- 245
- 285
- 28
Update 47
agni varsha ko leke ghar pahunch ta hai to dekhta hai kii ghar par tala laga huaa hai
ye dekh agni kehta hai ye kahan chale gaye sab varsha bolti hai pata nahin kahan
chale gaye sab agni tum aunty ko phone karo naa agni apna phone nikal ta hai or
apni maa ko call karta hai kuch der ring hone ke baad agni kii maa phone riceved
karti hai agni kehta hai maa ye ghar par tala kyun laga hai app log kahan gaye ho
agni kii maa kehti hain beta chabii padose ke gopal uncle ke ghar par hai unse le-
lena or khana kichen me rakha huaa hai ushe garm karke tum dono khaa lena agni
kehta hai thik hai lekin app log hai kahan to agni kii maa kehti hain are beta hum
sabhi ishhhh waqt hospital me hain hamare jo door ke ristedar hai naa ramesh
uncle unkii tabiyat achanak kharab hogayi hai ishliye hum sab unhe dekh ne aye hain samjhe abb dono khana garam karke khalo hum 1 ghante me ajaenge agni kehta hai thik hai app tains na ho me sab kuch sambhal lunga bolke agni phone cut kardeta hai varsha puchti hai kya huaa kya kaha aunty ne to agni ushe sab kuch bata deta hai varsha kehti hai to agni tumhe hospital jana chahiye unse milne ke liye agni kehta hai tum unki fikr mat karo unki to adat hai harr 3-4 mahine me hos- pital me admit hone kii tum dekhna jab sab ghar ayenge to kahenge sab kuch thik hai or ramesh uncle bilkul thik hain or agni apne padosi gopal uncle yane kii jagu ke ghar jata hai or bell bajata hai varsha bhi ushke piche chal deti hai darwaza jagu kii mom kholti hain or agni ko dekh ushe andar bula lete hain or bolte hain tum dono betho me abhi ayii chabi leke or wo andar chali jati hain tabhi gopal uncle yanii ke jagu ke papa ate hain or agni ko dekh ke kehte hain agni beta to tum col- lage se agaye or wo dono bandar kahan hain agni kehta hai wo kya hai uncle ajj hamari cricket practice thi varsha ko bhukk lagi ishliye me varsha ko leke jaldi chala aya lekin wo dono abhi practice kar rahe honge kuch der me wo dono ajaenge uncle kehte hain varsha beti ye batao kii abb ye teeno ciggaret to nahin pite naa ye sunn agni darr jata hai or varsha ko dekhne lagta hai varsha kehti hai nahin uncle abb ye teeno uss din ke pitaiii ke baad kafii sudhar gaye hain varsha ke muhn se ye baat sunke agni chain kii sans leta hai uncle kehte hain wo kya hai naa beti ye teeno hamare liye gandhi jii ke teen bandar hain bass fark itna hai kii ye teeno bandar sare kaam ulte karte hain basss ishiliye inn par nazar rakhna padta hai kahin koi gadbad naa karde ye teeno varsha kehti hai are nahin uncle ye teeno to bohut hii ache hain lekin kabhi kabhi thoda bohut sararat karlete hain uncle hasste hue kehte hain thoda bohut or ye log tum inn teeno ko tum ache se nahin janti beti ye teeno kisi atankwadi se kam nahin hain me to ye kahunga agr inke samne atankwadi bhi ajaye na to wo darke mare bhag jae agni thoda sa mushkurake kehta hai kya uncle itni bhi tarif to na kijiye uncle kehte hain dekha varsha beti mene kaha tha naa bach ke rehna inn se tabhi aunty chabi leke ajati hain or kehti hain are tum log yahin
khana kyun nahin kha lete to agni kehta hai nahin aunty maa ne hum dono ke liye khana banake gayi hain agr unhe pata chala kii khana barbad huaaa to app janti hii hain ke wo kya haal karengi mera aunty kehti hain haan sach kaha agni beta tumne phir dono chabi leke wahan se ajate hain or agni varsha ko kehta hai varsha tum ek kaam karo khana garam karo me abhi fresh hoke ata hoon phir agni apne room me chala jata hai or varsha kichen me kuch der baad agni ko kuch girne kii awaaz ati hai or sath me varsha kii chikh kii bhi to agni bhagta hua kichen me jata hai to dekhta hai varsha niche giri padi hai or khana bhi gir chuka tha agni jaldi se varsha ko uthata hai or puchta hai kya hua varsha to varsha kehti hai kuch nahin agni wo jab me khana garam kar rahi thi to achanak samne ek kalii billi agayi jishse me dar gayi or mere hath se khana gir gaya or meri hath bhi thoda jal gaya agni varsha ke hath ko dekhta hai to pata hai kii varsha ka hath thoda