Thriller DARD

Eaten Alive
4,118
4,183
143
Update 10
Jindagi bhi jaane kitne pariksha legi Reyansh se.... janm se aaj tak apne hi family walo se thokar khata raha, bina ek shabd kahe unlogo ki nafrat aur tiraskaar jhelta raha.. yahan tak ki ushe ghar se nikal diya khud uske hi maa baap ne uske sar manhoosiyat thapa laga ke...
ghar se nikal ke dusre shahar aaya to jindagi jeene ke liye kadi mehnat kar raha hai.. jaha aaj ushe kisi achhe college mein admission leke study continue karna chahiye tha, career ko focus karna chahiye tha, wohi aaj us do waqt ki roti ke itni mehnat karni par rahi hai wo itni si umar mein hi...
sach mein jindagi usse kadi pariksha le rahi hai... jaane uske jeevan se ye dukh aur dard ke kaale badal kab hatenge... kab suraj ki kiran khushiyon se bhari ek nayi subhah leke aayegi uske jindagi mein...

Khair..dusri taraf jab saima ko ye baat pata chali ki Reyansh ghar chhod ke jaa chuka hai to wo bilkul hi tut gayi... udhar swara ki haalat saima se alag na thi...
shayad ab saima us ghar pe kadam bhi nahi rakhne wali hai...
waise janvi bhi dukhi hai lekin usne aaj tak jo bhi badsaluki ki hai , jo bhi atyaachaar ki hai reyansh ke upar wo maafi ke kabil nahi

Well ...Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan ....

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143


e75dd517-93b9-46a3-8f0b-0e2f350ce5e0

Avni
are is avni ke baalon ko kya hua 🙄
Lohe pe jung lagne par jaisa rang chadhta us color ke ho gaye saare baal🤭

Dad ne apna phone dete hue kaha.

Top-20-Indian-Male-Models-of-2020-Updated-List
😂😂

Avni meri photo dekhte hue (maan me : hayyee kya body hai mere hone wale husband ki aur kitne hot hai. Mujhe pata hai ki aapko mere pita ke karan bohot kuch sehena pada par wada hai mera aapse bass ek baar mil jaiye phir dekhiye mai kaise aapko itna pyaar dungi ki aap apne sare dard aur takleef bhul jayenge.)
aainn :hmm: ye raghuveer apne bete ke sirf adh nange pic kyun save karke rakha apne mobile pe :laugh1:
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143
Update 11

Din prati din mushkilen jaisi badhti jaa rahi ho Reyansh ke liye...
ek to bukhar ke chalte kaam pe nahi jaa pa raha tha, upar se paise bina kuch kharid ke bahi nahi kha sakta tha...
Bhookh aur bukhar se behal jo aaj Reyansh ki bebasi aur jo uski haalat hai iski wajah sirf aur uske maa baap aur chachi hai...
sukar hai ki aaj bhi kuch log nek dil ke hai...usko yun bilakhta dekh us budhe admi ko raha nahi gaya,isliye Reyansh ko prashad deke uski bhookh mitne ki koshish ki...
hmm... to Reyansh ne night school mein admission le li... waise chaahe raah pe mushkilen jitni kyun na aa jaaye lekin Reyansh ne apni padhayi pe aanch aane na diya... kyunki uske dilo dimag pe dada ji ke wo baatein aur wo salah chaye huye hai...
Wohi dusri taraf ... Kehte hai kar bura to ho bura... us pandit ko uski us bure karm ki saza mil gayi.. lekin usne jo kiya uske chalte ek maasoom ki jindagi tabah ho gayi, pal pal nafrat jhelni padi usko...
Waise badi ajeeb baat hai... Reyansh bhala us pandit ke beti se bhala kyun shaadi karne aayega..
Mana ki reyansh bhola bhala ladka hai lekin koi murkh nahi ki jis ladki ke pita ki wajah se aaj aisi badtar haalat hai uski , usse hi shaadi kar le... :sigh:

