Incest Dil Ka Rishta

Expert Member
9,241
4,034
143
INDEX

Family Introduction

Update ♡51♡ Update ♡52♡ Update ♡53♡ Update ♡54♡ Update ♡55♡
Update ♡56♡ Update ♡57♡ Update ♡58♡ Update ♡59♡ Update ♡60♡
Update ♡61♡ Update ♡62♡ Update ♡63♡ Update ♡64♡ Update ♡65♡
Update ♡66♡Update ♡67♡Update ♡68♡Update ♡69♡Update ♡70♡
Update ♡71♡Update ♡72♡Update ♡73♡Update ♡74♡Update ♡75♡
Update ♡76♡Update ♡77♡Update ♡78♡Update ♡79♡Update ♡80♡
Update ♡ 81♡Update ♡ 82♡Update ♡ 83♡Update ♡ 84♡Update ♡ 85♡
Update ♡ 86♡Update ♡ 87♡Update ♡ 88♡Update ♡ 89♡Update ♡ 90♡
Update ♡ 91♡Update ♡ 92♡Update ♡ 93♡Update ♡ 94♡Update ♡ 95♡
Update ♡ 96♡Update ♡ 97♡Update ♡ 98♡Update ♡ 99♡Update ♡ 100♡
 
Last edited:
Expert Member
9,241
4,034
143
UPDATE 10

Wo koi aur nhi riya aur richa thi.. Dono sath mein bahut pyari lag rhi thi


Richa - bhaiya kaise ho kahi hamne apko disturb to nhi kar diya


Sam - are nhi gudiya aao tum bhi baith jao

Aur sam richa ko swati aur sunita se introduce karwata hai aur richa riya ko sam se...

Fir aise hi kuch der baate karne ke baad sharma ji aakar sabko party suru karne ko kahte hain…

fir rohini, soniya aur manju bhi sabko join karte hain aise hi khate pite aur mastiya karte raat ke 10 baj jate hain to ramesh sharma ji ko gift dekar nikalne ki anumati mangte hain par sharma ji unhe raat bhar rukne ko kahte hain...

lekin wo sabhi nikalne ki jidd karte hain aur sam bhi swati ko bye kah kar ghar jane ke liye car ke paas pahunchta hai...


abki baar sam car drive karta hai aur koi 20 minute baad sabhi ghar pahunchte hain thake hone ke karan sabhi apne apne room mein chale jate hain ...

Ramesh apne room mein rohini ki tarif kiye ja rha tha ..


Ramesh - Jaan kitni mast lag rhi thi tum aj tumhe dekh lagta hi nhi tum 3 bachcho ki maa ho

Rohini - jyada makhan lagane ki jarurat nhi hai apke irade mujhe pta hai par afsos apki koi daal nhi galne wali chup chap so jao mujhe bahut nind aa rhi hai

Ramesh - sweetheart itna to julm na karo.. please please

Rohini ek nighty lekar washroom mein change karne chali jati hai ... Andar jakar usne apni saari, blouse aur peticoat utar di aur nighty pahan liya ...

waise unke room mein room heater jal rhe the so jyada thand nhi lag rhi thi rohini room me enter karti hai to ramesh usko dekh kafi khus hota hai kyunki rohini ne ek transparent nighty pahni huyi thi

jiske andar se uske bra aur panty saaf dikh rhe the jo ki mahaul ko aur garm bna rhe the...

Ramesh rohini ko pakad bed par baitha kar kiss karne lagta hai par rohini ye kah kar mna kar deti hai ki wo kafi thaki huyi hai aur nind joro se aa rhi hai aur rajayi ke andar chali jati hai…

aakhirkar man mar kar ramesh sone ko ready ho jata hai fir dono bhi gahri nind mein kho jate hain ...


Subah sabse pahle richa ki nind khulti hai kyunki aj monday tha aur uska college bhi tha...

wo apne college mein sirf padhayi hi karti thi uski kuch hi friends thi college mein aur kisi ladke se to baat tak nhi krti thi...

wo apne college ki sabse khubsurat ladki thi to kuch awara ladke hamesa uske aage piche lage hote the par richa ne kabhi koi bhav hi nhi diya kisi ko...

Uske hi college mein ek ladka tha jiska naam rudra tha wo sahar ke ek MLA ka beta tha par tha bahut ache nature ka aur uske baap ke karan usse college ke sare ladke darte the...

rudra richa ko college ke first day se hi like karta tha par aj tak usne richa se baat karne ki himmat nhi jutayi thi kyunki richa sirf apne kam se hi kaam rakhne wali ladki thi aur aise ladkiyo se baat suru kare to
kare kaise...

Richa hamesa apni scooty se hi college jaya karti thi time par college jana aur time se ghar aana uski adat thi ...

Richa uth kar sabse pahle fresh hoti hai aur fir sam ke room mein usko uthane ko chal padti hai…

jab wo sam ke room mein pahunchti hai to sam ghode bech kar soya hua tha... jab 3-4 baar hilane dulane se bhi sam nhi uthta hai to fir richa ke chehre par saitani muskan ubhar jati hai aur wo ek mug pani uske upar dal deti hai...

nind me so rhe sam ko jab thande pani ka ahsas hota hai to use lagta hai ki baris ho rhi hai aur wo baris ho rhi hai... baris ho rhi hai... chillate huye bahar bhagne lagta hai.. kuch der baad use hosh aata hai ki wo to ghar ke andar hai to fir wo room me jata hai tab use pata chalta hai ki kya hua tha ...


