- 3,318
- 5,884
- 143
update. 271
nirbhay ....... Ji gurudev aapki aagya ka akshar sah palan hoga gurudev mujhe aashirwad de gurudev
bharm rishi ........ Ishwar tumhari sabhi manokanaye purn kre putra
bharm rishi ki aatma waha se vilupt ho chuki thi our ab waha keval nirbhay apne dono hatho me kamandal liya khada tha
jab nirbhasur guffa se bahar nikla to thoda andhera ho chuka tha nirbhayasur urja me badal kamandal ko charo our se cover kar parkash ko gati se sukralok ke aakash marg ko chirte hue antriksh me kho gaya jaise ki wo bhi antriksh me un tuthe hue sitaro ka he ek hissa ho ..................
Ab aaghe ............}
parilok .......... Surya kiran shalini ji mansi sadhyakaal ke samay he parilok pahuch chuke the
charo ne surya mahal me he raatri vishram karne ko kaha jishe rani pari ne thodi na nukar ke baad swikar kar liya kyuki ek tarha se ye surya ka khud ka mahal tha agar wo akela parilok aaya hota to wo avashya baki baar ki tarha parimahal me he rukta rani pari ne bhi ke saath raatri bhoj our raatri vishram ke liya aaj surya mahal me he rukna tay kiya
surya sabhi se kuch der baate karne ke baad mansi ko liya sidha gurudev ke pass mandir pahunchta hai
surya ...... parnam gurudev aashirwad dijiye
Gurudev .......... Dirgaushman bhava putra
mansi ........ Parnam gurudev
gurydev .......... Sadha shobhagyavti bhava putri
surya mansi dono he gurudev ke samne jamin pe beth jate hai
gurudev ......... Putra surya dragon lok ki yatra ke liya purn rup se tyaar ho putra
surya ........ Ji gurudev bas aapke aadesh ki pratiksha hai
gurudev ....... Do divash baad ka bhut he utam samay hai putra
putri kiran our tumhare dragon lok ke rajsinghashan pe virajmaan hone ke liya
surya ....... Jaisi aapki aagya gurudev gurudev ...... Putri kiran jaao our ja kar sandhya kaal ki puja ke liya pavitra sarowar me sanan kar aao puja ke baad tum mayavi mani ko dharan kar paogi jo tumhe sukralok se prapt hui thi
mansi ......ji gurudev jaisa aap kahe
Gurudev ne apni jadui chadhi se mansi ke liya dusre vastra ka parband kar diya tha
gurudev ....... Putra surya kya putra nirbhayasur se tumhara samparak hua putra
surya ....... Ji gurudev nirbhayasur se mera sampark ho chuka hai wo kuch samay baad parilok pahuch jayega gurudev kintu uski urja me kuch badlav mehsush kiye hai maine jab maine us se sampark kiya tha ishu liya maine ushe yaha parilok aane ke liya kaha hai
gurudev ......... Ye tumne uchit kiya putra
Surya ....... Asuro ki kya isthiti hai gurudev kya wo abhi bhi parilok ki bahri seema me bane hue hai
gurudev ......... Nahi putra ab asuro ki our se ham nischit hai avashya tumhare sasur shree vayomasur ji ne tumhare baate sukralok me sabhi ke samaksh rakhi hai ye ushi ka prabhav hai
kahte hue gurudev ne surya ko ek sandesh patra diya
surya ....... Ye sandesh kiska hai gurudev
Gurudev ........ Ye sandesh patra asurguru shukracharya ki putri devyani ka hai putra jisne kashma mangte hue sath he aaswasan bhi diya hai ki koi bhi asur parilok ki seema ke aaspash dikhai nahi dega is liya aap nischit rahe
surya patra khol kar padhne lagta hai
sandesh patra ...... Parilok ki maharani our rajguru ko asurguru shukracharya putri devyani ka parnam ham aapse kshama chahte hai aapke lok ki seema me asuro ne guspet karne ki koshish ki uske liya is guspet ke piche sukralok kisi bhi rup me nahi hai is ghatna ke piche asurraj narkasur ka koi shadyantra hai kintu ham aapki nischit karte hai ki sigra he isme doshi asuro ko unke kiya ka dand avashya milega our aaghe koi bhi asur ya danav parilok ki seene me guspet karne ka paryatan nahi karega
asurguru putri devyani .....
