Fantasy RAJA Part 1 complete part2 Running

Well-known member
1,170
1,357
143
Update 38



Ghar me pahuchkar rajkumari darwaje ke pichhe khadi ho jati hain jaise hi raja ghar ke ander dakhil hota hain rajkumari turant darwaje ko band kar deti hain ye jante huye bhi sarojni daudti huyi ghar ke pass aa rhi hain.


Sarojni rajkumari ko aisa karte dekh gusse me lal pila ho jati hain or badbadati hain. Tabhi use ghar ke ander se raja ke chhekhne ki awaj ati hain. Sarojni ghabrati huyi apni shakti ka upyog kar darwaje ko tod deti hain.



Jab wo ander pahuchti hain wo dekh kar ashcharyachkit ho jati hain.

Huya yun tha ki jab raja ghar ke ander pahuchta hainto rajkumari ghar ka gate bande kar deti hain or raja ke pichhe pahuch use jod se gale laga leti hain raja ko apne pith pr yun achanak kisi ka sarir mahsus hote hi uski cheekh nikal jati hain jab raja cheekha to rajkumari has padti hain or raja ko jamin pe dhaka de uske honth ko apne honth se mila deti hain.



Tabhi darwaja ke tutne ki awaj ati hain jisase rajkumari pichhe palat sarojni ko dekhti hain rajkukari sarojni ko ignore kar wapas raja ko kiss karne lagti hain raja bhi is bar uske kiss me uska sath dene lagta hain.



Sarojni ye dekh jal bhun jati hain or rajkumari ko alag kar khud raja ko kiss karne lagti hain isbar raja ko bhi maza ane lagta hain tabhi rajkumari sarojni ko alag kar raja ko kiss karne lagti hai. Ye dekh sarojni rajkumari ko raja se alag usase jhagda karne lagti hain in dono apas me hi jhagdne lagte hain raja in dono ki ladai ko rokne ke liye unke bich jaa pahunchta hain jiska natija ye hota hain dono milkar raja ke kapde fad deti hain or raja ko alag kar ekdusre ke kapde fad deti hain raja dono nang awasth me dekh khud rok nhi pata or dono ko pakar kar ek kamre me le jata hain.




Jahan ye teeno apne pyar ko age badhane lagte hain rat me bhi kayi bar dono apas mee jhadga bhi ki lekin raja ke pyar ke age dono ka jhagda jyada der na tik saka .


Subhah ko raja ki nind jaldi khul jati hain raja jab jagta hain to dekhta wo or sarojni or rajkumari jo raja ko pakade hi soyi huyi hain mano ki raja ko koi unse chhin lega raja dono ki khubsurati me khoj jata hain or dono ke mathe pe ek ek kiss de dono ko jagata hain jab dono jagti hain to raja ke galon pe kiss kar deti hain.



Subhah me aisa romantic pal hone ke karan phir se teeno pyar ke gote lagane lagte hai. Uske bad teeno nahane waqt bhi ekdusre ko pyar karte hain.



Uske bad teeno sardar ke pass pahunchte hain jahan sardar unhe us sanp se raksha karne ko kahta hain jise sarojni ne sirf kaid kiya tha lekin wo kaid jyada waqt nhi rha or azad ho gya or phir se kabile ke wasiyon ke liye kal ban gya.




Ye sab jan raja rajkumari or sarojni us sanp ke thikane ke pass pahunch jati hain or us sanp se yudh karne lagte hain




Jab sanp ko harta na dekh raja apni talwar ko yad karta hain or apni talwar se us sanp ko mar deta hain jab sanp marta hain tabhi us sanp ke pet se nili roshni niklti hain or raja ke charo trf ghumne lagti hain or jab nili roshni samapt hoti hain to wo ek mani ka rup leti hain or raja ke ander sama jati hain .





Kuchh der paschat wahan sardar apne sathiyon ke sath ate hain raja ko dhanyawad kahte hain tabhi sarojni ko chakar aa jata hain or wo behosh ho jati hain.



Sarojni ko behosh hote dekh raja ghabra jata hain or wo saarojni ka name lekar cheekhne lagta hain sarojni ko raja god me utha rone lagta hain tabhi rajkumari or sardar use sarojni ko kabile me lejane ki salah dete hain .




Raja sarojni ko apni god me lekar kabile pahunchta hain jahaan vaid raj ko dekhaya jata hain .



