Romance Love with a Rapist - Ek Darinde se pyar (Completed)

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
365
68
28
Update 61 Samir with his dad

Kuch door jaakar Samir wapas aya Shanaya ke ghar ke paas aur horn kiya. Shanaya nahane jaa rahi thi….. usski behen dauti hui aakar uss se kaha ke hone wala jiju wapas aya hai, to jhatpata kar Shanaya baahar nikli aur samir ne ussko car ke andar aane ko kaha – bilkool andhera ho chukka tha aur kyunke Shanaya nahane jaa rahi thi ek skirt mein thi….. kaafi sexy dikh rahi thi….. magar iss waqt Samir ka mann itna bechain tha kissi aur baat se pareshaan tha ke Shanaya ko achchi tarah dekha hi nahin bus sawaal kiya;

Samir: “mujhko yeh samjhao please ke tumko inn sab baton ka pata kab aaur keise chala ke mere papa tumhare yahan mujhko tumhein dekhne ke liye laaya tha aur tum keise mujhko uss din pehchaan gayi aur tum kyun uss waqt mere saamne nahin aayi sab details mein samjhao mujhe main bahot pareshaan hoon!!”

Shanaya ko bahot dukh hua Samir ki pareshani ko dekh kar aur badi araam se samir ko samjhaya:

“Mere papa mujhse shaadi ke liye kayi baar pehle keh chuki thi magar main inkaar kar rahi thi har waqt. Mere papa aur tumhare papa dost the. To jiss din tumhare papa tumko lekar yahan ane wala tha uss din subha ko mujhse kaha gaya ke koyi ladka mujhe dekhne ane wala hai….. magar main apne papa se ro padi yeh kehte ke main shaadi nahin karna chahti abhi, main kaam karna chahti thi kum se kum do saal apne papa ko financial help karne ke liye…. Main itna royi papa ke saath ke ussne kaha ke woh kuch manage karega tumhare papa ko samjhkar….. aur udhar tum bhi shaadi ke liye tayyaar nahin the iss liye tumhare papa ne bina tumhein kuch batae yahan laya tha apne dost ke ghar jaane ke bahane…. Unn donon mein tey yeh hua tha ke mujhko tumhare saamne present kiya jaega to shaayad tum mujhko passand kar loge aur tab weh log hamari shaadi ki baat chalaate….. ab kyunke main ne subha inkaar kar diya to jab tum apne papa ke saath yahan aaye to mere papa ne tumhare papa ko ek taraf bula kar bataya ke main inkaar kar rahi hoom aur tum logon ke saamne nahin aunghi. To tumhare papa ko koyi eitraaz nahin hua kyunke uss ne tumko bhi kuch nahin bataya tha………… magar main ghar ke dusre kamre se tumko chhup kar dekh rahi thi, tumko nahin pata tha…. Tumne to mujhe nahin dekha tha aur tumko kuch bhi nahin pata tha magar main ne tumko bahot achchi tarah se dekh liya thaa aur passand bhi kar liya tha magar shaadi karne ko uss waqt tayyaar nahin thi…. Dekha kismat ne humko pehle hi mila diya tha magar hum ne khud ek dusre se milna nahin chaha tha, hum kismat ke khilaaf the Samir issi liye kismat ne huumko dobaara milaya…….”

Samir ko yeh sab sunkar aur jhatka laga aur kareeb rote hue kaha; “tum kyun saamne nahin aayi thi ussi waqt Shanaya!! Aaj yeh din to nahin ata meri zindagi mein, samira to nahin ati aur main itne taklifon se nahin guzarta aaj !!! tumhara rape to nahin karta tab!!! Tum samira ki jagah meri wife ban chuki hoti kab ki Shanaya kyun tum saamne nahin aayi thi uss din Shanaya!!”

Shanaya ke paas koyi jawaab nahin ta woh sar jhukaae chhup baithi thi, fir kuch der baad kaha, “Samir tum kyun itna tension le rahe ho, tumko itne door drive karna hai araam se jao itna kuch mat socho, main ne kaha nah ab woh sab batein purani ho chuke hein ab ke liye socho purani batein bhool jao Samir please.”

Aur Samir ne dobara ussko kiss kiye aur jane ki ijazat chaha aur chala gaya drive karte magar bahot hi pareshaan!!

Samir ko achah bilkool nahin lag raha tha, drive karte waqt woh apne aap ko kos raha tha. Usska dil usske dimaagh ka saath nahin de raha tha. Khud ko bahot kamzor aur darinda keh raha tha. Keise ussne itni achchi ladki ko eisa ghao de diya ussne. Kyun woh ek buri aurat ke khatir baaki ke ladkiyon ko bura samjha…. Woh apne aap ko maaf nahin kar paa raha tha….. usske enkh har waqt bhar aate the drive karte waqt….. baar baar ensoo poch raha tha….. ussko darr tha ke uss haalat mein drive karte hue accident na kar baithega…. Car ko roka ek sunsan jagah par. Kissi se apne iss haalat ke bare mein baat karna chahta tha, sab mann ki peeda ko bahaar nikaalna chahta tha….ussko Afzal ki yaad aayi ek wohi hai jo ussko samajhta hai….woh Afzal ko sab kuch batana chahta tha aur iss dal dal se nikalna chahta tha jo iss waqt ussko dooba raha tha….apne mann ke andar ka peeda woh nahin seh paa raha tha….. ussne mobile liya, Afzal ka numar dekha aur dial karne jaaa raha tha fir ruk gaya….socha ke pata nahin iss waqt woh Samira ke saath hoga to??!! To nahin phone kiya…… kuch der andhere mein baitha raha aur fir apne papa ko phone kiya….

“Hi papa. Main ghar araha hoon.”

Papa: “are ao beta kahan tak pohunche ho?”

Samir: “papa mujhe aap se akele mein bahot sare baatein karni hai main dukhi hoon papa aap mujhe raasta dikhayie!!” yeh kehte hue Samir zoron se rone laga…. Usske baap ko ascharya hua. Samir woh ladka tha to kabhi rota hi nahin tha balke dusron ko rone se rokta tha, itna bahadur ladka agar ro raha hai to bahot bada sankat mein hoga usske papa ne socha, aur bahot ghabra bhi gaya. Ussne Samir ko wahin rukne ko kaha jahan ruka hua hai aur woh apne ek dost ko saath lekar Samir ko beech raaste mein lene ko gaya. Dost ko iss liye liya taake woh wapas ate waqt usski gadi ko drive karke ghar wapas laen.

