sakal dekhi hai kabhi ayine me deva bolta haan roj dekhta hun bohut sunder lagta hun wo ladki kehti hai abe tu sunder nahin bandar lagta hai aur hassss deti hai ye sunkar agni aur jagu bhi hasne lagte hai deva chid kar kehta hai sali andhi bater kahin kii abe tum dono hasna band karo nahin to pichwade me misile dal dunga samjhe,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 
245
282
28
Update 9


class khatam hone ke baad agni wahan se jagu aur deva ke sath nikalta hai wahin jahan fata fat unke piche bhagti hai aur piche se awaaz deti hai are suno teenon ek sath piche mudke dekte hain deva jagu se kehta hai abe dekha mereko bula rahi hai aur phir deva jahan ko kehta hai aap ne mujhe bulaya jahan kehti hai are nahin mene aap ko nahin inhen bulaya hai kehke agni ke taraf isara karti hai phir jagu kohni se deva ko maar ta hai aur kehta hai abe dekha bandar ye tujhe nahin agni ko bula rahi hai deva chid jata hai aur jagu ke piche bhag ta hai aur kehta hai abe sale kahan bhag raha hai be rukh aaj tere pichwade me danda daal ke hii rahunga rukh sale yahan jahan agni se kehti hai are bade ajeeb ho tum yaar wahan bina bole chale aye aur tum ne mujhe bataya kyun nahin ke tum bhi ishi collage me padhte ho agni kehta hai are aap ne mujhe bolne ka mouka hii kahan diya aur phir collage agaya me let horaha tha to bina bole chala aaya jahan bolti hai tum kehna kya chahte ho kii me bohut sari baten karta hoon agni kehta hai are bohut sari nahin bohut pyari baten karti hain aap jahan kehti hai sach me jaiye chodiye naa aap bhi na meri tang kheech rahe hain agni apne man me kehta hai sali bohut sari tu to pura radio centre hai agr kisike sath adha ghanta bhi ruk jaye to use pagal karde aur sharma to aise rahi hai kii sarmane ka sare copyrights ishi ke paas hain tabhi jahan bolti hai kuch kaha kya tum ne agni kehta hai are nahin nahin wo kya hai na tum jab sharmati ho na badi pyari lagti ho aur agni apne jeebh daba deta hai wahin jahan aur sharma deti hai aur kehti hai aap bohut ache hain jii aur queet bhi phir jahan hass deti hai wahin agni man me sochta hai abe ye mereko kya hogaya be lagta hai iske sath thoda sa waqt gujar ke lagta hai me pagal ho raha hoon agr aur jyada waqt raha to pura pagal ban jaunga wahin jahan apne man me sochti hai bohut hii pyara ladka hai bohut hii achi achi baten karta hai aur waise bhi aaj tak mujse ish tarah kisine baat tak nahin kii sayed mujhse darke aur wo agni se puchti hai are aap ne apka naam nahin bataya yaar agni kehta hai mera naam agni das hai aur wo dono aise hii baat karte karte collage ground ke taraf ane lagte hain aur wahan jagu aur deva bhi bhagte hue ate hain agni jahan ko jagu aur deva se introduce karwa ta hai jahan jagu se hath milati hai aur deva se hath milane ke liye hath badhati hai deva apna hath sidha lejakar jagu ke tshirt se poch deta hai aur jahan se hath milata hai jagu kehta hai abe sale ye kya kiya tune deva kehta hai are mera hath thoda sa ganda tha aur in jaisi pyari ladki se hath milane ke liye hath pochna tha na aur sabhi hasne lagte hain tabhi wahan rocky ajata hai rocky bachpan se hii agni ka competitor tha aur unn dono ke bich hamesha ladai hoti thi ek bhi mouka wo apne hath se jane nahin dena chahta tha agni se takkar lene me aur hamesha hii pit ta tha rocky jahan se kehta hai to tum ho wo nayi ladki jahan kehti hai haan kyun kya hua rocky kehta hai are tum nayi ho to tumhari ragging to karni hii padegi bich agni bol padta hai abe sale tu kab se siniour ban gaya sale tu bhi hamari tarah first year student hai mat bhool rocky kehta hai abe mujhe pata tha tu yahi kahega ishiliye me kuch siniours ko apne sath lekar aya hoon piche dekh agni piche dekta hai to kuch siniours piche the wo agni ke