Sarojni ke pure janch ke samaye rajkumari raja ka hoshla bada rhi thi jab vaid raj ate hain to or jo wo kahte hain use sun raja behosh hosh kho baithta hain?




Aisa kya kah diya vaid raj ne raja se ?
 
Well-known member
1,170
1,357
143
Update 39



Kal - ye kya is kitab me wo mantr kyun nhi hain jiski talash me kar rha hun jis mantr se main raja ko mar sakta hun uski atma ko bhi nasth kar sakta hun.


Ki tabhi ek awaj gunjti hain.


Awaj- wo mantr sirf or sirf devon ke dev mahadev ko hi pta hain.



Kal- kon hain? Samne ayo



Awaj- main the golden magical book bol rha hun kal .



Kal- mujhe wo mantr janana hain.




Book- thik hain main tumhe wo mantr de sakta hun lekin tum us mantr ka upyog sirf ek bar kar sakte ho lekin us mantr seuski atma nasth nhi hogi sirf uska sarir bashm ho jayega.




Kal- thik hain mujhe wo mantr do.



Usi samye us kitab ke panne jo ki khali thi us pr wo mantr ubharne lagta hai.



Us mantr ko dekh man hi man khush ho jata hain


Kal( man me) - ab main amar ban jaunga is mantr se hahahhaha.


Uske bad kal us mantr ko padhne lagta hain




Idhar


Vaid raj kutiyan se bahar nikal kahte hain.


Vaidraj ( khush hote huye)- maharaj maharani ji maa banane wali hain ab ap pita banane wale hain ab inka dhyan jyada rakhiyega.



Raja khush hote huye nachne lagta hain rajkumari ke sath or pagal jaisi harkat karne lagta hain kuchh der me sardar ko kahta hain.


Raja - sardar pure kabile me jashnn manayi jaye.




Sardar- ji maharaj.



Uske bad raja ghar ke ander jata hain jahan sarojni raja ko dekh sharma jati hain . Raja dheere dheere chal uske pass pahunch kar uske mathe pr kiss karta hain pahle uske bad sarojni ka hath pakdta hain jisase sarojni sharma kar muh dusre trf kar leti hain raja sarojni ka hath pakad kahta hain.




Raja- main aaj bahut khush sarojni maiin bta nhi sakta kitna khush hun..
Tumne mujhe duniya ki sabse badi khushi di. Hain.



Raja - main tumhe bta nhi sakta ki main kitna khush hun aaj.love u ❤ sarojni.


Sarojni- love u to ❤ mujhe khushi dene main bahut achha lag rha hain ap khush to main bhi khush or apki khushi ke liye main kuchh bhi kar sakti hun.



Raja- love u to achha humdono ka baccha bilkul tum pr hi jayega .


Sarojni -nhi wo ap pr hi jayega


Raja- wo tum pr hi jayega.



Sarojni- nhi wo ap pr hi jayega uski ankhe nak chehra bilkul ap pr hi jayega ab koi bahash nhi.




Raja- thik hain lekin uska honth tum pr hi jayega waisa humare bacche ka kya naam hoga?
 
Well-known member
1,170
1,357
143
Update 40


Sarojni- waise uska naam agar wo ladka huya to rakesh hoga or agr ladki huyi to.


Raja- agar ladki huyi to uska naam mamta hoga.


Tabhi pichhe se rajkumari kahti hain


Rajkumari- ye kaisa naam hain uska naam to surbhi hoga or ladka ka naam shakti hoga



Sarojni or raja- ye bahut hi achha naam hain


Rajkumari- to ab age ka kya kab de rhe hain mujhe ye khushi



Raja- jab tum kaho.


Rajkumari- kya abhi mil sakti hai?


Sarojni-nhi abhi nhi jab tak mere bacche nhi ate or raja sirf mere sath waqt bitainge ab unka kaam dugna jo ho gya.😂


Rajkumari- ye apne thik kaha didi 😂


Raja man me - chal bach gya



Sarojni- ab hume chalna chahiye age safar ki or

RajA- lekin is hal me kaise?


Sarojni-main thik hu.



Rajkumari- main inka khayal rakhungi.



Raja- thik hain uske bad raja ke sarir se mani bahar. Niklta hain or teeno ko le wahan se nave mani ke pass le jata hain.



Idhar


Kal golden magical book ko padhne ke bad apne kaksh se bahar niklta hain or dhumketu ko bulakar kahta hain.


