UPDATE 2
Main apni behen ki laash ko uthaya
aur laake gaadi mein daal diya
sukhiya...yeh kaun hai
main kuchh nahi bola
aur phir wapas gaya
dono bag uthaye
ek jo main laaya tha
dusra jo mujhe Thakur ko dena tha
woh dono bag mein gaadi mein daal diya
sukhiya..yeh tere maathe mein chhed kaisa hai
aur yeh ladki kaun hai
humein toh ek hi bag le jaana tha
yeh dusra bag kahan se aaya
main..wapas chal
kareeb 4 ghante baad hum wapas haveli pahunche
thakur bhi chaunk gaya mere maathe mein chhed dekhke
use yakeen nahi ho raha tha
apni aankho pe
main..woh log bag dene se mana kar rahe the
isi liye un sabko maar diya
aur dono bag le aaya
thakur is baat se bahut khush hua
thakur..theek hai ab tum.jaa sakte ho
main..jis gaadi mein main gaya tha
woh gaadi mujhe chahiye
yeh sunke thakur ka chhota beta
bol pada
kutte apni aukaat mein reh
warna zinda nahi bachega
main muskura diya
chhote Thakur
yeh sar mein chhed dekh rahe ho
yeh goli se bana hai
mujhse faaltu bolne se pehle hazaar baar soch lena
ki anjaam kya hoga
main ajay hoon amar hoon
main mar nahi sakta
yeh bolke main apni shirt utaar diya
body mein 17 goli lagi thi
main..samajh rahe ho
tabhi thakur ka bada beta bol pada
Arjun woh chhota hai tum jaao
aur main wahan se nikal gaya
thakur...ajit kitni baar kaha hai
ki soch samajhke bola karo
Ajit.. pitaji aaj tak kisi gaon waale ki himmat nahi hui
ki woh humare saamne sar bhi utha sake
aur isne aapse gaadi maang li
ravindra.. chhote bhai
yeh ladka humein crorepati se arabpati banayega
yeh Brahmāstra hai
lekin wohin thakur apni soch mein dooba hua tha
ravindra.. kya hua pitaji
thakur..kuchh nahi beta
Ajit kabhi bhi tum is ladke se baat nahi karoge
yeh humara aadesh hai
Ajit kuchh nahi bola
main bhi kabhi kabhi tractor chalata tha
isi liye mujhe gaadi chalani aati thi
main apni behen ki laash ko apne ghar leke pahuncha
mujhe dekhte hi sab mere paas aagaye
maine apne sar pe patti baandh li thi
aur kapde bhi badal liye the
maa rote hue mujhse lipat gayi
maa..kahan tha mere laal
mujhe bahut dar lag raha tha
main..theek hoon maa
madhuri..bhai tu theek toh hai
tujhe kuchh hua toh nahi
main..theek hooon didi
tere chehre pe chot ke nishaan kyun hain beta
sadhna chachi ghabrate hue puchhi
sheetal rone lagi
main.. theek hoon gudiya
aur main uske sar pe hath fer diya
main bahar gaya
maa..kahan jaa raha hai beta
main meera ki laash ko andar leke gaya
sab chaunk gaye
ek ladki ki laash ko mere hathon mein dekhkar
maa ki aankho se aansu behne lage
madhuri..yeh kaun hai
main..raaste pe padi mili mujhe yeh
maa..pata nahi kis jaanwar ne is phool si bachchi ka yeh haal kiya
bhagwan use kabhi khushi na de
tabhi daadi daudti hui aayi
aur mere chehre pe hath ferne lagi
daadi..beta tu theek toh hai
kuchh hua toh nahi
mere laal main bahut ghabra gayi thi
meri aankho mein khoon utar aaya
mere jabde bheench gaye the
main ek khaat pe meera ko lita diya
kuchh der baad daadi mere liye khana leke aayi
daadi..le beta khana khaa le
main..bhukh nahi hai
daadi..beta khaa lena
tujhe toh pata hai
ki agar tu nahi khaayega
toh main bhi nahi khaaungi
main..cheekhte hue..kaha na bhukh nahi hai
yeh sunke maa mere paas aayi
aur mujhe thappad maar di
maa..kya tareeka hai baat karne ka
maafi maang amma ji se
main kuchh nahi bola
daadi..mere bete pe dobara hath nahi uthana
warna teri taangein tod dungi
jaa ab yahan se
maa chali gayi
us raat main nahi khaaya khana
toh kisi ne bhi nahi khaaya
subah hote hi main meera ko shamshaan le gaya
aur uska antim sanskar kar diya
kaise batata main maa ko
ki maine hi uski khoyi hui beti ko jaan se maar diya
main uske jalti hui chita ke paas baitha rota raha
aise hi kayi din gujar gaye
maa..beta tu school nahi jaata
kya baat hai
main..man nahi karta maa
maa...aisa mat bol beta
badi mushkil se sab tujhe padha rahe hain
agar school nahi jaayega
