Fantasy THE EVIL (Completed)

Story achchhi hai

  • Story bahot achchhi hai

    Votes: 9 100.0%
  • Kam achchhi hai

    Votes: 0 0.0%
  • Achchhi nahi hai

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    9
Well-known member
1,167
1,335
143
age......

ab chalte hai Neha aur Megha ki taraf........

wo dono subah ko apne kamre mein neend se jagte hai.......to unhe raat ka ghatna thoda thoda yaad tha......unhe bas itna yaad tha ke......wo nashe mein thi..... kuch gunde unhe pareshan kar rahe the.......kisine unhe bachaya tha......iske baad ka unhe kuch bhi yaad nhi tha.......

wo dono iske bare mein soch rahe the......ke thabhi Megha boli......Nehu tujhe pata hai kya....wo ladka kaun tha......

Neha.....nhi re......main to puri nashe mein tun thi........

megha.....chal koi bat nhi.....mujhe lagta hai ke .....shayad humare ghar wale ko kuch bhi pata nhi chala hai.......lekin kaise......

Neha......chal pehle niche chalke dekhte hain.....

wo dono jab niche aayi to.....unhe apna bussiness aur badi didi ke bare mein pata chala........unhe bohot dukh hua......
unke ghar walo se baat ho hi rahi thi....ke main gate pe knock hua......


ek admi kuch papers leke aaye the.......

A.baap.....jo abhi wahi pe tha....apna ghar bech ke (jisme wo ek saal se reh rahe the......).....unhone wo papers......kholke dekhe...aur dham se gir pade......

yeh dekhke....chote chacha....unke pas gaye aur .....wo kagaj unke hath se leke padhne lage......unhe bhi jhatka laga.....

kyunki......wo kagaj mein bank ka loan chukane ke liye.....unke ghar ko nilam kiya jane wala tha.....

ab unke pas rehne ke liye bhi koi jagah nhi thi.....

wo to pehle se hi pareshan the.....unka bada bhai bhabhi aur pariwar ka kuch pata nhi chal raha tha......wo jaise gayab hi ho gaye the.......

A.baap....aur A.maa ko to pata tha.....ke yeh sab kyun aur kaun kar raha hai.....

lekin wo kuch kar bhi nhi sakte....

Neha Megha ko bhi yeh baatein pata chali to wo bhi pareshan the.....

wahi pas mein chhote chacha ke beta..roni...aur chachi khari thi....

Roni.......ko to jaise koi farak hi nhi pada........

dusri taraf chachi thodi pareshan thi.....

Tabhi A.mom ke phone pe phone aya.......

call.....

dusri taraf.....kaise ho behna....jija aur bache kaise hai....


yeh the Arin ka Mama.....inki hi family ek matr aise the jo Arin se nafrat nhi karta tha.....lekin apne behen ke wajah se Arin se pyar bhi nhi jata pata tha........

kahani pe chalte hai....

A.mom....apne bhai ki awaj sunke jo abtak unhone ansuon ka badh rok ke rakhe the.......wo chhut gaya.....aur wo rone lagi...
A.mama.....kya hua hai.....kuch to bol .....aise ro kyun rahi hai.....

A.mom.....bhaiya humare karmo ka fal mil raha hai hume......hume humare gunaho ki saja mil rahi hai.......

Phir wo rote rote apne bhaiya ko sab kuch bata diya......jo ab tak unke saath hua hai....

Unhe bhi dukh hua......sunke.....

sabse pehle Arin ke mama ne unlogon ko apne pas bulaya.....wahan pe rehne ke liye........phir unhone apni jaan pehchan se Apni bhanji ko chhudane ka intezam kiya......akhir wo bhi army mein Major the.......


abhi yeh log baat hi kar rahe the ke.....bahar gadiya ane lagi......
jisme se bank wale sath mein kuch officer aur nilami mein boli lagane wale aye the.....

Arin ki family bas chup chap.....dekh rahe the.....unke hath mein karne ko kuch nhi tha....siwaye tamasha dekhne ko........

boli lagana start hua....

sab ek ek karke boli lagane lage......

20cr....
phir .....30cr.....

phir......40.....crore....

auction wala abhi 40crore 1...2.....3 bolne hi wala tha ke.......10 black gadiya ate huye dikhi.....

jab gadiya....ruki.....to har gadiyi mein se guards ek hi tarah ke dress mein guns leke niche utre aur bich mein jo gadi thi usko gher liye......

phir us gadi ka gate khula.....aur usme se ek ladka nikla.....full black dress mein.....ankhon pe black goggles aur chehre pe rehsyamayi muskan.....

wo chalte huye ane laga aur ate huye hi bola........80crore....

phir Auction wala 80cr..1....2...3 bola aur wo ghar us ladke ka ho gaya......

sab log us ladke ko hi dekh rahe the......aur soch rahe the ke kaun hai yeh......