Kal- dhumketu raksha ko bula kar mere kaksh me bhejo.



Dhumketu-ji malik


Uske bad kal apne kaksh me chla jata hain kuchh der bad raksha ati hain to kal kahta hai.


Kal-mujhe tumhe ek gupt chij batani hain jisase is duniya pe andheron or shaitan hi raj kare.


Raksha- thik hain .



Uske bad kal ka kaksh band hone se pahle kal dhumketu ko kahta hwin.

Kal- dhumketu mujhe koi bhi 1 month ke liye preshan na kare is 1 month me puri duniya ka malik tum hi ho. Samjh gye.


Dhumketu- ji malik


Uske bad ye kah kar kal apna kaksh band kar deta hain.


Kaksh me jate hi dhumketu or mahesh kamu grah ki or nikl jate hain.


Kamu grah jhinjha grah se 100 prakash varsh dur hain lekin dhumketu ke liye to ye kuchh hi second ki hain kuchh der me hi pahunch jate hain




Kamu grah jahan ki khubsurti dekhte banti hain us grah pe na koi raja hain or nhi rani wahan sirf ek aurt raj kartti hain jise log is grah ke maharani kahte hain.



Waise unki mrityu kayi barsh purv ho gyi chuki thi unhone is grah ki asthapna apne pati ke chalte ki thi kyunki unko rojana nayi ladkiyan or dusre grah ki ladkiyon me dilchasvi tha



Unki koi santan nhi hone. Ke karan is grah ko surkshit kar diya hain is grah pe koi bhi akraman nhi kar sakta hain or nhi is grah ko koi gulam bana sakta hain ye grah sirf kamukta ke liye banaya gya hain.




Jab mahesh wahan pahunchta hain to uske muh se lar tapkane lagta hain wahan charo trf sirf or sirf ladkiyan apne grh ke poshak me ghum rhi thi abhi wo log age badhe hi the ki tabhi wahan char nangn awastha me ladkiyan aa jati hain jiska chehra kuchh kuchh wolf ki trh tha



Mahesh ko laga ki wo apni grh ki basha bolegi lekin wo ladki


Ladki1- mere sath chaliye main apko pure trike se santust kar dungi


Us ladki ko hindi bolte dekh mahesh dhumketu ke trf dekhta hain



Dhumketu muskurata huya kahta hain.




Dhumketu- is grah pe log apni hi bhasha me bokte hain lekin sunane wale ko lagta ahin ki wo uski bhasha bol rha hain is grah ko is tarike se banaya gya hain ki yahan jo bhi aya use bhasha ko lekar koi dikat na mahsus ho sake wo dekh rhe ho chumabkiye trng bidhut shila.



Mahesh- you means tower ?


Dhumketu- haan ye sab usi ke karan hota hain usi ke karan tum inki bhasha apne bhasha hindi bhasha me sun paa rhe ho jab tum bologe to use apne grah ki bhasha sunayi degi mtlb use. Apni bhasha me samjh ayegi


Dhumketu- ab thik hain tum yahan ais karo main chalta hun wapas jab tak man kare yahan rhana tumse koi kuchh nhi puchhega or nhi koi kuchh bolega




Kuchh update bad humara part B suru hoga
Jo ki full thriller se bhara hoga
 
Well-known member
1,170
1,357
143
Part B






Update 41


Ek sunsan si jagah jahan na koi insan hain or na hi koi parinda

Har tarf sirf or sirf ghar tute phute pade the har jagah se sirf hawaon ke bahane ki awaj aa rhi thi

Snssnsnsnsnsssnsnnsnsn.............


Teeno age. Badh ek ghar ke trf jate hain ghar me jate hi

Bmmmmmmmmmmmmmmmmmm.....



Idhar


Mahesh un teeno ko mana kar deta hain
Or age badh jata hain ki tabhi use ek behad khubsurat jagah dikhta hain jahan sirf ladke ek trf jaa rhe the


Mahesh bhi udhar chal deta hain age jate hi use kafi sankhya me bhid ek jagah khadi dikhti hain mahesh bhid ko chirta huya age chala jata hiann.



Jab wo bhid ke bichon bich pahunch jata hain to dekhta hain ki us bhid ke bich me ek murti thi jiske nichhe likha huya. Tha kamu grah ki maharani kamini.