Koyi 45 minutes ke baad bahot pareshan Samir ke papa uss jagah aya jahan Samir ne car park kiya hua tha. Apne dost ko kaha ke usski car lekar wapas ghar jaen woh apne bête ke saath wapas aega. Dost chala gaya. Baap bête mile. Aur piche wale seat par donon baithe baat karne ke liye. Car ki light on kiya samir ne baat karne se pehle. Baap ko bahot hi pareshaani hui apne Samir ko uss haalat mein dekh kar, usska chehra utra hua tha aur bahot hi gham mein dooba hua tha woh, lag raha tha ke koyi bahot hi bada samasya hai…… baap bahot hi pareshan hua fir bhi kyun ke woh baap tha to ussko apne aap par kabu rakh kar bête ki pareshani ko samajhna aur hal nikaalna tha uss waqt.

Baap ne araam se poocha, “Kia baat hai beta kia baat karni hai, tu bahot hi pareshan dikh raha hai, eisi kia baat ho gayi ke mujhse akele mein baat karna chahta hai chal bata beta, main hoon nah main hoon pareshan mat ho.”

Samir apne baap se lipat gaya aur rone laga. Baap ko bahot dukh hua aur khud bhi shayad rone wala tha apne mard bête ko bahon mein rote dekh kar. Magar uss waqt ussko usse sambhaalna tha aur baap hone ke naate usska farz bhi tha, magar mann mein darr bhi tha use ke kahin Samir ne kuch eisa weisa kaam to nahin kar diya jiss se nikalna mushkil ho!! Baap darra hua bhi tha usske dil ke dhadkanein bhi tez hoti jaa rahi thi fir bhi himmat karke samir ko dilasha dete hue apne dil ki baat batane ko kaha; yeh kehte hue;

“Are tu to mera bahadur mard beta hai aur ro raha hai, chal main to tujhe mujhse bhi ziada bahadur aur sachcha mard samajhta hoon aur tu ek ladki ki tarah ro raha hai? Hmm? Chal bata, bata kia baat hai yaar!!”

Rote hue Samir ne kaha;

“Papa main ne ek bahot achchi aur masoom ladki ka rape kar diya papa!!”

Baap ko jhatka laga. Kuch der chhup raha fir kaha;

“Okay, sun kia ladki ne case kar diya?”

Samir: “nahin papa, woh bahot hi achchi hai aur aap ussko jaante ho!! Mujhse pata nahin keise eisi ghinawni harkat ho gayi…. Samira ne jab dhoka diya to main sabhi ladkiyon ko buri nazar se dekhne laga aur socha ke sab weise hi hote hein, aur dil mein thaan liya ke sabhi weisi ladkiyon ko rape karta rahunga…. Aur pehli ladki Shanaya mili…… papa main ab uss se pyar karne laga hoon papa, jiss ka rape kiya ussi se bahot pyar hogaya… main aap ko keise samjhaun paa!!”

Baap: “ aur ladki kia kehti hai, kia rape ke baad tu uss se mila?”

Samir: “papa woh aap ke dost ki beti hai yeh baad mein pata chala mujhe , balke aaj pata chala papa!!”

Baap: “what? Kiss dost ki beti?”

Samir: “jisske yahan aap mujhe le gaye the ussko dekhne ke liye ek baar bina mujhe batae….”

Baap: “ Sharma sahab ki beti? Oh my God tumne uss masoom ladki ki rape kiya? Kia kar diya tumne Samir? Kia Saharma sahab ko pata hai? Sab mujhko details mein bata kab keise hua aur abhi haalaat kia hein?”

Samir: “nahin papa woh itni achchi hai ke aaj tak kissi ko kuch bhi nahin bataya, pata nahin keise sab chhup chaap sehen kar gayi bahot bahadur ladki hai woh, thik hai main aap ko sab kuch details mein batata hoon tab shayad halka ho jaunga……

Aur Samir ne sab kuch bilkool detail mein apne baap ko bataya. Sab kuch. Aur kaha, “papa mera dum ghut raha hai sab sochte hue!!”

Baap ne Samir ke kaandhe ko thapthapaate hue kaha;

“Ab kia problem hai? Tumne to khud sab kuch sudhaar liya hai. Woh bhi tujhpar marti hai aur tum bhi pyar karte ho ab to baraat lekar usske ghar jana hai! Achchah ab mujhe sab kuch bataane se behtar feel kar rahe ho ke nahin? Chalo baahar niklo aur chalte hue baat karte hein thoda thandi hawa khaate hein, niklo baahar ab….”

Donon car se baahar nikle aur sadak ke koney mein pade ek pathar par baithe. Aur baap ne kaha;

“Dekho beta, sab kismat ka khel hai. Upar wala sach mein Jodi wahin se bana kar humko yahan bhejta hai. Aur humko apni Jodi kabhi sahi mil jaate hein – aur jo log apne sahi Jodi se mil jaate hein weh log marte dum tak khush jite hein aaraam se, kyun ke weh Jodi upar se vidhata ka banaya hua hota hai. Aur kuch log jo ghalat logon se rishta kar jaate hein weh rishte aksar toot jaate hein beech mein jeise tumhara aur samira ka, kyun ke hum logon ne ghalat rishta kar diya tha, aur assal baat to yeh hein ke kismat ne humko tumhare sahi rishte ke yahan legaya tha magar uss waqt na tum tayaar the aur na woh ladki….tum donon ne khud apne takdeer ke khilaaf jaakar bura kiya thaa uss waqt….. shayad issi liye tumhare aur Samira ke bech woh unban hona tha kyun ke vidhata ne tumko usske liye nahin banaya tha. Tumhari Jodi to Sharma sahab ki beti hi thi…… AB DEKHO ISSI LIYE MAA BAAP KI PASSAND AKSAR SAHI HOTE HEIN…. Issi liye maa baap apne bachchon ke liye aksar rishta dhundte hein….iss mein bhi Vidhata ka haath hota hai, yeh haq shayad upar wale ne hi maa baap ko diya hai ke weh apne bache ke liye var dhundein aur rishta karaein….. ab dekho main to tumko sahi jagah lekar gaya tha nah? Magar tum raazi nahin the uss waqt shaadi ke liye, kayi baar main ne tumse kaha tha ke tera shaadi ka time ho gaya ab tumko shaadi karna chahiye magar tum nahin maan rahe the….agar uss waqt maan liya hota to samira ki bajae Shanaaya se tumhari shaadi hoti uss waqt nah? Vidhata ke roop mein hum mata pita sahi rishte banate hein assal mein woh hum nahin vidhata karte hein hamare hathon se….. to ab mujhe pura yakeen ho gaya tere iss kahani se….. hai ke nahin? Khair, jo hua so hua tum donon ko milna tha aur mil gaye, ab tum uss rape ko bhool jao jab ladki khud bhool chuki aur tumko bhoolne ke liye kaha to ab aguey badho….tum khud Sharma sahab se milo tab main tumhare saath uss se usski beti ka haath dobara maangne jaunga, badi khushi se jaunga iss baar aur zaroor woh mujhko kabhi inkaar nahin karega.”

