- 1,531
- 1,642
- 143
Ko To Rok Lo {Update - 042}
____________________________
Mai bola “tu yaha kab aur kaise aa gayi. Yadi aayi thi to, fir mujhse pahle kyo nahi mili.”
Keerti boli “mai to sham ki aayi hu aur aate hi sabse pahle tere pas aayi thi. Lekin tune darwaja hi nahi khola.”
Mai bola “wo tu thi.? Mai to samjha ki nimi hai aur tere gusse me maine darwaja nahi khola. Lekin tujhe aawaj to dena chahiye thi.”
Keerti boli “maine socha tu gusse me hai. Isliye bina kuch bole wapas chali gayi thi ki, jab raat ko baat hogi to, tujhse mil lugi.”
Mai bola “jab tu mujhse milne hi aayi thi to, fir phone par itna natak kyo kar rahi thi.”
Keerti boli “wo sab natak nahi tha. Mere man ki bhadas thi. Tune mujhe bahut rulaya hai.”
Mai bola “tune nahi rulaya kya.?”
Keerti boli “par suru to tune kiya tha.”
Mai bola “chal meri galti hai. Lekin tu to mujhe kuch kahne ka mauka hi nahi de rahi thi. Ek to apna mobile band kar ke rakhi thi aur upar se jab chalu karti thi to, mera call bhi nahi utha rahi thi.”
Keerti boli “ab chhod na in baton ko. Koi aur baat kar.”
Mai bola “nahi mujhe janna hai. Tune aisa kyo kiya.”
Keeri boli “mera kisi se baat karne ka man nahi kar raha tha, isliye mobile band karke rakhi thi.”
Mai bola “to fir raat ko kyo chalu kar deti thi.”
Keerti boli “wo mera tujhse baat karne ka time rahta tha. Isliye apne aapko rok nahi pati thi aur mobile chalu kar deti thi.”
Mai bola “chal is se ek baat to pata chal hi gayi ki, tu mujhse baat kiye bina bhi rah sakti hai.”
Keerti boli “bada aaya pata karne wala. Tujhe kya pata ki mai kitna royi hu.”
Mai bola “chal jhuthi. Yadi aisa hi tha to, fir mera call kyo nahi utha rahi thi.”
Keerti boli “wo to mai gusse me thi. Isliye nahi utha rahi thi. Lekin mujhse tere se baat kiye bina nahi raha jata tha. Mai bas phone ko dekh dekh kar roti rahti thi.”
Mai bola “tu mujhse itna jyada pyar karti hai.”
Keerti boli “is se bhi jyada. Ye dekh.”
Ye kah kar usne apna hath dikhaya. Use dekh kar meri aankhon me khushi aur dard dono ke aansu ek sath chhalak pade. Usne apni hatheli par kaat kar mera naam likha tha. Maine uski hatheli ko chuma aur kaha.
Mai bola “ye sab tune kyo kiya. Kitna dard hua hoga. Ye pagalpan karne ki kya jarurat thi.”
Meri is baat ke jabab me keerti ne bada hi ajib sa muh banaya aur bholepan ke sath kaha.
Keerti boli “mujhse tere bina nahi raha ja raha tha aur tu raat bhar phone lagaye ja raha tha. Mujhe apne upar gussa aa raha tha aur tere upar bahut pyar bhi aa raha tha. Jab mujhse nahi saha gaya to, maine apne hath me ye kar liya.”
Mai bola “ye sab karti samay tujhe ye bhi nahi laga ki, mujhe ye sab dekh kar kitna dard hoga.”
Maine bade pyar se uske hathon ko chuma aur use apne seene se chipka liya.
Keerti boli “us samay mere upar pagalpan sawar tha. Mujhe samajh me hi nahi aa raha tha ki, mai kya karu aur kya na karu. Lekin is sab me teri hi galti hai.”
Mai bola “kyo.? Meri galti kyo hai.”
Keerti boli “yadi tu us din meri baat maan leta to, mujhe ye sab karne ki naubat hi nahi aati.”
Mai bola “kaise maan leta. Tab mujhe aehsas hi nahi tha ki, mai tujhe kitna pyar karta hu. Teri do din ki judai ne mujhe aehsas kara diya ki, mai tere bina nahi jee sakta. Ab tu kabhi mujhse door mat jana. Nahi to mai sach me mar jauga.”
Meri baat sunkar, keerti ne mere muh par hath rakh diya aur gusse me kaha.
Keerti boli “fir aisa kabhi mat kahna. Nahi to tujhse pahle mai mar jaugi.”
Mai bola “acha nahi boluga. Magar ek baat bata. Aaj tu apni kis saheli ke yaha gayi thi.”
Keerti boli “nitika ke yaha.”
