Fantasy Dark Love (Completed)

Eaten Alive
4,118
4,183
143
Update 11 antim adhyay

1) jaisi karni waisi bharni.... Vampire ke samrat anant ne jo gunah kiya tha usko uski saza to milni thi...
waise khoon pina uski fitarat mein tha aur jinda rehne ke liye bhi.... Lekin usne ek rishi ki premika ko shikaar banaya... jiska khamiyaza ushe to bhugatna hi tha....
par behad afsos ki baat ye ki uske dwara kiye gaye us gunaah ki asal saza ya yun kahi jaaye ki balidaan to dhruv ne diya... taaki anant jinda ho sake phir se ...
= anyaay to dhruv ke sath hi hua na :bat:

2) mana ki sabhi readers yahi kahenge ki... Megha kitni mahan hai, ye hai, wo hai... blah, blah..
lekin.... Ji nahi ... Meri nazar mein wo khadi nahi utar paayi..
pehli baat to wo us saat din mein hi keh sakti ki dhruv ki jaan ko khatra hai uske bhai se... isliye door rehna hi behtar hai..
Aur ye kaisa suraksha kavas tha...damn it 2 saal bhi thik nahi paya... kabhi kabhi shaq karne jee kare ki kahi duplicate kavas to nahi chadha diya...
aur aakhir mein update 10 mein saaf kahi gayi hai ye baat ki Anant ko jagane ke liye dhruv ke sath megha ka khoon milake dena hoga... Lekin yahan to bas dhruv ka sara khoon chus liya lekin megha se ek bhi boond khoon nahi nikala gaya...

= yaani baat saaf hai, anyaay sirf dhruv ke sath ..

3) ismein koi shaq nahi ki dhruv jaisa shayad hi koi emotional banda ho...sath hi wo ek bahot achha aur naik dil insaan bhi hai ... Loyalty uski sabse badi quality usme... Jisko chaha, pyar kiya usko akhiri dum tak chahta rahega... yahan tak ki uske liye kuch bhi kar gujar jaane ke liye piche nahi hatega wo...
par aksar aise insaan se hi hamesha se hi jindagi parikshayein leti hai...
aur aaj dhruv ne balidaan deke us pariksha mein paas bhi ho gaya apitu usne ye dikha diya ki uske liye uska pyar kya maayne rakhti hai...
= is point pe uske sath ek nyay hua... marne baad bhi ushe wapas duniya mein bhej diya gaya... shayad upar wale ne bhi megha prati dhruv ka jo pyar hai usko sikriti de di....

4) kuch cheeje ansuljhi rahi...
Mana ki kheti bari karke dhruv Gujara kar lega lekin megha to insaan hai nahi to wo khet bari karne ki baat kyun keh rahi thi... Kya ab se wo bhi daal chawal, sabji ye sab khane wali hai...
aur dono itne door kyun chale aaye... aakhir jarurat hi kya thi aane ki... Waha anant ke paas rehte to mast life hoti raja raani ki tarah...

5) Dhruv aur megha....
Actually dhruv ko shayad jindagi mein kabhi kisi se itna care ya pyar nahi mila.... jab megha itna kuch kiya to dhire dhire uske prati dhruv ki chaahat badhti chali gayi..
Aur Megha ..megha hairaan thi ki jaha insaan vampire ko dekh darte the... nafrat karte the... Wohi dhruv sachhayi jaanne ke baad bhi uski chahat mein kami na aayi... yahi pe uska dil pighal gaya... aur jis tarah se dar dar bhatakte huye megha ko talaashta rehta wo, shayad uski ye mohabbat ushe aur kayal kar diya dhruv ke prati...
Dekha jaaye to do adhure logo ko sahara mil gaya ek duje ke ho ke... I mean to say dono ki jindagi mein ek bahot badi kami thi.. jab dono ek huye to wo kami khatam ho gayi aur dono paripurn ho gaye ...
Kahani ka ant sukhdayak hai... haan kuch kamiya,aapurti baaki reh gayi... lekin jab megha aur dhruv ek dusre ke sath khush hai to in sabhi kamiyo ka koi mol nahi ...
Pasandida kirdaar?

Dhruv....jab tak jinda raha tut kar pyar karta raha megha ko aur marne ke baad bhi apne pyar ko Amar kar gaya ... uski pyar mein itni tatak thi ki khud upar wale uske pyar ko sikriti deke wapas dharti bhej diya megha ke paas...
. sachhe pyaar ki Kimat samjha gayi.. bin nisha shayad karan samajh pata is baar ki ahmiyat ko..

kahani vastavik lagi....?

Nahi... pehli baat to ye paranormal activities pe vishvas nahi hai.. aur rahi baat hero ka yun ek vampire ke sath pyar karna ...
Khair...
Haan ek kahani taur in dono kirdaaro ke pyar ko dekh sachme achha laga ..

Sabse dukhad aur tanavpurn drishya?

jab dhruv mar raha tha... I thought ki ek aur pyar ki kahani bhi adhuri reh jaayegi viraj aur vidhi ki tarah :sigh2:

kya kahani ne aapko hanshaya ya rulaya...?

ab kya bolu.... bas itni si hi baat hai ki jo bhi read kare do bund aansu jarur ankhon se nikle.. Jo dard Dhruv aur megha ne sahe beete do saal mein us dard se judne ko jee kare.. mehsus karne ko dil kare..

kya kahani ne ant tak aapko kahani ke sath jude rehne ko majboor kiya...?

My as usual dialogue......shat pratishat.... aur shayad aage bhi kayi baar padhu is kahani ko... readers ke yahi bolu ki ek baar aap jarur padhiye is kahani ko.... aap log jitni baar padhenge is kahani utni aapke dil ke karib hoti jayegi ye kahani....

Writer sahab kahani ke jariye yeh dikhane ki koshish ki hai ki pyar ki taakat kya hoti hai...pyar uch nich jaat paat nahi maanta..pyar to bas ho jaata hai..haan yaha bas dhruv jisko chaaha wo insaan nahi tha lekin apne pyar se us kami ko bhi pura kar liya...kyun ki kuch to arth ya udeshya hoga us upar wale ka jo dhruv ki jindagi megha ko laane ki.. Shayad dhruv aur megha dono hi ek dusre ke liye hi bane the..

Dusri baat balidaan aur tyaag....pyar sirf paane ka naam nahi hai...balidaan aur tyag bhi karna padta hai .. isko bahot saralat se writer sahab ne darshaya hai...

Akhir mein kuch shabd TheBlackBlood ji ke liye ... Jaise ki 2019 mein ek naya sansaar ke end mein maine kahi thi , aaj bhi meri mat wohi hai...aapki Kayi stories read ki hai sab ek se badhkar ek hai... lekin ye kahani unsab se hatakar hai... Agar kayi saal baad bhi koi reader aake aapki ye kahani padhe yehi kahenge ki wah kahani ho to aisi.... jo ek bahot hi arthpurn sikh de jaaye aur sakth se sakth dilwalo ko bhi bhavuk kar jaaye..
sukriya aapko... is sandaar kahani ko likhke humare samne pesh karne ke liye.. aur jis udasya se aapne is kahani ko pesh ki hai wo sarthak rahe. :bow2:
Brilliant story line with awesome writing skills :applause: :applause: :applause: :applause:
 
Bᴇ Cᴏɴғɪᴅᴇɴᴛ...☜ 😎
1,621
5,929

Thanks for this beautiful feedback :hug2:
 
Top