Samir ko bahot chain aur sukoon mila apne baap se baat karke aur usske baton ko sunkar. Usske mann ka peeda kum hua aur araam haasil hui usse. Dimaagh mein jo kashmakash chal rahi thi woh tham gayi aur ab chain ki saans liya Samir ne, aur donon baap bête khushi se ghar laute.

To be continued…………
 
Dimaagh ka garam, Dil ka naram
365
68
28
Update 62 Trouble again

Apne baap ke saath ghar aakar Samir ko bahot achchah laaga. Jab apni maa, bhai, behen se mila to aur bhi ziada khushi hui usse. Lagta tha ke bichad gaya tha inn sab se aur ab dobara mil raha hai. Ek ajeeb si khushi hui usske andar jinn se usske rooh ko bahot araam mila.

Samira ki bewafai ki vajah se ghar mein sab ke mazboot support mila Samir ko. Sab usske saath the aur uss se samir ko bahot achah mehsoos hua. Apnon ka saath kuch aur hi hota hai. Ek ehmiyat thi usski iss ghar mein aur woh ab bhi barkaraar tha.

Aakhir mein Shanaya ki baat chali ghar mein sab ke beech aur sab bahot khush the ke Samir ko koyi aur mil gaya, woh bhi jo pehle se usska hone wala tha. Samir ki behen ne Shanaya ke bare mein poocha Samir se to jiss tarike se Samir ne Shanaya ke bare mein bayaan kiya usski masoomiyat, vyohaar aur aur khubiyon ke bare mein to Samir ki maa aur usski behen Shanaya ko dekhne ke liye machal pade. Aur baap ne kaha;

“Main ne issi liye ussko tumhare liye passand kiya tha. Do saal pehle jab woh university ki student thi tab se main ussko jaanta hoon. Jab woh jaati thi tabhi main ne Sharma ji se ek din kaha tha main teri beti ko ek din apni bahu banaunga. Tere liye ussko chunn liya tha main ne ya yun kaho ke vidhata ne mere munh se woh baat kehelwayi thi Sharma ji se. Magar tum to tab raazi hi nahin the shaadi ke liye. Mujhe uss ladki mein sab woh gun dikhaayi diye the jo ek achchi ladki mein hona chahiye. Khair ab kismat ne tum donon ko mila diya to badi khushi ki bat hai main Sharma ji se baat karunga.”

Tabhi Samir ka phone bajta hai aur woh Shanaya ka hi hi call tha aur Samir phone lekar apne kamre mein chala jaata hai aur ghanton bhar Shanaya se baat karta hai. Shanaya bata deti hai ke usska papa wapas agaya magar kissi ne usske bare mein abhi kuch nahin bataya hai ussko, isss liye ke Shanaya chahti hai ke Samir khud pehle uss se miley tab baad mein samir ka papa unn se miley. To kal ke liye dobara Samir ko usske ghar ane ko kaha Shanaya ne. Aur donon mein tey hua ke kal office jab Shanaya niklegi to Samnir ussko wahan se ghar lejaega aur tab Shanaya ke papa se milega.

Dusre din shaam ko Samir Shanaya ka intezaar kar raha tha office se nikalne ko. Woh aayi, Samir ke seene se lipti aur thodi der baad donon Shanaya ke yahan pahunche. Shanaya ne apne papa se keh diya tha aaaj shaam ko jaldi wapas ane ko kyunke ussko kissi se milwana tha. To papa ghar par wait kar rahe the. Shanaya ko thoda darr tha ke kahin uske papa inkaar nah kare kyunke Samir ka shadi ho chukka tha pehle……aur issi baat ka Samir ko bhi darr tha.

Jab ghar agaye to Shanaya ne apne papa ko samir se milaya aur kaha, “Papa yeh Samir hai aap ke dost ka beta jo ek baar mujhko dekhne ko aaye the yahan par tab main shaadi nahin karna chahti thi, aur aaj yehi mera passand hai, aap se kaha tha nah ke ek mahine baad aap ko sab bataungi…….” Iss se pehle ke Shanaya apni baat ko pura karti baap ne beech mein tokte hue poocha; “Magar isski to shadi to shaadi ho chuki hai, hum gaye the isske shaadi mein!” Shanaya thodi si ghabraayi aur kaha, “ho chuki thi papa, magar ab tut gayi hai yeh ab free hein!!”

Shanaya ke pita ne gambhirta se Shanaya ko dekha, fir Samir ke taraf dekhte hue poocha, “Shaadi ka tutna koyi khel nahin hota, kia baat hui thi? Kyun tuta tumhara shaadi?” Iss se pehle ke Samir jawaab deta Shanaya ne beech mein kaha, “Papa main ne mummy ko sab kuch bata diya hai aap mummy se pooch lena.” Tab Mister Sharma ne bahot gambhirta se Shanaya ko dekhte hue kaha; “Beta tum andar jao main Samir se baat karta hoon baad mein tumse baat karunga jao tum abhi.” Shanaya iss baar bahot ghabra gayi aur ussko wahan se jaana pada. Apne baap ke baton ko ussne aaj tak kabhi nahin taala tha. To Sharma ji ne Samir se kuch der baat kiye. Samir bilkool bahadur tha aur usska saamna karte hue usske sabhi sawaalon ka saaf saaf jawaab diya. Lagta tha ke Sharma ji iss milan ke khilaaf tha. Ussko sahi nahin lag raha tha Samir aur Shanaya ka milna. Woh khilaaf hi the jiss tarah se woh batein kar raahe the. Magar ussne Samir se aakhir mein yeh kaha;

“Well I need time to give you an answer my boy. Mujhe kuch waqt chahiye tab tak main nahin chahta ke tum Shanaya se milo, itna kar sakte ho? Usski baat kahin aur chal rahi hai abhi aur mujhko sambhaalna hai, main nahin chahta ke uss taraf ke ladke wale tumko Shanaya ke saath dekhe ya kissi tarah ke baat unn tak jaye tum donon ke bare mein! Hope you understand what I mean.”

Ye sunkar Samir ko jhatka laga aur usske samajh mein nahin aya ke woh kia jawaab de, magar ussne Sharma ji ke baton ko maan liya. Aur Samir bina Shanaya se mile wahan se chala gaya wapas apne ghar.