jal gaya hai gass se agni var- sha ko jaldi se bahar leta hai or ushke hath ko saaf karke ushpe ointment laga leta hai or kehta hai ushe ajj khule hii rehne dena ye kal tak jakham bhar jaega phir agni kichen ke andar jane lagta hai to varsha kehti hai kahan jaa rahe hoo agni kehta hai kichen me varsha bhi ushke piche chal deti hai agni dekhta hai kii rice or dal gir chuka tha lekin bhindi kii sabji or aloo kii sabji sahii salamat the agni kehta hai koi baat nahin hum phir se rice or dal bana lenge varsha kehti hai kese mera hath jal gaya hai agni kehta hai me hoon na tum fikr kyun karti ho rice to me chutkion me bana lunga lekin dal banane ke liye mujhe tumhari madad chahiye mujhe tadka la- gana nahin ata tumhe ata hai na varsha kehti hai haan ati hai agni kehta hai to thik hai tadka kese marte hain mujhe bata dena thik hai or me mar lunga bolke agni fau- ran kichen ko saaf karta hai or khana banane lagta hai varsha bass ushe dekh rahi thi bohut hii jald agni khana bana leta hai or dal me tadka varsha ke madad se laga leta hai or jaldi se khana paros deta hai table par or bolta hai oye varsha darling apke khidmat me master shief agni ne apke liye khana banake laye hain ish se var- sha khil khilake hassne lagti hai or kehti hai agni jii ek baat to app bhool hii gaye me khana kese khaungi agni kehta hai kese matlab apne hath se khaogi varsha
apne hath dikhte hue kehti hai mere hath par ointment laga hua hai to me kese khaungi agni apne man me kehta hai kya yaar badi ajib mussibat hai phir agni kehta hai koi baat nahin ish baar me khila deta hoon lekin agli baar nahin varsha kehti hai okkkkkkk or apne man me kehti hai kass mera hath kabhi thik naa ho or tum mujhe apne hath se roj khilao or agni rice me dal deta hai or varsha ko kehta hai darling apna muhn kholo or badawala kholna varsha annnnnn bolke muhn khol deti hai or agni usme khana thuss deta hai or kehta hai chal nigal le varsha pehla nibala khatam karne ke baad kehti hai kya agni me koi cow hoon kya jo ek hii baar me itna sara muhnme thussss diya agni kehta hai mujhe kya pata yaar me kya roj kisi naa kisi ko khana khilate hue phirta hoon to varsha kehti hai are yaar thoda thoda karke do or agni abb chote chote nibala dene laga or varsha boli agni wo bhindi bhi do naa agni bola chal ye bhindi bhi le or ye aloo bhi le bolke ushne var- sha ke muhn me thuss deta hai ishi tarah agni varsha ko khana khilane lagta hai kuch der baad sare gharwale ajate hain or ye nazara dekh ke agni kii bhabhiyan kehti hain wahhhh wahhh kya bat hain tab agni kii nazar sabpe padti hai or varsha sharma ke apni gardan niche karleti hai agni kehta hai kya wahhhh wahhh kyun wahhh wahhh kar rahe ho app log to agni kii maa puchti hain agni ye sab kya hai agni unhe sari baat bata deta hai kichen ke bare me to agni kii maa kehte hai chal koi baat nahin ye acha hua kii tune dubara khana bana liya or varsha beti khana khane ke baad mujhe apna hath dikhana thik hai agni kehta hai maa app zara ish maharani ko khila do naa to agni kii maa kehti hain chup chap khila meri bachi ko orrr agni kya karta gusse me wo ek bada nibala varsha ke muhn me thus deta hai or kehta hai chal nigal le ishi tarah varsha ka khana khatam hota hai or khana khatam karke varsha aunty ko apna hath dikhane chal deti hai agni kii maa varsha kii hath chek karne lagti hai or kuch tablets deti hain or kehti hain tum abhi abhi khake uthi ho ishliye ye tablet kha lo varsha tablet kha leti hai or kehti hai aunty ye agni ko khana banana kese pata hai to aunty kehti hain are beti wo jesa dikhta hai wesa hai nahin ushe bohut kuch ata hai bohut se tarah ke khana banana ata hai
