- 25,318
- 19,148
- 143
pure hawili me ek pushpa hi hai jiske samne kisi ki nehi chlati aue uski adao ka sabhi deewana hai saat hi sabhi ko payri hai to munshi kase na uski baat manti.Fabulous update dear. munsi ji ghar jane ke liye jid kar rahe the. rajendr ji ne rokna chaha par nahi man rahe the. par puspa ki ek pyar bhari dhamki se munsi ji ruk gaye. sukanya ka dar bewaja nahi hai. Function ki jimedari rawan ko deke galti kar di hai rajendr ji ne. wo is mauke ka pura faida uthane wala hai. koi na koi aeisa bakheda khada karega jisse ke raghu aur kamla ki shadi shuda jindgi me darar a jae. udhar calcutta wale ghar me ramesh ji aur manurama ji ko kamla ki kami bahut khal thi .
shalu unke ghar ati hai isse uske pita ko kya problem hai?
bahut bahut shukriya aise hi sath bane rahiyega.