Arin ki family bhi dekh rahi thi.....tabhi unke hosh ud gaye jab us ladke ne apna. Chasma utara.....wo neeli neeli ankhein jo sirf unke jaan pehchan mein bas ek hi insaan ka tha......Arin ka......

Arin......sabke pas agaya....uske chari taraf guards the.......

tabhi ek banda....jo boli lagane aaya tha usne pucha.......beta yeh ghar 45cr ke upar ka nhi hai.....phir bhi tumne ise itne paise deke kyun kharida.......

Arin haste huye bola......yaha pe kutto ka ana mana hai.....to yeh ghar maine mere kutto ko rakhne ke liye kharida.......

Arrin ka Family bhi use dekh raha tha.......wo to hairan the use dekhke......Arin ko is tarah se dekhke....unhe apni ankhon pe biswas nhi ho raha tha.....

phir se ek bande ne pucha.....beta tum kaun ho.....

(sabhi log usse respect baat kar rahe the......reason....uska aane ka tarika....gadi aur guards ko dekhke sab samajh gaye the...ke yeh koi mamuli banda nhi hai......)

Arin ek rahasyamayi muskan ke sath thoda jorse bola.......Main hun Arin urf Aksh Malhotra......

A.A. Companies ka malik.......

yeh sunke sab hairan.....

Aur Arin ki family ki to ankhein hi fat ke bahar aane ko ho gayi......


Arin bas unke taraf dekhke muskura diyaa......mano yeh keh raha ho.....


kaisa laaga yeh wala jhatka.....


to be continued.......
 
Newbie
17
13
3
age......

ab chalte hai Neha aur Megha ki taraf........

wo dono subah ko apne kamre mein neend se jagte hai.......to unhe raat ka ghatna thoda thoda yaad tha......unhe bas itna yaad tha ke......wo nashe mein thi..... kuch gunde unhe pareshan kar rahe the.......kisine unhe bachaya tha......iske baad ka unhe kuch bhi yaad nhi tha.......

wo dono iske bare mein soch rahe the......ke thabhi Megha boli......Nehu tujhe pata hai kya....wo ladka kaun tha......

Neha.....nhi re......main to puri nashe mein tun thi........

megha.....chal koi bat nhi.....mujhe lagta hai ke .....shayad humare ghar wale ko kuch bhi pata nhi chala hai.......lekin kaise......

Neha......chal pehle niche chalke dekhte hain.....

wo dono jab niche aayi to.....unhe apna bussiness aur badi didi ke bare mein pata chala........unhe bohot dukh hua......
unke ghar walo se baat ho hi rahi thi....ke main gate pe knock hua......


ek admi kuch papers leke aaye the.......

A.baap.....jo abhi wahi pe tha....apna ghar bech ke (jisme wo ek saal se reh rahe the......).....unhone wo papers......kholke dekhe...aur dham se gir pade......

yeh dekhke....chote chacha....unke pas gaye aur .....wo kagaj unke hath se leke padhne lage......unhe bhi jhatka laga.....

kyunki......wo kagaj mein bank ka loan chukane ke liye.....unke ghar ko nilam kiya jane wala tha.....

ab unke pas rehne ke liye bhi koi jagah nhi thi.....

wo to pehle se hi pareshan the.....unka bada bhai bhabhi aur pariwar ka kuch pata nhi chal raha tha......wo jaise gayab hi ho gaye the.......

A.baap....aur A.maa ko to pata tha.....ke yeh sab kyun aur kaun kar raha hai.....

lekin wo kuch kar bhi nhi sakte....

Neha Megha ko bhi yeh baatein pata chali to wo bhi pareshan the.....

wahi pas mein chhote chacha ke beta..roni...aur chachi khari thi....

Roni.......ko to jaise koi farak hi nhi pada........

dusri taraf chachi thodi pareshan thi.....

Tabhi A.mom ke phone pe phone aya.......

call.....

dusri taraf.....kaise ho behna....jija aur bache kaise hai....


yeh the Arin ka Mama.....inki hi family ek matr aise the jo Arin se nafrat nhi karta tha.....lekin apne behen ke wajah se Arin se pyar bhi nhi jata pata tha........

kahani pe chalte hai....

A.mom....apne bhai ki awaj sunke jo abtak unhone ansuon ka badh rok ke rakhe the.......wo chhut gaya.....aur wo rone lagi...
A.mama.....kya hua hai.....kuch to bol .....aise ro kyun rahi hai.....

A.mom.....bhaiya humare karmo ka fal mil raha hai hume......hume humare gunaho ki saja mil rahi hai.......

