Romance Ajnabi hamsafar rishton ka gatbandhan

Will Change With Time
Moderator
8,526
16,934
143
Dost... weekly update bhi chale gaa... no issues... but dont break promise and hearts of your fans!!!

It is indeed a great story... :dil2:

Bandhu mai puri khushi karunga lekin parishti ke aage ham kaha tik sakte hai. Bahi rahi new update ki to past update me kiya kiya hua jara uspe ek najar pher loon phir new update pe kaam suru karta hoon.
 
Will Change With Time
Moderator
8,526
16,934
143
Iss bhaag mein 2 alag alag families dekhne ko milli…

1- Family jahan Rajendra aur Surbhi… jo ke sanskaar ko sab se bada maante hein… waheen… Ravana… Sukanya aur Apasyu… dikhave ki reeti rivaaj nibha rahe hein… andar se kale… chal kapat kaa doosra naam… dekhte hein yeh family kab tak bach paati he in ke vaar se…

2- family jahan Kamla… Mahesh aur Manorma ki beti ne bavaal machaya huaa he… lekin yeh aik hansta khelta parivaar he… zindagi ko bharpoor dhang se jeene vala…

Well shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi... Khas Kar kamla aur uske mom dad ke bich huye pyar bhare nok jhok ..

Aage dekhen kaya hota he… 💕

Aap bhi kam parkhi nahi hoon do yaha kahu teen parivaro ke mano bhav samjh gaye vaise apke review ke aant ke kuch shvdon ne naina ji ki jhalak dikhi. Iss mahtvpurn review ke liye bahut bahut dhanyawad.
 
Well-known member
1,761
4,953
145
Aap bhi kam parkhi nahi hoon do yaha kahu teen parivaro ke mano bhav samjh gaye vaise apke review ke aant ke kuch shvdon ne naina ji ki jhalak dikhi. Iss mahtvpurn review ke liye bahut bahut dhanyawad.
"Lekhan"… "kalaa" ke aik roop he… jiss mein kahaani likhnaa ya pratikriya dena shaamil hai... yeh aik rachanaatmak kaary hai... aaj kal, peers aur saathi lekhakon se prerana lene sahit kayi lekhan sahayogiyon ki madad se yeh aasaan ho gaya hai...

Kabhi-kabhi... lekhak yeh bhi dekhna chahte hein ki any lekhak kisee avadhaarana, vichaar ya kahaani ko kaise dekh rahe hain aur aksar unake dvaara istemaal kiye gaye shabd pasand aate hain... yaa phir yeh dekhne ke liye ke vichaaron ya shabdon kee samaanata ya ekeekaran ko pratibimbit karane ke lie kalaatmak duniya ke bheetar shrrnkhala kaise banaee jaatee hai...

Aur main vishvaas rakhta hoon ki... yeh jitana adhik saamanjasy paida karata hai, yeh duniya ko vivaad mukt bhee banaata hai ya yoon kahen... bheed ko ek hee raaste par chalaane ke liye sansaadhanon ya dimaagon ko sanrekhit karata hai...

Vinamr abhivaadan... 💕
 

Top