Incest Ek bechara (एक बेचारा)

Kya kahani close kar dun

  • Total voters
    10
  • Poll closed .
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,233
125
Update 13​
Ab tak
Unhone soch liya tha ki abhi ke liye iss bache ki shiksha aur aaj ke samay ke musibato ko samjhna aur usse ladna bahut zaruri hai...
issiliye unhe koi uchit guardian chahiye tha jo ki iss ilake me shirf ek hi tha ...
.
Cl. Shambhu pratap singh... Jiske imandari aur anushaahan ke kisse in tezpurush ne bhi sune the...

..
Ab aage...
.
.
wahin shambhu pratap ji ussi samay apne gaon me apne bachho ke sath samay bita rhe the, kuchh din pahle hi wo apne duty se chhutti lekar ghar aaye the, shambhu pratap ji ke gai aane ka aneko karan tha par un kaamo me bhi ek mukhya kam ye tha ki aaj kal me hi unki manjhali bahu (shalini devi) ki delivery ka tarikh doctor ne diya tha, doctor ka kahna tha ki aaj ya kal me jab bhi shalini ko dard uthe usse tatkal aspatal laya jaye, chuki gao ka aspatal chhota tha to shambhu pratap ji waha pahle se hi jakar aur marizo ke liye pareshani nahi banna chahte the... Unhone pahle hi sunil ki kah diya tha ki unki ambesder car ko hamesha ready rakhna hai aur jab bhi kabhi shalini ko dard aaye to use bina vilambh ke ashpatal me le jana hai...
"abhi subah hi huyi thi , shambhu ji ke ghar kr aangan me chulha lagaya ja chuka tha jahan pe chitra devi bhi apne Godd me 1 varsh ki poonam ko lekar stanpan kara rhi thi, abhi abhi achanak poonam nind se so kar jo uthi thi, wahi chulhe ke pas chaukdi ho kar baith kar chhoti bahu sunaina sabjiya kaat rhi thi,
pas me hi deevar se lage bade bade aanaz ke bore ke paas hi 3 varsh ki sonam apne dadi ke sath baith kar sar ki malish kara rhi thi , jo shayad abhi abhi naha kar aayi thi.
Vahi shalini abhi bhi apne kamre me apne pati sunil ke sath khatte mithe nok jhok ka aanand le rhi thi...
" (Sharmate huye) Aap bas bhi kijiye, kyu tang kar rhe h mujhe... Aur hann mai bol deti hunn ki, Mai apne apne bete ke aane ke baad to kuchh saal rest karungi, aur aap bhi apna kamra kuchh mahine ke liye badal lena mai kah deti hu.. Mujhe aur mere bete ke bich koi nhi chahiye bass...

"Are wahh... Kar lo baat, mai bhala kyu apne bete se door rhunga.... Aur ek minute ye tum baar baar beta beta kyu bol rhi ho hnn, hamari to ek cute si beti hogi tum dekh lena hnnn.... Badi aayi beta wali... Sunil ki baat se shalini thoda narazgi dikhane ka natak karne lagi jisse sunil ke hotho pe ek mushkan aagyi aur wi fir bola ...
( thoda mazak karte huye) waise mujhe ek beta bhi manzur hai, par meri ek shart hai, tum han bolo to Mai bhi bhagwan se beta ko hi manguga...
Shalini khushi se chikhte huye
Mujhe manjur hai , aap jo bhi shart mango mujhe manzur hai, mujhe bas ek beta chahiye jo bilkul aap jaisa hi ho har ek chiz me
"Are pahle meri puri shart to sun lo mohtarma , aisa na ho ki abhi to tum abhi hann bol do aur baad me meri shart sunne ke baad muh fer lo, meri shart ye hai ki... Mujhe apne bachhe ke pahle janam din ke baad hi ek aur bachha chahiye chahe wo beta ho ya beti, kya bolti ho meri zaneman...