Mai bola “agar tu nitika ke yaha thi to, fir teri scooty waha kyo nahi dikhi.”
Keerti boli “mujhe malum tha ki, tu mujhe dudte huye jarur nitika ke yaha aayega aur meri scooty ko dekh kar tujhe pata chal jayega ki, mai nitika ke yaha hu. Isliye mai apne sath kamal ko lekar gayi thi. Maine scooty lekar kamal ko mehul ke pas bhej diya tha. Ab ye mat puchhna ki mehul ke yaha to, tu bhi pahuch sakta tha. Tab to tujhe pata chal jata ki mai nitika ke yaha hu.”
Mai bola “nahi puchuga.”
Keerti boli “kyo.?”
Mai bola “kyoki chhoti maa se tujhe pata chal gaya hoga ki, mai mehul ke ghar se hi laut kar aaya hu aur sidhe mausi se milne nikal gaya.”
Meri baat sunkar keerti hasne lagi aur kaha.
Keerti boli “mere sath rahkar tu kitna samajhdar ho gaya hai.”
Aur fir khilkhila kar hasne lagi.
Mai bola “bahut raat ho gayi hai. Ab sona nahi hai kya.?”
Keerti boli “nahi. Kal Tujhe jana hai. Isliye aaj hum saari raat baat karege.”
Mai bola “lekin mujhe to nind aa rahi hai.”
Keerti uth kar baith gayi aur mujhe ungli dikhate huye kaha.
keerti boli “khabardar, jo aaj sone ka naam liya. Aaj na to mai sougi aur na hi tujhe sone dugi.”
Maine apne pair fialaye aur aaram se lette huye kaha.
Mai bola “tujhe jo bolna hai bolti ja. Jab tak mai jaag raha hu. Teri baat ka jabab deta rahuga. Magar so jau to fir mujhe jagaana mat.”
Keerti boli “dekh tu ye acha nahi kar raha hai. Mujhe gussa mat dila. Nahi to mai...”
Mai bola “nahi to tu kya karegi.”
Keerti boli “nahi to mai tera khoon pee jaugi.”
Mai bola “badi aayi khoon peene wali. Apni bakbak band kar aur chup chap so ja. Mujhe subah jaane ki taiyari bhi karna hai.”
Ye kahkar maine apni aankh band kar li. Magar keerti chupchap baithi rahi. Kuch der bad wo fir mujhe manane lagi. Mujhe uska manana acha lag raha tha. Isliye mai chupchap aankh band kiye leta raha aur uske manane ka maja lene laga. Keerti ne mujhe manate huye kaha.
Keerti boli “pls uth ja na. Aisa mat kar. Dekh do din se tu mere pichhe pagal bana ghum raha tha aur jab mai tere pas hu to, tujhe nind aa rahi hai. Ye achi baat nahi hai. uth ja.”
Ye kahkar wo mujhe hilane lagi. Lekin mai chupchap leta uski baton ka maja leta raha. Usne fir mujhe manate huye kaha.
Keerti boli “dekh ab mai aakhri baar bol rahi hu. seedhe tarike se uth ja, nahi to ab acha nahi hoga.”
Fir bhi mai uski baat ko ansuni kar aankh band kar leta raha. Lekin keerti to fir keerti thi. Bhala wo apni baat manaye bina kaha rahne wali thi. Aakhir me usne apni harketon se mujhe apni aankh kholne par majbur kar diya.
Keerti ne apne khule huye baal mere chehre par bikhra diye aur apna chehra mere chehre ke bilkul pas le aayi. Uske baalon ki khushbu ne mujhe madhosh kar diya aur uski aati jati saanso ka aehsas mujhe mere chehre par hone laga. Jisse mujhe ek alag hi sukh ki anubhuti ho raha tha.
Maine aankh kholkar dekha to, wo badi hi katil nigahon se meri hi taraf dekh kar muskura rahi thi. Maine banwati gussa dikhate huye kaha.
Mai bola “ye kya ho raha hai.”
Keerti ne bhi apne chehre ko sikodte huye, darawne chehre banane ke andaj me, apne dono hathon ki ungliyon ko chalate huye kaha.
Keerti boli “tere khoon peene ki taiyari kar rahi hu. Ab tu aankh band karke so ja aur mujhe mera kaam karne de.”
Mujhe uski aankhon ki rangat se samajh me aa gaya ki, uska irada kuch nek nahi hai. Maine baat ko badalne ke liye kaha.
Mai bola “tujhe mujhse baat karna hai to, chal baat karte hai. Lekin ab tu apna ye natak band kar de.”
Keerti boli “sorry. Tune apna faisla badalne, me bahut der kar di hai. Ab mera baat karne ka mood badal chuka hai. Ab to mai sirf tera khoon pikar hi rahugi.”
