Update 16
Ab tak...
.
Waise baaba, unhone apne ant samay me mujhe kishan ke 21 janmdin ke 6 mahine pahle aap se milne ko kaha tha, aur unhone kaha tha ki ye aap hi ka adesha hai... To mujhe adesh de baba...
Ki ab mai kya seva karu aapki.....
Kya ab kishan ki zindagi me kuchh parivartan aane wala hai baba... Ab to wo 21 ke hone hi bala hai.
.
Ab aage..
.
"Parivartan" ...
Putri parivartan to aayega hi, bahot bada parivartan aayega usge zindagi me..
Uske hi kyu... Usse jude har ek shaksh ke zindagi me bahot hi bada parivartan aayega.
Par uske 21 varsh ke to ho jane do, uske 21 ke hone ke pahle uske sath kuchh azeeb ghatnaye ghatna prarambh hi jayega...
. ( uske baad surajdev ji sharda devi ko kuchh behad jaruri baate batate hai aur kuchh karya bhi sopte hai karne ko jise sharda devi shaharsh swikar kar leti hai)
Ab tum prasthan karo putri, kyunki tumhe aaj apne bhai ke yaha vivah samaroh me bhi jana hai. Aur apne sevak raaju ko bhi apne sath le jana putri.....
kishan ke anek guruo me se ek tumhara nihshwarth sevak raaju bhi hoga. "
.
Surajdev ji sharda ji ke savalo ko uchit aur jo jabab zaruri tha wo de diye uske baad unhone sharda devi ko waqt ka abhash kara kar wapas jaane ko bhi kaha.
.
Sharda devi- jo agya baba....
Sharda devi aur raaju punah khandhar ke pichhe wale raste se hote huye mandir ke taraf se wapas khandhar ke bahar aagye, aur apni gaadi me wapas nikal gaye apne ghar ki ore .
.
Dopehar shamapt hone ko thi, ghadi me chhoti suyi 4 aur 5 ke beech me thi, jisse ek tak dekh rhi thi khushi aur avni,
shambhu pratap ji ke ghar ke lagbhag sabhi member taiyar ho kar apne angan me baithe huye the, unsabko intezaar tha to shirf sharda ji ke ghar pahochne ka.
jinke aate hi ve sabhi nikal padte bijendra singh ji ke haveli par.
Avni- yaar khushi ye dadi kaha chali gyi yaar, dekh na 5 bajne ko ho gya, ham kab tak aise hi baithe rahenge.
Khushi- ham kar bhi kya sakte hai anu. Waise neha taiyar nhi huyi kya. Kaha hai wo, niche nhi aayi?
Avni- wo to sabse pahle taiyar ho gyi thi, bua ne bulaya hai upar kamre me usse, waise bhi wo shivani didi aur shurbhi didi ki hi favorite hai, hamse to milti bhi nhi hai achhe se didi, un dono ko to mai shadi me bataungi ...... Uuyiiiimaaaaa....... Aaaaaaaaaa sorry didi mai to aise hi bol rahi thi
.
Abhi avni ne itna bola hi tha ki kisi ne uske kaan ko pakad kar umethte huye usse kaha...
.
"Achaa bachu , shirf neha hi meri favorite hai , tum log nhi ho kyu, ab mai tumhe batati hun ki favorite person kaise bante hai, aur tu kidhar bhag rahi hai ( khushi ki bhi kaan paladte huye ) aaj mai tum sab ki saari sararat na nikal di to mera naam bhi shivaani nhi. "
Ye aur koi nahi swargiye shambhu pratap ji ki natin shivani hi thi jo abhi just sidhiyo se niche aate huye inn dono ki baate sunli thi. Uske sath sath surbhi , payal( chhoti bua ki beti) aur neha bhi thi jo undono ki halat dekh kar pure maze le rahi thi.
.
"Ha didi, ye dono hamesha mera mazak udate rahti hai, mai 1 saal chhoti hun na in dono se to iska fayda uthate hai ye dono, aap achhe se sabak sikhana dono ko. "
.
Ye neha thi jo tab se in dono ko dekh kar hase ja rhi thi.
.
In sab ki aawaje su kar ghar ke baaki member sab bhi wahi aagye. Anil (kishan ke bade papa) aur amar ( kishan ke chhote papa) dono sabke bags aur jo jo jaruri jaruri saman unlogo ne pack kiya tha sab lekar tata safari gaadi me rakhne lage.