"Hatt.... Aap ... Aap jaiye yahan se varna mai mazi ko bol dungi ki aap mujhe tang kar rahe hai ... Bade aaye ek aur bachhe bale, ... (Pet pe hath firate huye) Agar ye bhi aap jaisa hi hua to bhagwan hi malik hai mera.
"Are tum to khamkha hi itna sochti ho, ab aaram karo tum , mai zara doctor se baat kar leta hunn usne to bola tha ki ye zanab aaj kal me bahar aa jayenge ma ke garv se par abhi tak andar hi pade huye hai... Lagta hai baahar aakar bhi ye shirf tumhare pallu me hi pada rahega, ab bas tum aaram karna .. Thik hai.
Uske baad sunil room se bahar aagya aur apni ma aur bhabhi ko pranam kar ke ghar ke bahar baithak ki or chal diya jaha uske pita bhi taiyar hoke abhi abhi baithe the, shayad unhe bhi kahi jana tha,
Baithak me shambhu pratap ji ke sath unke hitaishi aur sevak raju bhi mozud the...
"Pranam pitaji, kaise ho raju bhai... Aap dono yahann.. taiyar hoker ....
Kahin ja rhe h kya pitaji ji, agar koi kaam hai to mujhe bataiye mai kar deta hunn aap kyu pareshan hote h.
" Tumhara baap abhi bhi foj me hai barkhurdaar, in bhujao me abhi bhi bahot takat hai, aur inn takato ko maine apni mehnat se kamaya h, tum hamari chinta mat karo, mujhe kuchh kaam se yahan ka police station jana hoga. Hm ne khash hame telephone kiya h ki thane me meri madad ki zarurat aan padi h. Unhe paas ke jungle ke pas kuchh kukhiyat apradhiyo ki ksht biksht halat me shav mile hai, unhi ki janch karni h hame...
Tum kahi mat zana, yaha ghar pe abhi aur koi h nahi,... Dopehar tak amar aa jaye to hi kahi jana, aur ek baar anil se bhi baat kar lena ki wo kab tak aa rha hai, mujhe us se bhi kuchh baat karni hai...
Sunil- thik hai pitaji, mai bhaiya ko bol dunga , Aur aap pareshan mat hoiye mai yahi hu jab tak shalini ka dilevery nhi ho jata, par aap uss jungle ki taraf jyada andar mat jana pitaji, waha bahut hi ajib ajib ghatnaye ghatti h.
Shambhu- tum pareshan mat ho, ye sab to mera daily ka kam hai, aur waise bhi mujhe wahan thode na kuchh karna hai, mai to bad madad karne ja rha hun chhan bin karne me, .
Chalo ab mai nikalta hun, nashta bhi wahi kar lunga warna der ho jayegi, tum gadi nikalo raju mai tumhari kaki ko bata kar aata hun..
.
Iske baad shmbhu pratap ji apne dharam patni se milkar unhe ye batakar ki wo kuchh kam se gao ke thane me ja rahe hai, wo aur unke hitaishi sevak raju wahan se bahar nikal gaye...
Aur pahonch gaye shergadh ke thane me jahan wahan ke thanaadhyach shambhu pratap ji ko dekhte hi unki salam dete huye unke liye apni kurshi aage kar di.
Par shambhu pratap ji ke ghatna sthal pe jane ki shighrta batane par wo sab bhi apni apni zeep me kuchh hawaldaaro aur sipahiyo ke sath nikal diye ghatna sthal pe, jo ki aur kahi nhi balki wahi jagah thi jahan kal raat un gundo ka shukar jaisimha (sher) dwara kiya gya tha.
.
"Cornal sahab yahi do lash mili hai aur ye jungle me bas thode dur andar hi mili hai, jo jungle ke bahar se hi subah subah dikhayi diya tha, subah yaha se gujar rahe ek rahgir ne inhe dekha aur hame uski suchna di, hamne janch ki aur yaha ke logo se poochane par pata chala ki kal rat paas wale chaurahe par kuchh log ko hathiyar ke sath kisi ka pichha karte dekha gya tha. Aur jiska peechha wo log kar rhe the uske hath me ek navjaat bacha bhi tha, un logo ka ye bhi kahna hai ki wi iss jungle ke taraf hi bhag rha tha aur uske pichhe
wo hathiyar bandh log bhi issi taraf aaye the...