Log unke ashirwad le wahan se nikal rhe the mahesh bhi unke sath chal deta hain jab mahesh bahar niklta hain to use kuchh samjh nhi ata hai.




Charo trh sirf nang awastha me bhin prakar ki ladkiyan maojud thi mahesh age badhta chla jaata hain to wo dekhta hain ki yahan to sirf hotel hai. Jispar sirf kamini maharani likha huya tha or hotel ka shape ladkiyon ke sarir ke bhin bhag ka bana huya tha.


Kuchh hotel ka shape ladkiyon ke chehre ka bana huya tha to kuchh ka sarir ke bich ka to kuchh ka sarir ke niche ka hisa bana huya tha.



Mahesh achambhit tab hota hain jab wo har hotel me jakar dekhta hain jahan reception pr sirf ladki nangan thi or pure hotel me sirf ladkiyan nangan hi ghum rhi thi sirf phark itna hi tha ki un ladkiyon ke kandhe pe star chipka huya tha jiska unke pad ko batlata hain .




Mahesh hotel me ghumne lagta hain wo har kamre ko check karne lagta hai. Use har kamre me koi darwaja nhi dikhta hain or har kamre se sirf kamuk awajein aa rhi thi.




Mahesh us hotel se nikal jata hain or market ghumne lagta hain market me use bhin prakar ke khane ki chijein milti hai jinko mahesh ruk kar khata hain or age badh jata hain.



Age badhte hi mahesh ko ek jhatka lagta hain samne ka najara hi kuchh alag tha



Wahan pe ladkiyon ko kute ke janjir me bandha gya tha or log use kode mar rhe the or unke sarir ke upper jalti mom giraya jaa rha tha ye sab dekh mahesh ek admi se puchhta hain jo ki kisi billi grah ka lag rha tha.




Mahesh- yahan aisa kyun ho rha hain? In pr kyun julm kiya jaa rha hain?



Bilii- ji ye unke ichha se kiya jaa rha hain ye ek trh ka maja hain khel hain isme samne wale ko dard di jati hain lagta tum naye ho?



Mahesh- haan main naya hun or mai kal ka senapati hun.



Jab mahesh sirf itna hi bola tha ki wahan maojud sab log chhuk jate hain mahesh ke age or jin ladkiyon ko dard di jaa rhi thi wo age badh kar mahesh ke pairon me gir jati hain or kahti hain?
 
Well-known member
1,170
1,357
143
Update 42



Ye awaj itni tej hoti hain ki pura ghar hilne lagta hain teeno apne kan ko apne hath se band kar ghar se bahar bhagte hain



Jaise wo bahar ate hain awaj or adhik tej ho jati hain sarojni khud ko bahut kabu karne ki kosis karti hain lekin wo kabu nhi kar pati or pyar ki nishani ko marne nhi dena chahti isliye usne apne shakti ki madad se khud ko behosh kar leti hain


Sarojni ko behosh hota dekh raja use sambhalata hain or rone lagta hain lekin awaj or tej ho jaati hain or kuchh hi der me rajkumari ke bardash ke bahar ho jata hain lekin ye kya kar rhi hain rajkumari to😨




Idhar


Mahesh un dono ko uper uthata hain ki tabhi dono ladki mahesh ke samne. Khadi ho jati hain sir jhuka kar



Mahesh- tum dono mere charno me kyun giri ?



Ladki1- hum to apke gulam hain kripya mujhe pyar kare



Ladki2- mujhe bhi




Ladki1- chaliyemere sath main apko.ek aisi jagah le chalti hun jahan apko maja ayega




Itna bol wo dono us sir jhukaye bhid ko chirte huye mahesh ko ek hotel me le jate hain




Ye hotel ladki ke nichhle bhag ka bana huya hain wo dono mahesh ko ander le jati hain ander ka najara hi kuchh or tha



Wahan sirf ladkiyan thi wahan ek bhi mard nhi tha syad yahan mard allow nhi the tabhi us hotel ki manger ati hain or un dono ko kahti hain.


Manager- yahan mard allow nhi hain kya tumhe pta nhi hain yahan sirf nayi ladkiyan ati hain or tumhari himat kaise hui yahan ane ki .




Ladki1- ji lekin.




Manger- lekin kya dafa ho jayo or is insani mard ko bhi le jao.