Udhar Raghuveer aur shikha pachta rahe ki ye kya kar diya undono ne khudke hi bachhein ke sath...
Actually kayi baar aisa hota hai ki koi cheej ho ya insaan agar paas rahe to uski itni ahmiyat nahi dete hai log aur na hi kadar karte hai.. lekin jab door chale jaate hai tab pata chalta hai us insaan ki ahmiyat kya hai... Tab apni galati ka ehsaas hota ki jab paas tha tab uski kadar na karke kitni badi galti kar di...
btw raghuveer aur shikha ne is mamle mein bahot der kar diye hai... Kyunki unlogo ne reyansh ko ushi din kho diya tha jis din khir mein jahar milake ushe khilaya tha... Baaki rahi sahi kasar ushe ghar se nikal ke kar di...
ab wo log usko dhundhe bhi to aur mil bhi jaaye to bhi shayad hi reyansh wapas laut unlogo ke paas.. kyunki ab wo pehle wala reyansh na raha ushe waqt ki maar ne badal diya hai..
Upar se 18 saal pure hote hi achanak koi bada change aane wala tha usme... shayad koi supernatural changes..
Khair...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143
Update 12
kahani mein ek bada mod aaya hai
shayad reyansh ke dukh ke din door huye... uske andar wo aawaj jo baatein keh raha tha usse to yahi lage ki ye shaktiya pichle janam se hi uske paas tha, aur is janam mein abhi tak isliye active nahi huyi thi coz wo un shaktiyo ko sambhal nahi pata ...
to ab usko training leni hogi taaki puri tarah un shaktiyo ko kaabu kar sake... Lekin ek negative impact ye bhi hai ki wo powers darkness se related hai..
Khair jo bhi ho dark power milne ke baad bhi insaaniyat aur achhayi ka daaman nahi chhoda usne... us ladki ko jis tarah bachaya reyansh ne yahi uska sabut hai...

I think... reyansh ko mauka mile to ek baar saima, swara aur amit se milne jarur jaana chahiye..

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Member
324
1,026
93
Kahani bohut hi badiya hai ab tak ki reyansh ko to khud ke pariwar ne hi taqlife di aur sabse badi Baat ki insan mai uski maa bhi shamil thi ek ladka shayad sab kuch bardhast kar sakta hai jab wo chota hota hai but agar uski maa ka Pyaar usey mile to but yaha to khud Maa bhi usey manhoos samajhti thi.
Ek point of view se dekha jaye to reyansh ne bohut sahi kiya jo usne ghar chod diya.
Swara aur saima ko isse tsqlif to huwi par shayad reyansh unke samne rehta aur us ke sath ghar wale waise hi vyavahar karte to unhe shayad aur taqlif hoti.
Ab reyansh ko jo ek sathi milagaya us swaz ke rup mai iske aney se reyansh ki life mai kya kya changes atey hai ye dekhne kabil hoga.
Ghar wale ab pachta rahe hai aur sara blame pandit par dal rahe hai isme kya sach mai pandit ki galti thi? Koi chahe kisi ke bhi bacho ko kuch bhi kahe but koi bhi Maa Baap apne bacho ka sath nahi chodte but yaha to reyansh ke Maa Baap khud hi uske dushman baje huwe they aise mai ab khud ko sahi karne ke liye wo log kitni bhi koshishe karle unki jo galti thi wo to Maafi ke kabil nahi hai unlog ne apne bache ko tab khud se dur kiya jab ek bache ko apne Maa Baap ki sabse zyada zarurat hoti hai.
Overall Nice story with good writing skills.
Waiting for More
 
i ÃM ŸöÜř Đãď
492
247
43
UPDATE - 14

Phir hum mall se nikale samira ne mujhe mere room pe drop kiya aur kal ready rehene ko kaha aur nikal gyi aaise hi ye din bhi nikal gaya.
Aabbb aaagggeeee.......

Khair nayi subah aaayi .maine aaj kafi din baad shave kiya phir mai naha dho k naye kapde pehen ready ho gya. Jab ready hua to kuch aisa dikh raha tha.



IMG-20220128-232012
Mai kuch der apne aap ko dekhta raha aur soch raha tha ki kitna badal gya hu mai. Khair mai nikal pada apne office ki aur kuch saman aur kapde bhi rakh liye the kyuki wahi se hum masoori nikalne wale the.