Shambhu pratap ji se yaha mojud daroga yaha ka ab tak ki janch me jo bhi nishkarsh nikal kar samne aya tha wo sanjha kar rha tha, jis par shambhu pratap ji ko yahi laga ki jab itne sare log raat ko yaha aaye the to zarur aur bhi log mare gaye honge, unhe kuchh log ko sath lekar andar jana chahiye.
" Agar yahan rat ko itne log aaye the to do hi shav ka milna mujhe kuchh samajh nhi aarha daroga sahab, wo bhi inhe dekh kar lagta hai ki jungli janbaro dwara inka shikar hua hai, aur baaki logo ka bhi shayad yahi hal hua ho, hame jungle ke andar jana hoga,
Shambhu pratap ki baat ki sun kar waha mozud saare log dar ke kampne lage, unhone baat hu aisi kiya tha ki uss manhush jungle me jakar un muljimo ke shavo kk bapas lane ka. Un me se ek hawaldaar jo ki umra aur tazurbe me sab se bade the, unhone bola...
. "Shambhu bete, tum kyu iss manhush jungle me jane ko kah rhe ho wo bhi un muljimo ke liye jo najane kitne hi apradho ka saza kaat rahe the aur jel se bhage huye the. Aur tum to dekh hi rhe ho ki inn dono ko jarur koi sher ya baagh ne apna shikar bana liya hoga, to un apradhiyo ke shav bhi ya nhi ye kahna bhi mushkil hi hoga,...
Shambhu pratap- nahi kaka, aap galat soch rahe, mai unki shavo ko laane nahi ja rha hu, mai to bas ye dekhne ja rha hu ku agar andar jungle me koi bach gya ho aur usse meri madad ki jarurat ho to ham usse har shambhav madad kare....
Jise mere sath chalna hai wo apne hathiyaro ko chalu rakh kar mere sath aao, aur daroga sahab aur raju ko yahi pe intezar karne ko bole hi the
Abhi shambhu pratap itna hi bole the ki bagal me khada raju bhi sath jane ki kahne laga...
Shambhu pratap ne usse mana kar wahi bahar hi rahne ko bol diya aur chal gaye 4 sipahiyo ke sath uss jungle me, abhi wo log jungle me lagbhag 500 meter aage aagye the , ki tabhi ek bahut hi bhayanak dahad sunayi di jise sunkar shambhu pratap ko bhi pasina aane laga,
1 hawaldar- (darte huye)sir, ab hame aur aage nahi jana chahiye , warna ham log bhi uss sher ka shikar ban jayenge
2 - ha cornal sahab, mujhhe bhi aisa hi kuchh lag rha hai, ab hame bahar nikal jana chahiye....
.
Abhi ye log itna hi bole the ki ek bar aur jordaar garzana sunne ko mila jise unkar wahan mozud Sare log ki poori tarah se fat gayi,... Yahan shambhu ji ki bhi ab bahot dar lagne laga tha, par abhi wo apne hawaldaro ki pichhe mud kar hidayat dene hi bale the, unhe apne pichhe kisi ka bhi aabhash hona band hi gya,...
Unhone pichhe mud kar dekha to waha koi nahi tha, matlab sher ki aawaj sun kar wo log poori tarah se dar gaye aur tezi se bahar ki taraf bhagne lage, shambhu pratap bhi the bahot hi majboot hriday ke unhone pichhe mudna gawara nhi samjha aur chal diye jungle ke andar, par unhe poori tarah se aashcharya tab hua jab unhe andar bahot der chalne ke baad bhi kisi ka bhi lash nhi mila tha, aur naahi waha aisa lag rha ki koi ladayi waha par hua ho...
Abhi wo aage badh hi rhe the ki unhe kisi ke chalne ki aahat huyi aur wi sachet ho gye, unhone apna hathiyar nikal liya aur ek ped ke pichhe chhup gaye,...
.
" Shambhu pratap singh .... Yahi nam hai na tumhara putra.... Samne aao daro mat Maine hi tumhe yahan tak bulaya hai....
..
.
Aaj ke liye itna hi...maafi chahta hu dosto tyoharo ka samay hai to issi liye mujhe samay hi nahi mil pa rha tha update likhne ka issi liye update thoda chhota hai...Agar update pasand aaye to like kar dene ka bhai log
 