Ladki2- ji lekin ye kal ke senapati hain



Manager - kya kal ke senapati mahesh ke trf mud kar or uske pairon me girkar mujhe maf kare malik mujhse glti ho gyi




Mahesh gusse me - aaj tujhe to main noch noch kar khaunga or wo bhi yahin bahut akar hain na tujhme sari akr nikalta hun teri.



Manager😨- 😥 jaisi apki marji malik


Uske bad wahan us hotel me jitne bhi ladkiyan thi sabko niche bulata hain mahesh or kahta hain


Mahesh- main ek mahine is hotel me rhunga tum log ke sath or ye hotel ek mahine ke liye band kar di jaye



Mahesh ki agya man kar us hotel ko ek mahine ke liye band ghoshit kar di jati hain.


Uske bad jo hota hain wo ajtak us kamu grah pe nhi huya tha


Hotel band karne ke bad jab wo ladkiyan ander ati hain tabhi mahesh kahta hain.



Mahesh- ab tum sab ek line me khadi jao or tum (manager ki or ishare karte huye) age ayo.



Uske bad mahesh ua pr tut parta hain or kapde phadne lagta hain or usko ankh me anshoon aa jata hain



Wo gir girakar usase mafi mangti hain lekin mahesh uski ek nhi sunta or uske sath jabardasti karne lagta haain .



Sab ladkiyan yahi sochti hain ki ye wahi hotel hain jahan nayi ladkiyan is grah pe layi jati hain or yahin se boli lagti hain or is hotel se un ladkiyon ko bahar bheja jata hain.




Ab suru hoga iske bad sangram or janenge raja ki mahashakti ke bare me
 
Well-known member
1,170
1,357
143
Update 43

Rajkumari apne ko sambhal nhi paa rhi thi jiske kara. Wo pagal ho jati hain or raja pe akraman kar deti hain pass pade pathar se raja ye dekhkar apne hath ko upper kar deta hain jiske karan wo pathar hawa me hi jhul jati hain rajkumari yahin nhi rukti wo raja ke pass jakar us pr akraman kar deti hain.





Raja rajkumari ko hosh me lane ki puri kosis karta hain lekin rajkumafi ko koi hosh nhi rhta hain .


Rajkumari ko hosh ata na dekhkar raja rajkumari ke nash ko daba kar use behosh kar deta hain or charo trf dekhne lagta hain lekin use kuchh bhi nhi dikhta hain.




Achanak wo awazein or tez ho jati hain wo awazein itni tez ho jati hain ki dharti pe padi sari chizein hawa me uthne lagti hain raja ye sab dekhkar chankit ho jata hain



Uske chonkne ki sima tab had se bahar ho jati hain jab wo ye dekhta hain rajkumari to hawa me uth gyi lekin sarojni ka besudh sarir hawa me nhi balki jamin pe pada huya hain jiske karan raja ko sanka hone lagta hain or sochne lagta. Hain sarojni ke bare me jabse wo mili hain tabse abtak ke bare me




Raja( man me)- akhir sarojni kon hai ?
Kyun mani sarojni ko dekhkar kuchh bolna chah rha tha lekin bol nhi paya
Akhir kyun jangal ki devi bhi kuchh bolna chah rhi thi wo bhi nhi boli
Or to or sardar bhi kuchh kahna chah rhe the lekin kuchh kah nhi paye
Akhir sarojni he kon ?
Kuchh to hain jo mujhse chhupa rhi hain hosh me iske ate hi puchhunga akhir kon ho tum or kya raj hain tumhara?


Raja dekhta hain ki rajkumari ka sarir dheere dheere jamin ki or ane lagta hain or achanak awazein bhi kam hone lagi tabhi dur raja ko kuchh dikhai deta hain



Kuchh chizein dhul ki andhi ke sath raja ki or aa rhi hain


Raja ko kuchh samjh nhi aa rha tha isliye raja sarojni or rajkumari ke sarir ke charon trf aaggg or pani se bane shield me cover kar deta hain.




Abhi raja un dono ko surkshit rakha hi tha ki wo dhul bhari andhi ab us jagah ke sima me dhakil ho jati hain jab raja gour se dekhta hain to uski ankhe baahr ko ane lagti hain.



Asal me wo dhul bhari andhi nhi wo to wo to ek bisal kankalon ki sena thi raja unko dekhkar sambhal pata ki tabhi wo bishal sena raja ko ghere khadi ho jati hain.