Phir wo rote rote apne bhaiya ko sab kuch bata diya......jo ab tak unke saath hua hai....

Unhe bhi dukh hua......sunke.....

sabse pehle Arin ke mama ne unlogon ko apne pas bulaya.....wahan pe rehne ke liye........phir unhone apni jaan pehchan se Apni bhanji ko chhudane ka intezam kiya......akhir wo bhi army mein Major the.......


abhi yeh log baat hi kar rahe the ke.....bahar gadiya ane lagi......
jisme se bank wale sath mein kuch officer aur nilami mein boli lagane wale aye the.....

Arin ki family bas chup chap.....dekh rahe the.....unke hath mein karne ko kuch nhi tha....siwaye tamasha dekhne ko........

boli lagana start hua....

sab ek ek karke boli lagane lage......

20cr....
phir .....30cr.....

phir......40.....crore....

auction wala abhi 40crore 1...2.....3 bolne hi wala tha ke.......10 black gadiya ate huye dikhi.....

jab gadiya....ruki.....to har gadiyi mein se guards ek hi tarah ke dress mein guns leke niche utre aur bich mein jo gadi thi usko gher liye......

phir us gadi ka gate khula.....aur usme se ek ladka nikla.....full black dress mein.....ankhon pe black goggles aur chehre pe rehsyamayi muskan.....

wo chalte huye ane laga aur ate huye hi bola........80crore....

phir Auction wala 80cr..1....2...3 bola aur wo ghar us ladke ka ho gaya......

sab log us ladke ko hi dekh rahe the......aur soch rahe the ke kaun hai yeh......

Arin ki family bhi dekh rahi thi.....tabhi unke hosh ud gaye jab us ladke ne apna. Chasma utara.....wo neeli neeli ankhein jo sirf unke jaan pehchan mein bas ek hi insaan ka tha......Arin ka......

Arin......sabke pas agaya....uske chari taraf guards the.......

tabhi ek banda....jo boli lagane aaya tha usne pucha.......beta yeh ghar 45cr ke upar ka nhi hai.....phir bhi tumne ise itne paise deke kyun kharida.......

Arin haste huye bola......yaha pe kutto ka ana mana hai.....to yeh ghar maine mere kutto ko rakhne ke liye kharida.......

Arrin ka Family bhi use dekh raha tha.......wo to hairan the use dekhke......Arin ko is tarah se dekhke....unhe apni ankhon pe biswas nhi ho raha tha.....

phir se ek bande ne pucha.....beta tum kaun ho.....

(sabhi log usse respect baat kar rahe the......reason....uska aane ka tarika....gadi aur guards ko dekhke sab samajh gaye the...ke yeh koi mamuli banda nhi hai......)

Arin ek rahasyamayi muskan ke sath thoda jorse bola.......Main hun Arin urf Aksh Malhotra......

A.A. Companies ka malik.......

yeh sunke sab hairan.....

Aur Arin ki family ki to ankhein hi fat ke bahar aane ko ho gayi......


Arin bas unke taraf dekhke muskura diyaa......mano yeh keh raha ho.....


kaisa laaga yeh wala jhatka.....


to be continued.......
Nice Update
 
Well-known member
1,167
1,335
143
Update.......16

next.......

naya din .....naya suruwaat......Arin abhi soya hua hi tha ke......use kuch dikha sapne mein........

wo uth gaya ....usne soch liya tha ke usko ab age kya karna hai......


wahi.....Arin ki baki ke family uske mama ke pas shift ho gaye the.....kyunki unke pas abhi kuch bhi nhi tha.........
Aksara ko jab pata chala ke uske college wala ladka aur uska bhai ek hi hai......to use aur bhi gussa ane laga........use ab kaise bhi karke use sabak sikhana tha.........

tabhi uske phone mein uski saheli.....matlab Kashish....msg aya.....jisme use urgent bulaya tha Arin ke bare mein baat karne ke liye.......

wo Arin ka nam dekhte hi zyada kuch nhi sochi......aur nikal padi.......

1.30 ghante bad Aksara pohochi.....ek farmhouse ke samne.......yeh Samar ka hi tha.....wo pehle bhi kayi baar yaha aa chuki thi.....isliye use yahan ke guards jante the......wo bas yahan party karne ati thi.........

wo jab andar gayi.....to use waha pe kasish......aur samar ki gadi dikhi.....

wo andar jane lagi.....to gate lock nhi tha.....andar gayi to use koyi nhi dikha......

