Wo kutiya jitna bhi maar le ghar ki bahuo ko lekin ghar ki bahuye aisi ki ushi ka aadar samman kare.....in fact us budhiya ke khilaaf bolne par prem ko thappad maar diya uski maa ne

Aur thappad khane ke baad madhuri ushe le gayi naasta thusane ke liye

aainn....

jaya sushma rekha ki pasand to neerma sabun tha....... ab prem pasand aa gaya.....
Jab bhi kahani mein prem aur iske ghar aur family jikar hoti hai......Aur jish tarike ye log baatein karte hai ya inki activities etc... padhkar hanshi rok nahi paati hoon......
udhar haweli mein shayad ush thakur ko ajit ko dhundhne bulaawa bheja hoga prem ko....
Shaandaar update, shaandaar lekni aur shaandaar shabdon ka chayan...
bahot nirale aur saralata se update ko pesh kiya gaya hai..
Khair... let's see what happens next...
Brilliant update with awesome writing skills