Raja ghabra to jata hain lekin apni patni ke trf dekh kar uska himaat or adhik majbut ho jata hain or simbha ko yaad karne lagta hain



Simbha talwar ke sath raja ke hath me aa jata hain raja ke hath me talwar ko dekh kar haddiyon ki sena raja pe hamla kar deti hain.




Raja bhi iske liye taiyar tha


Uske bad suru hoti hain haddi or raja ke bich jang



Raja haddiyon ki sena pr tut padta hain or apne talwar ko gol gol ghumakar uun haddiyon ke gardan ko udate huye chla jata hain

Kuchh kankal raja ke upper se hamla kar dete hain raja unhe marte huye chla jaa rha tha kisi ka sir to kisi ke pair to hath ko katte huye raja un haddiyon pe kal ban kar hamla kar deta hain jitna raja unko mar rha tha or jis hauwaniyat se mar rha tha haddiyon ko dar hone lagta hain kuchh haddi sarojni or rajkumari ke trf badhte hain lekin wo agg ki lapton ko par nhi kar pate or wahin jal kar rakh ban jate



Ye sab hota dekh wo kankal achanak ruk jate hain unhe rukta dekh raja ko kuchh samjh nhi ata ki tabhi wo kankal ek line banate hain or apas me judne lagte hain wo sabhi kankal apas me jud kar ek bishal kaye janwar ka rup lelete hain kuchh dianasor jaisa dikhne wala




Uske bad wo raja pe hamla kar dete hain raja bhi us par hamla karta hain lekin raja unhe chot tak nhi pahuncha paa rha tha lekin wo raja ko bahut jagah se jhakhmi kar diye the


Raja ko gussa ane lagta hain or guss me dhahta huya wo akash ki trf dekhne lagta hain ki tabhi akash me se ek dragon nicche utarta huya dikhayi deta hain raja us dragon ko dekhkar muskurata hain or kud kar us pr sawar ho jata hain



Jaise hi raja us dragon pe swar hota hain raja ke kapre change hone lagte hain or ek maharaj ke kapre ane lagte hain.



Raja us draon pe swar hokar apne hath ko un kankal pe karta hain tabhi raja ke hath se ek tez hawa niklti hain jisase wo kankal hawa me uchhal jate hain raja un sabhi kankal ko hawa me hi marne lagte hai. Or dragon unhe apne agg se jala kar rakh ban deta hain asman se aisa lag rha tha ki rakh ki barish ho rhi ho raja un sabhi ko jab pure tarike se khatam kar deta hain or jamin pe jaise hi utarta hain wahan sirf or sirf rakh ki jamin lagane lagti hain



Abhi raja dragon ke pith se utara hi tha ki raja ko kisine pith pe war karta hain jisase raja dragon ke chehre se ja takrata hain ye chot itni bhayank hoti hain ki dragon behosh ho jata hain raja gusse me uth kar jaise hi pichhe mud kar dekhta hain usko ek muka apne gal pr padti hain jisase raja sarojni ke pass jaa girta hain
 
Well-known member
1,170
1,357
143
Update 44


Raja jaise hi uth kar dekhta hain uske ankhon pe vishwash nhi hota hain kya ye ho sakta hain jo main dekh rha hun kya wo sach hain



Raja apni ankho ko bar bar malta hain or samne ka drishye ko dekhkar use vishwash nhi hota hain



Samne ek ladki khadi hain apne hatho me kisi hathi ke haddi se bana ek gada numa aojar hain


Us ladki ka chehra bilkul sarojni ke jaisa hain uske gale me.sirf hadi ki har hain


Raja jaise hi uth khada hota hain wo ladki hamla kar deti hain or kahti hain



Ladki - tumhari himaat kaise huyi mere praja ko marne ki ab dekho main tumhe nhi chhodungi tumne kya socha tum kalika se bach jaoge



Raja- oh haddiyon ki maharani kalika maharani ki jaye ho 🙏



Kalika- dust tumhari hiiii..mmm..


Kalika ki achanak najar sarojni pe pad jati hain bolte waqt or achambha se sarojni ki trf dekhti rhti hain.


Abhi kalika kuchh kah pati sarojni or rajkumari ko hosh aa jata hain



Unko hosh me ate dekh raja unke pass jakar un dono gale laga kar puchhne lagta hain



Raja- tum dono thik ho na ?


Sarojni or rajkumari - hum thik hain


Rajkumari- ye apke vastr kaise badal gye ?


