- 4,118
- 4,186
- 143
Update 7
Kya baat hai.... Sukanya to chupi rustam nikli ek tarah se... kirdaar to kirdaar yaha tak ki readers ko bhi bhanak tak lagne nahi diya ki actually mein uski soch kya hai.... main to ise kamini lalachi samajh rahi thi, lekin ye to bahot hi suljhi huyi ..nek dil aurat nikli.... wo kehte hai na ki har baar aankhon dekha sach nahi hota...Sukanya kabhi buri na thi aur na hi uski soch buri thi...Sukanya to sach me bilkul apne naam ki tarah hai...par ye sukanya ravan ke saamne uski hi tarah chaalbaaz ,dhokhebaaz aur lalchi hone ki acting kyun kar rahi thi... aisi kya majboori thi jiske chalte apne pati ke paksh le rahi hai...
Btw ek baat aur khatak rahi hai...mana ki pati ke saamne itni achhi banke rehna uski majboori hai... lekin chori chupe surbhi aur Rajendra ki baatein kahe sunne gayi thi wo... Naa to us waqt ravan ghar pe tha aur naa hi usne sukanya ko kahke gaya tha ki jaake unki baatein suno, to kyun taak jhank karne gayi thi wo....
Kahi sukanya ne jaan buj kar undono ki baatein sunne to nahi gayi thi.... aur jo baatein suni thi kahi na kahi sukanya ko laga ho ki wo baatein kaafi hai abhi ke liye apne pati pe lagam lagane ke liye... isliye raat ko jaanbujhkar pati saamne wo sari baatein bata di taaki ye jo sajish rach raha tha ravan, uspe kaam karna bandh kar de...
Shayad sukanya aisa isliye kiya taaki temporarily hi sahi lekin aapne pati ki sajishon pe pani fer di...
Well shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi... Khas Kar kamla..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills