- 1,531
- 1,635
- 143
Ko To Rok Lo {Update - 087}
____________________________
Magar ek din fir mujhe akash aur padmini ke kamre se unke jhagadne ki aawaj aayi. Akash ke jaane ke bad alisha ne padmini se iske baare me puchha to padmini ne bataya ki akash ko lagne laga hai ki, wo kabhi thik nahi ho sakta. Mai yahi baat unko samjha rahi thi ki unko thik hone me kuch samay lagega.
Lekin wo is baat ko manne ko taiyar hi nahi hai. Unka kahna hai ki wo kabhi bap nahi ban sakte. Isi baat ko lekar wo mujhse abhi lad jhagad rahe the. Aisa lagta hai ki unhe fir se ye baat pareshan karne lagi hai.
Alisha ne jab ye baat mujhe batayi. Tab mai bhi soch me pad gaya. Mere pas bhi akash aur padmini ki is samasya ka koi hal nahi tha. Samay teji se beet raha tha. Aise me akash ka pita na ban pana use pareshan kar raha tha.
Hum sabhi is baat ko lekar pareshan the. Sab jante the ki is pareshani ka koi hal nahi hai. Fir bhi sab is pareshani ka hal dudne me lage the. Aise me alisha ne mere samne ek rasta rakha. Jise sun kar mujhe alisha par gussa aa gaya. Maine gusse me alisha se kaha.
Mai bola “tumhari akal to thikane par hai. Mere jawan beta aur bahu ek aulad ke liye taras rahe hai aur tum mujh bude se is budape me bap banne ke liye bol rahi ho. Ye bolte huye tumhe jara bhi sharam nahi aayi.”
Alisha boli “aap meri baat ko samajhe nahi. Maine ye kaha ki, kya hua jo akash bap nahi ban sakta. Aap to bap ban sakte hai. Aap unko ek santan de dijiye. Unki samasya khatam ho jayegi.”
Mai bola “isme samajhne wali baat kya hai. Tum wahi to bol rahi ho. Jo mai samajh raha hu aur mere bap banne se unki samasya to jyon ki tyon bani rahegi.”
Alisha boli “nahi, aap wo nahi samajh rahe hai. Jo mai kah rahi hu. Mere kahne ka matlab tha ki, aap padmini ki kokh me apna beej bo dijiye. Padmini ke maa bante hi unki samasya khatam ho jayegi.”
Mai bola “tum sach me pagal ho gayi ho. Acha hua tumhari ye baat padmini ne nahi suni. Yadi wo sun leti to, pata nahi wo humare baare me kya sochti.”
Mai abhi apni baat kah hi raha tha ki, tabhi meri najar darwaje par padi. Waha padmini khadi humari baten sun rahi thi. Mujhse najar milte hi wo mudkar wapas chali gayi. Ye dekh kar maine alisha se kaha.
Mai bola “ye lo humari baat padmini ne sun li. Ab pata nahi wo humare baare me kya soch rahi hogi. Tumne ye jara bhi acha nahi kiya.”
Alisha boli “aap padmini ki chinta mat kijiye. Mai usko samjha dugi ki, is sab me aapka koi dosh nahi hai. Maine hi ye baat suru ki thi. Mai bas aapke man ki baat janna chahti hu.”
Mai bola “mai tumhari tarah pagal nahi hu. Jo is sab ke liye taiyar ho jau.”
Alisha boli “aapko kya lagta hai ki, mai kothe se aayi hu. Isliye ye besir pair ki baten kar rahi hu.”
Mai bola “maine aisa to nahi kaha. Tum khud hi kuch ka kuch baki ja rahi ho.”
Alisha boli “mai bak nahi rahi hu. Jo aaj ki jarurat hai, wo baat kar rahi hu. Maana ki mai akash ki maa nahi hu. Lekin aapse shadi karke mera us se jo rishta bana hai. Usi rishte ki vajah se mujhe uski fikar hai. Yadi mai uski sagi maa bhi hoti, tab bhi mai aapse yahi kadam uthane ko kahti.”
Mai bola “sirf tumhare soch lene bas se kya hota hai. Sawal sirf akash ka nahi hai. Tumhari is baat se padmini ki jindgi par bhi asar pad raha hai. Wo bhala is samay humare baare me kya soch rahi hogi.”
Alisha boli “aapko padmini ki fikar hai na. Mai aapki ye fikar bhi door kar deti hu. Mai ab padmini se baat karne ke bad hi aap se is baare me koi baat karugi.”
