Incest ♡ एक नया संसार ♡ (Completed)

Eaten Alive
4,118
4,183
143
likhe gaye har shabd hawaon mein bhi ek nasha bikhed de... ki padhte waqt thoda sa ye nasha yun readers pe bhi chaa jaaye ....Haan.. ishi wajah se to har update padhne mein readers ko aaye maza...Aap jis tarah likhte hai har mod aur pehlu ko dhyan mein rakhte huye, readers ko baithe bithaye kirdaaro ke bhaavnao ko gehrayi se mehsoos aur ehsaas karne ke liye majbur kar de .. ... Kahani ka har ek shadb jaise pehli barish ki bunde ki tarah hai..... padhte waqt lage ki kirdaar jaise ankhon ke samne bhumika nibha rahe ho.... Sach mein jis tarah se realistic roop mein role nibha rahe hai kirdaar, readers ko majboor kar de unke sath judne ke liye... yahin to aapki lekhni ka jaadu hai....
aapki ye khubsurat manoram lekhni ... Kuch karwi sachhai, to kuch emotions shabdon mein , to kuch khushi aur dukh bhare pal.. , . ...jo hum readers ko kirdaaro aur kahani ke jariye le jaaye wahan...Jahan ho Kirdaaro ke kuch yaadon ka bashera ho ... Jahan kirdaaro bhumika nibhaye har situation ke sath...khaskar Viraj .. Haan uske sath aur bhi aham kirdaar the jo is achhayi aur burayi ki is jung sath diya hardum... lekin natak ki baat kuch aur hoti hai... Khaskar is kahani ka nayak.

Kahani ko padhte waqt lage ki aapki kahani har ek shabd ki khud ki ek kahani hai....
waise har pehlu mein kuch sakaratmak kirdaaro ke sath sath negative kirdaar ke baare mein, unki plannings, unki gatividhiyo ke bare mein bhi ek details mein explanation the....

Sabse Pasandida kirdaar?

kahani kayi Pasandida kirdaar the lekin isme koi do ray nahi ki sabse zyada favorite hai to wo dono hai Viraj aur Nidhi ....dono ne hi Kahani ke jariye kayi sikh de gaye hai par sabse badi sikh ye ki jindagi mein kayi muskilein aur musibat ka samna karna padta hai insaan ko.... lekin kuch aise musibat bhi hote hai ki insaan ko hi tod ke rakh de.... Lekin haar nahi maanna hai....haar bhi jaao to apne mann ko majbut kar uth khada hoke samna karna chaahiye tab tak, jab ki wo musibat aapke saamne ghutne na tek dein....

Kahani ki khubi...
lekhak ne har ek kirdaar, har ek pehlu aur har ek mod ke baare soch ke kahani aur update ko Kalpanasheel aur varnantmak roop mein pesh ki hai, jishe padhte waqt sach mein aanand mile.... aur sabse badi khoobi... agar koi jivan shanghars mein haare huye insaan is kahani ko padh le to usko phir se jivan sanghars karne aur kamyabi paane ke liye prerna degi ye kahani aur sath mein Viraj bhi ....

Kya kahani ke positive characters ek dusre ki ahmiyat samjhte hai.. .?

Haan... of course... Kyunki maine aise kayi kahaniya padhi hai jaha kirdaar aapach mein hi bair rakhte hai... jo apne paas hai unki hi ahmiyat nahi samajhte... aur jab tak samajh paate hai weh itne door chale jaate hai ki wo chaah kar bhi unko pa nahi sakte.... aapach mein understanding, apanpan, dosti, ahmiyat , pyar mein wafa nibhayi jaaye isko darshane ki koshish ki lekhak ne....jisme wo kamyaab rahe..

Romance, action, revenge, action aur suspense/thrill ka level ..?