paas ake bolte hain abe chal nikal le yahan se nahin to bohut padegi agni unke baat sunke hassne lagta hai aur kehta hai abe sale tum logon ko sharam nahin ati apne juniors ke chamche bane phir te ho un mese ek ladka kehta kya kaha be tune sale deva bolta hai are agni tune inhe chamcha bola naa to inhe bura laga samjhe agni kehta hai abe chamche ko chamcha naa bolun to kya bolun deva kehta hai abe dum bol ya phir pichwada bol ya tabhi jagu kehta hai pichwada chatne wala suar bol sare siniours chid jate hai aur guse me kehte hain maro salon ko agni jagu aur deva teenon jai bajrangbali bolke kud jate hain fight me teenon milke unn siniours aur rocky ko pitne lagte hain wahin collage ke andar khabar pahunch jati hai kii kuch juniors milke siniours kii dhulai kar rahe hain aur siniours bhagke ground ke taraf ane lagte hain aur kud jate hain agni deva aur jagu par siniours in teenon par jab havi hone lagte hain to jahn bhi fight me kud jati hai agni ye dekh jahan se kehta hai jahan tum yahan se jao lekin jahan agni kii baat ko ansuna kar deti hai aur pitne lagti hai buri tarah se ye dekh agni deva jagu to buri tarah se socked ho jate hain aur jahan akele hii unn sabko pitne lagi thi aur phir andar se bohut sare juniors bhagke ate hain kud jate ladhai me aur collage ab collage nahin maidan e jang lag raha tha siniours buri tarah pit rahe the sabse kharab halat to rocky ki thi use jagu aur deva milke buri tarah se pit rahe the aur uske pant aur shirt bhi utar diya tha rocky sirf chadi me tha aur maar kha raha tha jhagde ki khabar princi tak pahunch gayi aur rocky ke dad m.l.a mr mohanty tak bhi princi pure staf ke sath akar ground me pahunch jata hai aur dekhta siniours aur juniors ke bich me jung chidi hui thi bohut se student ghayal ho chuke the kisike sar fat chuka tha to kisi hath tooth chuka tha princi sucurity ko kehta hai roko ish fasad ko sucurity bohut koshish ke baad jagde ko rokne me kamyab ho jate hain aur princi puchta hai kyun hua ye ladai aur phir sari sachai samne ajati hai princi kuch kehta ush se pehle hii collage me m.l.a mr mohanty apne gundon ke sath gushta hai jise dekh princi chup ho jata hai
 
245
282
28
Update 10

m.l.a mohanty apne gundon ko lekar collage ground me aaa ghusta hai ye dekh princi ko saap sungh jata hai m.l.a ate hii chilata hai kahan hai mera beta tabhi rocky adhnangi halat me samne ajata hai kehta hai me yahan hoon dad m.l.a uski ye halat dekh ke chilata hai kiski gand me itna dum agaya be ke wo mere se takkrane chala hai m.l.a ka ye roop dekh ke wahan sab ko saap sungh jata hai deva aur jagu ki phat ke hath aaa gayi thi deva jagu ko kehta hai abe lagta hai aaj bahut pelai hogi be jagu kehta hai sale tu sahi bol raha hai hum to gaye lekin agni wahan shant khada tha aur age ake kehta hai mene tere bete ko mara be tu mera kya ukhad lega agni se aisi baat sun pura collage socked ho jata hai chahe wo deva ho jagu ho ya sara coolage ke students ya princi yahan tak kii m.l.a bhi siyae ek ke aur wo jahan thi jahan apne man me keh rahi thi lagta hai yahi wo ladka hai jise mera dil barshon se dhund raha tha jo ladka hai jo ek anjan ladki ke liye apni jaan khatre me daal de bade bade logon se mere liye takkar lele yahi ho sakta hai mera pyaar tabhi wahan m.l.a ka gunda kehta hai malik aap bas hukum kariye sale ko yahin par douda douda kar kat dalenge agni kehta hai abe m.l.a ke kutte jada bhookh mat nahin to aishe jaga marunga ke sale naa tu hag payega naa hii mut payega samjha m.l.a guurra ta hai abe tu hai koun jo mujhse takkar le raha hai janta nahin hai mujhe agni kehta hai abe sale me jo hoon so hoon aur tere samne hoon aur wo bhi akela be tere tarah bhade ke kutton ko leke nahin ghumta samja aur jahan rahi baat tujhe jaan ne kii to sale me kya pura seher jaan ta hai kii tu kitna bada kamina aur haramkhor hai be m.l.a cheekh ta hai maro sale ko agni bhi chikh ta hai abe koi hath to lagae be sale ka hath naa tod dun aur m.l.a wo dekh collage ke gate kii aur pure desh kkii media aaa rahi hai m.l.a jab mudta hai to dekhta hai ki sach me bohut sari news chanels aaa chukin thi aur ek platoon police force bhi jise dekh sab hairat se agni kii aur dekh rahe the agni bolta hai kya dekh raha hai be m.l.a mene hii bulaya hai media ko aur police ko bhi kaha hai collage me danga ho raha hai chal jaldi se bhag yahan se nahin to media ka sawalon kaa jawab dete dete tujhe pesab aaa jayega chal bhag m.l.a gusse se kehta hai ajj to tu bach gaya sale lekin kab tak bachega ek naa ek din tujhe aur tere pure parivar ko aur ye tere doston ko aur ish ladki ko me hii marunga agni ish baat ka video recording kar raha tha ye baat m.l.a ko pata nahin thi agni jeb me se mobile nikalta hai aur ushe m.l.a ko dikha ta hai aur kehta hai abe tune mere ko kya apne jesa angutha chap samajh rakha hai be me janta tha tu sala yahi kahega ishi liye mene record kar liya aur ab me s.p ke paas jakar complain karunga kii tune mujhe marne kii dhamki dii hai agr mujhe ya mere parivar mese kisiko aur mere dost deva aur jagu ya ish ladki ko kuch bhi hua naa to tu bhi nahin bachega sale ab agni kii dekha dekhi deva aur jagu ko bhi josh aaa jata hai aur wo kehte hain abe sale m.l.a tu ek kaam jaroor karna hamare sath sath apne aur apne ish lounde ke kafan kaa intajam jaroor karliyo chal nikal yahan se nahin to gand me danda pilwa denge aur wo bhi tera au phir pure collage me hasi khel jati hai m.l.a wahan se apmaan ka ghoot pike nikal jata hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 
245
282
28
Update 11

m.l.a ke jane ke baad sare juniours agni ko apne kandhe pe bitha ke ghumane lagte hain sare juniours aaj jashn mana rahe the chahe wo ladka ho ya ladki jahan kuch der pehle jung ke badal mandra rahe the wahin ish waqt pura jashn ka mahoul tha jese india ne cricket world cup jeet liya ho sare juniours ko aaj agni ke roop me apna leader mil chuka tha wahin siniours door se ye sab dekh unhe apni galati kaa ehshaas ho raha tha siniours ke leader jiska naam aditya hai wo apne kuch doston se kehta hai sala ish agni me jaroor koi baat hai nahin to m.l.a se takkar lene kii himmat kisi me nahin hai aur isne sabke samne m.l.a se panga leliya aur aditya apne kuch doston ke sath yahan pahunch jata hai aur agni ko kehta hai are agni jo kuch hua wo nahin hona chahiye tha ishliye me sare siniours students kii aur se maafi mangta hoon iam sorry yaar agni kehta hai ek shart pe me maaf karunga wo ye hai kii aaj ke baad siniours kisibhi juniours ko pareshan nahin kerenge hume milke rehna chahiye aditya aur hume apas me nahin ladhna chahiye hume ek unit banana chahiye jise koi bhi student pareshan naa ho aditya kehta hai mujhe teri teri har baat kubul hai aaj ke baad juniours aur siniours milke rahenge aur aditya agni se gale milta hai aur phir pure collage me phir se jasan arambh ho jata hai usme juniours siniours aur collage staff bhi the door khade princi ye dekh bohut khush hota hai use aaj agni aur aditya pe garv tha ki ye mere students hain wahin polish hairan thi ke hume khabar mili thi ke yahan danga ho raha hai lekin yahan to sab nach rahe hain s.p princi ke paas ake kehta hai hello sir keise hain aap princi s.p se hath milate hain aur unhe apne office me lejate hain aur idhar ground me to party chal rahi thi collage ke sare students,staff,professior sabhi khush the yahin jahan door khadi agni ko dekhe jaa rahi thi ushe agni se pyaar ho gaya tha bo ushe door se dekh ke mushkura rahi thi wahin agni aaj pure collage