Sam - kya gudiya itni subah subah bhi koi kisi ko aise uthata hai


Richa - (masum si shakal bna kar) mujhe kya pata ap uth hi nhi rhe the to mujhe aisa karna pada... sorry bhai


Sam - sorry ki bachi mera bhi waqt aayega to main bataunga

Fir dono thode der baat karte hain fir sam washroom chala jata hai fresh hone...

jab wo bahar aata hai tab richa 2 cup coffee lekar uska wait kar rhi hoti hai.. dono coffee pine lagte hain...

Fir richa usko college jane ka bol apne room mein taiyar hone chali jati hai

Thodi der baad soniya usko breakfast ka bol niche chali jati hai jab sam niche pahunchta hai to sabhi dining table par uska wait kar rhe the fir manju sabko breakfast karwati hai ..


Richa - bhaiya aj mujhe chhodne college jana hai apko


Sam - khud hi chale jao na


Richa - nahi apko jana padega aur time lene bhi aa jana


Sam - thik hai baba


Fir ramesh apni car mein shop ke liye nikal jata hai aur sam richa ko lekar apni bike par college chhodne nikal padta hai..

Jab richa college pahunchti hai to sam ko 3 bje aane ka kah apne class mein chali jati hai aur sam apne ghar ki taraf nikal padta hai.
 
Last edited:
Expert Member
9,241
4,034
143

UPDATE 11

Ghar pahunch sam gate knock krta hai .. gate manju kholti hai


Manju - aa gye bhai


Sam - ha didi baki koi dikhai nahi de rahe


Manju - wo bhai maa(manju bhi rohini ko maa hi kah kar bulati thi) pados ki aunty ke ghar gyi hai aur soniya apne room me hogi


Sam - Aur btaiye didi kal party me maja aaya na aapko


Manju - ha bhai aur tumhari layi huyi dress bhi kafi achi thi


Sam - didi apne breakfast kiya ki nhi


Manju - ha bhai wo to tumhare jane ke turant baad kar li thi


Sam tv on karke manju ko bhi sath baithne ko kahta hai aur dono ek
bollywood comedy movie dekhne lagte hain...

karib aadhe ghante baad sam ki mobile par uske friend raj ka call aata hai.


Raj - hello bhai kaise ho ghar jakar to bhul hi gye


Sam - are nhi bhai itne dino baad aaya hu time hi nhi mila aur batao ghar me sab kaise hain


Raj - all fine bhai apna sunao


Sam - yaha bhi sab acha hi hai bhai 2 din baad meri birthday par aa rhe ho na


Raj - nhi bhai college mein hi treat de dena


Sam - thik hai as u wish


Raj - ok bhai abhi phone rakhta hu baad me baat hogi... bye


Sam - ok bye


Fir sam soniya ke room mein pahunchta hai...

soniya washroom gyi huyi rahti hai to sam wahi chair par baith ek magazine utha kar padhne lagta hai...

Soniya bath le rhi thi so wo sirf towel lapet bathroom se nikalti hai use lagta hai ki sam abhi ghar nhi aaya hai...

wo room mein aati hai to achanak sam ki najar soniya par padti hai ye pahla mauka tha ki usne kisi ladki ko aise halat me dekha ho ...

uska dil jor se dhak dhak karne laga... usne turant najar niche jhuka li

uske baad soniya ki najar jab sam par padi to jaldi se chupke se bathroom mein ghus gyi use laga ki sam ne use nhi dekha hai isliye wo thodi normal lag rhi thi..
usne apne kapde pahane aur washroom se bahar nikali jaha sam hairan paresan sarm se gardan jhukaye baitha tha ...


Soniya - tum kab aaye bhai


Sam - (gardan jhukaye huye) wo didi abhi thode der pahle socha apse baat kar lu par ap room mein nhi dikhi to magazine padhne laga


Soniya - richa ko college chhod aaye


Sam - ha didi 3 bje fir jana hai


Soniya - to gardan jhukaye kyu baithe ho gardan me dard hai kya


Sam - nhi didi wo aise hi aur usne apni gardan utha kar soniya ko dekha to wo usko pahle se kafi jyada sundar lagi. uske dekhne ka najariya bhi ab halka sa badal gya tha.

Waise soniya thi bhi bahut khubsurat abhi usne blue colour ki t-shirt aur leggies pahni huyi thi jo ki kafi tight thi...

t-shirt mein uske ubhar apni unchayi ka pura ahsas kara rhe the... tight leggies mein uske kase huye back apni sudaulta darsa rahe the...

yu to uske sarir ka har bhag dhaka hua tha par wo murdo mein bhi jaan dal dene wali katil hasina lag rhi thi ...

Sam bas uski khubsurati me kho sa gya tha jabki soniya mirror me apne baal sanwarne me lagi huyi thi. uske baad usne halka make up kiya... mano jane anjane mein wo samko tarsa rhi ho...

par sam to bas mantramugdh ho apni pyari bahan ki khubsurati mein khoya hua tha...

Usko hosh hi nhi rha ki kab soniya waha se aakar usko hila kar hosh mein lati hai ...