Aksara unhe dhoondne lagi......dhoondte dhoondte wo ek room ke pas aa gayi.....us room se kuch siskiyon ki awaj aa rahi thi.........

wo thodi chintit ho gayi....kyunki use laga shayad uske dost ko koyi pareshani huyi hai......ya koi chot lagi hai......

room ka darwaje ko hath lagaya to wo khul gaya.........

jab wo andar jane hi wali thi ke.....use uska naam sunayi diya.....jise sunke wo ruk gayi.....aur andar dekhne lagi.......
jab wo jhuk ke andar dekhi to uski saanse hi ruk gayi.......

wo awak aur thagi si andar dekhne lagi.......

andar uske dono dost......jo sage bhai behen bhi the......nange ek dusre mein gutham gutha hoke pare the......aur Aksara ke bare mein baat kar rahe the......

jab Aksara ko unki baat thik se pata chali to wo to aur bhi zyada shock ho gayi..........

andar.....

Samar......yr kasish ab to us Aksara ko apne niche lana hi padega......

Kasish....niche se dhakke lagate huye......haan bhai....kitne din se sali ki nkhre dekh rahi hun.....
sali ke pass ab to na koi paisa hai na koi power.....use to phasana hi padega......

samar.....ek kam kar use bula le aaj ........sali ko nashe mein lake chodenge......agar nhi degi....to tere pass to uski wo wali photos to hai hi.......

kasish .....haa sali ke nakhre bohot hai......agar wo us din nashe mein na hoti.....to yeh photos bhi na milte.....sali ko kitne mushkil ke bad pilaya tha......

samar....haan yr .....lekin hay re kismat.....mujhe usdin jana pada....nhi to sali ko usi din thok dalta......


Aksara to yeh sab sunke to jaise .....sunn ho gai thi.....use samajh hi nhi aa raha tha ke wo ab kya kare.......

wo bhi kuch soch neki halat mein hi thi.......wo bas itna hi soch rahi thi ke.......

uske sabse pyare dost.....uske sath aisa kaise kar sakte hai.....

wo abhi age kuch sochti ke uske hath se lagke pas mein rakha flower vase gir ke tut gaya.....jo ki gate ke pas rakhi ek almari ke upar rakha tha.....jiski awaj sunke.....wo dono bhi hadbada gaye.....aur thode dar bhi gaye.......

wo log jab Aksara ko dekhe to aur bhi zyada shock ho gaye.....

wo log apne safayi mein age kuch bolte.....ke Aksara apne ankhon mein aansoon aur gusse mein boli.....
tumlog itna ghatiya kaise ho sakte ho......tum dono sage bhai behen hoke bhi yeh kaam kar rahe ho...... Upar se mere bare mein itna ganda sochte huye tumhe sharam nhi aati..........

Aksara ki baat sunke unhe to pata chal gaya tha ke use sab kuch pata chal gaya hai........unke chehre pe abhi dar ke wajaye ek kamini smile thi.......

kasish ne samar ko ishara kiya.....to samar jhat se uthke gaya nanga hi.......aur Aksara ko pakad liya......

Aksara uske hath se chhutne ki kosish karne lagi......ke tabhi kasish ake use uske bal se pakad liya aur boli.......


sali bohot nakhre dekhe hai tere.....sali tere wajahse mujhe kitna zalil hona pada hai......koi bhi ladke mujhe nhi dekhte the....tere siwa....... Tere wajah se mere ghar wale bhi mujhe baatein sunate the....ke tu kitna sundar aur intelligent hai......

nafrat ho gayi hai mujhe tujhse....aaj tujhe sabak sikhaungi

yeh kehte kehte hi Kasish ne Aksara ko do char thappad laga diya tha......

Samar ne use ab piche se pakda hua tha.....Aksara bas kisi tarah unse chhut ke ghar jana chah rahi thi.......

Samar abhi Aksara ki dress phadne hi wala tha ke dhadam ke ek awaj huyi.....aur Arin siti bajate huye andar ghusa......

wo dono to Arin ko dekhke ekdum shock .......ke yeh banda yaha kaise aa sakta hai........

Aksara ko jab Arin dikha to wo Samar ke hath se chhutke jhat se Arin pas chali gayi.......

Arin use pakar ke bola......kaisi ho didi.....apne pyare pyare dosto ki harkat dekh aur sunke kaisa lag raha hai.......

Lekin Aksara kuch bol na saki.....wo bas roye jaa rahi thi....

Samar ko jab situation ka ahsas hua to.....usne jhat se pas padi apni pant pehen liya....aur bola......abe tu yaha kaise aa gaya.....aa to gaya hai lekin zinda nhi jaa payega.....

yeh bolte hi usne pas rakhi table ke drawer se apni gun nikal liya....

wo abhi gun Arin ke taraf karne hi wala tha ke....Arin uske samne khda tha......ekdum uske pas

Arin ne jhat se uska gun chhin liya.........aur mara ek punch.....woh wahi pe gir gaya.....