ka hero bana hua tha ajj uske ird gird collage kii sari ladkiyan ghum rahi thi jise dekh jahan jal rahi thi tabhi jagu jahan ke paas ake use kheench leta hai aur agni paas chod deta phir agni jahan kaa hath pakad ke nachne ko kehti hai aur wo dono nachne lagte hai kuch der baad wahan peeonn ake kehta hai agni tumhe jagu deva aur ish ladki ko principal sir bula rahe hain phir ye charon princi ke office ke tarf chalte hain dev kehta hai abe ye sale princi kyun bulaya hai be jagu kehta hai lagta humari pilayi honewali he phir charon princi ke office bahar pahunch jate hain aur kehte hain me i come in sir princi unhe andar bulata hai jab ye charon andar ghuste hain to dekhte hain wahan s.p bhi moujud hai wese s.p aur princi dono agni ke papa ke dost the princi kehta hai agni my boy today iam very proudly said that u r my student tumne naa sirf galat ke khilaf awaaz uthayi balki ush m.l.a ko bhi acha sabak sikhaya hai tabhi s.p kehta agni beta principal sir ne mujhe sab kuch bata diya hai tum tains mat hota wo m.l.a tumlogon kaa kuch bhi nahin bigad sakta hai wese tumne josh nahin hosh se kaam leke bohut hii badhiya kiya hai ish m.l.a jese kaminon se ladne ka sirf yehi ek tarika hai ab tum ish f.i.r pe sign kardo ish me likha hai kii agr tum mese kisiko kuch bhi hua to m.l.a nahn bach payega agni sign kar deta hai aur wo log wahan se nikl te hain chalte chalte agni pav rukk jate hain wahin agni kehta hai jahan ek baat batao tumne akele itne sare ladkon ko pit dala ye baat sun te hii deva aur jagu bhi jahan kii aur dekhne lagte hain jahan mushkurake kehti hai are yaar me karate me black belt hoon deve bolta hai kyaaaaaaaaaaa tum black belt ho ye sun agni bhi hairan tha deva apne man me sochne me lagta hai lagta hai ish se bach ke rehna padega nahin to ye mujhe hii pel degi phir agni kehta hai pata hai jahan tum dushron ladki se bilkul alag ho pata hai me hamesha ladkiyaon se door bhag ta hoon jahan puchti hai kyun agni kehta hai kyun ke ladkiyan bahut kamzor hoti hai aur unka dimag ghutno me hota hai wo sirf or sirf missibat hoti hain lekin tum sabse alag ho tum me ladne kii taqat hai tum kisibhi mushibat se ladh sakti ho aur tum kisibhi halat me ghabrati nahin ho ishiliye me tumse friendship karna chahta hoon can i be ur friend jahan jhat se haan bol deti hai aur kehti hai pata hai agni tum bhi dushron se bilkul alag ho i am very glad to have friend like agni wahin deva jagu se kehta hai abe dekh be lagta hai apna laloo lal to gaya jagu kehta hai abe jaa be agni wesa nahin hai deva kehta hai abe jaa ye indono ki pyaar kii suruaat hai dekhna be me sach bol raha hoon aur phir charon collage se nikal te hain agni jahan ko uske hostel pe chod ta hai aur phir ye teenon apne apne ghar ki aur nikal te hain,,,,,,,,,,,,,,,
 
245
282
28
Update 12


jab teenon ghar pahunch te hain to unke gharwale unki achi tarah se swagat kar te hain kyun ki gharwalon tak unke bahaduri ke karname pahunch chuka tha s.p sir ne hii agni ke papa ko phone kiya tha aur sabkuch bata diya tha sath sath ye bhi kaha tha ke aap bilkul tainsion mat lo kyunki wo m.l.a kuch bhi nahin bigad sakta lekin mata pita ko tainsion to hoti hii hai agni jagu deva kii achi tarah se class ligayi thi unke parents dyara phir sab kuch normal ho jata hai aishe hii dekhte dekhte six months gujar jate hain ishi beech agni aur jahan kii dosti bohut majbut ho chuki thi agni ne jahan ke roop me apne best friend paa liya tha agni jahan se apni dil kii har baat sher kiya karta tha wahan tak kii wo baat jise aaj tak wo kisi se sher nahin kar paya tha lekin wo jahan se sher karta tha jahan bhi agni kii dil kii har baat samjha jati thi bina bole yahan tak kii jahan agni ke gharwalon se achi tarah ghul mil chuki thi aur