Incest जिंदगी के रंग अपनों के संग (Completed)

Story achchhi hai

  • Story complete karu

    Votes: 43 97.7%
  • Ya aap log bor ho rahe ho

    Votes: 1 2.3%

  • Total voters
    44
Well-known member
1,167
1,335
143
Update 149
Ajay- (Lagta hai ye paagal ho gayi hai) ajay movie ko beech
mai hi chhod ke wahan se bahar aa jata hai aur coffee shop
ki taraf chal deta hai jahan priya pehle hi uska wait ker rahi
thi.
Ab aage...
Ajay jaise hi exit kerta hai ki tabhi wahan harley bhi aa jaat
hai aur wo bhi uske saath exit ker let hai ab dono priya se
milne ke liye coffee shop pahunchte hai.
Pehle to priya ajay ko dekh ke bahut hi khush hot hai per
jaise hi uski nazer harley pe padt hai uska chahra gusse sebhar jaata hai.
Ajay- To priya ji bataiye aapko aisa kaun sa bahut jaruri
kam pad gaya jo aap yahan hum se milne chali aayi aur itni
acchi movie bhi miss kerwa di.
Priya- Mujhe tum se kuch personal baat kerne hai to isse
yahan se bhejo.
Ajay- Sorry priya ye meri friend hai agar mai isse aise yahan
se jaane ko bolunga to ye iski insult hogi jo ki main nahi
kerna chahta waise bhi ab hum kaffi close hai (last line pe
kuch jyada hi jor diya tha).
Priya- Tum samajh kyu nahi mai iske samne wo baat nahi
ker sakt plz (lagbhag rote huwe).
Harley- Ok, mai tab tak apne liye koi acchi dress pasand ker
let hu kyu ajay hamare dost ke naam.
Ajay- Ha kyu nahi mai bhi tumhe koi gift dena chahta tha
tumhe jo bhi dress pasand ho le lo mai aa ke payment ker
dunga.
Harley wahan se chali gayi.
Ajay- Ab bolo waise mujhe bhi tumhe ek gud news deni hai.
Priya- Tum mere saath aisa kyu ker rahe ho ajay agar mujsekoi galt huyi hai to plz mujhe maff kardo per mujhe aise
ignore mat karo.
Ajay- Ye tumhari galatfehmi hai priya mai kisi ko ignore
nahi ker raha balki tumhare aur rohan ke beech ki duriyo ko
kam kerne ki koshish ker raha hu.
Priya- Per kyu.
Ajay- Dumbo kyunki tum dono ab couple ho.
Ye baat priya ke liye Hiroshima pe gire parmanu bum se
kam nahi thi uske to dimag ne sochna hi band ker diya.
Ajay- Hey jyada sochne ki jarurat nahi hai party hum baad
mai le lenge maine tumhe dusri good news to batayi hi nahi
wo aaj maine harley ko propose kiya aur usne accept bhi ker
liya to finally meri bhi ek gf hai ab next your turn tum kya
baat kerna chat thi bolo jaldi mujhe gahr bhi jaana hai.
Priya ki to puri duniya hi lut chuki thi wo bas wahan baithe
ek tak ajay ko dekhe ja rahi thi aur aansu bahaye ja rahi thi
usne kya-kya socha tha aur kya ho gaya usne kabhi sapne
mai bhi aisa nahi socha tha ki ajay uske alawa kabhi kisi ko
aage kuch bhi sochne ki permission use uske dil nahi de jis
karan wo isse aage nahi soch payi. Ajay ki halat bhi kuch
acchi nahi thi wo jaan bujkar apna dhayan idhar-udhar ker
raha tha taki priya uske face ke expression na dekh sake.Ajay- Kahan kho gayi yaar abhi tme hai shadi hone mai
abhi se sapne mat buno nahi to jab wo tutte hai tab bahut
dard dete hai.
Priya- Sapne tutne ka dard mere se acche se kaun jaanta hai
aaj maine apne sapne hi nahi bahut kuch khoya hai.
Ajay- Kaisi bahki-bahki baate ker rahi ho.
Priya- Congrats aakhir tumhe tumhare sapno ki rani mil hi
gayi ab mujhe chalna chahiye.
Ajay- Per tum to mere se koi bahut jaruri baat kerne wali
thin na.
Priya- Nahi wo utna bhi jaruri nahi hai wo hum phi kabhi
dekh lenge abhi tumhe apni gf ke pass jaana chahiye nahi
to wo naraaj ho sakt hai.
Ajay- Ok, agar kabhi bhi meri jarurat pade to plz mujhe
yaad kerna banda hazir ho jayega.
Ajay wahan se chala jaata hai jaise hi wo coffee shop se
bahar nikalta hai uski himmat uska saath chhod det hai aur
wo wahin ek kone mai baith ke rone lagta hai (bada ajeeb
hota hai ye pyar jab tak dard na de jata hi nahi chahe wo
bichadne ka ho ya koi bhi) ajay wahin ek kone mai baith ke
rone lagta hai aate jate huwe log use dekhte hai kuch uska
majaak bhi banate hai per wo kisi pe dhayan nahi deta aurapni kismat ko kosne lagta hai.
Wo kitna khus tha aaj priya ka apne prat lagav dekh ker
jab priya ka phone ajay ko aaya tab usse pura yakin tha ki
kahin na kahin priya ke dil mai bhi uske liye pyar hai jo ab
use harley ke saath dekh ke bahar aa raha hai pe uske baad
aaye us ek phone ne pata nahi kitni jindgiya barbad kardi
ye to waqt hi batayega...
 