Soniya - kis duniya me khoye huye ho bhai aj tumhe hua kya hai aj tum aise kyu behave kar rahe ho

sam ko laga ki uski chori pakdi gyi hai to wo haklate huye bolta hai


Sam - k..kk...kya didi main samjha nhi


Soniya - are buddhu aj tum baithe baithe so gye the kya itna jhakjhorne se hosh me aaye ho


Sam - wo kuch nhi didi bas aise hi

Soniya - acha chalo bhai niche chal baate karte hain lunch bhi banana hai papa bhi lunch ke liye aate hi honge

Fir dono bhai bahan niche aate hain... Manju kitchen mein lunch ki taiyari kar rhi hoti hai


Soniya - lunch ready ho gya kya didi


Manju - nhi chhoti abhi rice ban gya, daal ban rahi hai sabji abhi baki hai


Soniya - acha didi main sabji kaat deti hu


Manju - (sam se) oye hero abhi tera chehra kyu utra hua hai jaise koi bhoot dekh liya ho


Sam - nhi d...di.didi wo aise hi pyas lagi hai


Manju -(freeze se pani ki bottle sam ko dete huye) lo bhai aur apna mood thik kro

Fir dono milkar lunch ki taiyari karti rahti hain aur sam gate par khada
hokar unko khana banate huye dekhta rahta hai...


thik 2 bje gate knock hota hai aur sam gate kholne chal deta hai ..
 
Expert Member
9,241
4,034
143

UPDATE 12

Gate par ramesh hota hai joki lunch karne aaya hua tha wo andar aakar washroom se fresh hokar sofe par baith tv on karta hai ...


Ramesh - beta tumhari maa nhi dikh rhi hai


Soniya - papa wo mom gupta aunty ke ghar gyi hain


Ramesh - to beta sam richa ko college chhod aaye


Sam - ji papa 3 baje usko lane ko bhi jana hai


Ramesh - thik hai car se chale jana


Sam - ji thik hai


Tabhi manju lunch lakar sabko serve karti hai...

lunch karne ke baad sam car lekar richa ko lane ke liye uske college nikal jata hai…

Ramesh aur soniya tv dekh rhe hote hain


Ramesh - kal sam ka b'day hai to ek surprise party rakhte hain


Soniya - ha papa usko nahi batayenge aur ek surprise denge


Ramesh - sahi kaha par usko kal koi wish nhi karega aur usko koi
bahana karke main kal shop bhej dunga aur raat ko party rakhi jaye


Soniya - sahi hai papa par iske liye kisi ko uske paas timepass karna hoga.. aap ghar ki sari decorations wagairah sambhal lena main usko 8 bje se pahle ghar nhi aane dungi koi bahana karke


Ramesh - sahi bola beta tumne uski ye b'day kuch alag tarah se manate hain aur haa ghar me sabko plan samjha dena aur ye bhi bata dena ki ye baat sam ko kisi halat mein pata na chale...

Aur fir ramesh soniya se koi plan discuss karta hai aur dono baap beti ek list banane lag jate hain... Tabhi rohini ki entry hoti hai


Ramesh - are wah bdi lambi umar hai tumhari ham tumhare bare me hi baat kar rhe the


Rohini - Itna makhan kyu laga rhe ho daal mein kuch jarur kala hai


Soniya - yha to puri daal hi kali hai mom par apki support ki jarurat hai


Rohini - pahle puri baat batao agar mere fayde ki baat huyi to sochungi warna aj se tum dono baap betiyo ki bhuk hadtal suru karwa dungi

Fir soniya usko apna sara plan samjhati hai... Plan sun rohini jor jor se hasne lagti hai aur tino milkar usme kuch addition deletion karke
finalise karte hain ab sirf ek kadi bachi thi richa jise jodna baki tha. aur iski jimmewari rohini leti hai ki kahi koi bhul chuk na ho ...


Dusri taraf jab sam college ja raha hota hai to raste me ek accident ke wajah se jaam laga hota hai to college pahuchne mein sam ko 40-45 minute jaam me hi fasa rah jata hai..

Richa college me uska wait kar rhi hoti hai jab jyada der ho jata hai to wo college ke main gate ke paas jane lagti hai wahi road ke dusri side par kuch ladke har aane jane wali ladkiyo par gande remarks paas kar rhe the (jaisa ki har college mein hota hai) ..

richa bhi jab main gate par pahunchti hai to wo ladke usko bhi waisi hi baate bol rhe the jisse usko gussa aa jata hai par wo kar bhi kya sakti thi wo man hi man khud ko kosne lagti hai ki kyu maine apni scooty nhi layi aane do bhaiya ko baat hi nhi krungi..

15-20 minute baad uske samne ek bike aakar rukti hai jisse rudra ( richa ke hi college mein uski hi class ka ek ladka) utarta hai aur richa ko sath chalne ko kahta hai...

Pahle to richa mana kar deti hai fir wo sochti hai ki kya pata bhaiya aaye ya na aaye to kuch der mana karne ke baad wo maan jati hai

aur rudra bike start karta hai aur wo richa se uska address puchta hai aur bike start karke richa se aise hi kuch formal baate kar rha hota hai

thik ushi waqt sam bhi apni car se ja raha tha yaha gadiyo ki bhid jyada thi to sabhi gaadiya halki speed se chal rhi thi tabhi sam ko road ke dusri side richa kisi ladke ke sath baithi huyi dikhayi di par usko bharosa na hua tab tak bike aage ko badh chuki thi fir bhi sam college me jakar sabhi jagah dekh leta hai par richa ka koi ata pata na tha aur ho bhi kaise jab wo waha thi hi nhi...