Abhi raja kuchh kah pata rajkumari chilane lagti hain



Rajkumari- didi wo dekho dragon wo hume kha lega mar dijiye ise abhi rajkumari or kuchh kahti uski najar kalika pe chali jati hain jo bilkul sarojni ki trh dikh rhi thi



Rajkumari kabhi sarojni ko dekhti to kabhi kalika or akhir me wo raja ko ghurte huye




Rajkumari- ye kon hain kalika ki trf ishare karte huye

Sarojni rajkumari ke ishare ke trf dekhti hain to usee bhi apni ankho pe vishwash nhi hota wo bhi kalika ko dekhne lagti hain.



Achanak kalika ki tantra tutti hain or bhagti huyi sarojni ke pass chilati huyi ati hain or gale lag jati.



Kalika- ddddiiiiiiiddddiiiii.
Ap aa gyi



Sarojni- main or tum.kon ho?



Raja- ye haddiyon ki maharani hain.




Kalika- didi apko to yaad hoga jab apka janm huya tha tab mani ke tukdon ke wajah se apka sarir do hishon me bat gya tha or wo do hissa




Friends ye kya bol rhi hain kalika kya do hisse hain sarojni ke agr he to kidhar hain or kon hain?

Jannae ke liye mere sath bane rhe
 
Member
104
46
30
Update 1

Brahmanf ki sabse khubsurat grah earth jo ek anant kabhi khatam na hone wali space me basa hain jo ek bahut hi rahsmaye hai. Jahan rojana koi na koi ghatna ghat hi jati hai. Issi dharti pe kayi mahapurush ne janm liya or iss dharti ko pure tinolokon me lok priye banaya. Issi dharti pe kayi aise jagah bhi hain jo insano se chhupi hui hain. Chali chalte hain story pe .
India ki sabse pavitr nadi ganga jo himalya se niklti hain. Jo kayi pahadon or kasbon se gujarti hain. Ganga nadi kayi hazaron se bahti ayi hain lekin is bar kuchh alag huye ek kale libash me ek mahila ek kothri ko ganga me baha deti hain.lekin ye us kothri me se kisi bacche ki rone ki awaz ati hain. Wo kayi chhote chhote pathron or pedon se takrati or tairti rhti hai. Kuchh durjane ke bad wo kothri ek kinare ke pass ped se jaa takrati or ruk jati hain. Thik usi samye kuchh bhediyon ka jhund wahan pani pine ata hain or rone ki awaz ko sunta hai. Un bedhiyon ka mukhiya us kothri ke pass pahunchta hain or kothri me bacche ko dekh muskurane lagta hain. Aur uske bad?


Update 2
Achanak pani pi rhe sabhi bhediyon ki najar unke mukhiya pe padti hain jo ek kinare chupchap khade muskura rhe hain or kothri nihar rhe hain. Tabhi sabhi bhediya wahan jata hain or kothri me muskura rhe bacche ko dekh kar hairan hote hai. Tab un mese ek bedhiya age badhta hain or apne mukhiya se puchhta hain.

Bedhiya 1- sardar ye baccha?
Sardar - sambha dekho duniya ka rakshak ne janm le liya hain.
Sambha - magar sardar ye to ek insani baccha hai. Ek insani baccha kaise humara rakshak ho sakta hain?
Sardar- ye insani baccha nhi hain ye asal me ye satya hain jo purv janm me pure brahmand ke rakshak hua karte the or unhe dokhe se unke karibi ne hi unhe mar diya tha. Ab hume bahas me smaye barbad nhi karna chahiye inhe surkshit rakhna hoga kyunki inke dushman jald hi apne tapasya jag jayenge or inhe khatam kar denge.
Sambha- sardar agar ye ek alokik hain to inko koi kaise mar sakta hain?
Sardar - isliye kyunki inki sakti abhi soyi huyi hain jabtak ye 18 year ke nhi ho jate tabtak ye ek mamuli insan hi rhenge.
Sambha - to hum kaise inhe surakshit rakh sakte hain jabki ap achhi trh se jante hain ki hum abhi bahut kamjor hai?
Sardar - iska upaye hain sambha meri beti pari or inki wife jin nurja. Hume unhe bulna padega wo hi hain jo inki madadt kar sakti hai.
Sambha - kya jin nurja inki wife hain? Wo to bahut khatarnak hai or humari dushman bhi. Or beti pari wo kaise inki raksha karegi wo to ek chhoti bacchi hain.
Sardar - haan. Mante hainki nurja humari dushman hain lekin ye bhi sach hain ki wo inki purv patni bhi hain. Or beti pari asal me uska janm inki raksha ke liye hi huya hain.
Sambha - thik hain sardar.
Iske bad sabhi bhediyen huuuu........ki awaj nikalne lagte hain.
Phir sardar us kothri ko apne danto me leke kinchhte huye use apne bedhiyon ke jhund ke pass chale jate hain .