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,233
125
expectations
23,454
15,441
143

To shambhu ko shadhu maharaaj mil gaye ab usko wo jimmedari degen aage ki
 
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,233
125
Update 14​
Ab tak.
.
Abhi wo aage badh hi rhe the ki unhe kisi ke chalne ki aahat huyi aur wo sachet ho gye, unhone apna hathiyar nikal liya aur ek ped ke pichhe chhup gaye,...
.
" Shambhu pratap singh .... Yahi nam hai na tumhara putra.... Samne aao daro mat Maine hi tumhe yahan tak bulaya hai....
..
Ab aage...
Shambhu ji ko jaise hi ye aawaj sunayi diya waise hi wo aur bhi sachet ho gaye aur apni bandook apne haatho me lekar uss Or dekhne lage jidhar se unko abhi aawaj aayi thi.. Par unhe wahan koi bhi nazar nahi aarha tha...
Shambhu ji apne aapko shant kar ke ussi Or jaane lage jidhar se unhe aawaj aarhi thi. Abhi wo kuchh hi kadam aate badhe the ki unhe badbudar gadh ka aabhash hua , ye itna kharab durgandh tha ki shambhu pratap ji apne naak pe hath rakh kar uuse sunghne se bachne lage, unhe apni anubhav se ye to tyat ho gya tha ki ye durgandh jarur kisi janbar ya inshan ke sade huye sharir se aarhi hai, ...
Par unhe ye samajh nahi aarha tha ki agar ye sharir ji durgandh de rha h wo kal wale logo ka sharir hai to ek raat me hi itna durgandh kaise dene laga...
Fir unhe laga ki shayad ye kisi janbar ka sharir hoga jo bahut dino se kahi pada hua hoga,...
. Yahi sab soch kar wo aage badhne lage, unhone abhi tak apne naak ko dhak rkha tha,
.
Tabhi unhe kuchh doir chalne ke baad ek kuann dikhayi diya jiske andar se ek bargad ke ped ka mota sira bahar nikla hua tha, wo jaise jaise uss kuen ke nazdeek ja rhe the waha ki durgandh aur bhi badhti hi ja rhi thi. Ek samay aisa bhi aaya ki unhe wo durgandh bardaasht karna hi dushbaar ho gya aur unke sar me itna jordar dard hua ki wo apne sar ko apne haatho se pakad kar wahi baith gaye aur chillane lage,....
.
"Abhi tum lete rahe putra, Ab kaisi tabiyat hai tumhari, ... Waise tum ho kon aur iss trimath jungle me kya kar rhe ho tum...?
. Ek vishal mandir ke bade se aangan me ek charoayi pe shambhu pratap ji lete huye the, iss mandir me maa mahakali ka ek vishal murti rakha hua tha, wahin uss murti ke niche ek insaan baith kar apni dhyan me magan ho kar maa mahakali ki stuti kar rha tha,. Shambhu pratap ji ke samne bhi ek behad hi lamba aur chauda inshan jiski aankhe bilkul bhi saleti samgmarmar se lag rhe the , khada tha .. Jise dekhkar koi bhi kah sakta tha ki yr koi aam insaan nhi hai, unke chehre pe ek manmohak mushkan tha, uske chehre ke tez dekhkar shambhu pratap bhi jaise uske chehre me hi kho gye, ...

" Kon ho aap, aur mai yahan kaise aaya... Mai to jungle me kuchh logo ko dhundne aaya tha jo ki kal raat yahaa shayad kisi ke pichha karte huye aaye the... Par mai achanak, mera sar,.... Ha mera sar dukhne laga tha aur mai wahi baith gya tha, .. Uske baad meri aakh tab khuli jab aap mujhe ye lep laga rhe the, aap bataiye ki kon h aap, "

"Putra, mujhe to tum jungle me achet awastha me mile to mai tumhe yahan le aaya, socha ek rahgir ki madad kar deta hunn,... Aur rahi baat meri to mai aur mera ek mitra to yahan varsho se rahe rha hai,... (Mushkuraet huye) wo dekho jo ma kaali ke xharno me baith kar unki aaradhna kar rhe h na wo hai mere mitra,... Rishi Surajdev , aur mai hun rishi jaisimha ... Ham dono yahi rah kar maa ki seva karte hai , par tum unki baat to nhi kar rhe ho na jo kal raat iss jungle me ek navjaat bache ko maarne aaye the jiss bacche ko ek insan apne sine me lagaye yaha waha bhaga fir raha tha...
.
"ji mai usse bhi dhundne aaya hun aur sath me un gundo ko bhi .....
mai nhi chahta kisi bhi insan ko iss jungle me apni jaan deni pade , chahe fir wo koi kitna hi gunda kyu ho, agar mai unhe marne se bacha leta hu to mere liye usse badhiya kuchh nhi ...