Ab isme koi do ray nahi hai ki hum sabke chahiye lekhak Shubham ji ne pehle kayi kahaniya likh chuke hai... unki lekhni dekh kisi bhi reader ke mann mein yahi khayal aaye ki is writing jagat mein wo kaafi experienced holder writer hai.....
ab kahani Shubham ji ki ho to ye baat bhi tay hai storyline best honi hi hai ... jish tarah se sathik taal mel ke sath likh rahe the ye kahani...meri nazar mein to action,Romance, revenge, erotica aur suspense/thrill ka level sach mein enjoyable aur bemisaal hai... ..

Anubhav... Kahani ko padh ke....?

Yaar hindi mein to kuch zyada hi tragedy add kar diye TheBlackBlood ji ne :( :sigh2: :bat:
specially vidhi wali episode ko high level tragedy bana diya unhone ...... :cry2: sath mein viraj aur family ke sath jo kuch bhi anyaay hua tha uff..sab kuch jaise chin liya tha unlogo ne viraj & family se :sigh2:
Shayad devnagari mein likhne ki wajah se zyada tragic lag rahi thi viraj aur usse jude logo ki jivan gatha..... emotional pehlu kuch zyada hi hai yaha tak ki kahani ke antim bhag mein bhi jab pratima ji chali gayi ghar chhod ke :cry: .. jo padhte waqt naa chaahte huye bhi aankho ko nam kar de....
Waise ek santusti mil gayi hai readers ko... aur Shubham ji ne is baat par bhi dhyan di hai , aur wo hai vengeance, retaliation.... aur sabse important baat kahani ke Dusre pehlu mein viraj ne jis tarah aage badha majbuti aur nidar hoke...wo sachme kabile tarif hai... bole to The way you describes and narrates the situations is damn damn too good and marvelous. :adore: :adore: :adore: :adore:
Shubham ji kaise story plot related itna kuch soch leti hai..... amazing yaar.. superb :superb:

kya kirdaar aur kahani ne a aapko abhi tak kahani ke sath jude rehne ko majboor kiya...?

shat pratishat.... aur shayad aage bhi kayi baar read karu is kahani ko... readers ke yahi bolu ki ek baar aap jarur padhiye is kahani ko.... aap log jitni baar padhenge is kahani ko... utni aapke dil ke karib hoti jayegi ye kahani....

Well Kayi kahaniyo mein bahot saare update hote hai, to kayi kahaniyo mein hazar ke upor tak update hote hai, lekin mujhe wo kayi hazar update nahi chahiye, mujhe bas wo chuninda update wali kahani chaahiye jisse padh dil ko tassali mile...
kirdaaro se, unki paristithi se, unki haalat aise jud jau ki lage ki haan main unke sath kadhi hun us situation mein, un paristithiyo ka samne karne ke liye....
Is kahani ke har ek update un chunida update mein se hai, Jo ye ehsaas dilane sampurn roop se saksam rahe .. is kahani aur iske update ko haazar baar padhne ko jee kare, hazar baar kahani aur update se jude kirdaaro se dil se judne ko jee kare..

haalhi ke update mein kayi saare situations create huye hai... Viraj badla lene mein kamyab to huya lekin TheBlackBlood ji is kahani ke jariye koi badla lene ki baat nahi darsha rahe hai balki weh to hum readers ke saamne bahot hi simple par unique baat rakhne ki koshish ki hai, aur wo ye ki lobh,lalach ,jalan ke chalte kaise kabhi kabhi insaan apno ko bhi paraya kar dete hai... Isliye hamesha insaan ko apne jameer aur vivek ki baat sunni chahiye.... aur sath hi Shubham ji ek aur jaruri batana chahte ki viraj badla nahi le raha tha balki apne hak ke liye lad raha tha... Jo usse uske hi bade papa aur unki family ne chin liya tha..

Waise abhi bhi lage ki abhi second part aana baaki hai .. :D
wo kehte hai na ki picture abhi baaki hai mere dost.... :approve:

aise hi likhte rahiye aur readers ka manoranjan karte rahiye..
Let's see what happens next...
Brilliant story line with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Member
387
373
63

maine pura padh liya mujhe laga shayd writer update de gaya
hey prabhu itna bada review kon deta hai
 
Top