Horror Char Ratein (Horror) (Completed)

expectations
22,461
14,688
143
Mujhe bhi dara diya bhai story se.Bhoute hi accha likha hai aapne. Story mai ek flow hai biche mai se kuch bhi essa nahi lag raha ki miss hai.
Aur ye bed wala incident khartnaak tha ab aaj raat mujhe dar lagega ki kahi humare saath ye na ho jaae.
Aur last mai ye pendulum wala haath toh aur situtation tight kar raha hai, dekhte hai next update mai kya hota hai.
Buss yahi kahunga , mujhe dara diya aapne...but writing skill awesome hai...
Raat ko darna to meko mat yaad karna sab is plinch ka kiya dhara hai inna darawna sab likhkar raat ma tag kar diya ye
 

Top