Samir ke jaane ke baad Shanaya ne apne papa se bahot poocha ke kyun Samir bina uss se mile chala gaya to baap ne kaha ke uss ke kehne par ussne eisa kiya. Shanaya apne papa se kabhi behez nahin karti thi, magar aaj woh zid kar rahi thi ke ussske papa ussko sab batein jo baat hui usske aur Samir ke beech. Aakhir mein baap ne Shanaya se kaha, ke ussne Samir ko ussko milne se mana kiya hai abhi ke liye. Ussne waqt manga hai Samir se, aur kuch din ke baad faisla karega ke kia karna hai usse. Shanaya rone lagi aur apne papa se rote hue kaha;

“Main ne pehli baar kissi ko chaha hai aur aap ussko mujhse door kar rahe ho? Main ne kabhi nahin socha tha ke aap eisa karoge papa! Kyun aap ne Samir ko mujhse milne se mana kiya, ab woh nahin aega mujhse milne shayad phone bhi nahin karegga kyun ke woh vade ka pakka hai aur kiya hua vada woh bhi hamesha nibhata hai, agar ussne aap ko mardon wali zuban diya hai to woh mujhko contact bhi nahin karega, aap ne eisa kyun kiya papa? Main aap se ab tab tak baat nahin karungi jab tak Samir mujhko contact nahin karega keh deti hoon aap ko!!”

Yeh kehkar aur ziada zor se rote hue Shanaya apne kamre mein chali gayi…aur Sharma ji ne apni wife ke taraf dekhte hue kaha; “are yeh to diwani ho baithi hai uss Samir ki?!! Yeh sab kab hua? Kab se jaanti hai yeh uss ladke ko?”

Raat bhar Shanaya samir ka phone ka wait karti rahi magar Samir ne nah ek sms bheja aur nah hi call kiya. Aakhir mein raat ke barah baje Shanaya ne khud Samir ko call kiya magar usska mobile off tha!!!

To be continued…………………
 
Dimaagh ka garam, Dil ka naram
365
68
28
Update 63 The separation and ………

Samir ne apne gharwalon ko kuch nahin bataya tha Shanaya ke yahan se wapas ane ke baad. To dusre din usske dad ne poocha ke Sharma ji ne kia kaha. Samir ne sab baat bataayi. To Samir ke dad ne kaha ke uss se baat karega. Magar Samir ne mana kiya yeh kehte hue ke uss ne waqt manga hai apne khud ki tassali ke liye to dekhte hein kab tak wo koyi jawaab deta hai aur Samir ne dukh se yeh bhi kaha ke Shanaya ke pita ne yeh bhi kaha ke kahin Shanaya ki shaadi baat chal rahi hai aur wo nahin chahta ke un logon ko hamare bare mein pata chale iss liye wo Shanaya se nahin milega jab tak Sharma ji koyi jawaab nahin deta.

Samir ka bura haal tha aur udhar Shanaya ka iss se bhi ziada bura haal tha. Ussne kayi baar subha ko Samir ki mobile try kiya subha ko magar tab bhi switch off araha tha. Samir ne jaan boojh kar mobile on nahin kiya tha kyunke ussko pata tha ke Shanaya ussko contact karegi.

Shanaya jab bus mein office ja rahi thi to Samir ko yeh 2 sms likh kar send kiya.

SMS 1.

“My dear love Samir,

I know that you are a man of words and must have promised my dad that you will not contact me. But what about your words regarding me? Mujhse bhi wada kiya hai tumne wo bhool gaye kia? Mere papa ko diye hue vachan ka paalan karoge to mujhko diye hue vachan ka kia Samir? Main samajhti hoon ke tum iss waqt duvidha mein ho magar main tumhare jagah hoti to ehmiyat apne pyar ko deti kissi aur ko diye hue wade ko nahin. Mere papa ne tumse kia baat kiya mujhe nahin pata please mujhe at least itna batado ke kia baat hui tumhara unnse. Agar ussne kuch ghalat kaha hai tumko to main usske taraf se tumse kshama chahti hoon, please forgive me. Meri vajah se pata nahin tum ko kia kia sunna pada hoga. Tum mere bare mein to socho, mujh par kia guzar rahi hai bina tum se baat kiye, bina tumse mile binaa tumko dekhe??! Kal raat ko main ne keise raat guzari isska ilm hai tumhein? Tumne to mobile off kar diya papa ke vachan ko nibhane ke liye magar main beech mein pees gayi Samir, mujhe kyun saza mil rahi hai? Pata nahin kab mobile on karoge, abhi main kaam par jaa rahi hoon bus mein hoon, dil mein badi umeed hai ke bus se utartehi tum mere saamne hoge…… mujhe zor se rone ko mann kar raha hai…. Agar tum nahin mile to pata nahin din keise guzregi meri…….”

SMS2.

Yeh sms office ke andar se likha Shanaya ne:

“Tum nahin aae mujhe milne, bahot niraash hui main. Aur ab bhi tumhara mobile off hai, kayi baar phone karti jaa rahi hoon try karte hue magar switch off arahi hai…… Kaash tumne mujhe apne ghar ka number diya hota to tumko ghar par phone karti main office se. Ab main office aa chuki hoon, please mobile on karo Samir aur mujhe jawaab do please samir, mat tadpao mujhko iss tarah. Main apne kaam mein concentrate nahin kar paunghi, ghalatiyan karungi, mere dil aur dimaagh sirf tum mein laga hua hai….. tumko dekhne ka mann kar raha hai, tumhari awaaz sunne ko mann kar raha hai, tumhare bahon mein kho jaane ko mann kar raha hai, tumko mehsoos karne ko mann kar raha hai…. Unn lamhon ko yaad karo Samir jo hum ne kal ek saath guzare apne ghonsle mein, har pal kitne pyare aur bhavuk the , main marte dum tak unn lamhon ko nahin bhoolungi kia tum bhool sakte ho kabhi?.......... Main kia karun Samir kia karun main tumhi batao mujhe….. main paagal ho jaungi please mujhe reply karo…. Varna main kuch kar baithungi….. Love you too much Samir, love you very much, I can’t live without you, I will die, please reply me I will keep waiting….. please don’t disappoint me my love………”

Isske baad baar baar Shanaya office mein apni mobile dekhti rahi ke ab jawaab aega, thodi der mein zaroor reply aega, Aur phone try bhi karti rahi baar baar magar koyi faeda nahin hua…..

Udhar Samir ko yeh baat khae jaa raha tha ke kisske saath Shanaya ki shaadi ki baat chal rahi hai aur yeh baat kyun Shanaya ne nahin bataya use!! Ussko iss baat se Shanaya par ghussa bhi araha tha ke ussne uss se iss baat ko chupaayi…. Wo unn lamhon ko yaad kar raha tha jo kal Shanaya ke saat guzara……. Ek tadap thi usske mann ke andar….wo bhi to utna hi chahta tha Shanaya ko aur apne mann ko bahot daba kar unn se door rehne ki koshish kar raha tha… bechaini thi, sukoon nahin tha aur mann mein hulchul machi hui thi.

