Kya Vaishali ka face Sheetal sadhna se alag h
Ek to writer ne Sheetal aur sadhna me itna uljha diya h ki pata nahi chalta kaun shital h aur kaun sadhna
Kabhi Sheetal ko sadhna bana diya kabhi sadhna ko Sheetal bana diya ...
Aakhir kab khulenge in sab ke raj
Mughe to lagta h abhi tak ek bhi raj khule nahi h is story ke...
Aapke iss sawal ka jawab bilkul aasaan hai...Agar kisi ne bhi vaishali ko dekh kar ye nahi kaha kabhi ki ye sheetal ya sadhna hai to jahir si baat hai ki uska face alag hai..
Sheetal aur Sadhna wala confusion bilkul sahi hai...main bhi kabhi kabhi sheetal aur sadhna me confuse ho jata hu...iska suspense iss part me khulega kuch updates baad..
Asli suspense vahi hota hai Alaiza ji jo kahani ke last tak readers ko uljha kar rakh sake...agar koi baat ka suspense jaldi hi pata chal jaye ya koi samajh jaye to phir aise suspense ko suspense kaha hi nahi ja sakta..
Isliye dhairya rakhiye aur sahi samay ka intazar kariye..samay aane par har raaz benaqab hoga...