unke hii ghar par rehti thi agni kii maa ne hi use hostel se nikal kar apne ghar par le aye the aur use apni beti kii tarah pyar bhi karte the jahan ka kamra agni ke bagal me hii tha jahan agni se beintihaaa mohabbat karti thi ye baat usne agni ko abhi tak nahin bata payi thi wahin agni jahan ko apna sabse acha dost dil se manta tha wo uske liye posesive tha ish baat ko lekar agni kii bhabhiyan aur deva jagu ushe chidhya karte the lekin agni kehta tha wo meri best friend hai aur kuch nahin ishi bich s.p ka seher se transper ho chuka tha aur naya s.p aaa chuka tha m.l.a ne use apne bangle pe bulaya tha naya s.p m.l.a ke ghar par pahunchta hai aur bell bajata hai andar se ek noukar aaakar darwaza kholta hai aur kehta hai ji sir boliye kya baat hai naya s.p kehta hai mujhe m.l.a saab ne bulaya hai kya wo ghar par hain wo noukar s.p ko bithake m.l.a ko bulane chala jata hai kuch der baad m.l.a wahan ata hai aur ake s.p ko gale milta hai aur use bithata hai aur chai nasta mangwa ta hai s.p kehta hai bataiye m.l.a saab aap ne hume kyun yaad kiya m.l.a kehta are s.p sahab hume apki ek kaam me madad chahiye kisiko thikane lagwa na hai s.p kehta hai are ye kaam to aap khud bhi kar sakte hain mujhe kyun yaad kiya m.l.a kehta hai are nahin yaar wo ladka sala bohut chalak hai wo sari baat naye s.p ko bata deta hai naya s.p kehta hai to ye baat hai me aap ki kish tarah madad kar sakta hoon bataiye m.l.a kehta aap ko jyada kuch nahin karna sirf chup rehna hai mene kuch ladke bahar se bulaye hain wo jakar kisi bajah se agni se jhagda karenge aur mouka dekh ke kaat dalenge bas mujh par koi sawal naa uthe ye jimedari apko leni hogi s.p kehta hai thik hai lekin mene suna hai wo lounda sala bohut taqatwar hai agr usne unn bhade ke tatooon ko pel diya to m.l.a kehta hai to tum moukae baardat se agni ko arest kar ke lejana aur raste me encounter kar dena khel khatam s.p kehta hai mujhe manjur hai lekin ishme mera kya fayada hoga m.l.a kehta tumhe moon mangi kimat miil jayegi s.p kehta to thik hai aap ka kaam ho jayega kehke s.p wahan se nikal jata hai s.p ke jane baad m.l.a apne man me sochta hai agni sale abb dekhta hoon tujhe koun bachata hai ab to tera wo s.p bhi nahin hai pichle six months se jilat bhari jindagi jiraha hoon ab uska badla lene kaa waqt aaa gaya hai agni abbb to tu gaya kehkar m.l.a hasne lagta hai hahahahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
 
245
282
28
Update 13


ajj sunday tha subah ke 9baj rahen the agni abhi bhi so raha tha tabhi uspe koi pani daal deta hai agni hadbada ke uth jata haiaur dekhta hai kii samne jahan khadi thi aur muskura rahi thi agni bolta hai kya yaar kam se mam ajj sunday ko chod deti jahan ne bola agni sahab subha ho gayi hai uth jaiye maaji bula rahin hain mandir nahin jana kya jaldi uthiye agni ko yaad ata hai kii maa ne kal raat ko kaha tha ke subah hum sabko mandir jana hai agni jaldi jaldi bed se uthta hai aur bathroom me ghoosh jata hai adhe ghante me tayar hoke niche ajata hai niche sab tayar bathe the phir sab nikal padte hain mandir kii aur jagannath temple the world famous temple puri ko ishi temple ke bajah se hii jana jata hai sab mandir me ghush jate hain agni mandir me jane hi bala tha kii uska mobile bajne lagta hai agni mobile andar leke nahin jaa sakta tha ishiliye wo mandir ke bahar hii call recevied karke baat chalu karta hai hello koun ush aur se agni me s.p uncle bol raha hoon haan uncle boliye kya baat hai agni bete mujhe abhi abhi khabar mili hai kii m.l.a naye s.p ke sath milke tumhe marne kii sazish rach raha hai zara sambhal ke rehna agni kehta hai aap bilkul chinta mat kariye uncle mujhe kuch bhi nahin hoga and thanx for information kehke phone disconect kardeta hai aur mobile band