Jab tak reyansh sahab office pahuchte hai tabtab Mr. Raghuveer rajput ke yaha bhi najar dal li jaye.
(3rd person view)
Mr. Raghuveer ne Reyansh ko dhundne ke liye edi choti ka zor laga diya par unhe kuch pata nhi chala. Swara ki halat bat se batar ho gyi thi ab na wo kisi se jada baat karti thi na bahar jati bas din bhar Reyansh ke room me rahti thi. Janvi bhi ab udas rehti thi kisi se jada baat nhi karti thi wo iss baat ko uski guilt samajhti thi. Mrs. Shikha Rajput ki bhi saari mamta abhi hi umad rhi thi par wo iss sab me apni galti nhi maanti thi wo samajhti thi saari galti pandit ji ko aisa karne ke liye paise dene wale ki hai. Kamya (chachi) aur divya (chachi ki beti) kuch fark nhi tha. Avni ka to kuch alag hi scene chal rha tha wo reyansh ki photo se bate karti use dekhti aur bhagwan se bas yehi dua karti ki reyansh jald se jald mil jaye aur phir use sath apne aane wale kal ki baate soch ke khush ho jati.

Ye reyansh ke 18th birthday ke din ki baat thi.
Mrs shikha janvi ke room me baithi usse baate kar rhi thi.

Mom : janvi beta kya tujhe yaad hai aaj Reyansh ka birthday hai.
Janvi (udaas man se) : haa maa yaad hai.
Mom : pta nhi kab mera reyansh wapas aayega.
Janvi : mom aap tension mat lijiye papa dhund rahe hai Reyansh jaroor mil jaye ga.
Mom: bhagwaan kare aaisa hi ho. Bas wo ek baar aa jaye use kahi nhi jane dungi.

Tabhi darwaja khula aur Avni andar aa gyi.

Avni : kise rookne ki baat ho rhi hai mummy ji.
Mom : tere hone wale pati ki ho rahi hai.
Avni niche sar jhukake sharmane lagi.
Mom : haayee! Meri bahu sharmate hue kitni pyaari lagti hai.
Avni : kya mummy ji aap bhi.

Wahi Reyansh ke kamre me swara reyansh ki purani shirt ko anpe sine se lagaye reyansh ki photo se baat kar rhi thi.

Dard to nischit hi tha uske chehre, aankhon mein mayoosi bhi saaf dikh rahi thi par fir bhi uski aankhon mein aansoon nahi the. Wo shaant thi, behadh shaant. Jaise ke khud ke andar apne saare dukhon ko samete jaa rahi ho. Kisi ke intezaar mein, kisi kandhe ke intezaar mein jispar sar rakh kar wo apne ashkon ko bahaa sake.
Uske antarmann mein bas ek hi baat chal rahi thi, ek hi tasveer chal rahi thi aur ussi tasveer ko yaad karte huye wo soch rahi thi :

" I miss you Bhai... I miss you so much!! Kab aaoge aap, aap to mujhe bhool Gaye hona. Bhool gaye ho ke aapki ek behen bhi hai, jo aapke bina nahi reh sakti, please mere paas aa jaao bhai. Please!! "
Usne uss tasveer ko apne seene se laga liya jaise wo uss photo se gale mil rahi ho, aur ek gehri neend mein chali gayi.

Chaliye aab wapas reyansh ji ki aur chalte hai.
( aage ki story Reyansh ki prospective se)
Mai bag lekar office pahuch gaya. Samira apne cabin me baithe mera hi intejaar kar rhi thi mujhe dekhte hi wo jaise pause ho gyi maine uski maine chutki bajate hue kaha.
Mai : kaha kho gyi madam.
Samira : wo.. Wo hame late ho raha hai chalo jaldi.
Mai : bhang wang kha liya hai kya savere savere. Mai puch kuch rha hu jawab kuch de rhi ho.
Phir hum bhi four wheeler me baith ke nikal pade. Samira drive kar rhi thi mai side me baitha hua tha. Kafi der tak car me khamoshi
Rahi jise mai todte hue baat karna start kiya.
Mai : to hame masoori me kaha se Pushkar ko dhundhna start karna hai.
Samira : according to reports wo akhri baar poison mist club me dikha tha to wahi se start karenge.