Kasish yeh sab dekhke puchi....kyu. Kar rahe hi tum yeh sab .....kya bigada hai humne tera......use pata chal gaya tha ke Arin koi mamoli banda nhi hai.....

Arin muskurate huye bola......ek masoom ka khoon tumne itni zaldi bhula diya......bhul gaye kya....Aksh yeh naam.......

Kasish yeh sunke aut bhi zyada hairan ho gayi......

Arin phir se bola......bhul gaye to koi baat nhi....yaad dilane hi to aya hun........

chaliye thodi flashback mein chalte hai.......

Arin jab apne ghar se bhaga tha....to wo daudte daudte ek jagah jake behosh ho gaya tha......subah jab uski ankh khuli to ek room mein tha to uske pas koi uske hi umar ka ek ladka baitha hua tha.....

usse Arin ko pata chala....ke wo ek anath ashram mein hai.......aur ladke ka naam hai....Rohit......

Arin use batata hai.....ke uska duniya mein koyi nhi hai.....

phir Arin wahi pe rehne laga.....uska result bohot acha tha isliye use ek ache school mein scholarship bhi mil gayi.......Rohit bhi padhne mein acha tha.......use bhi Arin ke sath hi scholarship mil gayi thi.....

wo dono bohot hi ache dost ban gaye the.....aisa kehna galat nhi hoga.....wo dono ek dusre ki jaan the........

wo dono hi ab apne life se khush tha.....Arin bhi apni pichli zindagi kuch had tak bhula diya tha......


isi bich inke zindagi mein aya Samar aur Kasish........

school mein Arin ka inse panga ho gaya.......yeh dono Arin se jalte the...kyunki wo padhayi mein acha tha.....aur school ka chaheta bhi ban gaya tha.......

wo use nicha dikhane ka koi bhi mauka nhi chhodte the........

jab Arin class 11 mein tha tab use ek ladki se pyar ho gaya......use yeh nhi pata thi ke yeh Samar aur Kasish ki chal thi........

jab usne us ladki ko propose karne gaya to us ladki ne bohot jalil kiya....bohot .kuch sunaya......

kisi tarah Rohit ko jab puri baat ki sachai pata chali to wo Samar ke pas chala gaya use confront karne.....
lekin unhone kuch bhi manne se inkar kar diya.....

upar se jab baat bigad gayi.....to galti se Samar ke hathon Rohit ka khoon ho gaya.......isme Kasish bhi samil thi.........

Rohit ki lash ko unhone.....Ashram ke bahar fek diya....

Arin uske maut se bohot roya ......bohot chillaya......

thodi din bad Arin ko jab Rohit ke murder ka pata chala.....tab use bohot hi jyada gussa aa gaya....

kyunki rohit uska bhai tha......uske jane ke baad to jaise use ab jine ki koi icha hi nhi thi......

Arin ko ekdin us ladki ne ek pahad ke pas bulaya milne ko.........

jab waha pe wo gaya to.....waha pe Samar aur Kasish bhi thi....aut sath mein kuch gundey......

Samar aur Kasish ne sab kuch bataya ke kaise....unohone us ladki ko laya tha.....aur use phasaya tha......

uske baad unhone Arin ko bohot mara .......Arin bhi gusse mein unse ake lada.....lekin wo kya hi kar sakta tha......ke tabhi wo unpar bhari par hi raha tha ke......piche se usi ladki ne uske sar par lohe ke rode se war kiya.......

Arin ke ankhon ke samne andhera chhane laga......aur wo wahi pe baith gaya......

tabhi kuch gunde use....utha ke usi pahad ke pas ek khai thi......usme fekne ke liye use utha ke le jane laga........jab unhone Arin ko fekne wale the.....tab Arin bola tha.....main wapas aunga......tum sabki maut banke.......

end flashback...


Kasish ko sab kuch yaad ate hi use jor ka jhatka laga......use kabhi laga nhi tha ke......koi maut ke muh se wapas aa sakta hai....

lekin idhar to maut khud jiske niche rehti hai....use wo kya hi karega....


Arin ne gun ko apne haathon mein liya.......aur Samar ko shoot kar diya......

Kasish yeh dekhke daud ke uske pas ayi .....aur pakad ke rone lagi....


Arin bola......tujhe aaj nhi maroonga.....apne bhai ke maut ke baad ab tu tadap tadap ke jiyegi.....

jaise main jiya tha.....rohit ke maut ke baad.....

aur haan jab badla lene ka man kare to ajana.....

Im waiting................

yeh bolke wo wahan se nikal gaya.....piche piche Aksara bhi......
 
