Ninja EGO SiddHart XP 007
Aap dono ka sukriya doston ummid hai jaldi hi fir se sab sath hongen filhaal Destiny Akash ⚜️ friends ab jimmedari badh gayi jhadu poncha khana banana aur sab intjaam dekhna
Are yaar mod bana rahe ho to kuch mahine bhi do tabhi koi dhyan dega nahi har baar yehi hoga jo koi bhi aayega jab tak uske pass time rahega rahega phir chala jayega
Teen mahine se uska kuch pata nai rahta kinna time den aur agar wo chahega to wapas join kar lega simple si baat hai usko samjha diya hai bekaar me staaf tag lekar pada rahe fayda kya hai bhai