Well-known member
1,167
1,335
143
Update 150 mega update
Wo kitna khus tha aaj priya ka apne prati lagav dekh ker
jab priya ka phone ajay ko aaya tab usse pura yakin tha
ki kahin na kahin priya ke dil mai bhi uske liye pyar hai jo
ab use harley ke saath dekh ke bahar aa raha hai pe
uske baad aaye us ek phone ne pata nahi kitni jindgiya
barbad kardi ye to waqt hi batayega...
Ab aage...
Ek taraf jahan ajay apne gam mai khoya huwa tha wahin
priya ko ab bhi coffee shop me apne jagne ka intzaar
tha use ab bhi lag raha tha ke ye ek bura sapna hai jo
jald hi khatam ho jayega per haqikat ko kaun badal
sakta hai. Priya ko bhi haqikat mai lane ka kam wahan
kam ker rahe staff ne kiya jaise hi priya ki umeed ki
aakhri kiran bhi tuti us ke aankho se aansuo ki baad si
aa gayi jo kisi bhi kimmat pe rukne ka naam nahi le rahi
thi.
Priya wahan se uth ke bina kisi ko koi jabab diye baharko chali gayi bahar jate huwe bhi uski nigahe kisi ko
dhund rahi thi per shayad aaj uski kismat mai sirf rona hi
likha tha wo wahan se lagbhag bhagte huwe bahar nikal
gayi aur ek taraf ko chalne lagi shayad use to pata bhi
nahi tha ki wo kahan ja rahi hai shayad isiliye apne kuch
duri ke safar mai wo lagbhag her aane wale insan se
takra rahi thi.
Abhi wo kuch dur hi gayi thi ki ek car uske samne aa ke
ruki aur us mai se uske mom dad bahar nikle unhe dekh
ker bhi priya ne undekha ker diya aur aage ko jane lagi
ki tabhi priya ki mom ne priya ka haath paked ke gaddi
mai baitha diya.
Saare raste wo log priya se uski halat ke bare mai
puchte rahi per priya bas lagatar khidki se bahar hi
dekhe ja rahi thi ab na to uski aankho se aansu nikal
rahe the aur na hi wo kisi se koi baat ker rahe thi infact
use dekh ke to aisa lag raha tha ki ye ek jinda laash hai.
Priya ke dad se priya ke aisi halat dekhi nahi gayi aur
unke bhi aansu nikal gaye sabhi kehte hai ki betiwo mai
hi ek baap ke jaan basti hai to mai aaj tak iss baat ko
manta nahi tha per ye seen ko dekhne ke baad mujhe
ye manna hi pada jahan priya ke dad ke aankho se
aansu rukne ka naam hi nahi le rahe the wahin priya ki
mom ab bhi thik thi jaise unhe pata ho ki ye sab kya ho
raha hai aur jald hi sab thik ho jayega.
Priya mom- Hame rohan ka dil se shukriya kerna
chahiye jis ke karan hame pata chala ki iski ye halat hadekha mai na kehti thi ki rohan hi meri beti ke liye thik
hai aur tum us ajay ke peeche pagal huwe rehte the.
Priya dad- Ye koi samay nahi hai ye sab baat kerne ka.
Uske baad pure raste bhar kisi ne koi baat nahi ki.
Back to past 02 hours...
Ajay bujhe huwe man se movie dekhne to aa gaya
kyunki wo harley ko naraj nahi kerna chahta tha per ab
uska dil reh-reh ker use dhikkar raha tha ki wahan priya
ki na jane kya halat hogi aur tu yahan movie dekhne
aaya hai.