surya ........ Chalo accha he hai ki is mamle ko sawayam devi devyani khud he dekh rahi hai asurgu ke baad unke sabhi dayitva unke he kandho par jo hai
gurudev ........ Uchit kaha tumne putra chalo prabhu puja ka samay ho chala hai putri mansi bhi aa chuki hai
Kuch our bhi pariya mandir me aa chuki thi gurudev ne puja aarambh ki our puja purn hone ke baad prabhu shree charno se ek box utha kar kholte hai jisme wo laal mayavi mani thi jo ab puri tarha laal roshni me jag mag kar rahi thi
Gurudev mani ko utha kar mansi ke mastiksh pe thik dono aankho ke bich ke sthan pe laga dete hai
Deree deree wo roshni mansi ke mastishk me jane lagti hai kuch he der me puri mani gayab ho kar mansi ke mastishk me roshni ke rup me ja chuki thi
Kuch der mansi ki aankhe us mani ki he tarha laal roshni me jagmaga uthi
Gurudev ........ Putri mansi dhyaan laga kar mani ki urja ko niyantrit kro putri
mansi ........ Ji gurudev
mansi aankhe band kar dhyaan karne lagti hai
mansi jaise jaise dhyaan ki gahrai me ja rahi thi waise waise jo roshni mansi ki sharir se nikal rahi thi wo gayab hone lagi
karib aadhe ghante baad mansi ne aankhe kholi to ab uski aankhe normal ho chuki thi our halki halki chehre ki chamak bhi baadh chuki thi
gurudev ......... Ab kaisa anubhav kar rahi ho putri mansi
Mansi ....... Ji gurudev bhut accha mehsush ho raha hai aisa lag raha hai jaise sarir me urja rupi vidhyout ka sanchar tivra gati se ho raha hai
gurudev ........ Utam putri kintu abhi bhi tum is urja pe purn rup se niyantrit nahi kar payi ho is liya tumhe adhik samay dhyaan karna anivarya hai tabhi tum is mayavi mani ka prayog apni iccha anurup kisi bhi maya ka prayog kar paogi
mansi ...... Ji gurudev
surya ......... Gurudev ab hame mahal chalna chaiye
gurudev ....... Ha putra waise bhi vaidhyaraj our unki putri mahima ko hamne raatri bhoj ke liya pahle he aamantrit kar diya hai our sakti our mahima ke prem ke vishya me bhi hamne unhe pahle he bta diya hai
surya ....... Hahaha Matlab ki sakti bhai our mahima ji ki sakal dekhne layak hogi jab mahima ji ke vivah ki charcha hogi
gurudev ......... Kya aisa karna uchit hoga putra
surya ....... Bhale he aapke liya thoda anuchit lage gurudev kintu main to aisa kar he sakta hun
mansi ........ Kunvar ji gurudev aap kis vishya me baat kar rahe hai
surya ........ Ham sakti our mahima ji ke vishya me baat kar rahe hai mansi sakti bhai vaidhyaraj ji ki putri mahima ji se prem karte hai our mahima ji bhi kintu dono he ye baat apne pariwar se kahne me sankoch kar rahe hai our jab bhi main sakti bhai ko unke vivah ke liya kahta hun to wo baad ke liya taal dete hai per unhone aaj tak kisi ko pta bhi nahi chalne diya ki wo kisi se pahle se he prem karte hai is liya maine bhi soch liya hai un dono ko satane ka is se accha awasar nahi hoga
mansi ......... Kya aisa karna thik rahega aapko to unka sath dena chaiye
surya ........ Sath de raha hun na per sath he sakti bhai ka chota bhai hone ke haq se dono se majak masti karne ka haq bhi to hai our tum bhi unhe kuch mat btana ki un dono ki riste ki baat hone wali hai
mansi ....... Thik hai per aap bhi jyada mat satana unhe
gurudev surya mansi teeno jab tak surya mahal pahuche tab tak vaidhyaraj our mahima ji ke sath sakti bhi surya mahal pahuch chuke the our surya mansi gurudev ka he intjaar kar rahe the bhojan pe