tabhi waha rishi surazdev ( tezpurush) ki aawaz aati hai , joki apni sadhna purn kr ke in dono ke paas hi aarhe the ... aur unhone bhi shambhu pratao ji ki saari baate sun li thi...
.
'uttam, ati uttam vichar hai tumhare putra, darashal maine hi tumhe yaha tak bulaya hai, mujhe tumhari madad ki jarurat hai ek jan kalyan aur lok kalyan ke karya me , mai to bas tumhari pariksha le rha tha , aur aap jaisimha ab apne mul roop me aajaye aur jakar uss bache ko yaha le aaye...
.

shambhu ji abhi kuchh bolne hi jarhe the ki jaisimha pal bhar me hi uske samne hi ek bhyanak sinh ke roop me aagye aur waha se chale gye uss khandhar ke pichhe bane kutiya me jaha wo balak abhi ek phool ki tokari me so rha tha , .
is akalpniye drishya ko dekhte hi shambhu pratap ji ki halat kharab hone lagi , unke mathe se paseena niche tak aane lga...

" aap pareshan mat ho putra , darashal jasimha ,bhagwan narsinh ke vanshaj hai , issliye wo nar bhi hai aur sinh bhi , aap ye bataiye ki aap meri ek madad kar sakte h ya nhi...

idhar shambhu pratap ji ko to kuchh samajh hi nhi aarha tha ki unke sath ye sab ho kya rha hai , unhone sapne me bhi aajtak aisa drishya nhi dekha tha jo abhi apne ankho se dekh rhe the.
surazdev ji ne shambhu pratap ji ke kandhe par hath rakh kar iss tarah mushkurate huye poochha ki unhe shambhu pratap ke antarman me jo kuchh bhi chal raha hai uska aabhash tha,
'"kya hua putra kin socho me gum ho ,
.
"kkkkuchh , kuchh nhi rishiwar , par mai , ek tuchh sa insaan aap jaise tapaswiyo ki madad kis parkar se kar sakta hun...

putra mai abhi jo tumhe batane jarha hun wo dhyan se sunna aur khud par sanyam rakhna, kyoki ye baat tumhare pariwar se juda hua hai...
shambhu- kaisi baat rishiwar, aap kripya kar ke mujhe bataye .
surajdev- to suno putra, mai jo batane jarha hu usse mazak me mat lena , .
darasal tumhari wo bahu jo abhi garv dharan ki huyi h wo ek dev kanya hai, uska mrityulok me janm lene ka karan ek shrap hai jo ki kayi yug pahle ek rishi ne usse diya tha , tab se wo lagatar janm pe janm le rhi hai , aur ab uska shrap se mukt hone ka samay aagya hai, usne rishi ka apman kiya tha jis karan un rishi ne us dev kkanya ko shrap de diya ki wo anant kaal tak iss mrityu lok me janm leti rhegi , jisse sunkar wo dev kanya unke charno me gir gayi aur unse maafi mangne lgi , tab jakar rishi ne usse maaf kiya par shrap ko to wo bhi bapas nhi le sakte the to unhone uss devkanya ki nishtha ko dekhkar usse shrap se mukti ka marg bata diya unhone kaha ki tum har janm me jab bhi garv dharan karogi aur bache ko jnm dene hi wali hogi to tumhe pal bhar keliye tumhari devkanya roop ki sari yade mil jayegi jisse tumhe turant apne pran ko tyag kar kisi dusre yoni me janm lena hoga jisse tumhare garv me pal rahe bache ki jan bhi bach jayegi aur tumhari dusri yoni me janm hoti rahegi , ye kaarya tum tab tak karti rahogi jab tak tum 10 lakh yoniyo me janm nahi le leti ho, jaise hi tumhara 10 laka 1 ma janm ki baari aayegi to tum mrityu lok me manushya yoni me janm logi, aur issi janm me tu jab garv dharan karogi to tumhare garv se swaym sanshar ka uddhark shri hari ke ansh ka jnm hoga jiske baad tumhara shrap bhi samapt hoga aur tum apni uss zindagi ko purn kar ke wapas devlok aasakogi....
jise sunkar wo devkanya ki khushi ka koi thikana hi nhi rha , uske ankho me khushi ke anshu aane lage...
"mai dhanya ho gayi rishiwar ki aapne mujhe swaym shri hari ke ma banne ka sobhagya diya h , mai khushi khushi apke shrap ko kabool karti hun,
.....
yahi karan hai ki tumhari bahu ke garvavashtha ki avdhi purn hone baad bhi bhi uska bachha ka jm abhi tak nhi hua..
.
surajdev ki baat sunne ke baad shmbhu ji ki khushi ka bhi koi thikana hi nhi rha, zahir si bat hai ki jis insan ke pariwar me swaym parbrahm ka janm ho rha ho usko to khushi hogi hi,
.
shambhu- he rishiwar, aaj aapne mujhe wo khushi di hai jiski mai kalpna bhi nahi kar sakta tha , mere ghar me bhagwan avtaar lenge , ye soch kar hi mai antarmagn ho gya prabhu...par aapne kaha ki uka jnm abhi tak nhi hua uska koi karan hai , kya karan hai rishiwar...