Karib 5 ghante ki driving ke baad hum masoori pahuch gye. Kafi sundar jagah thi, mai kaafi excited tha kyuki mai bachpan se kahi ghumne nhi gaya tha. Phir hum apne hotel gye aur waha check in kiya phir kya tha raat hone ka intejaar kar rhe the kyuki clubs to raat ko hi pure shabab pe hote hai. Karib shaam 7 baje mai aur samira Ready hogye pushkar ko pakadne club jane ke liye.

Samira : Reyansh taiyaar hona.
Mai : yep.
Samira : ye rakho safety ke liye.
Meri aur ek gun badhate hue kaha. Maine bhi bina sawaal kiye rakhli.
Phir hum nikal pade club ki aur. Jab club pahuche waha ka mahool to kafi rangeen ho chala tha. Mai to pehli baar club aa rha tha jada kuch pata bhi nhi tha. Khair humne andar entry li aur us gangster ka wait karne lage. Pure club me mai hi dikhne me aur looks me sabse jada hot lag raha tha to centre of attention hona to lazmi tha. Mai aur samira baar counter pe baithe the tabhi ek bhadkile aur chote kapde pehene ek sundar ladki mere paas aake baith gyi.


52-Cute-Outfits-For-Any-Look-You-re-Going-For-Society19
Ladki : how are you handsome.
Mai : ji kya mai aapko pehchanta hu.
Ladki : my self Vanshika. Aur agar tum mujhe nhi bhi pechante to dhire dhire pechan jaoge.

Usne ye baat meri jaangh pe hath ferte hue boli. Mujhe bhi pata nhi kya ho gya mera hath apne aap uske ass pe chala gya. Per waha moujood samira sab dekh rahi thi ab usse dekha nhi gya to wo bol padi.

Samira : accuse me miss hum yaha kaaam se aaye hai to please leave us alone.

Ye sun vanshika waha se chali gyi. Phir samira ne mujhe ghoor ke dekha aur boli.

Samira : focus on the task.
Mai bhi haa me sir hila diya. Thodi der baad mujhe samajh aya maine vanshika ke sath aisa kyu kiya kyuki meri takat raat ko jada bekaboo ho jati hai ye baat mai kayi din se notice kar rha tha.

Hum baithe hi the ke tabhi waha kuch logo ka group enter hua unme wo gangster pushkar bhi tha.



Aaage dekhte hai kya hota hai
 
Last edited:
i ÃM ŸöÜř Đãď
492
247
43
UPDATE - 15
(MEGA UPDATE)

Hum baithe hi the ke tabhi waha kuch logo ka group enter hua unme wo gangster pushkar bhi tha.

Aabbb aaagggeee......

Humne jaise hi pushkar ko dekha waise ki chaukkanna ho gye. Samira ne mujhe ishare se darwaje ko lock karne ko kaha. Maine waisa hi kiya phir samira aage jaane lagi par maine use roka aur bola.
Mai : mai handle karta hu tum gadi ready rakho.
Samira : tum kar to loge na.
Mai : hmmmm

Ye bol mai waha chala gya jaha pushkar dance kar rha tha. Mai usse easily power ki madad se padak sakta tha par mai apni power use nhi karna chahta tha. Kyuki abhi tak mai use control nhi kar paya tha jo bhi tha mere andar bohot powerful tha aur use control karna lag bhag na munkin tha.

Mai pushkar ke piche ja ker jeb se gun nikali aur chupke se uski kamar pe tika di aur dhire se uske kaan me bola.
Mai : agar jara sa bhi chillaya ya hoshiyari dikhayi to isi ghode se teri maa chod dunga.