ushe lekin jinn jinn khano me tadka lagta hai ushe bo nahin bana pata varsha kehti hai wo to ajj mujhe pata chal gaya lekin ajj usne khane me tadka marna bhi agaya or kya kya baat hai jo me ushke bareme nahin janti aunty kehti hain beta wo to meri tarah doctor ban na chahta hai yehi ushka sapna hai kii ek acha or behtareen doctor bane pata hai tumhe har saal hamare hospital ke taraf se ek camp organise hota hai or har saal naye naye jagah pe ye camp padta hai khass karke villages me or har saal mere sath agni jaroor jata hai ushe mere sath in camp ko attend karte karte bohut kuch maloom chal gaya hai jese kii BLO*D presure chek karna,,,,injection dena,,, choti choti bimarion ke liye daba dena or to or usne pichle saal dr,awasti ko kuch oparations me assist kar chuka hai or bhi bohut kuch jaan gaya hai or pichle saal jab hamara camp ek village me laga tha to ushne apne sath ushke kuch collage ke doston ko legaya tha unn sabne hamari bohut madad kii or jab hum wahan se ane lage pata hai kya hua varsha jo kii ye sari baten dhyan se sunn rahi thi wo kehti hai kya hua aunty bataiye naa aunty kehti hai jab hum wapas ane ko hue to uss vil- lage ke logo ne to hume gher liya or bole app sab jana chahte hain to jaiye lekin chote doctor sab hamare village me hii rukenge varsha boli kyaaa wo log agni ko doctor samajh rahe the aunty kehti hai haan beti unn kuch dino me agni ne unn vil- lage walon kaa ish kadar dil jeet liya tha kii wo log to ushe chodne ko rajii hii nahin the to tab agni ne unhe bataya kii wo koi doctor nahin hai wo to mera beta hai or har camp me mere sath ata hai logon kii madad karne ke liye or usne ye bhi bataya kii jish din me doctor banunga uss din me mera yahin pe posting karunga or uss wade ke baad village wale mane sach me varsha agni ko logon kaa dil jiitna achese ata hai me manti hoon wo bohut hii sararati hai lekin ushka dil saaf hai ushke dil me kisike liye bhi mel nahin hai or tabhi agni kii maa ko kuch yaad ajata hai or wo agni ko bulane lagti hain agni,,,agni,,,agni agni bhagta hua ata hai or sochta hai kahin isss varsha ne to maa ko bata to nahin diya na phir agni ake maa se kehta hai kya hua maa maa kehti hain are beta tumhe ek jaroori baat batani hai agni kehta hai kounsi baat maa kehti hain are hamare hospital ke taraf se isss saal ka camp

koraput ke kissi village me padega tujhse hamare dean baat karna chahte hain kal
bulaya hai tujhe agni kehta hai thik hai maa me unn se mil lunga or kab nikal rahe
hain hum maa kehti hain agle hafte tabhi varsha kehti hai aunty kya me bhi chal
sakti hoon kya agni kehta hai varsha ye koi picnic camp nahin hai ye ek medical
camp hai jishme bohut se bimar logon kaa ilaaj kiya jaega or wahan pe hume aram
karne kaa bhi waqt nahin milega bohut mehnet karna padega wahan madam varsha
boli to kya hua agr collage ke baki ke students jaa sakte hain to me bhi jaungi kyun
aunty me jaa sakti hoon naa aunty boli haan kyun nahin beta tum jaa sakti ho phir
agni sham ko apne doston se milne chal deta hai or sare dost gappe marne lagte
hain or agni deva or jagu ko kehta hai abe agle hafte medical camp lagne wala hai
or mujhe kal dean sir ne milne ko bulaya hai ye sunte hii dono khuss hojaten hain
or kehte hain kya khabar di yaar abb to mazaa ajaega pichle saal bohut mazaa aya
tha be agni kal collage me milne ka bolke ghar lout ata hai agle din subah subah
varsha hamesha kii tarah pani ka jug hath me liye agni ke kamre me ghusti hai to
dekhti hai agni chadar odhke saya hua hai wo ahiste se andar ghusti hai or chadar
khich leti hai lekin wahan agni nahin tha jab tak varsha kuch samajh pati agni piche
se ushke hath se pani ka jug chin leta hai or varsha pe pani dal deta hai or kehta hai
kyun varsha darling ajj hogaya na nehle pe dehla ye sun ke varsha chid jati hai or
agni ko marne ke liye bhagne lagti hai lekin ushka pair fisal jati hai or wo agni ke
upar girrrr jati hai dono jake bistar pe girte hain or dono ek dushre ke ankhon me
dekhne lagte hai ajj itne dinon me pehli baar agni varsha ke ankhon me dekh raha
tha ya ye kahen kii kho gaya tha wahin varsha bhi agni ke ankhon me kho gayi thi
kuch der ish tarah dekhne ke baad varsha apna chehra agni ke or karib lejati hai
abb varsha or agni ke hoth ke bich ek ungli se bhi kam fasle reh gaye the or varsha
jese hii apne hoth age badhati hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

______________________________