Aur ghar ke angan me saari ladkiya apni athkheliya me lagi rhi.
Kuchh hi der me sharda devi bhi raaju ke sath ghar aagyi aur sabke sath apne bhai ke gaoe nikal gaye....
.
.
Birendra ji ki haveli
(Yahan se kahani kishan ki jubani)
Sham ke 7 baj chuke the, par abhi bhi gao me andhera ka nam matra bhi na tha, pura aashmaann shaf tha, aur sham ki thandi thandi hawaye tan ke sath sath man ko bhi sukoon de rhi thi,
Abhi mai haveli me nahi tha, sham ko 6 baje tak soye rahne ke karan mera sar kuchh dukh rha tha, aur sath me chachi ki ye anupastithi bhi mujhe bechain kar rhi thi, issliye socha ki thoda gao hi ghum liya jaye, bas fir kya , nikal pada rajnish ko lekar gao ghumne...
.
Pahle to ye mahashay ghumne jane ke liye maan hi nahi rahi the par fir maine nimisha ko bhi sath chalne ki baat ki to turant raazi hogya.... Chutiya saala
.
Abhi mai rajnish aur nimisha gao me kheto ke bich bani pagdadiya pe chal kar gao ke nazdeek se bahne baali nadi ke taraf ja rhe the.
.
Mai- achha nimi, tum to yahan barabar aati rahti hogi, tumhe to iss gao ke chappe chappe ke baare me pata hoga.
.
Nimi- hannn to , haina , mujhe sabkuchh pata hai gaon ke baare me, yaha mere bahot sari saheliyan bhi hai. Chalo to sahi sabhi abhi nadi kinare hi hongi, sham ko sab wahi aati hai ghumne ke liye.
.
Mai- Ooo... Aisa kya, chalo fir milte hai tumhari saheliyo se bhi, kyu be rajnish tujhe kya hua , aise muh kyu latkaye huye ho, jaise teri bibi bhag gyi hai.
.
Rj- kya yar udahran to sahi diya kar tu, aur mujhe teri hi fikra ho rhi hai samjha.
.
Mai- meri fikra, wo bhala kyu be, mujhe kya hua h jo tujhe meri fikra ho rhi hai.
.
Rj- yaar, hamlog ghante bhar se gao me idhar udhar ghoom rahe hai, ab tak to tumhari dadi aur tumhari baaki sabhi family bhi aagye honge na, mai bas yahi soch rha tha ki kash koi bhi gadbad na ho jaye, pata nhi kyu, meri sixth sense kah rhi hai ki kuchh to bura hone baali hai.
( rajnish ki baato ne mujhe sochne par majboor kar diya, kyonki mujhe bhi kuchh sahi nahi lag rha tha, pata nhi par kyu mujhe kuchh na kuchh gadbad ka andesha ho rha tha, jo ki mere sath hone wala tha, par mai yahan apne dost ko yu pareshan hote to nahi dekh sakta tha issiliye iss baat ko mazaak me hi udaa diya)
Mai- abe tere paas sixth sense kaha se aayi be , baaki ke 5 sense go hai nhi tere paas aur chala hai sixth sense ki baate karne, aur kuchh nahi hoga mujhe tu ghabra mat. Mai kisi se matlab hi nhi rakhunga to velog bhala kyu mujhse uljhenge.
.
Hamari baato ko sunkar wahan mozud nimisha ko kuchh samajh nhi aaya, bhala usse kaha se pata hoga ki meri family ko mai sidhe aankh nhi bhara hunn, ...
.
Nimi- tum itne dar kyu rahe ho rajnish, wo kishan ki family hai, unhe kishan se bhala kyu problem hogi , aur kishan...tumne kaha ki tum kisi se matlab nhi rakhoge, ... Tumhare family baale tumse naraz hai kya,.... Agr aisi baat hai to tumhe to unhe manani chahiye aur yahan tum khud hi unse matlab na rakhne ki baat kar rahe ho... That's not fair na.
.
Nimi ki baato ko sunkar meri chehre pe ek mushkaan aagyi, bahut hi ajibogareeb mushkan, jise nimisha ne bhi badi gaur se dekha.
.