Well-known member
1,167
1,335
143
Update......17

Arin Aksara ko leke waha se nikal ke apne car ke pas aya aur bola.......tumne kabhi mujhe pyar diya tha ......isliye tumhe bachaya...koi ehsan nhi kiya......

Aksara bas chup chap thi uske ankhon se abhi bhi ansoon beh rahe the......

Arin fir bina kuch bile waha se nikal gaya.....Aksra bhi thodi der bad waha se chaali gayi....


aur andar Kasish apne bhai ki lash ko pakad ke roye jaa rahi thi.....use ab Arin pe bohot hi zyada gussa aa raha tha.....wo to pehle se hi usse nafrat karne lagi thi....


kehte hai na insan ko apna pichhwada aur apni galtiya kabhi bhi nhi dikhti..


udhar Arin ke mama ko bhi Arin ka lautne ka pata chal chuka tha.....unhe yeh bhi pata chal chuka tha ke Arin abhi ek bohot hi bada admi hai.....ustak pohoch pana itna asan nhi hai.......


phir usdin kuch khas nhi hua......

raat ke waqt Arin apne bistar pe leta hua tha....tabhi uske pas kisi ka saya prakat hua.....dekhte hi dekhte wo saya ek jeeb ka akar lene laga.....wo jeeb dekhne mein kuch aisa tha......

Arin to chain se so raha tha......

wo jeeb dheere dheere Arin ke pas aya aur use uthake gayab ho gaya.....

lekin.....wo jaha jana chahta tha waha jaa nhi saka......

jab usne samne dekha to use jor ka jhatka laga.....kyun....kyunki uske samne khada tha....the Almighty Emperor.....jo ek dragon the....



emperor ne samne hawa mein latke huye bande ko dekhte huye niche jhuk gaya.....

aur tabhi Arin bhi apni ankhein masalte huye jag gaya....aur bola....

kya yaar emperor iske sath thoda khel raha tha...tum bhi na sara khel bigad diya.....

jo jib to bas awaak sa sab kuch dekh raha tha....usne Emperor ke bare mein suna jaroor tha.... Emperor pure universe ke 3 taqatwar rajao mese ek tha....lekin wo ek insan ke samne jhuk raha tha....yeh baat use aur bhi zyada hairan kar raha tha......


wo age kuch sochta ....usse pehle hi emperor bol pade......My lord...mafi chahunga...lekin abhi us kam ka waqt nhi hai....aur bhi zaroori kam hai...main to bas apko suchit karne aya tha.....apke pita ka hukam hai....balance bigad raha hai....use sahi kijiye....

yeh sunte hi Arin serious ho gaya....aur khada ho gaya.....usne apni ankhein band ki ....jab apne ankhein kholi to wo ek aise roop mein the.....


wo jeeb to Arin ka roop dekhte hi thar thar karke kampne laga.....use lag raha tha ke usne apni zindagi ki sabse badi bhul ki hai.....

wo jhat se apne ghutno pe baith gaya .....aur apni hi language mein bolne laga.....my lord ...mujhe maaf kar dijiye my ....lord...maine apko pehchana nhi tha.....main to bas apne malik ka adesh man raha tha....mujhe maf kar dijiye.....


wo bohot hi zyada dar gaya tha....kyunki uske samne khada tha.....LORD CHAOS..

universe ke sabse taqatwar beings mein se ek.....jo khud chaos,hatasha,dukh,aur arjakata ka pratiroop tha....

Arin muskuraya aur bola....hume malum hai tum kaun ho....aur tumhara malik kaun hai....hum to bas khel rahe the...

jald hi tumhari malik se mulakat hogi....

wo bolke Arin ne ishara kiya....to wo waha se gayab ho gyaa......

Emperor abhi bhi niche jhuke huye the.....

Arin unhe dekhke bola....chaliye emperor aj us Crawler se bhi mil lete hai....

phir Arin waha se emperor ke sath nikal gya.....aur pohocha ek aisi jagah....jaha pe har jagah bas hahakar machi huyi thi......log cheekh rahe the chilla rahe the...rehem ki bheekh mang rahe the.....aur unpe kuch jeeb atyachar kar raha tha......

Arin jab waha pe phocha....tabhi uske samne prakat hua.....Crawler... Conquerer of the worlds....jise bas is duniya pe raaj karna hai....

Crawler....kya baat hai..aj to meri kismat hi khul gayi....Lord Chaos khud mere pas aa gaye hai....aur sath mein Emperor bhi....

Lord.....Crawler yeh sab chhod do....chale. Jao yahan se....abhi bhi kuch nhi bidga hai....hum tumhe baksh rahe hai....