Din ke 11 baje Samir ne apna mobile on kiya aur jeise ussko umeed thi Shanaya ke sms aaye. Padh kar wo bhavuk ho gaya, pighal gaya aur reply kiye bina raha nahin gaya uss se. magar uss ne sawaal kiya;

“Tumhari kahin shaadi ki baat chal rahi hai yeh kyun nahin bataya tumne mujhe Shanaaya?”

Shanaya khushi se uchchal padi jab sms ka ringtone baja uski mobile par. Kyunke koyi bhi use sms nahin karta kabhi to ussko pura yakeen tha ke Samir ka hi sms aya hoga. Kaam chodhkar ussne mobile liya aur reply padhkar udaas ho gayi aur turant reply kiya;

“Samir to kia tum iss baat se khaffa ho ke meri shaadi ki baat kahin chal rahi hai? Ya tumne papa ko koyi vada vaghaira kiya hai ke mujhse nahin miloge etc? please pehle mujhe iss baat ka jawaab do abhi ke abhi!!”

Samir ne reply kia jo Shanaya ne turant padha:

“mujhko pehle batao ke yeh baat kyun tumne bilkool nahin bataayi. Tab bataunga ke tumhare papa ne kia kia kaha mujhe!”

Shanaaya ne yeh reply kiya:

“PLEASE CALL ME IMMEDIATELY I WILL EXPLAIN YOU EVERYTHING!”

Magar Samir ne sms se hi jawaaab diya: “No I don’t want to disturb you at your work so I won’t call. Answer me by sms itself”

Shanaya ne likha ke 15 minute baad usska lunch time hai uss waqt ussko call karne ko aur wo sab kuch samjhaegi use.

Aur lunch time mein Shanaya ne khud call kiya Samir ko aur samir ne liya to Shanaya ne eise shuru kiye:

“Hi meri jaan, meri dunya ho tum, kyun mera pyar mujhse rutha hua hai hmmm bolo to zara my chweet baby!!”

Samir: “Main rutha nahin hoon, haalaat humse ruthe hue hein, kamaal hai har baar kuch nah kuch eisa ho raha hai ke tumse juda hona
pad raha hai, kia sabhi lovers ke zindagi mein eisa hi hota hai? Sirf ek do baar milna fir separation! Hud hai yaar!!”

Shanaya: “hihihihihihi……. Yeh judaayi tumne khud banaayi hai, kyun mujhse milne nahin aaye aaj subha? Kyun mobile off kiya kal raat ko? Hmm?”

Samir: “Aur kia karta main? Jab tumhare baap ne bola ke tumhari shaadi ki baat kahin aur chal rahi hai aur wo nahin chahta ke hum donon ko weh log ek saath dekhe to kia karta aur main?”

Shanaya: “What rubbish man?! Kia shaadi ki baat chal rahi hai? Koyi baat nahin chal rahi hai meri shaadi ki. Han koyi aaya tha mujhe dekhne ek mahine pehle aur main ne inkaar kiya papa ko aur uss se kaha ke ek mahine baad ussko jawaab dungi ke kyun inkaar kar rahi hoon, kyunke uss waqt tum ship par the….. to isska matlab yeh to nahin hua ke meri shadi ki baat chal rahi hai, do you think I am going to accept any Tom, Dick or Harry?”

Samir zor se hanssa aur kaha, “What did you say? Dick? Oh you like dick? Tell me do you?”

Shanaya: “Shut up!! I only mentioned the name of a person not what you mean!!”

Samir : “Are nahin tumne dick kaha aur wo lund hota hai to kia tumko dick ki yaad arahi hi hmmm?”

Shanaya: (thoda sharmaate hue) “Tumko mazaak sujh raha hai Samir? Tum joke maaar rahe ho aur meri jaan par ban aayi hai!!”

Samir: “dick se khelo sabhi problem door ho jaegi”

Shanaya bhi mood mein aakar kehti hai;

“Okay, lao, do mujhe apna dick tab khelungi uss se do!!”

Samir ne hansste hue aur apne sex par apne haath ko sehlaate hue kaha;

“mujhe to tumhara haath ab bhi feel ho rahi hai mere dick par iss waqt uffff aaaaaahhh sssshshshshssssss hmmmmmm bada maza araha hai muuuuaaaaaah”

Shanaya muskurane lagi aur hanss bhi padi aur sochne lagi ke Samir to bada shaitaan nikla…. eise dukh bhare situation mein bhi eisi baatein kar raha hai; to Shanaya ne socha ke samir bahot bahadur hai aur ussko eise nazuk mauke par bhi apne aap ko sambhaalna ata hai issi liye wo ussko hanssa rahi hai aur situation ko rangeen bana raha hai taake Shanaya ziada fikar na karen….. wo khush hui aur kaha;

“Hmmmm mujhe bhi wo sab feel ho rah hai jo tumko ho raha hai, balke raat ko tumko bahot miss kiya aur tumhare uss dick ko bhi, bahot bure ho tum naughty boy!! Mujhe buri buri adatein laga rahe ho tum”

Samir bola: “okay shaam ko milne ata hoon tumko magar ek shart hai ke tum dick se khelogi aur munh mein logi bolo shart manzoor hai ya nahin?”

Shanaya chihunk kar boli: “What? Shaam ko kahan? Keise? kidhar wo sab karungi?

Samir: “usska fikar mat karo wo sab mujhpar chorr do bus bolo shart manzoor hai ya nahin?”

Shanaya ne hansste hue kaha: “tumhare liye kuch bhi karne ko tayyaar hoon jaan, yeh to bahot mamooli si shart rakha hai tumne!”

Samir: “okay, fir shaam ko milta hoon bye ab lunch karo, bon appetit and have a nice afternoon, love you loads, muuuuuuaaaaah”

Shanaya bahot khush hote hue: “Love you too my love. Muuuuuuaaaaaaaah, kiss you hot everywhere on you body muah muah muah muah, and specially on your chest muah muah muah muah…….. bye darling come fast in the evening I will eagerly wait for the evening now.

To be continued………
 
Dimaagh ka garam, Dil ka naram
365
68
28
Update 64 The detective

Shanaya ke papa bahot concerned tha Shanaya aur usski shaadi ko lekar aur kyunke Samir ka ek shaadi tuta tha to ussko fikr tha ke kahin Shanaya ke saath shaadi karne ke baad Samir ussko bhi nah chorr dein, iss liye wo apne santushti ke liye sab kuch jaanna chahta tha Samir aur usske pehli shaadi ke bare mein. Ussne ek detective ko hire kiya. Aur ussko Samir aur Samira ke bare mein sab kuch pata lagaane ko kaha. Detective ne kaha ke ek hafte mein usssko sab jaankaari laakar de dega. Samir ki photo ki zaroorat nahin thi kyunke jab Shanaya ke papa ne kaha ke who Comando hai aur haal mein ussi ne bachon ko helicopter se nikal kar bachaya tha atankvadiyon se to detective ne kaha ke photo ki zaroorat nahin usska kaam bahot asaan ho gaya kyunke samir popular aadmi hai. Detective ne kaha TV walon mein usski dost hein ussi se aur bhi info mil jaega aur tasveerein bhi.