surya ........ Sakti bhai accha hua aap mujhe yahi mil gaye aapse jaruri baat karni thi parnam vaidhyaraj ji aap sayad mahima ji hai vaidhyaraj ji ki putri ( aisa surya ne janbuj kar kaha tha wo purva se he mahima ji se parichit tha )
vaidhyaraj ....... Parnam youvraj surya
sakti ....... Kya hua surya kya jaruri baat karni thi
surya ........ Are aap adhir na ho sakti bhai aaram se bethiye pahle fir baat karte hai
rani pari ....... Kya hua putra surya aisi kya vishesh baat hai
Surya ....... Rani maa baat to wakai me bhut vishesh hai darshal maine bhut baar sakti bhai se unke vivah ko le kar baat ki thi per inhone har baar ye kah kar baat taal di ki jab shi samay aayega to vivah bhi kar lenge maine inse pucha bhi ki yadi ye kisi our se prem karte hai to bta de per inhone kaha ki wo kisi our se prem nahi karte is liya maine gurudev ki shayta se inke liya ek pari ko pasand kiya hai jo sakti bhai ko bhut pasand aayegi aapko pta hai wo bhi sakti bhai ko pasand karti hai
rani pari ...... Ye to bhut acchi baat hai putra kon hai wo pari hame bhi to btao
idar sakti ke vivah ki baat sun mahima our sakti dono ki dil ki dhadkan bhad chuki thi our dono ke chehre bhi kuch utar gaye the
mahima gusse me sakti ko dekh rahi thi our sakti mahima ki najro ka samna karne me dar raha tha
( surya mansik samparak kar rani pari ridhi paridhi kiran shalini ji sabhi ko sab kuch bta deta hai our unhe khud ka sath dene ko kahta hai jis se sabhi tyaar ho jate hai )
surya ......... Wo ridhi ji ki bachpan ki sakhi hai somya pari unhe he maine pur gurudev ne sakti bhai ke jivan sathi ke rup me pasand kiya hai
ridhi ji ....... Kya meri sakhi somya wo to bhut pyaari hai sakti our somya ki jodi bhut acchi jamegi
sakti ....... Surya wo main abhi vivah nahi karna chahta hun
vaidhyaraj ........ Waise aaj he mahima ke liya bhi ek bhut accha rista aaya hai main bhi rani pari se ushi vishya pe bhent karne aaya tha putri mahima ke sath
( mahima andar he andar sakti ko galiya de rahi thi besak kisi ko sunai na de per unke chehre pe jo bhav the unhe dekh sabhi samaj pa rahe the ki unki isthiti is samay kaisi hogi )
kiran ........ Ye to our bhi acchi baat hai ek sath teen teen vivah honge
gurudev ...... Teen teen vivah wo kaise putri kiran
kiran ........ gurudev jaldi he kunvar ji ka vivah hoga ushi muhurat pe mahima ji our sakti bhai ka bhi karne pe ek sath teen teen vivah he honge na
gurudev ....... Uchit kaha putri tumne ham sigra he putri mahima our putra sakti ke vivah yog ke anusar muhurt nikalte hai
surya ...... Sakti bhai ab itna bhi na sarmaiye abhi vivah me kuch samay shesh hai
( sakti ...... Yaha meri duniya lut rahi hai our surya tumhe lag raha ki mai sarma raha hun kis angal se tumhe aisa lagta hai )
sakti najre utha kar ek baar mahima ko dekhta hai jiski aankhe bas kisi bhi pal chalak uthenge
shalini ji apni jagga se uthi our sidha mahima ji ke samne ja khadi hui
shalini ji ....... Bas bhut hua tumhara majak surya ab our nahi itni pahari bacchi ko rula kar he manega kya
surya ....... Kya mom aap bhi na kuch der our inko sabak milna chaiye tha kab se main sakti bhai se bol raha tha per inhone to jaise kasam he kya rakhi thi ki kuch bhi nahi bolna to nahi bolna
shalini ji ....... Sakti ko apna bada bhai mante ho fir bhi apni hone wali bhabi ko rula rahe ho
sakti ...... Hone wali bhabi
Shalini ji ......our nahi to kya tumhe kya lagta hai is he tum dono ke baare me pta nahi hoga is he pahle se mahima our tumhare baare me pta tha