Pushkar bhi samajh gaya ki baat ab uske paksh se bahar hai iss liye chup rehene me hi usne apni bhalayi samjhi. Mai use leke phir darwaje tak gaya jaha samira khadi thi.
Samira ne pushkar ko dekha aur muskurayi aur mere taraf dekh ke boli.
Samira : good job. Ab ise bahar car me le chalo.
Mai ne bhi waisa hi kiya. Humne use bandh ke dikki me dala aur nikal gye wapas delhi ke liye. Phir hum delhi pahuche aur Pushkar ko police ke hawale kiya. Aur apne bounty hunting ke paise liye aur nikal liye waha se.
Samira : Reyansh tumhe pata hai tum sab chize badi jaldi seekh jate ho.
Mai : (smile)☺
Samira : tum chaho to mere sath shift ho skte ho waise bhi mai akele hi rahti hu.
Mai : nhi mai aise hi thik hu.
Samira : oh come on now we are friends.
Mai : thanks but nope.
Samira : as you wish.
(3rd person's perspective)
Aise hi 1 saal 5 mahine bit gye reyansh ki bounty hunting chalti rahi usne pehele ho ek open college me admission le liya tha to bas exam dene jata tha. Inhi bich samira aur reyansh kafi close ho gye par dono ne abhi tak ek dusre se kuch kaha nhi tha.

Mr. Raghuveer ke yaha

Raghuveer ne apni puri takat jhounk di par abhi tak reyansh ko dhundh nhi paya tha.
Swara ka apne bhai ke liye pyaar ab bhai behen se kafi aaage nikal gaya tha ab uska pyaar junoon me badal gaya tha ab reyansh se juda hoke wo pagalsi ho gyi thi wo reyansh ko iss kadar chahne lagi thi ke agar use reyansh na mila to wo apni jaan dede. Wahi janvi ki mano dasha bhi kuch thik nhi thi wo har wakt apne aap ko reyansh ka gunhegaar manti thi bas ab wo reyansh ka intezaar kar rhi thi ki kab reyansh aaye aur wo use pairo me gir ke maafi mange par shayad bhagwan abhi use ye bhi nasib nhi hone dena chahta tha. Wahi Mrs Shikha ko bhi pachtawa ho rha tha par unhe umid thi ki reyansh sab kuch bhula ke unhe maaf kar dega. Mrs. Kamya (chachi ) ki toh lafi bade maze aur aisho aram me kat rahi thi unhe na koi pachtawa tha na koi dukh. Mr. Yash (chacha) kafi dukhi rehte the par unhe afsos tha ke unhone samay rehte awaj kyo nhi uthayi yahi baat unhe sataati thi. Divya (chacha ki beti) ko koi matlab nhi tha wo to bas party aur friends me busy rehti thi use reyansh ke jane se bas ek hi baat ka gum tha wo ye tha ke uske ghar se ek naukar kam ho gya. Avni ne to Reyansh ko apne man mandir me basa liya tha balki wo to abhi se khud ko reyansh ki suhagan samajhti thi Reyansh ke liye sare warat karti thi use bas reyansh ke aane ke deri thi taki wo use apna bana sake aur apna sara pyaar uspe luta de.

Saima to reyansh ke jane ke baad khaamosh se ho gyi thi wo apne bete ki judayi sehen nhi kar pa rhi thi. Uske liye to reyansh use sage bete se bhi jada tha akhir usne reyansh ko apni chati se jo doodh pilaya tha. Wo din bhar bas bhagwan se ye dua karti ke reyansh uake paas lout aaye.

Khair aab chalte hai Reyansh ke paas.
Aaj reyansh jaldi utha tha aur taiyaar hoke office nikal gaya. Waha jaldi pohoch gaya tha abhi koyi nhi aya tha waha. Wo apne cabin me baith gaya abhi use baith kuch der hi hui thi ke samira uske cabin me aa gyi.
Samira : good morning sweetie
Mai : good morning samira lagta hai aaj kafi ache mood me ho koi khaas baat
Smira : khaas baat to hai .guess what ?
Mai : aaj tumhara birthday hai.
Samira : nope
Mai : to phir.
Samira : aaj mai apne lover ko propose karne karne wali hu.

Ye baat sunke to mujhe aisa laga jaise meri aatma mera saharir chod kar ja rha hai. Mai apne emotions ko kaabo hai sari himmat juta ke kaha.

Mai : congrats. K...kon hai wo khushnasib.
Samira : hai mera koi chahne wala.
Mai :(dard bhari smile)

Mai apne khayalo me khoya hua tha tabhi samira apne ghutno pe baith gyi aur mujhe hosh me late hue boli.
Samira : I love youuu.. Mr Reyansh
Yes reyansh you are the love of my life.
Will you accept me.