Mai kuch bolne ke liye apna muh khol kar, kuch bolne hi wala tha ki, mera muh khula ka khula hi rah gaya. Keerti ne apne dono hathon se mera chehra pakad kar, apne naram naram hoth mere hothon par rakh diye.
Keerti ke baalon se mera chehra dhaka hua tha. Wo mere upar jhuki huyi thi aur mere hotho ko chus rahi thi. Ek pal ko to mai hakka bakka rah gaya aur fati fati aankhon se uski is harkat ko dekhta rah gaya.
Magar dusre hi pal uski baalon ki sugandh aur uske komal hothon ke swad se, meri aankhen khud-ba-khud band hoti chali gayi, aur mera hath uske sar par chala gaya. Ab mai bhi uske naram hotho ko chusne laga.
Mai dharti se seedha swarg par pahuch gaya tha. Meri dhadkane tej se bhi tej badti gayi aur maine keerti ki kamar me hath dalkar use apne upar khich liya. Ab keerti mere upar leti thi.
Uske najuk badan ke bhar se meri utejna aur bhi jyada bad chuki thi aur mai use apne sharir se aur bhi majbuti se chipkaye ja raha tha. Dheere dheere mere hath uske boobs par chale gaye aur mai unhe masalne laga.
Hum dono ki utejjna charam par pahuch gayi thi aur saanse tej ho gayi thi. Lekin tabhi achanak hi keerti ne kiss karna band kar diya. Usne apne aapko mujhse chhudaya aur baithte huye apne baal thik karne lagi.
Maine uski taraf dekha to wo apni sanse sambhalne ki koshish kar rahi thi. Maine sawaliya najron se uski taraf dekha aur usne bhi meri taraf dekha. Uska chehra na jane kyo utar gaya tha. Jab wo kuch nahi boli, to maine puchha.
Mai bola “ye achanak tujhe kya ho gaya.? Tera chehra kyo utar gaya.?”
Keerti kuch nahi boli, bas khamoshi se usne apna sar niche jhuka liya. Uski aankhon se aansu bahne lage. Uske aansu dekh kar, mai ghabra gaya. Mai uth kar uske pas baith gaya aur uske aansu pochhte huye kaha.
Mai bola “dekh tu ro mat. Tere dil me jo kuch bhi hai. Tu mujhe saaf saaf bol de. Mai teri kisi baat ka bura nahi manuga. Lekin mai tera is tarah sed rona nahi dekh sakta. Abhi to tu itni achi bhali thi. Fir achanak tujhe ye kya ho gaya.”
Keerti kuch nahi boli, bas khamoshi se niche dekhti rahi. Tab maine fir se kaha.
Mai bola “tujhe meri kasam hai. Tu ye rona band kar aur jo bhi baat hai sach sach bata de.”
Meri kasam sunkar keerti ne apne aansu ponchhe aur kaha.
Keerti boli “mai tere sath jabardati kar rahi hu na.”
Uski baat sunte hi, mujhe hansi aa gayi. Lekin fir maine apni hansi roki aur us se kaha.
Mai bola “haan tu aage bol, fir mai bolta hu.”
Keerti boli “tu ye sab isliye kar raha hai na, kyoki ye meri khushi hai. Tujhe in sab baton se khushi nahi hoti hai. Mai hi har wakt tere sath jabardasti karti rahti hu. Abhi bhi maine hi tujhe jabardati kiss kiya hai.”
Mai bola “tu itni samajhdar hai, fir tere man me aisi faltu ki baten kaise aa jati hai.”
Keerti boli “samajhdar hu. Tabhi dimag me ye baten aati hai. Nahi to teri baton me bahal jati.”
Mai bola “aisa kuch nahi hai. Tune mere sath koi jabardasti nahi ki hai.”
Keerti boli “tu so raha tha aur mai kiss karne lagi. Ab bhala ek ladki ek ladke ko kiss karegi to, wo apne aapko kiss karne se kaise rok payega. Mai yadi kiss nahi karti to, tu so gaya hota. Meri hi jabardasti ke karan tujhe bhi mujhko kiss karna pada, nahi to tera man jara bhi nahi tha.”
Mai bola “tujhe kaise malum ki mera man tujhe kiss karne ka nahi tha.”
Keerti boli “agar hota to tune mujhe kiss kiya hota. Maine tujhe nahi kiya hota ho aur mere pas hone par bhi tujhe nind nahi aa rahi hoti.”
Mai bola “dekh, tu ye sach bol rahi hai ki, mera man tujhe kiss karne ka nahi tha. Magar tune mujhe kiss kiya to, mujhe acha laga. Isme jabardasti wali koi baat nahi thi. Ab rahi mujhe nind aane wali baat to, sun mujhe koi nind nahi aa rahi thi. Wo to mai tujhe tang karne ke liye natak kar raha tha.”