kardeta hai aur mandir me chala jata hai andar wo apne parivar ke paas jake baith jata hai pooja me ajj uske dadaji kaa sradh tha to wo pooja me baith jata hai pooja khatam hone ke baad brahmano ko khana khilaya jata hai khana agni aur jahan hii parosh rahe the brahmano ko phir dakhsina dii jati hai sare karyakram khatam karne ke baad sab sab mandir se nikalne lagte hain lekin jahan aur agni baat karte karte piche aaa rahe the jahan agni se puch tii hai agni tumhe kiska call aya tha agni kehta hai s.p uncle ne call kiya tha kya kaha s.p uncle ne agni kehta hai kuch nahin wo keh rahe the kii unhe khabbar mili hai m.l.a naye s.p ke sath milke mere khilaf koi sazish kar raha hai agni apni mout ke sazish ke bare me nahin batata kyun ke jahan pareshan hojati aur gharwalon ko bata deti phir sab pareshan hojate jahan kehti kya ab hum kya karenge agni kehta hai tum chinta kyun kar rahi ho jo hona hoga wo hokar hii rahega wese bhi ye sala m.l.a mera kuch bhi nahin bigad sakta mere sath mere bholenath jo hain agni ka pura parivar jagannathji ka bhakt tha lekin apna agni bholenath kaa bhakt tha ishi liye bo kisise nahin darta tha aur phir agni hass deta hai phir jahan bhi hass deti hai lekin jahan agni ko lekar tains thi wo sochti hai lagta hai mujhe papa ko call karke sari baten bata deni chahiye papa ush m.l.a ko sambhal lenge phir sabhi mandir ke bahar ajate hain sara saman gadi me rakhne lagte hain ushi waqt agni kii bhabhiyon ko kuch ladke ched ne lagte hain aye haay kya maal hai be ek baar dede to ek hii raat me ishe petse kardun unhi ishi tarah ke bhadi bhadi comments dene lagte hain ishi tarah ke bhadii bhadii galiyan bakne lage the agni ke dono bhaiyon ko gussa ata hai wo unse bhid jate hain lekin tadat me wo jyada the wo 12 log the wo log agni ke bhaiyon par bhari hone lagte hain agni ye dekh kud jata hai uss fight me aur fir jahan bhi kud jati hai phir kya kya fight ulat jati hai ab wo log pit rahe the achanak unn gundon mese ek chake leke agni kii taraf badhta hai lekin ish se pehle kii wo agni pe waar karta agni uska hath pakad leta hai ush se chaku chin leta hai aur uske pet ek mukka marr deta hai wo sala wahin gir jata hai aur apna pet pakad ke chikhne lagta hai abb wo gunde jyada tar bhag rahe the jab agni hath me pakda hua chaku phekne lagta hai to koi uska haath pakad leta hai jab agni piche mud ke dekhta hai to wo naya s.p tha s.p agni ke haath se wo chaku rumal me lapet kar lejata hai aur kehta hai kyun be sale bohut charbi chadh gayi hai tujhe jo public place me danga kar raha hai masoom logon par jaanleba hamla kar raha hai tabhi agni ke dono bhai ake kehte hain are nahin sir app ko galat fehmi hui hai ye log hamare ghar kii aurton ko ched rahe the yahi logon ne chaku se hamla kiya tha agni ne to sirf uske hath se chaku china tha s.p kehta hai chup be sale jyada jaban chalai to iske sath sath tujhe bhi andar band kar dunga s.p ko agni ke papa samjhane kii koshish karte hai lekin s.p kuch nahin sunta hai ulta sbko galiyan dene lagta hai phir agni kehta hai papa aap ko abb tak samajh me nahin aya ye sala bardi dhari m.l.a ka kutta hai aur ye sari chal ush sale m.l.a kii hai s.p guraaaa ta hai dalo sale ko jeep ke andar aaj ishka pura charbii nikal ta hoon phir agni ko hathkadi pehanake leliya gaya sab sirf dekhne ke alawa kuch nahin kar sakte the jahan ish waqt gusse se agg babulla ho rahi thi wahin agni ko polish jeep me dalke lejate hain phir jeep achanak ek sunsan sadak par rookh jata hai jeep rukhte hii s.p ke chehre pe ek mushkan ter jati hain wahin agni sunsan sadak par gadi ko rukte dekh samajh jata hai kii sayed s.p ushka encounter karne ke liye yahan laya hai ...................................................................
 

Top