Mai :( chekhte hue) off course yes mai ye sunne ke liye tadap gaya tha samira.
Maine bhi ye uske sath ghutno pe baith te hue kaha.
Samira : mai bhi reyansh isi waqt ka inte jaar kar rhi thi.
itna bol wo seedhe Reyansh pe toot padti hai aur ek hi jhatke me uske honth apne hontho me bhar leti hai. 'Mmmmmmmmmmmmm'
Dono passionate kiss me doobe hue the.
Samira ne apni jeebh reyansh ke muh me dal di usne bhi koi virodh nhi kiya. Dono ek dusre ko chum chaat rhe the dono ka muh thuk se san gaya tha . dono to ek dusre ka thook pi rhe the 5 min baad jab wo alag hue to dono ke beech ek thook ka tar ban gaya tha. Dono
Apni saase kaaboo me kar rhe the phir ek doosre ki aakhon me dekhne lage aur phir kiss start kar di. Phir thodi der baad reyansh use apne aap alag kar bolta.
Mai : hai control karo ye office hai koi bhi aa skta hai .
Samira : ji mister lover.
Mai : hehehehe..

(Reyansh ke view se)
Aise hi waqt bit rha tha par mai aur samira physical nhi hue the mai chahta tha ki hum shadi tak ruke. Mai second year complete kar chuka tha. Mai apni takat ko lagbhag kaaboo kar chuka tha meri powers kafi bad chuki thi mujhe goli nhi lagti thi, mai andhere ko kaaboo kar skta tha, ab mai bohot jada handsome dikhne laga tha ke har mahine kam se kam 15-20 proposal aate the, mera jism to jaise faulad ban gaya tha, par powers ke side effects bhi the mujhe gussa jaldi ata tha aur gusse me mai to kisi ki jaan bhi le sakta tha halaki abhi tak aaisa kabhi hua nhi tha . Sab sahi chal raha tha par meri kismat ko shayad ye hazam nhi hua phir aa gya wo din jis din maine apna astitwa hi kho diya.
Aaj mai aur samira date par jaa rahe the mai use pick karne use uske ghar gaya mai abhi darwaje tak pohochke darwaja khat khata rha tha par koi response nhi aya to maine darwaje ko push kiya to wo khul gaya.
Mai : kitni careless ho gyi hai dawaja bhi khula chod rakha hai agar meri jagah koyi chor aa jata to. Abhi class leta hu iski jake.

Mai bina awaj kiye samira ke room ki aur chal diya abhi mai waha pohcha hi tha ke mujhe siskne ki awaj aane lagi par ye rone wala siskna nhi tha par mera dil ye maan ne ko taiyaar nhi tha maine darwaja halka khola aur jo andar dekha use dekhne ke baad man kiya ki abhi aatmahatya kar loon.
Andar samira sirf bra aur panty mera kisi ke godh me baithke use kiss kar rahi thi.


Ye dekh mera dil hazar baar toota par uski awaz kisi ko sunayi nhi di. Aur mai hazar moute mar chuka tha meri aakhon me aasoon jama ho gye the par mai apne dadaji ki kasam ke karan use baha bhi nhi sakta tha. Andar wo dono baate kar rhe the jo mai sun sakta tha.


Samira : chodo bhi mujhe jana bhi hai wo ata hi hoga.
Aadmi : kon wo reyansh.
Samira : haa wahi aur kon.

Aadmi : mujhe samajh nhi ata aakhir tum use chod kyu nhi deti pyaar to tum use waise bhi nhi karti agar karti to mujhse naa Woh Karti

Samira : paisa darling paisa jabse wo aya hai tabse itna profit ho rha hai. Mai use yaha se jane nhi dena chahti thi is liye pyaar ka natak kiya