toh hum sabki ummido ka kya hoga
tabhi sadhna chachi mere paas aagayi
sadhna..beta bahar woh gaadi kiski hai
main..meri hai
sadhna.. lekin tere paas gaadi kahan se aayi
main.. thakur ne di hai
maa.. thakur ne di hai
kyun di hai
aur tu uske paas Kyu gaya tha
main..maa pareshan mat karo
daadi.. Kyu pareshan kar rahi ho use
chalo jaao yahan se
shaam ko chhote chacha aaye
daaru peeke
aur aangan mein khaat pe baith gaye
hardev..jaya rekha
kahan mar gayi dono
dono bhagati hui chacha ke paas pahunchi
hardev..khana tumhara baap dega
jaldi khana do
daadi..hardev beta
hardev.. bolo maa
daadi..teri shaadi ke liye baat chala rahi hoon
kal ladki waalo ke yaha. jaana hai
hardev..chal lunga maa
dono chachi ki shakal rone jaisi ho gayi
chhote chacha bade chacha se jyada kamate the
kyunki thakur ke kheto ki dekhbhaal karte the woh
apni maa se baatein karte waqt theek rehta tha woh
lekin apni biwiyo se baat karne ki tameez nahi thi use
kuchh der baad bade chacha bhi aagaye
main apne room mein aagaya
ek hi room mein hum sab rehte the
main meri maa meri Madhuri didi aur gudiya
main let gaya
raat ko kareeb 9 baje ranjeet aaya ghar pe
munh hath dhoke khaana khaya
aur phir apne room mein chala gaya
sadhna apne room mein hi baithi thi
kuchh der baad ranjeet ne sadhna ki chudai shuru kar di
sadhna ko bahut maza aaraha tha
apne pati ke 4 inch ke laude se chudne mein
jab se uski shaadi hui thi
tabse ranjeet use roz chodta tha
lekin umar badhte badhte ranjeet ki taqat kam hoti gayi
lekin sadhna ki garmi khatam nahi hui
sadhna ko jaise hi maza aane laga chudai mein
waise hi ranjeet jhad gaya
Aur phir karwat.leke so gaya
Sadhna tadapke reh gayi
uski aankho se aansu nikalne lage
usne khud hi apni boor mein apni teen ungli daalke andar bahar karna shuru kar diya
main soya hua tha
tabhi kisi ka hath mujhe apne sar pe mehsus hua
main apni aankhein kholke dekha
toh meera thi
main shocked ho gaya
usne mera hath pakda
aur mujhe chhat pe leke gayi
mai shayad sapna dekh raha tha
meera..main sapna thodi hoon
main..tum tum yahan kaise aayi
meera..gayi kab thi
main rone laga
meera..kya bachcho ki tarah ro rahe ho
mere sath jo hona tha woh toh ho gaya
main..mujhe maaf kar do
meera.. tumhari galti nahi thi
ab rona band karo
main..aao main tumhein sabse milwata hoon
meera..hanste hue..main ek aatma hoon
mujhe sirf tum dekh sakte ho
main..aatma
meera..haan jaise hi main apne sharir se nikli
tumhare andar sama gayi
main.. lekin kaise
meera..yeh toh mujhe bhi nahi pata
mujhse tumhari haalat dekhi nahi gayi
isi liye aaj main tumhare saamne aayi hoon
meera.. school Kyu nahi jaate
main..kya fayda
meera..maarungi bahut
kal se school jaane lag jaao
main..nahi jaaunga
meera..meri baat bhi nahi maanoge
main..tum wahan kya kar rahi thi
meera..ek aadmi ne mujhe bech diya tha
mera pehla din tha wahan
woh mere sath kuchh karte
usse pehle hi tumne un sabko maar diya
main..naam batao us madarchod ka
meera.. thakur shamsher singh
main.. tumhein thakur ne khareeda tha
meera..mujhe hi nahi
kayi ladkiyo ko
aur phir woh humein neelaam karwata
uske baad jo jyada paise deta
use humein bech diya jaata
main..main use jaan se maar dunga
uski hasti mita dunga
meera..aur phir faansi ho jaayegi tumhein
yahi chahte ho tum
main..main amar hoon
mujhe koi nahi maar sakta
meera..10 aadmi milke tumhein qaid toh kar sakte hain
yeh toh main socha hi nahi
mere andar super strength kahan hai
main..haan toh main kaunsa jaake din dahade use maarunga
raat koa jaaunga maarke wapas aajaunga
meera..itna asaan thodi hai
main khada ho gaya
aur chhat se kood gaya neeche
aur phir haveli ki taraf badh gaya
meera..kahan jaa rahe ho
ruk jaao
main.. shamsher Singh ko maarne
meera..kaha na ruk jaao
main..tum jaao yahan se
meera..agar tum nahi ruke
toh main yahan se chali jaaungi
aur phir tum mujhe kabhi nahi dekh paaoge