Update 3
Sardar- malti idhar aao dekho humara rakshak aa gya hain.
Malti- kya sach me hume mukti dilane humare rakshak aa gya hain. Wo roti huyi bat kahti hain.
Sardar- haan malti wo aa gye hain.
Ye sab sunkar sabhi bedhiyon ka jhund ek baar phir khushi me huuuuuuu.... Karte hain. Is khushi ko dekhakr badal bhi meg barshana suru kar deta hai.
Tabhi usi waqt ek sundar white bedhiya wahan ati hain or dheere dheere bacche ke pass chali jati hain or bacche ko dekhkar bahut khush hoti hain or baccha bhi use dekhkar ek dil ko chhu jane wala smile deta hain.
Tabhi sardar malti ko kehte hain ki
Sardar- malti ab hume inki patni nurja ko yahan bulana hoga inki rukshaka ke liye.
Malti - hmm thik hain.
Sardar- aap sabhi apne apne ghar me chhip jaye ab main nurja jin ko bulane wala hun.
Sardar ki bat ko sunkar sabhi bedhiye apne apne ghar me chhip jate hain or rah jate hain wahan to sirf malti ,sardar,sundar pari, or wo baccha.
Lekin tabhi malti kahti hain ki.
Malti - suniye humare rakshak ka naam kya hain?
Sardar - ye adhikar sirf beti pari ka hain or nurja ka.
Malti- hmm .
Sardar- ye jin lok ki rani or rajkumari main bedhiyon ka vanshaj or unka sardar apka awahan karta hun. Ye brahamnd ki sabse saktishali jin nurja aap sigrh ati sigrh yahan prakat ho.
Tabhi ananyash asman me bijli chamkne lagti hain or ek bijli thik sardar ke samne girti hain. Dekhte hi dekhte wahan ek bishal kaye or bahut hi bhyankar darawan jin prakt hota hain jise dekh kar sabhi bedhiyon jo bahar ki or dekh rhe the wo dar ke mare chhip jate hain.
Tabhi wo jin ek garjana or bahut hi bhyankar awaj me
Jin - aaj tumhe main jinda nhi chhodungi.aaj tumhekoi nhi baccha sakta.
Sardar - maafi jin nurja . Humne apko isliye yaad kiya ki humare rakshak or apke pati ne janm le liye hain.
Nurja - kya wo laut aye jaldi batao wo kahan hain. Unko dekhe hazaro sal ho gye jaldi batao wo kahan hain. Ye kahte huye nurja rone lagti hain .
Rone ki awaj sunkar sabhi bhedhiye dheere dheere apne apne gharon se bahar nikal kar ate hain. Aur wo nurja ko rota dekhkar hairan ho jata hain aur sochne lagte hain jo jin itni saktishali hain jiske samne saikaron jin miti ke saman wo jin nurja ro rhi hain. Uske tapkte ashoonwon ko dekhakar wahan sabhi maujud yahan tak ki badal bhi rone lagta hai.
Tab sardar kahte hain.
Sardar- maharani sahiba wo wahan hain ek kothri ke taraf ishara karte huye kahte hain .
Nurja wo pagal si daud kar us kothri ke pass chali jati hai.wo pgli apne piya se milne ke liye is kadar utawali thi ki wo ye bhi bhool gyi ki wo ud bhi sakti hain.
Jab nurja us kothri ke pass jati or ek sundar se balak ko dekh kar or uske tej ko dekh kar achanak hi wo jor jor se raaaaaajjjjjjaaaaa... Kahte huye rone lagti hain.
Usko rota dekhkar pari or malti bine dare uske pass jakar use dilasha dene lagte hain . Jab woh sant hoti hain tab wo ek sundar si ladki ka roop le leti hain.jise dekh kar kuchh bedhiye soch me pad jate hain inti darawani dikhne wali jin asal me itni khubsurt hain .
Awesome bhai
 

Top