Tab fir wo car start kar ghar ki taraf chal padta hai..

Richa rudra ko gaadi ghar se thodi dur rokne ko kahti hai aur utarkar usko thanks kahti hai jisse

Rudra kafi khus hota hai aur bye karke nikal jata hai...

Jab sam ghar pahunchta hai to wo gate knock karta hai gate soniya kholti hai jab wo andar aata hai to dekhta hai ki richa tv dekh rhi hoti hai…

Sam ko halka halka gussa aa rha tha richa ke upar par wo richa se puchta hai ...


Sam - wo road jaam tha to late ho gya college jane me waise tum kaise aayi

Richa ko laga ki kisi ne usko nhi dekha hai aate huye aur wo kisi ladke ka naam nhi btana chahti thi aur sam se naraj bhi thi


Richa - wo meri ek saheli aa rhi thi yahi paas hi rhti hai to usne chhod diya tha ..

Sam ko richa ke jhut bolne se kafi gussa aaya aur wo aage bina kuch bole apne room mein chala gaya .. uskokafi bura laga isliye nhi ki uski bahan kisi ladke ke sath aayi thi balki isliye ki usne usse jhut kyu bola... Wo bina sachchayi jane hi apni bahan par sak karne laga kafi der sochte sochte jab uske sar me dard hone laga to usko halki halki nind aane lagi to wo so gya...

Udhar niche to sam ke na hone se rohini ko sam ki surprise birthday
party ke bare mein richa aur madhu ko batane mein koi khas dikkat na aayi...

Raat mein sabhi dinner table par dikh rhe the sam ko chhod kar to
rohini ne richa ko sam ko bula kar lane ko kaha par richa to sam se
naraj thi usko laga ki sam usse maafi mangne aayega tab wo usse baat karegi isliye usne bahana kar diya ki uski pair me dard hai...

tab soniya sam ke room me jati hai... room jakar dekhti hai ki sam soya hua hai fir wo usko uthati hai.. kafi uthane ke baad wo uthta hai uski aankhe laal ho gyi thi tab wo uth kar washroom se aakar soniya ke sath dinning table par pahunchta hai ....


Rohini - sam beta tumhari aankhe laal kaise hai


Sam - wo maa nind aa rhi thi isliye


Sab dinner karne lagta hain sam gumshum sa baith kar khana khata rahta hai ek do baar uski najare richa ki taraf gyi par usne notice kiya ki wo usse najare chura rhi hoti hai

sam man hi man sochta hai wah re kya jamana aa gya hai ek to galti bhi yahi kare yahi mujhse naraj bhi hai fir wo bhi apna dhyan dusri taraf laga kar khane lagta hai..

wahi richa soch rhi hoti hai ki jab tak sam usse maafi nhi mangega wo usse baat bhi nhi karegi...

 
Last edited:
Expert Member
9,241
4,034
143
UPDATE 13

Dinner ke baad sam apne room sone chala jata hai...

room mein jakar apna gate lock karke lappy par ek hollywood action movie laga kar headphone laga kar movie dekhne lagta hai isse uska mood thoda thik hone lagta hai aur uske sochne samajhne ki shakti pahle jaisi ho jati hai aur jo bewajah stress uske dimag me aa gya tha wo dhire dhire kam hone lagta hai...

Jaisa ap sabhi jante hain ki hollywood ki max. movies 90 to 100 minutes ke hi hote hain to jab movie khatm ho jati hai to wo lappy band kar bed par baitha hota hai to uske dimag mein achanak aata hai ki are kal to mera b'day hai dekhte hain abki baar kaun sabse pahle wish karta hai...

ghar me to sabhi kahte hain ki wo mujhe bahut pyar karte hain to main dekhta hu ki sabse pahla wish kiska hota hai aur wo puri raat jagne ka decide karta hai...

Wo apna mobile ache se charge kar ke apne paas rakh leta hai ki baad me koi dhokha na ho... As u know ki ghar wale sabhi ki to ye planning thi koi bhi sam ko wish nhi karega...

Bechara sam sari raat ullu ke jaise jagta hai par subah(4 am) hone ko aa gyi but kisi ne ek message tak send na kiya tha tab wo upset hokar sone ki taiyari kar rha tha aur halki jhapki aani suru huyi thi ki uska mobile tej awaj ke sath bajne laga...

usne pure josh me aakar bina no. dekhe huye call pick kiya par haye re kismat ye kambakht customer care ka call tha kisi ne sach hi kaha hai "jab kismat mein lage ho l***de to kaha se khaoge pakode"

Bechare masum sam ke sath customer care walo ne bhi majak kar diya...


Bechara kisi tarah man masos kar fir se sone ki kosis karne laga abki baar gusse se usne apna mobile silent mode par rakh diya aur apne sare dosto ko man hi man jitni galiya janta tha wo dene laga (sab log aisa hi karte hain kyunki galti jyada dosto ki hi hoti hai) ki kambakht kisi ne to call kiya hota raat bhar ka jagna waste ho gya...

Khair kisi tarah usko nind aa jati hai aur wo sapno ki duniya mein chala jata hai.. Karib 10 baje subeh uski nind khulti hai usko abhi tak koi jagane ko bhi nhi aaya tha..


Fir usne apna mobile utha kar check kiya par waha se bhi nirasa hi hath lagi... usko apna pichhla b'day yaad aaya jab uske sare friends ne raat me hi party sarty kri thi par abki baar sala kisi billi tak ne wish nhi kiya...