Ajay jaise hi apna plan cancel kerne ki sochta hai ki
tabhi uske cell pe priya ki call aati hai pehle to ajay ko
vishwash hi nahi huwa ki ye sach hai per jab call lagatar
bajti rahi to use manna hi pada ki ye sach hai jaise hi wo
call pick kerne wala tha ki call disconnect ho gayi.
Kuch hi der mai cell pe dobara ring hone lagi iss baar
pata nahi kya soch ke ajay ne apna cell harley ko de
diya ye bol ke ki wo ticket lene ja raha hai isiliye wo call
pick nahi ker sakta to plz call pick karke priya ko baad
mai call kerne ka bol de.
Per asal mai wo harley ke back side mai ja ke ek
counter ke peeche chip gaya jahan se harley to ajay ko
nahi dekh sakti per wo acchi tarah se harley ko dekh aur
sun sakta tha.Harley aur priya ke huwi sari bate lagbhag wo samajh hi
chukka tha aur use pura yakin tha ki priya usse milne
jarur aayegi yahi soch ke usne priya ka wait kerne ka
socha aur harley ko kisi tarah samjha ke akele hi ander
pahunch gaya aur khud wahi entry gate pe priya ke
aane ka wait kerne laga ki jaise ho wo aayegi uske
samne entry kerne ka natak karunga aur uske pucchne
pe koi bahana bana lunga.
Wo abhi wahan priya ka intzaar hi ker raha tha ki uska
cell ek baar phir baja iss baar call priya ki mom ki thi
pehle to use thoda ajeeb laga phir usne jyada na sochte
huwe call pick karli.
Ajay- Hi aunty kaise hai aap aaj bade dino baad yaad
aayi hamari.
Priya mom- Mai to thik hu beta aur tum kaise ho.
Ajay- Kuch der pehle tak thoda pareshan tha per ab to
ek dam fit and fine.
Priya mom- Tumhare liye ek khuskhabri hai aur saath hi
tumhari help bhi chahiye.
Ajay- Kaise baat ker rahi hai aunty agar mere bas mai
huwa to mai jarur karunga ap kam boliye.
Priya mom- Beta khuskhabri ye hai ki rohan ki aur priya
ki shadi tay ho gayi hai aur bahut jald hi hum dono ki
engagement kerne wale hai to mai chahti hu ki ab setum priya se dur raho.
Itna sunte hi mobile mere hath se gir gaya aur mai khud
wahin diwar ke sahare lag ke rone laga aaj sahi mayno
mai meri pari mere se dur ho gayi thi ab tak ek umeed to
thi per ab sirf dard wo bhi kabhi na khatam hone wala
dard. Mera dhayan dobara mobile ke ring sun ke tuta
aur maine phone dekha to aunty ka hi tha. Maine apni
bacchi kucchi himmat laga ke call receive ki.
Mai- Sorry aunty wo phone cut gaya tha aap batayeye
kya keh rahi thi.
Priya mom- Mujhe pata hai ki tum bahut samajdar ho
isliye maine tumhe call kiya hai mai chahti hu ki tum
priya se baat karo aur use sab batawo.
Mai- Mere se ye nahi ho payega aunty aap hi usko
samjha de.
Priya mom- Beta wo shayad tum se milne hi gayi hai
isiliye mai chahti hu ki tum use sab batawo plz mere liye
(mai nahi chahti ki priya aur tumhari jodi bane mujhe
pata hai priya rohan ko itni jaldi nahi apnane wali per
agar tum use ye yakin dilwa doge ki tum bhi yahi chahte