Ab mujhse aur nhi saha ja rha tha meri aakhen poori kaaali ho chuki thi chehre pe haivaniyat cha chuki thi mai darwaja dhakka de kar pura khol diya jaise hi samira ki najar maujh par aur meri aakhon pe padi wo sehem uthi kyuki itne samay me maine use apni takat ke bare me bata diya tha. Mai aage badh rha tha.
Samira : wo.. wo R.. Reyansh jo tum samajh rahe ho aisa kuch nhi hai. M...meri baat to suno.
Mai jake ke us aadmi ke saamne khada ho gya.
Aadmi : abe londe sidhe sidhe bahar nikal ja aur maine choda teri mehbuba ko ja jo karna hai kar le.
Mai bina koyi reaction diye speed me uski gardan pakad ke hawa me utha diya. Samira ye dekh ghabra gyi.
Samira : use chod do reyansh wo mar jayega.
Aadmi : bhai mujhe chod do mai kabhi bhi yaha nhi aaunga .chaho to badle me meri biwi chod lo par chod do.
Maine bina samira aur us aadmi ki baat sune us aadmi ki gardan dhire se dabayi jisse uska sar use jism se juda ho gya. Maine uske sar ko side me phek diya. Aur samira ki taraf dekha jo dar ke mare kamp rahi thi aur bola.
Mai : (sard lehje me) kyu ?
Samira : m.. Mujhe maaf kardo mai jism ki aag me behek gyi thi.

Maine apne gusse ko kabu kar apni aakhen normal ki aur samira ki taraf dekh ke kaha.
Mai : kya kami reh gyi thi mere pyaar me agar itni hi aag lagi thi to keh kar to dekhti.
Samira : mujhe maaf kardo .mai tumse sach me pyaar karti hu.
Mai : hahahahaha..payaar thu hai tum par ab to sach bol do. You know what you are just a bloody whore . Ye hamari aakhri mulakat hai.
Samira : (rote bilakhte hue) aisa mat kaho reyansh bas ek baar mujhe maaf kardo.
Mai : Suna hai ek sachche aashik ka dil kabhi nhi dukhate uski bad dua kabhi khali nhi jati to aaj mai tumhe dil se bad dua deta hu tum kabhi kush nhi reh paaogi , har pal tadpogi par tumhe kabhi pyaar nasib nhi hoga.
Samira : nhi reyansh mat jao maaf kardo mujhe.
Mai : agar mera pyaar sachcha tha na to aisa hi hoga tum jindagi bhar tarsogi pyaar ke liye.

Mai : aur is lash ki fikr mat karo.
Itna bol maine apna hath aage kiya aur us aadmi ka sharir aur sar kale dhue me badal ke ud gya ab mujhse waha ruka nhi gaya. Mai bas samira ko itna bola
Mai : (dard bharihasi ke sath) "ISHQ" mubarakh meri bewafa mehbuba .

Aur itna bol waha se nikal gaya .mai wapas ja rha tha ke raste me ek dargah per ruk gaya aur andar jake anpa sar niche tika ke roni si awaj me.
" mere DARD ki nhi dawa maula madad kar tera aasra to kisi se na lage darr"
Mai : pta hai aaj mera aap pe se vishwas uth gaya hai. Maine har dharm ki mana, har bhagwan ke dar pe sar tikaya par mujhe kya mila har baar dhoka fareb. Maine to kabhi kuch jada nhi manga tha aapse bachpan me chahta tha ki bas maa baap ka thoda sa pyaar mil jaye par nhi mila. Baad me chaha ki dadaji ji ka sath mahesha rahe aapne unhe bhi cheen liya. Ab to jeene ki aakhri umeed bhi aapne mujhse cheen li, mai marna chahta hu par aap marne bhi nhi dete .koi hathiyar asar nhi karta kitni bar jan dene ki koshish ki par har bar kuch nhi hota... Kyu.. Kyu kar rahe ho mere sath aisa.
1 ghante baad mai dargah se bahar aya aur maine faisla kiya ki ab yaha nhi rahunga. Mai gadi leke ghar gaya zaroori saman pack kiya aur flight book karne laga par pata nhi tha ki kaha jau. Phir maine socha ab waise bhi mere paas ab apna kehene wala koi raha nhi ab khood ko majboot banaunga. Phir maine decided kiya ki mai Russia jaunga kyuki waha ki special forces ko di jane wali training duniya ki sabse tough training kahalai jati thi aur log kwhete the ye training lene ke baad aadmi ke emotions khatam ho jate hai iss liye maine Russia ko chuna. Flight book karne ke baad mai bahar jungle ki aur nikal gaya shanti ki talash me kyuki meri flight kal ki thi. Mai ek sunaaan park me jake ke ek bench pe biath gaya aur us bewafa ke bare me sochne laga jiae mai pyaar karta tha.