Fir usne ek famous dialogue yaad kiya jisme kisi famous kavi ne kaha hai ki "HAR KUTTE KA DIN AATA HAI" ye dialogue yaad aate hi wo thoda relax feel karne lagta hai...


Apne family walo ke bare mein usko laga ki sayad wo niche jaye to breakfast par sabhi usko wish karenge isliye wo bath lekar naye kapde pahan kar niche jata hai to dekhta hai ki uske papa abhi tak ghar me hi hain aur aj richa bhi college nhi gyi to usko lagta hai ki sayad uska gate band hoga to sabne usko wish karne ke liye apna kam chhod yahi wish karne ko baithe hain wo bhi style maar kar dinning table par aakar baith jata hai...

par kismat yaha bhi daga de gayi kisi ne bhi wish nhi kiya fir uski maa ne usko breakfast plate mein nikal kar diya to usne socha chalo maa ko hi indirectly hint de deta hu to sayad unko yaad aa jaye ...


Sam - Maa ap aj kuch bhul to nhi rhi ho

Sabhi to samajh chuke the ki sam kahna kya chah rha hai par rohini ne na samajh pane ki acting kar kaha


Rohini - Kya beta khane mein namak kam hain kya

Sam ko laga chhodo jab kisi ko yaad hi nahi jab yaad aayega khud hi wish karenge


Sam - nhi mom wo bas aise hi kuch khas nhi

Sabhi andar hi andar has rahe the... Jab sabka breakfast complete ho gya to ramesh ne sam ko ek farman sunaya ..


Ramesh - Beta aj koi khas kaam to nhi hai na

Sam(man hi man khus hote huye lagta hai papa ko mera b'day yaad hai mere papa duniya ke sabse ache papa hain) - Ji nhi papa koi baat hai kya


Ramesh - Beta baat ye hai ki aj mujhe kahi bahar jana hai to kya tum shop par chale jaoge waha tumhe jyada kuch nhi counter par baithna hai baki sare kaam ke liye worker hain ...


Sam(mayus hote huye) - thik hai papa


Soniya - bhai mujhe bhi raste me meri ek saheli ke ghar jana hai project work hai to evng mein sath hi ghar aayege


Sam - thik hai didi


Ramesh - lo beta ye kuch paise rakh lo bahar hi lunch kar lena aur evening mein didi ko sath lete aana


Sam - thik hai

Aur sam apne room me chala jata hai...

Room me jakar wo sochne lagta hai ki aisi bhi kisi ki family hoti hai itna ignorance… Ab main ghar aana hi chhod dunga jab kisi ko meri koi parwah hi nhi to kyu sabko taklif du ...

kuch der baad soniya apne room se ready hokar sam ke room me aati hai


Soniya - chale bhai


Sam(jhuti 50 paise wali muskan ke sath) - ji didi chaliye

Sam car nikalta hai aur soniya bhi aakar sath wali seat par baith jati hai 15 - 20 minute baad uski saheli ka ghar aa jata hai to wo utar jati hai aur usko call karne ka kah apne saheli ke ghar chali jati hai ...

Sam bhi bujhe man se apne papa ke shop par pahunch jata hai ...

Shop achi khasi bdi thi jisme ground floor par readymade kapde aur first floor par jewellary shop thi... Sare saman ka counter niche hi tha

Sam ko kuch log pahchante the so usko counter par baitha diya jata hai... Abhi koi khas bhid nhi thi isliye wo mobile mein game khelne lagta hai…

Jab lunch ka time hota hai to wo paas ke hi ek restaurant mein chala jata hai waha se khana kha kar jab wo nikalne ko hota hai tab uske samne se ek khubsurat si ladki gujarti hai aur apni scooty mein baith nikal jati hai...

Jo sam kabhi ladkiyo ko tadne se ghabrata tha wo khud aj usko jate huye tab tak dekhta hai jab tak wo uski aankho se ojhal na ho jati hai..


Fir wo apne shop pahunchta hai aur wo counter par baitha hi hota hai ki usko swati ka call aata hai jo usko b'day wish karti hai tab sam ke chehre se jo muskan kuch samay se gayab rahti hai wo finally dikhne lagti hai…


Evening tak uske sare friends bhi call karke wish karte hain aur deri ke liye sorry kahte hain...

Fir wo 7 bje shop ko workers ke hawale karke apni soniya didi ko call karta hai ..


Sam - Didi kafi der ho gyi ghar se aaye huye ap bhi sath chalogi kya


Soniya - ha bhai tumne mujhe jaha chhoda tha wahi aa jao main turant wahi pahunchti hu

Fir sam car drive kar bataye huye jagah pahunchta hai yoh wahi soniya ke sath koi aur khada hota hai jise dekh sam chaunk jata hai…

 
Expert Member
9,241
4,034
143
UPDATE 14

Waha soniya ke sath wahi restaurant mein mili huyi scooty wali sundar si ladki khadi thi...

Sam uski khubsurati me khoya pada tha tab soniya uski aankho ke aage chutki baja usko hosh me lati hai...

Sam hadbada sa jata hai usko samajh hi nhi aata ye uske sath kya ho raha hai...

Fir soniya baat suru karti hai ..