Crawler.....jo ab gusse mein aa gaya tha...bola....aa sun ...lord hoga tu kahin aur ka ...yahan pe mera raaz chalta hai....nikal ja yahan se shayad mein tujhe chhor dun...


Emperor to apne lord ki beizzati sunke hi gusse mein aa gaya tha.....wo abhi age barhne hi wala tha....ke Lord ne use rok diya...

wo haste huye bole....murkh apne taqat ke ahankar mein tune bohot baadi galti kar diya....aj tera akhri din hai....

yeh bolte hi...usne chutki bajayi....aur wo is roop mein aa gaya....
uske hath mein tha....Sword of Eternity....

Crawler abhi age kuch bolta usse pehle hi....ek slash....aur Crawler ka namo nishan pure existance hi mit gaya.....

Lord bola....kitni dukh ki baat hai....hum apne taqat ke ahankar mei. Itna bhi bhul jate hai ke humse bhi bara koi hai...

yeh bolke usne ek chutki bajayi.....aur sath hi waha pe jitne bhi jeev logon pe atyachar kar raha tha wo rakh mein mil gaye.......

Emperor ....lord ke samne jhuk ke bola....Lord ap wapas aa jaiye...apka mehel apka Rajya apka intezar kar raha hai....

Lord bas itna hi bole ke....abhi waqt hai....meri kuch zimedari hai prithbi pe....unhe bhi pura karna hai....


yeh bolke wo gayab hoke apne room mein aa gaya aur apne insani room mein aa gaya...

aur man mein kuch sochte huye phir se so gaya...


subah wo utha aur socha .....chalo inka bhi kam jaldi se khatam karte hai....

ab wo aisa kyun socha aur kyun bola.....yeh to age hi pata chalega.....


to be continued
 
Well-known member
1,167
1,335
143
update......18

Aage....

morning ko Arin soke utha.....aur breakfast wagera karke college ke liye nikal gaya......


idhar Arin ke mama ke ghar mein ab tak sabko pata chal chuka tha ke Amar lapata hai.....uska koi bhi pata nhi chal raha tha.....wo log pehle dhyan nhi diye the kyunki Amar pehle bhi aise 3-4 din gayab rehta tha....

Arin ka didi jabse jail se ayi thi ....wo bohot dari huyi rehti thi....

Aksara bhi chup chap thi....kisise zyada baat nhi kar rahi thi.......

inke sath pure pariwar wale bhi pareshan the ....unhe bas yahi dar ab laga rehta hai ke ....pata nhi kab kahan se kya ho jaye.....kaunse jhatke lage unhe......

Arin ka bada chacha to pehle se hi missing hai....Arin ke baki pariwar wale unhe dhoondne ki bhi kosish ki lekin kuch bhi hath nhi laga.......

chhote chacha aur chachi bhi Arin ke mama ke ghar mein reh rahe the....


ab chalte hai college mein....

Arin jab college pohocha.....to use samne hi Maya dikhi.....jo thodi pareshan thi....

Maya ne jab Arin ko dekha to....wo uske pas ane laagi....

maya Arin ke pas ake boli......kya main tumse thodi der baat kar sakti hoon.....mujhe kuch puchna hai....


Arin thoda muskura ke jawab diya....haa kyun nhi....


wo log canteen mein gaye....aur ek side mein khali table pe baith gaye.......

Thodi der Maya chup rahi fir usne puch hi liya.....

......kaun ho tum....kyun tumne usdin wo batatein boli.....


Main kaun hun yeh baatein maine nhi rakhta .....maine rakhta hai...tumne kiya kya tha......aur kyun.....

Arin sapat lehje mein bola.......

Maya.....main wahi to puch rahi hun.....maine kya kiya hai...???

Arin .....kya baat hai...kisi bekasoor ki jaan leke....tum itni asani se use bhool gayi....kya baat.hai

bhool gayi kya wo pyar karne wale ko.....jisne tere liye apne bhai jaise dost se bhi jhagra kar liya tha......tere liye usne gundo se bhi lad gaya tha...teri izzat bachane ki khatir........tere liye usne maut se bhi kad gaya tha....goli khake....


lekin tumne kya kiya.....us masoom ko dhoka diya.....use marke khai mein fek diya....


yeh baatein sunte hi Maya shock .....use sab kuch yaad tha.....jab Arin khai se gir gaya tha.....uske baad use raat ko Arin ka masoom sa chehra dikhta tha.......

wo chehra use darati thi.....paison ke kiye usne jo gunnah kiya tha.....use thik se jine nhi de rhi thi...


use bas ek hi baat satati thi ke....usne ek masoom ka khoon kiya hai.....wo ek aiyash kisam ki ladki thi.....lekin jab se Arin khai mein gira tha.....uska lifestyle badal gaya tha......wo andar hi andar ghut rahi thi...

use Arin aur uska pyar bar bar yaad ati thi.......use ab pachtawa tha....apne pyar ko khone ki.....

apne hi hatho aone pyar ki khoon karne ki......