Keerti boli “magar fir bhi ye baat to sahi hai ki, tera man kiss karne ka nahi tha. Yane ki maine tere sath jabardasti ki hai.”
Mai bola “acha ek baat bata. Us din maine tujhe jabardasti kiss kiya tha. Kya tujhe lagta hai ki, us din maine tere sath jabardasti ki thi.”
Keerti boli “teri baat alag hai. Tu mere sath kuch bhi kar le. Mujhe kabhi nahi lagega ki, tune mere sath jabardasti ki hai.”
Mai bola “aisa kyo.”
keerti boli “kyoki mai tujhe pyar karti hu aur tujhe mere upar pura haq hai. Tu jo chahe wo kar sakta hai. Mujhe bura nahi lagega.”
Mai bola “to meri maa. Mai kya karta hu. Mai bhi to tujhe pyar karta hu na. To fir tujhe mujh par pura haq hua ya nahi.”
Meri baat sunkar keerti ne bachon ki tarah masum sa chehra banaya aur apne hoth sikodte huye kaha.
keerti boli “haan. Hua to magar mujhe dar lagta hai.”
Mai bola “ab jab mai tujhe pyar karta hu to, fir ab tujhe kis baat ka dar lagta hai.”
Keerti boli “yahi ki kahi bad me tu mujhse gussa na ho jaye.”
Mai bola “chal, aaj mai tera ye dar bhi nikal deta hu. Aaj mai teri kasam khakar kahta hu ki, mai mar jauga magar kabhi kisi baat par tujhko gussa nahi karuga. Ab to khush.”
Keerti boli “yaad rakhna. Tune meri kasam khayi hai. Yadi tune mujh par gussa kiya to, kasam jhuthi pad jayegi aur mai mar jaugi.”
Mai bola “haan, yaad rakhuga. Ab ye faltu ki bak bak band kar aur chup chap so ja.”
Keerti boli “tujhe sach me nind aa rahi hai.”
Mai bola “nind to nahi aa rahi hai. Magar aise hi baithe baithe baat karte rahege to, subah bhi ho jayegi aur nind bhi nahi aayegi. Isliye aisa kar light band kar de aur let ja. Yu hi baat karte karte, jab nind aane lagegi to, so jayege.”
Keerti boli “thik hai. Mai light band kar deti hu.”
Keerti light band karne uthi. Magar jab wo light band karne ki jagah darwaja kholne lagi to maine puchha.
Mai bola “ab itni raat ko kaha ja rahi hai.”
Keerti boli “are tune to apna night suit pahna hua hai aur kya mai aise hi jeans t-shirt pahan kar so jau. Mujhe bhi to kapde badal lene de.”
Mai bola “thik hai, magar jaldi aana.”
Keerti boli “mai teri tarah nahi hu ki, night suit dala aur bas ho gaya. Mujhe sone se pahle nahane ki aadat hai. Ab nahane aur kapde badalne me jitna time lagta hai, utna to time to mujhe lagega hi.”
Mai bola “to itni der tak kis baat ka intejar kar rahi thi. Ab raat ko 1 baje tujhe nahane ki yaad aa rahi hai. Mai itni der tak akela baitha kya karuga.”
Keerti boli “tu din bhar se isi kamre me band pada hua hai. Soongh kar dekh, tere badan se kitni badbu aa rahi hai. Aisa kar, tu bhi naha le. Kam se kam mujhse kuch to acha sikh le.”
Keerti ki baat sunkar mai apne badan ko sunghne laga aur mujhe aisa karte dekh keerti hasne lagi. Kyoki maine body spray lagaya hua tha aur mere sharir se uski hi khushbu aa rahi thi. Usne mujhe buddhu banaya aur mai ban bhi gaya tha. Isi gusse me maine us se kaha.
Mai bola “apni achchai apne pas hi rakh. Mujhe nahi nahana. Tujhe jo karna hai, tu kar le. Magar jyada time mat lagana, nahi to mai sach me so jauga.”
Keerti boli “tu sokar to dekh. Ab mai sach me tera khoon pi jaugi.”
Aisa kahte huye wo hansti huyi kamre se bahar nikal gayi. Uske jaane ke bad mai uski kahi baton ko soch kar muskurata raha. Lekin thodi der bad mujhe sach me nind aane lagi.
Maine socha ye abhi fresh hokar aayegi to, kya pata ise kab tak nind aaye aur kahi mujhe nind aa gayi to, ho sakta hai ki, isko bura lag jaye. Is se acha to yahi hai ki, mai bhi naha hi lu. Kam se kam ye aalas to bhag hi jayega. Ye soch kar mai bhi nahane chala gaya.