To detective nikla Samir ke bare mein jaankaari haasil karne ko.

Aur udhar uss shaam ko Samir gaya Shanaya ka wait karne office ke paas. Ab Samir ne kyun phone switch off kiya tha, baat nahin kar raha tha aur ab kyun raazi ho gaya usss se milne ko? Are baat simple hai, Shanaya ke baap ne kaha tha ke Shanaya ke shaadi ki baat chal rahi hai to Samir nahin dakhal andaazi karna chahta tha magar Shanaya ne kia kaha uss bare mein Samir ko? Ke koyi bhi shaadi ki baat nahin chal rahi hai sirf ek ladka dekhne ko aya tha….. To Samir samajh gaya ke usska baap bus Samir kon uss se door rakhna chahta hai bina vajah. To Samir apne pyar ko usske baap se ziada ehmiyat dete hue apne pyar ke taraf ho gaya aur baap ki baton ko nazar andaaz kar diya aur kia! Agar Shanaya se baat nahin hoti to Samir pachtata! Shanaya ke baap ne usse jhoot kaha ke Shanaya ki shaadi ki baat chal rahi hai. Shanaya ne confirm kiya iss baat ko.

To shaam ko donon mile. Samir ne apni mehbooba ko car mein bitha ke ek sunsaan jagah legaya jahan car ko rokte hi kaha;

“Apna vaada yaad hai ke nahin miss Shanaya, dick se khelna hai hehehe!”

Shanaya zor se hanssi aur kaha, “main to mazaak kar rahi thi kia tum serious the?”

Samir; “Han main to babot hi serious tha aur dick wait kar raha hai tumhare hathon ki sparsh ko aye haye jaldi karo meri jaan maar daloge varna iss dick ko!!”

Shanaya ko nahin pata tha ke Samir eise joker type ka bhi ho sakta hai, magar khush thi ke Samir ka sense of humour to tha kum se kum aur masti karna bhi ata tha usse!

Jiss jagah donon ruke the car mein wahan kissi ka ana jana nahin hota tha, magar kissi ko nahin pata tha ke ab unn ke piche ek detective laga hua hai. Aur detectective ne yeh bhi kaha tha Shanaya ke dad ko ke har 24 ghanton ke beech ussko khabar deta rahega last 24 hours mein jo jaankariyan ussko prapt hua hai tab tak.

Jiss waqt Samir office ka paas Shanaya ka wait kar raha tha to detective wahin ussko dekh raha tha. Aur jab Shanaya Samir ke car mein daakhil hua to jasoos ne tasveer liya. Fir follow kiya donon ko. Magar jab Samir ne kache raaste mein entry kiya to jassos ruk gaya. Wo motorcycle par tha. Fir wo paidal chal kar unn logon ke car tak chhup chhup kar gaya aur kaafi door se, doorbin se unn logon ko dekhta raha. Ab kuch bhi ho wo ek mard tha aur do premiyon ko prem karte hue dekh kar ussko aur bhi ziada dekhne ka man kiya. Uss waqt ussko nahin pata tha ke Shanaya Sharma ji ki beti hai. Wo to Samir ko follow karte hue aya tha.

Jiss jagah par jasoos chhupa hua tha uss jagah se donon ke chehre aur adhe jism dikh rahe the….. ab Shanaya ne apne hathon se Samir ke pant ka zip ko khola tha yeh nahin dikha tha jasoos ko kyun ke donon piche ke seat par jaa baithe the. Samne wala seat piche dekhne ke liye rukawat bani hui thi. Donon ke chehra saaf dikh rahe the….. Aur jab Shanaya jhuk gayi Samir ne goad mein usske dick ko khush karne ke liye to detective ko yeh to samajh mein agaya ke Shanaya kia kar rahi hai Samir ke saath magar jasoos ka mann machal gaya sab saaf saaf dekhne ke liye….. wo ek comic character ki tarah apne chehre ko tod mod kar bana raha tha kyun ke ussko wo nahin dikh raha tha jo wo dekhna chahta tha halaaan ke ussko pata tha ke kia kiya jaa raha hai car ke piche wale seat par….. jasoos idhar se udhar, kabhi right to kabhi left mein position badal badal kar gadi ke andar dekhne ki koshish karte jaa raha tha magar sirf Samir dikh raha tha ussko jo sukoon ke saansein le raha tha apne enkhon ko sharaabiyon ke jeise karte hue…. aur Jasoos apne lund ko apne hathon se dabaate hue bhunbhuna raha tha ke kaash koyi usske dick ko bhi chussta weise…… koyi bhi uss waqt uss detective ko dekhta to hanssne lagta kyunke wo 100% ek comic book ki character dikh raha tha!!

Samir aur shanaya ek dusre ko aakhir mein baahon mein bhar liye aur pyar ki gehraayion mein doob gaye aur jasoos wahan se apne sar ke baal nochte hue wapas chala gaya. Jaakar pehle report phone karke bataya Shanaya ke dad ko ke iss waqt Samir kissi ladki ke saath maujh masti kar raha hai!! Samir ko ussne ek chalia jeisa roop diya ya uss bhanvre ka roop dekar Shanaya ke dad ko describe kiya jo haar kali par mandrata rehta hai….. Shanaya ke dad ne ussi waqt socha ke jo ladka kissi aur ladki ke saath gulcharre uda raha hai uss ko to apni beti ka haath kargiz nahin dega. Ussko yeh nahin pata tha wo ladki jisska zikr jasoos ne kiya wo ussi ki beti thi.

Shanaya bahot khush hui Samir ko firse apne bahon mein, apne paas paakar. Donon ne pyar kar liya jee bharke aur kuch der baatein kiye. Shanaya ne poocha;

“To kia tum jhat se bina baat ko jaane kissi se bhi vada kar dete ho ke yeh nahin karunga wo nahin karunga? Kyun mere papa ko vachan diya tumne ke mujhse nahin miloge vaghaira? Kyun apna mobile band kiya aur kyun mujhse baat nahin kiya kal raat ko?”

Samir bola; “Main ne koyi bhi vada nahin kiyaa tumhare papa se! koyi bhi vada nahin kiya!!”

Shanaya: “What? To kyun mobile off kiya aur mujhse door rahe?”

Samir: “sirf iss liye ke main ne socha ke agar tumhari shaadi ki baat chal rahi hai to mujhe door rehna chahiye; tumhare dad ne to kaha ke tumhari shaadi ki baat chal rahi hai, aur mujhe ghussa aya tha ke kyun tumne mujhko nahin bataya ke tumhari shaadi ki baat chal rahi hai kahin aur!! Issi liye!!”