Maya ke ankhon se jhar jhar karke ansoon girne lage......


usne Arin ke khai me girne ke baad se apni zindagi badal ni suru kar di thi.....wo dheere dheere achai ke taraf ane lagi thi.......wo ab paison ke liye bura kam bhi karna chhod chuki thi.....

lekin......


Arin emotionless hoke bola.....haan maya Main hi hoon Aksh.....jisko tumne mara tha........apne hi hatho se.....main ab Aksh nhi hun......Main hun Arin....

maim wapas aya hun sabhi se apna hisab chukta karne....

wo thoda rukke bola.....shayad tumko Samar ka news mil chuka hoga......
maine socha tha tum badal gayi ho.....tumhe ek mauka dunga....

lekin nhi.....tumne lalach meim ake phir se wahi karne ja rahi thi.....jiske liye tum aaj tak pachta rahi ho....


Maya ankhon mein ansoon liye....aur thar tharati huyi awaj mein boli.......main bohot galat thi.....mujhe mere galati ka ehsas hai..... Please mujhe maf kardo....

main tumse pyar karti hun....jab tum gye to tab mujhe mera pyar ka ehsas hua.....

mujhe maf kar do....


usne hath jor ke boli.....

Canteen ke sabhi log uski taraf dekh rahe the.....

Arin phir se sard lehje mein bola.....galati......tumne galati nhi Gunaah kiya hai.......

main wapas lauta hun to sirf.....badla...saja dene ke liye.....

tumhe to saja milegi hi....

sath mein tumhare pyare chhote bhai ko bhi.....jo abhi hospital mein admit hai......


Maya....yeh sunke thodi sakte mein aa gayi.....nhi nhi nhi jo bhi saja dena hai mujhe do....main har saja bhugatne ko taiyar hun.....lekin meri bhai ko kuch mat karo.....

Arin ke face pe ab ek shaitani hasi thi......wo thoda haste huye bola.....bekasoor....kya Rohit bekasoor nhi tha....jise tumne apne hatho se mara tha.....

yeh sunke to aur bhi zyada chowk gayi....kyunki kisiko bhi nhi pata tha ke usne Rohit ko mara tha.....

sabko yahi pata tha ke Rohit ne suicide ki thi...drugs na milne ki wajah se.....


lekin asal mein to Samar Kasish aur Maya ne milke pehle Rohit ko jabardasti drugs ka nasha karwaya tha aur phir maya ne khud .......Rohit ka hath ka nash kata tha....


Maya rone lagi gidgidane lagi......wo abhi mafi ki bheekh mangne lagi.....

Arin phir se bola......dekho aaj tum kaise mere samne gidgida rahi ho.....bheekh man rahi ho....

ekdin maine bhi aise hi hal mein tha....lekin tumne mujhe zalil kiya tha.......main bhi roya tha .....bhekh mangi thi....


Aj dekho tum kahan pe ho..sab tumhe hi dekh rahe hai....

saja to tumhe milegi.....barabar milegi.....aur tumhare bhai ko bhi....


tumhein marne nhi doonga....na jine doonga....jidhar bhi jaogi....tumhara picha kabhi bhi nhi chhodunga......


yeh sab bolke Arin waha se uth ke jane laga....


Maya ko jab ehsash hua ke Arin ja raha hai.....tab wo uske piche bhagi..

bhagte bhagte huye hi wo gir gayi.....aur jor jor se rote huye boli.....mujhe maaf kardo .....mujhe maf kardo....mere se galti ho gayi hai......mujhe maaf kar do.....

lekin Arin kuch nhi suna....apni gadi leke nikal gaya


Arin abhi gadi mein tha uske chehre pe ek darawani muskan thi....

wo kuch soch raha tha.....sochte sochte hi bola......aa raha hun tere pas ......andhere ke piche bohot chhup liya....ab aur nhi.....



idhar Amar abhi bhi kaid tha......wo room mein bnd tha....tabhi bahar se ek admi khana leke aya......

Amar ne us behosh karke....waha se bhag nikla....


lekin tajjub ki baat yeh thi ki.....naa to koi waha pe tha.....na use koi rokne aya....

lekin Amar to apni ajadi ke khusi mein itna magan tha ke usne is baat pe gour hi nhi kiya.......


wo kisi tarha apne purane ghar pohocha.....to gate ke samne khre shaks ko dekhke shock aur thoda dar bhi gaya..........

aur bola....


tum yaha kaise.....


to be continued
 

Top