surajdev- maine ye nhi kaha putra ki bhagwan avtar le rahe hai , abhi unke awtar lene me bahot waqt hai jo ki pahle hi nishchit kiya ja chua hai ki wo kalki avtar hoga,...
filahal to bhagwan ke ek ansh ki hi janm ho rhi hai jo ki lok kalyan ke liye swayam maa mahakali ke aadesh par ho rha hai...
aur abhitak tumhari bahu shalini ka bachha janm nhi hua hai garv ki avdhi purn hone ke baad bhi to iska sabse bada karan ye h ki abhi tak bhagvan ka ansh tumhare bahu ke garv me aaya hi nhi, wo to yahan ma mahakali ke sanrakshan me h .aur abhi jo tumhare bahu e garv me hai wo matra ek maya hai, mata mahamaya ka...aur mai bas tumse yahi madad mangne aaya hun ki shighrati shighra hame uss ansh ko tumhari bahu ke garv me yag ke madhyam se bhejna hoga jiske liye maine saari taiyari kar li hai, bas waha tumhari aawashkyata thi....
.
shambhu pratap- he rishiwar , agar bhagwan ka wo ansh abhi bhi yah hai to kya mai use abhi dekh sakta hunn....

shambhu pratap ji ke bat sunne ke bad surajdev ji muskurane lage aur hath se ek taraf ishara kar ke sath chalne ko kaha...
kucch hi samay ke baad wo dono mandir me mojud havankund ke paas chale gaye jahan ka drishya dekhkar shambhu pratap ji fir se chauk gye,
darasal abhi waha par jaisinha apne sinh roop me us bache ke sath khel rahe the aur wo bacha bhi uss sinh ke sath iss prakar khel rha tha jaise ki wo usse achhe se pehchanta ho ,
.
khair shambhu pratap ji ne ji bhar ke uss bachhe ko dekha fir lag gaye yag ko purn karne....

aur tabhi idhar shalini ko achank pet me dard hone lga , abhii ghar me shambhu pratap ji ke do bete suni aur amar mojud the , undono ne tatkal hi shalii ko ghar me hi lagi huyi ek embesder car me bitha kar hospital le gaye aur waha shalini ko admit karaya....
.
idhar jaise jaise yag purn ho rha tha waise waise shalini ki dard bi badhti ja rhi thi...
.
tabhi achanak se mausham poori tarah se badal gaya , jahan abhi thode der pahle kadak dhoop kiya hua tha wahi achanak charo or se ghane badalo ne aashman ko gher liya aur , lagatar bijliya kadkadane lagi.....kabhi achanak tuffan aana to kabhi tezz baarish .... .
.
idhar yag poorn hone hi bala tha , aur jaise hi yag poorn hua waise hi jaisimha ne itni tez garzana kiya ki uski awaz jungle se bhi bahar as pas ke gao aur shahar tak chali gay...
aur uski garzana ka sath wo aasmani bijliya bhi di ... jisse ye pratit huaa ki jaise koi jung ke liye hunkar bhar rha ho...
.
kuchh pal ki shanti chhayi rahi uske baad jaise hi aspatal ke ek kamre me kisi bachhe ki rone ki awaj aayi to poora mausham saf ho gya...

Aaj ke liye itna hi dosto.....

Update achhi lage to like karke jana
 
Top