Tabhi dimaag me awaj gunji
Awaj : aagya swaad bhala banke.
Mai : bolo kyaa kehena chahte ho
Awaj : yahi ki ye pyaar hum jaiso ke liye nhi hai.
Mai : tum aur mai alag alag hai.
Awaj : hum alag nhi hai hum ek hai. Mai bas tumhari fikar karta hu kyuki kisine tumhe tut te hue nhi dekha maine dekha hai tumhara dard mehsus kiya hai. Logo dhutkar dekhi hai, kaise wo hume zalil karte the. Iss liye kehta hu ye duniya tumhe kha jayegi aur agar jina hai to kudh ko us kabil banao ki puri duniya ko jhuka sako.
Mai : tum thik kehte ho. Ab badalne ka waqt aa gya hai.
(chillate hue) abbb badalne kaa waqt aa gyaa haiiii...
Tabhi meri aakhen kali ho gyi aur pith me dard uthne laga aur dekhte hi dekhte meri pith mese pankh nikal aaye.


image

Mera koi reaction nhi tha iss baat par maine wapas kudko normal karne laga phir pankh gayab kiye aur wapas ghar nikal pada apna saman uthaya aur hotel nikal pada kyuki mujhe pata tha samira wapas mafi mangne aaegi aur mai ab mai use apne samne bardasht nhi kar skta tha iss liye nikal gaya hotel aur apne naye safar ki aur.......

Aab aaaggee dekhte hai kya hota hai.


Review ka intezaar rahega.

Itz Anjum
 
Last edited:
LEGEND NEVER DIES................................
Moderator
17,457
28,958
173
Family Introduction

• Raghuveer Rajput (Dad) : ye India ke jane maane business man hai. Age ab 43 hai . Paise aur power ka kafi ghamand hai. Apni betiyo se bohot pyar krte hai.



36c539d7-909c-4926-9883-cce883d28841

• Shikha Rajput (Mom) : ye ek housewife hai. Inki age ab 37 hai. Inhe bhi Paise aur power ka kafi ghamand hai. Apni betiyo se bohot pyar krti hai.

a9d0585a-33e9-4566-8617-466997030d0f

• Janvi Rajput (Badi behen) : inki age abhi 21 hai. Ye nature se kaffi gusaal hai aur ghamand to maa baap se mila hi hai. Sab inhe pyaar se janu kehete hai.

Top-20-Most-Beautiful-Actress-In-Bollywood-2021-Fakoa

• Swara Rajput (choti behen) : ye hai meri princess. Inki age abhi 18 hai. Bohot hi soft hearted hai aur shayad yehi mujhe sach me apna manti thi.

aaf253df-e6e2-46d9-b149-d48009dd201a

• Yash Rajput (chacha) : ye mere papa ke chote bhai. Inki age 38 hai. Ye apne bhai se alag hai par unke dar se kabhi unke faisle ke khilaf nhi gye.

Dhanush

• kamya Rajput (chachi) : inhe bhi apni khubsurti pe kafi ghamand hai
.inki age abhi 34 . Inka baki nature aage pta chalega.


4f80f56b-0e76-4284-a42e-ebfec3abcf8a

• Divya Rajput ( behen) : ye chacha chachi ki beti hai. Inki bhi age abhi 18 hai. Ye kafi shant rehti hai par Mujse nafrat krti hai . ise gareebo se sakt nafrat hai.

314ac9e5-dcfc-4059-92ab-2689eb0b6c21

• Mahaveer Rajput (dadaji) : ye mere sab kuch the . Ye meri jine ki wajah the jo ab nhi rhi.

A-legrettegettebb-t-netek-egyike

Last But Not The Least

• Reyansh Rajput (mai) : meri age abhi 20 saal. Pariwar ke hote hue bhi anath ki zindagi jine wala jiski kismat hi " DARD " ku sihyai se likhi hai.


W-R-Wi-R75178600



Baki character aage bataya jaega
:congrats:
 

Top