surya ........ Mahima ji mujhe aapke our sakti bhai ke prem ke vishya me pahle he pta chal gaya tha aap se to main puch nahi sakta tha per sakti bhai se maine bhut baar pucha tha per inhone aapse prem karta hun ye kahne tak ki himat nahi ki is liya mujhe gurudev ki shayta se vaidhyaraj ji ke pass inka rista bhejna pada yaha bhi inhone aapse prem ki baat swikar nahi ki ab main to inka chota bhai hun is liya inhe koi saza de nahi sakta hun
is liya aapko rulane ki inhen kya saza milani chaiye ye aap pe chodh raha hun
vaidhyaraj ji ......... Mujhe bhi putri mahima ke liya sakti var ke rup me swikar hai jab gurudev ki aagya hogi ham dono ka vivah kar denge
surya ....... Bhabi ji vevahik jivan ke aarambh ki is naye riste ki aapko dhero shubhkamnaye
sakti ....... Main mahima se prem karta hun kintu abhi main vivah nahi kar sakta hun
sabhi sakti ki baat sun kar chonk jate hai
khash kar mahima our vaidhyaraj ji
Rani pari ......... Kya hua sakti tum vivah ke liya asavikrti kyu de rahe ho jab tum dono ek dusre se prem karte ho tab
sakti ......... Ha ye satya hai ki main mahima se bhut prem karta hun our vivah bhi unhi se karna chahta hun kintu mera partham dayitva parilok our surya ki sewa our suraksha hai main abhi vivah kar apne dayitva se vimukh nahi ho sakta
surya ........ Sakti bhai kya aapko wakai me lagta ki aap meri suraksha karne yogya hai kshama karna main aapki yogyata pe sawal nahi utha raha hun kyuki agar main sawayam apni suraksha nahi kar sakta to aap kaise meri suraksha kar payenge ha aapke parilok ke tarak se main sahmat hun
gurudev ........ Putra sakti surya uchit kah raha hai tumhari bhavnaye uchit hai putra ki tum apna dayitva nibhana chahte ho kintu wo sabhi dayitva tum vivah ke uprant bhi purn nista se nibha sakte ho
sakti ....... Thik hai gurudev jaisi aapki aagya .mahima main tumse prem avashya karta hun kintu mera sarvapartham dayitva parilok our youvraj surya ki sewa hai uske paschat he main tumhe prem our samay de paunga
mahima ........ Mujhe aapka nirnaya swikar hai sakti main bhi aapki bhavnao ka samman karti hun main kabhi bhi aapke dayitva ke madhya hastakshep nahi karungi aapke partek uchit nirnaya me mera aapko sahyog prapt hoga
sakti ........ Ek baar fir se soch vichar kar lo mahima kyuki mera jyadatar samay parthvilok pe surya ke sath vaytit hota hai aise me hame bhent karne me bhi lambe samay ki pratiksha karni pad sakti hai
mahima kuch kahti us se pahle he shalini ji ne bolna suru kar diya
shalini ji ........ Kyu sakti jab tum surya ke sath parthvilok pe rah sakte ho to mahima kyu nahi kya tum surya our hame apna pariwar nahi mante
sakti ....... Aap aisa kyu sochti hai
Surya ....... Mom shi to kah rahi hai sakti bhai jab maine aapko bada bhai mana hai to us riste se mahima ji meri bhabi hui
kiran. ........ Kunvar ji bilkul shi kah rahe hai is liya aap kunvar ji ke sath kahi bhi raho mahima ji hamare sath rahegi
gurudev .......... Baki baate baad me kar lijiyega aap sab putra surya ko kal dragon lok ki yatra pe nikalna hai is liya abhi bhojan kar vishram karna aawsayak hai
baato ka silsila lamba chalta dekh gurudev ne sabhi ko bich me rokna he uchit samja
gurudev ki baate sun sabhi ka dhyaan bhojan ke samay pe gaya
sabhi hashi khushi bhojan kar vishram karne kaksh ki our bhad gaye surya kiran mansi shalini ji juliiya ko subha jaldi he dragon lok ke liya nikalna bhi tha is liya sabhi log jaldi he vishram katne chale gaye .............
Update posted friends .............
read and enjoy friends ......................