Soniya - Bhai hamne beauty parlour jana sath le chalo


Sam - didi ap to waise hi itni khubsurat dikh rhi ho parlour jakar kya karogi


Soniya - wo hame thoda kaam hai waha ... (ladki ki taraf ishara karke) ye meri best friend tarika hai


Sam - (hath aage badha kar ) ji mera naam sam hai


Tarika - ha soniya apki bahut tarif karti hai mil kar khushi huyi
Aur tarika hath badha kar sam se hath milati hai...

Sam to mano jannat hi pahunch gya thande hatho ke sparsh matra se uski atma tak tript hoti si pratit ho rhi thi kal se jo uske dimag mein tension tha wo chhumantar ho gya wo hath pakde hi rah gya jab 1 minute tak sam usse hath milata hi rah gya to tarika ne apna hath hata liya ...

hath hatane ke baad to mano wo achanak jamin par aa gya...

Fir soniya bolti hai ...

Soniya - To chale bhai ... kafi late ho raha hai


Sam - ji didi


Aur sam gaadi ko soniya ke bataye huye raste se parlour ki taraf mod deta hai karib 20 minute me wo parlour me hote hain dono sam ko reception par baitha khud andar chale jate hain...


Sam ko samajh nhi aata hai ki didi itni raat ko ye parlour kyu aayi hai ..Karib aadhe ghante baad jab dono ladkiya bahar aati hai to sam ke muh se apne ap nikal jata hai

AYE KHUDA JAB TUNE CHAND TARO KO BANAYA HOGA,
TUJHE KHUD PAR NAAJ TO BAHUT AAYA HOGA,
PAR JAB TUNE ITNI PYARI PARIYO KO DHARTI PAR BHEJA HOGA,
TAB TUNE APNI JUDAYI KA GAM KAISE CHHUPAYA HOGA ...

Wo dono bahut hi khubsurat lag rhi thi sam ko laga wo sari umra yu hi unhe dekhta rahe...

Soniya ne red colour ki top aur jeans pahna hua tha aur upar se ek leather jacket dala hua tha. wahi tarika ne blue colour ki samij aur niche black colour ki leggies dali huyi thi aur upar ek blazer dala
hua tha aur dono hi bala ki khubsurat lag rhi thi...


Par kahte hain na ki har khwab ka ek ant(ending) jarur hota hai thik ushi tarah dono reception par bill dekar uske paas aakar car ko nikalne ko kahti hain.. Tab sam ki tandra tut jati hai ...


Soniya - bhai car ko sidhe ghar ki taraf modna aj tarika bhi hamare sath hi hamare ghar jayegi


Sam - ji ha didi


Sam ka dil jhoom utha aur man me laddoo,peda, barfi aur aisi hi dher sari mithayiyan futne lagi bari bari se tabhi tarika ne apni chhuppi todte huya kaha .



Tarika - are nhi yaar soniya tere bhai sahab ko hamara yu tere ghar jana pasand nhi aayega waise bhi aj to din unka hi hai

Soniya ne tarika ke pichhwade me chimti kat li aur sam to thehra
nasamajh wo tarika ka hint bhi na samajh paya


Soniya - Bhai bolo na isko bhi sath chalne ko


Sam -(kafi khushi se) ji ha tarika ji ap sath chalte to acha lagta

Tarika kuch der na-na karte huye fir maan jati hai aur tino car mein baith kar car ko apne ghar ki taraf mod dete hain...


Raste me jab tarika ka ghar aa gya hota hai to dono saheliya car rukwa kar sam ko wait karne ka kah tarika ke ghar aa jati hain tab sam apne man me sochta hai ki ladkiyo ke jhamele bhi ajib hote hain kya pata aj aur kitna late hoga ghar jane mein aur thik 15 minute baad soniya aur tarika ek bag lekar wapas car me aakar baith jati hai ..

abki baar soniya sam ke sath front seat par baith jati hai aur tarika pichhli seat par akele baithi hoti hai aur sam car ko ghar ki taraf mod deta hai...


Ghar ke paas pahunchte hi sam car ka gate khol tarika ko bahar nikalne ko kahta hai aur fir soniya aur tarika apne sath laya hua bag lekar ghar ke andar chale jate hain

aur sam apni car ko park karne ko apni parking area me pahunchta hai jaha 2 - 3 aur gadiya khadi hoti hain jinhe dekh sam ke man me aata hai ki ye padosiyo ko aur koi jagah nhi mili apni gadiya park karne ke liye..


Fir wo sabko man hi man galiya deta hua gate knock karta hai aur sochta hai abhi hi to didi ghar ke andar gyi hai to usko itni jaldi kya thi gate ko lock karne ki thodi der tak to gate hi nhi khulata aur jaise hi gate khulne ki awaz hoti hai pure ghar ki bijli chali jati hai...

Aur pura ghar andhere mein dub jata hai ...


Sam man hi man sochta hai ki kambakht bijli ko bhi aj hi jana tha ek to mere ghar me itna pyara mehman(tarika) aayi hai wo kya sochegi...

Fir wo andhere mein hi apni mobile ki screen light ke sahare aage badhne ko sochta hai par jab wo jeb me hath dalta hai to mobile bhi nhi hoti hai…

Tab usko yaad aata hai uska mobile to soniya le gyi hai man maar kar wo gate par hi khada rahta hai ki .....


Tabhi achanak...
 