Ye bol kar alisha kamre se bahar nikal gayi. Kuch der bad wo wapas lauti to, maine us se puchha.
Mai bola “kya hua. Kya padmini ka gussa shant ho gaya.”
Alisha boli “haan, maine use samajha diya. Bahut na nukur karne ke bad use meri baat ka matlab samajh me aa gaya. Ab yadi tumhe thik lage to, jo maine kaha hai, wo ho sakta hai.”
Mai bola “tumhare kahne ka matlab kya hai.”
Alisha boli “maine padmini ko us baat ke liye taiyar kar liya hai. Wo us baat ke liye taiyar ho gayi hai. Lekin usne sab kuch aapki marji par chhod diya hai.”
Mai bola “aisa kaise ho sakta hai. Padmini is sab ke liye kaise taiyar ho gayi.”
Alisha boli “sawal uske pati ki jindgi ka tha. Use to taiyar hona hi tha. Ab aapke upar hai ki, aap apne bete ki jindgi ke liye ye sab karne ko taiyar hai ya nahi.”
Mai bola “mai aisa kaise kar sakta hu. Wo meri bahu hai aur beti ke barabar hai.”
Alisha boli “lekin aap ye kyo bhool rahe hai ki, akash aapka beta hai aur apni namardangi ko lekar wo apne aapko khatam bhi kar sakta hai. Yadi usne aisa kar liya tab aap kya karege.”
Mai bola “mere to kuch samajh me nahi aa raha hai ki, mai kya karu. Bas itna samajh me aa raha hai ki, jo tum karne ko bol rahi ho, wo sahi nahi hai.”
Alisha boli “aap is sahi galat ke chakkar me na pade. Bas itna soche ki, aap jo karne ja rahe hai. Wo sirf apne bete ki bhalai ke liye kar rahe hai.”
Mai bola “lekin ye sab kaise hoga aur yadi ye sab akash ko pata chal gaya to, us par kya bitegi.”
Alisha boli “ye sab kaise hoga. Ye aap mujh par chhod dijiye. Rahi baat akash ko pata chalne ki to, jab tak hum me se koi use batayega nahi. Tab tak ye baat use pata nahi chalegi aur hum me koi ye baat kisi ko batayega hi nahi.”
Mai bola “thik hai, jo tumhe thik lage, tum kar sakti ho. Mai apne bete bahu ki khushi ke liye kuch bhi karne ko taiyar hu. Mujhe kab kya karna hai tum bata dena.”
Alisha boli “maine sab soch liya hai. Mai akash ko lekar prakash se milne ke liye chali jaugi. Waha se hume lautne me 3-4 din lagege. Us bich aap logon ko ye kaam karna hoga.”
Mai bola “lekin mai padmini ke samne jaane ki himmat nahi kar pauga. Mujhe samajh me nahi aa raha ki mai ye sab kaise kar pauga.”
Alisha boli “aap dono ke pas 3-4 din ka samay rahega. Aap chinta mat kijiye. Jaane ke pahle mai padmini ko bhi sab kuch fir se samjha dugi.”
Iske bad alisha ne akash ke aane par us se prkash se milne ki ichchha jatai aur akash se sath chalne ko kaha. Akash ne pahle kaam ka bahana bana kar usko mere sath jaane ko kahne laga.
Tab alisha ne kaha ki, wo akash ko isliye le jana chahti hai. Kyoki use prakash ke liye ladki dekhni hai. Aakhir me akash ko alisha ki baat manna padi aur wo uske sath jaane ko taiyar ho gaya.
Fir 2 din bad alisha aur akash, prakash se milne ke liye nikal gaye. Jaane se pahle alisha padmini ko bahut si baten samjha kar gayi thi. Usne jate samay mujhe bhi bahut si baten samajhyi thi.
Lekin uske jate hi meri himmat jabab de gayi. Mujhse kisi bhi baat me koi pahal karte nahi bani aur saara din aise hi beet gaya. Raat ko maine aur padmini ne sath hi dinner kiya.
Lekin dinner ke samay bhi mujhse padmini se na kuch kahte bana aur na kuch karte bana. Dinner karne ke bad mai apne kamre me aa gaya. Mai samajh chuka tha ki mujhse kuch nahi ho sakega.
Mai apne kamre me baitha ye hi sab soch raha tha. Tabhi padmini dudh ka glass le kar aa gayi. Mai samajh nahi pa raha tha ki mai us se kya kahu aur kya na kahu. Meri haalat to aisi thi ki, mai us se najar tak nahi mila pa raha tha.