Shanaya: “ofo Samir koyi shaadi ki baat nahin chal rahi hai meri. Ek bank manager mere ghar aya tha mujhko dekhne jab tum ship par the aur papa chahta tha ke main uss rishte ke liye han karun magar tabhi main ne ek mahine ki mahulaat mangi thi… bus issko shaadi ki baat kehte hein kia?”

Samir: “to tumhare papa ne mujhko tumse door rehne ke liye weisa kaha hoga, he does not like me it seems, shayad main shaadi shuka hoon iss liye!!”

Shanaya: “he likes you or not, that does not matter, what matters is that I love you. Tumko mere papa ke saath jiwan nahin bitana hai, mere saath bitani hai, to wo tumko passand kare ya nahin iss se koyi farak nahin padta okay?”

Samir: “yehi sab sochke to main tumse aaj firse milne ke liye raazi hua nah!! Varna hum nahin milte aaj…..”

Shanaya: “okay to kal fir miloge nah? Aur raat ko phone pe hum baaat karenge nah? I want to sleep with your voice echoing in my ears….”

Samir ne Shanaya ko kaske bahon mein lete hue usske chehre par charon taraf kiss karte hue kaha, “Are meri jaan wohi to main bhi chahta hoon ke tumse baat karte karte mujhko needh aaye….mujhe bhi tumhari pyari awaaz sunne ko bahot hi achah lagta hai my love, zaroor baat karenge hum donon raat ko no worries darling muuuuuaaaaaaah!”

Aur fir Samir Shanaya ko Majid bhai ke dukaan tak chorrne gaya aur wahin se wapas mudh gaya.

To be continued…………
 
Dimaagh ka garam, Dil ka naram
365
68
28
Update 65 Last Update
Had Ended this story on Diwali day on (03/11/2013) at XP

Jasoos ne jab phone par bata diya ke Samir kissi ladki ke saath maza kar raha tha apni car mein to Mister Sharma ne faisla kar liya ke Shanaya ko usske hawale nahin karega. To uss shaam ko ghar aakar Shanaya ko bulaya aur kaha ke ussko uss bank manager se hi shaadi karni hogi ab aur Samir ko bilkool bhool jana hoga. Shanaya jo kabhi apne papa se oonchi awaaz mein baat nahin karti thi, wo ladki jo bahot khamosh raha karti thi, jo bachpan se maa baap ki har baat ko maante ayi thi aaj baghavat par utar aayi. Uss ne oonchi awaaz mein baat to nahin kiya, ghussa to nahin kiya magar bahot araam se apne pita se kaha,

“thik hai papa agar aap mujhko force karoge to kal main kaam se ghar wapas nahin aungi Samir ke saath bhag jaungi tab mat kehna ke main ne aap ki izat mitti mein miladi.”

Baap ko bahot ascharya hua ke Shanaya ne ussko weisa jawaab diya. Wo Shanaya ki maa ko dekh raha tha to kabhi Shanaya ko aur chilla kar kaha;

“Kia tumko pata hai ke wo ladka kia hai, keisa hai, kia karta hai, kyun usski pehli biwi ussko chorr ke chali gayi? Inn sab ke bare mein tumko pata chalega to apna maatha peetogi!!”

Shanaya: “han papa mujhe sab pata hai aur main matha nahi pitungi balke Samir se aur hazaar baar ziada pyar karungi.”

Papa: “ari o bewakuf ladki aaj hi shaam ko wo apne car mein kissi ladki se iskh farma rahe the!!”

Shanaya: “papa wo ladki main thi koyi aur nahin!!”

Papa: “what? Tum usske saath the aaj shaam ko? Tum to kaam par…… what? Kia? isska matlab….ma…. main…… oh no!!”

Sharma ji detective ko phone karta hai aur poochta hai kia ussne uss ladki ki tasveer liya jisske saath aaj shaam ko samir ko dekha tha. To detective ne kaha ke han jab ladki car ke andar jaane wali thi tab usske kayi photos liye the. Sharma ji ne detective ko ussi waqt milne ko kaha kahin baahar aur photos dikhane ko kaha.

Ek ghante baad Sharma ji uss jasoos se mile aur jab photo dikhaya to Sharma ji ne dekha ke usski beti ki tasveer thi!! Usska ji kar raha tha ke uss detective ko pakar kar mare!! Magar detective ne ussko kuch aur bataya jissko sunkar wo chhup ho gaya. Detective ne kaha;

“Sharma ji, Samir ki wife ka dusre mardon ke saath chakkar tha. Aaj bhi wo kayi mardon ke saath raat bitati rehti hai. Samir ke ek dost tha Afzal naam ka. Usski biwi bhi bewafa nikli thi, aur Afzal ne apni biwi aur usske yaar ka khoon kar diya tha. Samir bhi yehi kar deta agar chahta to. Magar ussne apni biwi ko ghar se nikal jaane ko kaha aur chorr diya ussko. Main ne bahot talaash karne ke baad main Afzal tak pahuncha ussi se mujhe sab informations miley. Samir bahot achchah ladka hai, usska character bedaag hai aur Comando ka best candidate hai. Ussko bahot chahte hein sab uss department mein aur wo aaj kal ek Shanaya naam ki ladki se bahot pyar karta hai yeh mujhe Afzal ne nahin khud Samir ne bataya jab main usska interview lene ke bahane reporter banke interview liya to pata chala. Aur shaam ko wo ussi ladki ke saath thi, yeh tasveer ussi Shanaya ki hai!!”

Sharma ji ne sab araam se sunna aur aakhir mein jasoos se kaha,

“Aur tumne yeh pata kyun nahin lagaaya ke yeh ladki kaun hai, kahan rehti hai?”

Jasoos: “Aap ne iss kaam ke liye to mujhe paise nahin diye the nah, agar aap chahe ke main iss ladki ke bare mein bhi khoj karun to extra fees lagega, aap raazi ho? Main kal hi aap ko iss ladki ke bare mein sab kuch sahi sahi bata dunga!”

Sharma ji ne kaha; “nahin nahin isski zaroorat nahin kyun ke yeh meri beti hai!!”

Detective ka chehra dekhne layak tha uss waqt….. usske samajh mein sab baat agayi ke Sharma ji ki beti se Samir pyar karta hai issi liye Sharma ji ne ussko Samir ke piche lagaya tha usske bare mein sab jaanne ke liye, ussne Sharma ji se baaki ke paise liye aur bhaagta hua wahan se rafoo chakkar ho gaya.

Sharma ji ke samajh mein sab baat agayi. Usske samajh mein agaya ke Shanaya aur Samir ek dusre ko chahte hein aur wo unn donon ko nahin rok paega ab. To ussko issi mein khush hona tha varna beti ko kho dega hamesha ke liye wo yeh samajh gaya tha.