main ruk gaya
main.. toh phir kya karu main
meera.. pehle apne aapko kuchh banao
phir kuchh karne ki sochna
main.. kaise
meera.. insaan ke liye q sabse keemti cheez kya hai
main..insaan ki sehat
meera...jo hai tumhare paas
aaj tak tumhein kabhi koi bhi beemaari nahi hui
aur ab chahiye tumhein paisa
itna ameer bano
ki tumhein dekhte hi log tumhare saamne sar jhuka lein
main.. aur woh kaise hoga
meera..main bataungi tumhein
bas tum thoda intezaar karo
ab main jaati hoon
suraj nikalne waala hai
aur phir woh gayab ho gayi
main wapas ghar aagaya
aur tayyar hoke aangan mein baith gaya
chaaro chachi rasoi mein thi
main aur dono chacha ek sath baithe the
aur phir chachi ne humein nashta diya
hum khaane lage
hardev.. Arjun
tumhein thakur sahab ne bulaya hai
main.. school ke baad jaaunga
Hardev...theek hai
lekin jaana jarur
aur phir main school pahunch gaya
abhi 10th mein hi toh tha main
agle mahine exam the
tabhi ek ladki mere paas aayi
Arjun main yahan baith jaaun
main..baith jaao
woh mere paas baith gayi
aur tabhi usne ek chit mere hath mein rakh diya
main use ghurke dekha
woh aage dekhne lagi
kuchh der baad ek madam class mein ghusi
bala ki khubsurat thi
main..yeh kaun hai
ladki..humari nayi math teacher
aadhe se jyada launde madam ko dekhke laar tapka rahe the
madam ne ek ek student pe najar maari
aur phir jab unki najar mujhpe padi
toh unki aankhein chamak gayi
waise main tha bhi gora chitta lamba chauda
lekin mujhe samajh nahi aaya
ki unhone mujhe aise kyun dekha
bachcho mishra sir ki tabiyat kharab hai
isi liye ab main tumhein math padhaungi
mera naam shamita hai
aur phir aate hi unhone bola ki aaj humara test hai
sab man mein hi use gaaliya dene lage
kuchh der baad humara test khatam hua
hum sabka paper unhone le liya
tabhi mere paas baithi ladki ne mujhse puchha
ek hafte se school kyun.nahi aarahe the
Arjun..tumse matlab
yeh sunke woh udaas ho gayi
aur phir chali gayi
lunch time mein main woh chit kholke dekha
toh usmein likha tha
I love you
main us chit ko ghumake fenk diya
jiske baad woh chit ek ladki ke sar pe gidi
usne peeche mudke dekha
toh use main dikha
main wahan se nikal gaya
us ladki ne chit kholke dekha
toh usmein likha tha i love you
woh ladki muskura di
phir main thakur ki haveli pahuncha
us madarchod ko dekhke mera khoon khaul gaya
thakur.. is pate pe jaana hai
main.. paise kitne milenge
thakur..ek lakh
main..5 lakh lunga
thakur..agar dono bag wapas leke aaye tab
aur main nikal gaya
is baar main poori tarah se tayyar tha
main us pate pe pahuncha
is baar maine bag diya
toh un logo ne mujhe dusra bag de diya
main bag laake thakur ke saamne rakh diya
thakur..dusra bag nahi laaye
main..nahi
thakur ne munim ki taraf dekha
aur phir munim ne mujhe ek lakh rupya de diya
main ghar aagaya
ghar aake khana khaaya
aur let gaya
raat mein main meera ka intezar karta raha
use kayi baar awaj bhi diya
lekin woh nahi aayi
phir main agle din school pahunch gaya
aur phir mujhe pata chala ki main test mein fail ho gaya
behenchod
shamita.. Arjun naam hai na tumhara
main..jee madam
Shamita.. school ki chutti hone ke baad
mere ghar aajana
main.. Kyu
Shamita..kaha na bas aajana
main.. address toh dijiye
aur phir unhone mujhe address bata diya....
badi ajeeb baat hai ghar ke log zyada sawaal jawaab nahi kiye meera ki mrit sarir ko dekh.... Btw ye meera ki aatma kahan se aa gayi matlab..... kahani kya horror hai..... Ya fantasy based...
Btw us budhiya ki shah pe uska beta ek aur shaadi karne wali hai...... I think unke ghar ki haalat thik karne aur dadi aur uske chacha ko line mein lane ke liye ab prem ko hi kuch karna hoga.....
Well....Shaandaar kahani, shaandaar lekhni, shaandaar shabdon ka chayan aur sath hi dilchasp kirdaaron ki bhumika bhi ...
Let's see what happens next..
Brilliant update with awesome writing skills