Rj- waisi baat nahi hai nimi darasal....
(Fir rajnish ne nimi ko meri past life ke bare me short me bata diya, aur uske batate batate ham log pahonch gye nadi ke kinare, jahann ret par 4 ladkiya rk sath baith kar kuchh batte kar rahe the....
.
Nadi jyada chaudi to nhi thi, par nadi me jaldhara bahot tibra thi, jiske karan waha ek kal kal jhar jhar ki madhur aawaje aarhi thi, nadi ke kinare kinare hi gao jane ki mukhya sadak thi, jisse ham dono tempo dwara gao aaye the.
.
Wahan mauzud charo yuvtiya gao ke hi paridhan me thi, choli aur ghaghra pahne huye.
Waise to nimisha bhi salwar aur suit pahne huye thi, par inn charo ke saamne wo kahi bhi nhi thi...
(Intro of nimis frnds)
Saveeta ___ ek behad hi haseen ulti, unnat ubhaar aur nitambo ke sath sapat navi ka hissa, gora badan, kamuk aankhe.... Kisi ke bhi niyat ko damadol karne ki kshamta rakhti thi ye yuvti..
.
Pooja_______ sanvali par 36 ke ubhar, aur 38 ke nitamb ke sath halka bhara hua sharir isse poore itom bomb hi banata tha, kisi bhi londe pe bijliya girana iska baaye hath ka khel rahta hoga.
Neelam_____ ye bhi ek bhari huyi sharir baali bahot hi sexy ladki thi , kathayi ghaghra choli me ekdam janlewa lag thi thi..
.
Sheetal_____ apne naam jaisa hi, dekhne me bhi ekdam sheetal hi lag rhi thi, sach kahu to isse dekhne ke baad meri aankhe maano issi par thahar hayi ho, sheetal un teeno se alag lag rhi thi, bilkul masum chehra, neeli ankhe, chehre pe dikh rha halke sharam ki shrangar ye saaf bata rha tha ki wahan mauzud ladkiyo ki kiss tarah kinaatr ho rhi hai....
Sheetal (33, 28 , 34) ke sath ghaghre choli me bilkul kisi kasbe ki rajkumari pratit ho rhi thi .
.
Mai to jabse yahan aaya tha tab se sheetal ko hi chup chupke dekhe ja rha tha, jisse shayad sheetal ne bhi notice kar ki thi, jiske hi karan shayad uske chehre pe abhi kuchh samay pahle jo mushkaan tha, wo gayab ho gya tha, aur, uske jagah ek ghabrahat ne le liya tha,...
.
Pooja- are nimi, tum kab aayi gao, aur ye dono kon hai, .
.
.
Aaj ke liye itna hi guys... Abhi thoda kaam aagya issliye baaki ki kal raat, ya fir parso dopehar tak deta hunn...
शानदार अपडेट
सुरजदेव जी और शारदा देवी के बीच क्या क्या बातें हुई ये तो पता नहीं चला पर शायद अब किशन का भविष्य में एक नया मोड़ जल्द ही आने वाला है...राजू किशन की जिंदगी में कैसे एक गुरु की भूमिका संभालेगा...
शारदा देवी का परिवार भी अपने आप में एक हस्त खेलता हरा भरा बाग है....बहनों की नोक झोंक और परिवार में प्यार भी इसको दर्शाता है....लेकिन किशन के साथ हुई घटनाओं के पीछे क्या वजह रही होगी ये शायद अब धीरे धीरे शादी के माहौल में सामने आने वाली है....
वही इन सब से परे हल फिलहाल में शुरू हुआ रजनीश का निमिषा के प्रति हुआ आकर्षण भी बढ़ता जा रहा है...किशन की चाची अब क्या करने वाली है जो भी होगा वो शायद किशन की सोच से परे और भयानक भी हो सकता है....क्युकी फिलहाल किशन के लिए कोन खतरा बन जाए अंदाजा नहीं लगाया जा सकता...
शीतल की शीतलता ने शायद अपने किशन बाबू को मोह लिया है...शीतल का यू घबराना भी सही है...अब आगे इनका साथ बनेगा या नहीं ये तो लेखक पर निर्भर करता है....
हमेशा की तरह ये भाग भी बेहतरीन है...
अगले भाग की प्रतीक्षा रहेगी भाई।