Expert Member
9,241
4,034
143
UPDATE 15
Tabhi achanak lights on hoti hai jab light aati hai to aage ek white colour ka curtain laga hota hai aur sam jaise hi thoda sa aage badhta hai ki uske upar flowers ki pankhudiya girne lagti hain aur curtain ke upar

"HAPPY BIRTHDAY TO BELOVED SAM" likha hota hai aur fir curtain hat jata hai aur uske samne uske chacha, chachi, cousins, parents, mama, mami sabhi kahde hote hain


aur ek awaj mein "HAPPY BIRTHDAY SAM" kahte hain jisse sam ki aankho mein khusi ke aanshu aa jate hain aur wo sabko thanks kahta hai

fir soniya aur Richa aur Rohini bhid se nikal kar aate hain aur sam ko lekar uske room mein aa jate hain jaha par ek set dress aur ek khubsurat sa coat rakha hota hai aur rohini sam ko bath lekar aane ko kahti hai ...

Sam aise surprise ke liye man hi man sabko thanks kahta hai aur jaldi se bath lekar room mein aata hai jaha uski maa aur bahne usko apne hatho se taiyar karwati hain....

Taiyar hokar sam khud ko mirror me dekhta hai to apne pariwar walo ki choice par use naaj hota hai aur fir sab usko lekar niche ground floor par hall mein le jati hai jaha sabhi bari bari se sam se milte hain aur sam bhi pure josh se sabse hath milata hai aur sabse last mein tarika usko wish karti hai


fir ek bada sa cake aata hai aur sam bich mein aur baki sare family wale uske surroung ghera bana khade ho jate hain fir cake cut hota hai aur
"Happy birthday to u my loving sam" ki awaz gunjne lagti hai


fir sam sabse pahla tukda apni maa rohini ko khilata hai fir papa , soniya, richa, tarika aur manju uske baad cake ko sabhi mein distribute kar diya jata hai ...

Fir sam ke papa( sam ko apne pass bula kar) - bata beta tumhe kya chahiye birthday gift mein ...


Sam - papa itna acha birthday surprise to apne de hi diya mujhe aur kuch bhi nhi chahiye sari family ko ek sath dekhe kafi lamba arsa ho gya tha aj apne mere birthday ki khushi mein cahr chand laga diye mere liye yahi khushi sabse badh kar hai...


Chanchal - Mang le bhai aj chachu kafi ache mood me hain hai tujhe gift nhi rakhana ho to baad me mujhe de dena


Sam(saitani muskan ke sath) - Birthday meri hai ya teri chuhiya


Chanchal - aj b'day hai isliye chhod de rhi hu kal miliyo tab batati hu


Ramesh (apne jeb se ek chhota sa dabba nikalte huye) - lo beta meri taraf se ek chhota sa najrana aur haa baad me apni gift bata dena ki kya chahiye


Sam (sabke samne gift kholta hai jisme ek key nikalti hai sam samajh jata hai ki ye ya to bike ya car ki key hogi wo ramesh ko gale lagte huye) -Thank you papa u r the best dad in the world


Fir sam ki maa usko ek gold ka chain deti hai. Soniya usko apple ka ek new laptop deti hai...


Richa yu to naraj thi sam se but wo bhi ek lambe arse se apne bhai ke birthday ke liye pocket money saving kar rhi thi to usne ek HTC ka mobile diya..

Sam ne richa ko bhi hug kar thanks kaha ..


Manju ne bhi gift ka ek chhota sa dabba sam ko diya jisme ek letter rakha tha aur ek silver ki ring rakhi huyi jise sam ne turant pahan liya aur letter ko apne jeb me dal liya .

aise hi sare ristedar sam ko kuch na kuch gift dete hain.. sam bhi sabhi ko thanks kahta hai aur sabhi bado ke pair chhu ashirwad leta hai...

Jab sam soniya ke pair chhune ko jata hai to woh mana kar deti hai aur gale laga leti hai aur jab sam chanchal ke paas se gujar raha hota hai to ..


Chanchal - Are mere pair nhi chhuyega kya ...


Sam - ji ha dadi maa


Fir sam uske pichhe ho leta hai tab tak wo rohini ke room me ghus gate lock kar deti hai... Aur aise hi halki fulki sararat ke baad sabhi dinner ke liye baith kar ek sath baith kar dinner karte hain...

Fir baat chit karte raat ke 12 baj chuke hote hain to fir sabhi sone ko decide karte hain...

Sam ka room uski mama n family ko diya jata hai jisme se mama ka beta to nhi aaya tha but unki beti aayi thi to uski mami,unki beti aur bua sam ke room me so jate hain..

Sam ko koi room nhi mil rha tha kyunki wo mejbaan tha to pahle sabko adjust karne baad hi khud sone ko decide karta hai but sare rooms full ho jane ki wajah se dinning room me hi sofe par sone ko decide karta hai

tabhi usko manju ka letter yaad aata hai to wo sochta hai abhi koi yaha nhi hai to kyu na wo letter padh liya jaye jab wo letter kholne ka sochta hai tabhi uski dadi waha aati dikhayi deti hai ..