ho to uske pass koi rasta nahi rahega).
Aunty- Ajay tum use jyada acche se hendle ker sakte ho
kya tum nahi chahte ki wo khus rahe plz ek baar uski
khushi ke liye hi sahi use samjha ke to dekho mujhe
pura yakin hai wo tumhari baat ko jaldi samajh jayegi.Ab mere pass koi rahta nahi tha kyunki aunty ne meri
kamzori pe haath rekh diya tha unhe acche se pata tha
ki mai priya ki khushi ke liye kuch bhi ker sakta hu.
Mai- Mai koshish karunga aunty ab mai phone rekhta hu
mujhe kuch kam hai.
Maine abhi call disconnect hi ki thi ki mujhe entry gate
se priya entry kerte huwe dikhayi di mai iss samay priya
ko face nahi kerna chahta tha isiliye maine hall mai entry
karli aur seat pe ja ke apni kismat pe rone laga mujhe
meri jindagi mai ek ajeeb ka khalipan lag raha tha jo aaj
se pehle maine kabhi mehsush nahi kiya tha aur
dheere-dheere mere aansu bhi aankho mai sukhne lage
wo kehte hai na ki wo dard hi kya jo sab ko dikh jaye
isiliye maine khud ko normal dikhane ki koshish kerne
laga.
Back to the present...
Priya aise hi ghumsum si ghar pahunch gayi aur wahan
se seedhe apne room mai wahan hall mai rohan ke
mom dad bhi the unhone kaffi koshish ki usse baat
karne ki per priya to jaise iss duniya mai thi hi nahi use
kuch na to sunayi de raha raha tha aur na ki kuch
dikhayi apne room mai jaate hi usne gate lock ker liya
aur wahin ek kinare diwar ke sahare jamin pe apne
ghutno ko khud mai samite huwe baith gayi.
Mujhe nahi pata ki wo kitni der tak wo aise hi baithi rahi
kitni baar uske room ke gate pe knock huwa use hosh totab aaya jab use ek jani pechani aawaj sunayi di usne
sir ko jaise hi upper utha ke dekha to wahan harley
khadi thi aur has rahi thi.
Priya- Tum yahan kaise.
Harley- Wo tumhare pass mera kuch saman hai wahi
lene aayi hu.
Priya- Jo lena hai le jawo mujhe kuch nahi chahiye jo
mera tha wo mai pehle hi tumhe de chuki hu.
Harley- Sahi kaha tum ne mujhe apni sabse kimti cheez
de di hai aur mai sach mai iske liye tumhari ahsanmand
rahungi na tum ajay se dur hoti na wo mere karib hota.
Priya- Mai ajay se kabhi dur nahi huwi samjhi aur ab
jawo yahan se.
Harley- Accha jara ek baar dobara soch ke dekho.
Priya apni purani yaado mai chali gayi aur jaise bitta
huwa waqt uske samne kisi movie ke tarah chal raha tha
jaise-jaise wo sab yaad ker rahi thi waise-waise uski
aankho se aansuwo ka ek sailab sa nikal pada tha aur
aakhir mai use wo seen bhi yaad aaya jab rohan ne
priya ke samne hi ajay ko beizzat kiya tha aur priya ki
sabar ka band tut gaya aur wo paglo ke tarah chillane
lagi aur saara saaman idhar se udhar fakne lagi tabhi
use wahan kaanch ka ek tukda dikha jise dekh ke uske
chahre pe ek anjaani si muskan aa gayi.Note- Ye harley sirf priya ke dimag ki upaj thi isiliye plz
koi jyada confuse na ho.
 

Top