- 1,621
- 5,929
- 143
Waise is kahani me fasaad ki jad wo ladki thi. Ek baar vijay ke sath kar leti to kya bigad jata.Ye tanj aacha tha akasar hum isse bharam mai rahte hai ki humara apne hai par sach toh ye hai ki humare maa baap ke alawa shayad hi koe hoga jise humare hone ya na hone se farq padeta hai.
Wo kya kahte hai,
Duniya mai bhagwaan har jagah nahin rah sakta isse liye ussne maa baap banae aur ussi tarah duniya mai shaitaan bhi har jagah nahin rah sakta isse liye ussne rishtedaar banae.