Sam - dadi maa jagah nhi mili kya sone ko


Dadi - ha beta mil gyi wo tujhse baat jyada nhi huyi thi to sochi tujhse thodi baat kar lu bahut din ho gye tujhse mile hamse milne kyu nhi aata hai

Sam ke dada dadi bade bete mohan ke sath rahte the ... sam ke ghar aaye huye kafi waqt ho gya tha unka aur sam se mile bhi lamba arsa gujar chuka tha


Sam - wo dadi maa kabhi waqt hi nhi mila ... ye wali chhuti me sabhi jagah ghum aaunga aur dadi maa dada ji kyu nhi aaye mere b'day par


Dadi - wo beta waha koi hona chahiye na ghar me bhi abhi udhar kafi choriya ho rhi hai jinke yaha koi nhi hota to risk nhi lena chahte the ham to unko waha rukna pada


Sam - Ji haa dadi maa wo bhi to jaruri hai waise dadi maa ap log yaha aakar kyu nhi rahte


Dadi - Beta tere dada ji ki tabiyat hamesa kharab hoti rahti hai waha tere uncle hain dekh bhal ke liye aur hospital bhi paas hi hai


Sam - mujhe kuch nhi sunana dadi maa ap bhi mere sath hi uncle ke yaha jayengi


Dadi - thik hai baba .. ab ijajat ho to sone chalti hu


Sam - ji dadi maa good night


Dadi - Good night beta aur sam ki dadi uska matha chum kar sone ko chali jati hai ...

Sam letter ko nikal kar padhne lag jata hai ...
 
Last edited:
Expert Member
9,241
4,034
143
IMG-ORG-1598079676114.jpg
 
Expert Member
9,241
4,034
143
UPDATE 16



Sam manju ka diya hua letter ko nikalkar padne lagta hai

Letter kuch aise likha hua tha ----



Mere pyare bhai sam,

Teri ye bahan sayad kafi garib hai iske paas tujhe dene ke liye koi
kimati tohfa to nhi hai. ye jo ring hai wo tere jija ki di huyi aakhiri nisani hai.

Waise to maa ne mujhse bhi kuch kharid lene ko kaha tha tujhe gift me dene ko unhone to mujhe paise bhi diye the par mujhe laga ki wo to teri hi amanat hai main tujhe khud ka kuch dena chahti thi.

To ye ring hi mujhe khud ki koi chij dikhi. Mujhe yaha aakar kabhi paraya jaisa feel tak na hua mujhe hamesa laga ki main apni family me hi hu. Jitna pyar tumhari family me diya sayad mere apne bhi mujhe na de pate.

Main yaha bahut khus hu par socho main kitni badnasib hu har badi bahan apne bhai ko kuch na kuch deti hain aur maine hamesa tumse sirf liya hi hai ho sake to apni ek garib bahan ke taraf se ye chhota sa tohfa swikar kar lena ye tumhare jija aur meri taraf se tumhare liye ashirwad hai mere bhai.
Bhagwan tumhe hamesa khus rakhe aur mere hisse ki umar bhi tumhe lag jaye.

Tumhari abhagan bahan
Manju

Letter padh sam ki aankho me aanshu aa jate hain. uske dil me manju ke liye ijjat aur badh jati hai aur wo kuch sochte sochte nind ki wadiyo me kho jata hai.

Uski subah ki suruat kafi wet hoti hai. hua yo ki jab chanchal subah ki nind puri karke angadaiyan leti huyi niche wale dinning

room me tv on karne pahunchi to sam kharrate bharta hua dikha to usne turant apni raat me huyi khatpat ka badla lena chaha to usne freezer se chilled water ka bottle utha kar sam ko just chill kar diya.

Gehri nind me soye sam ko jab iska koi kahs asar na hua to chanchal ne bucket bhar kar sam ko sofa bath de diya.

Sam ki nind turant khul gyi aur samne Jhasi ki rani ko dekh uski sari nind hawa ho gyi aur wo uske pichhe bhaga to wo jaldi se rohini ki room mein ghus gayi.

room mein rohini,rashi aur kavita baithe huye the.

Subah subah aisi bhag daud unke samajh me nahi aaya jab pichhe se sam ne room me entry mari to sara majra unki samajh me aa
gya


Sam - chuhiya aj main tumhe nahi chhodunga


Chanchal - oye ja ja pahle pakad ke to dikha main apni ladies group me aa gyi hu teri yaha ek bhi nahi chalegi


Rashi - kyu re kalmuhi koi bhai ke sath itni tahnd ke mausam me aisa majak karta hai


Chanchal - Maa tum hamare personal mamle ke bich mein mat aao


Rashi - badi aayi personal mamle wali hey raam dekho to mere bachche ki kya halat kar di kamini ne


Sam - dekho na badi maa main to chup chap so raha tha to isne pura gila kar diya


Chanchal - oye ullu tune raat me mujhe chuhiya kyu kaha tha


Kavita - sahi to kaha tha bhai ne tu to hai hi chuhiya har jagah apni naak ghusedti rahti ho. Chalo bhai tumhe kapde la deti hu jaldi se badal lo nahi to tabiyat kharab ho jayegi


Chanchal - Jaldi se le jao aur ha samjha dena ki chanchal kapoor se aage kabhi panga na le nahi to bich bajar mein nanga kar dungi


Rashi - Haye daiya kitni besharm ho gyi hai tu tujhe lagta hai uncle ki maar yaad dilani padegi. jati hu ramesh bhai sahab ko bata kar aati hu ki tune kya kiya hai aur kaisi kaisi baate karne lagi hai

Chanchal ramesh ka naam sun rone lagti hai ki ab kya hoga


Rohini - chup bhi karo didi subah subah meri bachchi ko rula diya

Fir dono hasne lagte hain tab wahi khadi chanchal ki jaan me jaan aati hai.
 

Top