Ussne keise bhi karke Samir ke papa se contact kiya aur ussko ghar bulaya. Samir ka baap akele milne aya unn se uss ke ghar. Shanaya bhi mili Samir ke papa se aur samajh gayi ke ab baat banne wali hai. Turant Shanaya ne samir ko phone karke bataaya ke usska papa usske ghar aya hai usski dad se milne. Donon kush hue. Aur jaane se pehle Samir ke papa ne shanaya ko bulwaya aur ussko aashirwaad dete hue kaha, “tu mere hi ghar ki bahu banne wali thi jab main tumko pehli baar dekhne laya tha Samir ko, magar tum donon ko akele milna tha hamare help ke bina so tum mil gaye ab shaadi ki tayaariyan karo beta!!”

Shanaya bahot khush hui aur apne papa ke gale lag kar usske gaalon ko chumne lagi ussko thanks karte hue. Sharma ji ne kaha, “main inkaar keise kar sakta tha beta tumko main tumko khona thoda hi chahta hoon, tu to mera dil ka tukda hai bhala tumko dukhi kar sakta hoon main. Chalo main ne pata laga liya ke Samir sach mein bahot achcha ladka hai. Tumko wo sach mein bahot hi khush rakhega. Be happy my child!”

Bahot jald donon ke shaadi ki elaan hui bina engagement ke. Shaadi wale din hi engagement aur wedding ring donon pehne donon ne. badi dhoom dhaam se shaadi hui donon ki. Saare gham, dukh, ranjh sab mit gaye aur khushiali chaa gaye unn ke chaaron orr…….

Shaadi ki pehli raat donon ne decide kiya apne ghar mein bitaenge fir dusre din honeymoon ke liye niklenge……. Aur aayi shaadi ke baad wali pehli raat…..

Samir phoolon se saja hua kamre mein ata hai jahan palang bhi phoolon se saja hua tha, aur bed par nayi naveli dulhan sajh dhajh kar baithi Samir ki ane ka intezaar kar raha tha.

Samir bed par baitha Shanaya ke Karib aur usski ghungat uthaya usske khubsurat kamseen chehre ko dekhte hue jiss par laali chaayi hui thi……. Magar…………

Shanaya jhat se usska hath hattate hue uthi, Samir ke saamne khadi hui aur kaha;

“Aaj mera badla pura hua. Tum kia samajhte the ke main tumse pyar karti hoon? No. never! Jiss din tumne mera balaatkaar kiya ussi din se main ne soch liya ke tumse keise badla lungi, aur ek hi raasta mere saamne nazar aya wo thi tumse shaadi karne ki! Lo aaj main kaamyaab hui. Mister Samir, mere tumhare sirf dunya ke saamne husband wife ka rishta hoga, na tum mera kuch lagte ho nah main tumhari. Yehi tumhari sazaa hai. Ghut ghut ke jiyo ab. Main issi ghar mein rahungi magar tum mujhko kabhi nahin chuoge! Mere nazdik kabhi mat ana! Main tumse nafrat karti hoon! Mera rape kiya tha tum ne? Shanaya ki rape. Are main ne kitne sambhaal ka apne aap ko rakha tha, kitni nazuk thi main, kitni bholi aur achchi thi main tum ne mujh jeisi ladki ka rape kiya? Main zindagi bhar tumko maaf nahin kar sakti…. Tum mere dushman ho aur dushman rahoge marte dum tak. Dunya ke saamne hum husband wife ka naatak karenge zindagi bhar, magar honge nahin. Tum iss bistar par kabhi mat aana apne sone ke liye alag jagah dhundo magar issi kamre mein! Mera tumhara koyi naata nahin abhi se!!”

Samir ko zabardast jhatka laga. Usska munh khula ke khula reh gaya aur Shanaya ke chehre mein dekhta raha jab tak wo bolti rahi bina kuch kahe….ussko yakeen nahin araha tha ke Shanaya eisa kar sakti hai…… wo chup chaap utha, ek do kadam kamre mein idhar udhar chala…. aur darwaze ke paas jaa raha tha ke daudti hui Shanaya ne piche se ussko jakarte hue kaha, “Dar gaye meri jaan main bus mazaak kar rahi thi, main tumse door reh sakti hoon bhala, tumhare chehre ka rang dekhna chahti thi ke tum kia karte agar mein ne kuch eisa socha hota to hihihihihihihihi …muuuuuaaaaaaah muah muah muah……. Aur wo Samir ke chehre par darjanon chummi deti gayi……… Samir ke ensoo nikal pade the jo Shanaya apne honton se ponch rahi thi…….

Fir Samir ne Shanaya ko goad mein uthakar bed par patka aur kaha, “you naughty girl mujhko sach mein darra diya tumne!!!” aur donon do jism aur ek jaan ho gaye bed par…………………….

The END.
 
.
Moderator
2,363
1,833
143

Hello Everyone :hi: ,
We are Happy to present to you The Exclusive story contest of Lustyweb "The Exclusive Story Contest" (ESC)..

Jaisa ki aap sabko maalum hai abhi pichle hafte he humne ESC ki announcement ki hai or abhi kuch time Pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit chat aka discussion thread toh pehle se he Hindi section mein khulla hai.

Iske baare Mein thoda aapko btaadun ye ek short story contest hai jisme aap kissi bhi prefix ki short story post kar shaktey ho jo minimum 2000 words and maximum 8000 words takk ho shakti hai. Isliye main aapko invitation deta hun ki aap Iss contest Mein apne khayaalon ko shabdon kaa Rupp dekar isme apni stories daalein jisko pura Lustyweb dekhega ye ek bahot acha kadam hoga aapke or aapki stories k liye kyunki ESC Ki stories ko pure Lustyweb k readers read kartey hain.. Or jo readers likhna nahi caahtey woh bhi Iss contest Mein participate kar shaktey hain "Best Readers Award" k liye aapko bus karna ye hoga ki contest Mein posted stories ko read karke unke Uppar apne views dene honge.


Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske aalwa aapko apna thread apne section mein sticky karne kaa mouka bhi milega Taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab k liye ye ek behtareen mouka hai Lustyweb k sabhi readers k Uppar apni chaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.


Entry thread aaj yaani 5th February ko open hogaya hai matlab aap aaj se story daalna suru kar shaktey hain or woh thread 25 February takk open rahega Iss dauraan aap apni story daal shaktey hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna suru kardein toh aapke liye better rahega.


Koi bhi issue ho toh aap kissi bhi staff member ko Message kar shaktey hain..

Rules Check karne k liye Iss thread kaa use karein :- Rules And Queries Thread.

Contest k regarding Chit chat karne k liye Iss thread kaa use karein :- Chit Chat Thread.

Regards :Lweb Staff.
 

Top