Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Well-known member
3,825
7,366
143
SAAND 2
UPDATE-31

Kuch der ke baad tabhi kisi ne darwaja khola to vah samne darwaja kholne wale ko dekhte hi chounk gaya....balki ye kahna jyada uchit hoga ki dono hi ek dusre ko dekh kar chounk gaye..

Ab Aage................

Darwaja ek buddhi aurat ne khola tha jo ki behad badsurat dikh rahi thi, uss shakhs ne ye kadapi nahi socha tha ki darwaja kholne wale ki surat itni badsurat bhi ho sakti hai, yahi vajah thi ki vah dekhte hi chounk pada..jabki vah budhiya, itni raat me apne samne kisi ajnabi shakhs ko dekh vo bhi use aisi halat me dekh kar chounk gayi thi.

Budhiya—koun ho tum aur iss tarah ghabra kyon rahe ho ?

Shakhs—ji...mera naam ....RAJ.. hai....main apni didi ki talash me kayi din se bhukha pyasa dar dar bhatakte huye yaha pahucha to roshni dekh kar idhar chala aaya..

Budhiya—kyon, kaha gayi tumhari bahan ?

RAJ (nam ankhe)—kayi saal huye meri sheetal didi ko mujhse bichhde huye..tab se aaj tak main usko dhoond hi raha hu..na jane vo kaha hogi, kaisi hogi ?

Budhiya—main kamla, iss ghar ki malkin...saalo se yaha akeli rah rahi hu, har roj kisi ka intazar karti hu, lekin vo aata hi nahi..aaj tumne darwaje par dastak di, to laga ki vo aa gaya...khair, chalo andar aao..main tumhe khane ko kuch deti hu...

Kamla ne kuch bhuna hua maans aur peene ke liye pani la kar use diya lekin vo chupchap baitha khane ko dekhta raha.

Budhiya—kya hua..kha kyon nahi rahe ho ? tumhe to bhookh lagi thi na ?

RAJ—bhookh to ab bhi lagi hai lekin main mansahari nahi hu...

Budhiya—lekin yaha to yahi mil sakta hai..jungle me jo milta hai vahi khana padta hai...ghar ke piche ek kuwa hai lekin uska pani peene layak nahi hai..peene ka pani bhi main ek jharne se le kar aati hu..

RAJ—koi baat nahi..

Akhir marta kya na karta, kayi din se bhookha hone ke kaaran usne vo bhuna hua maans khana hi uchit samjha aur uss par toot pada...khane ke baad usne pani piya tab kahi use kuch rahat mahsoos huyi...tab tak vo aurat uske liye ek bistar le aayi.

RAJ—aapka bahut bahut dhanyawad...

Budhiya—ye lo bistar aur yahi so jao...aur koi bhi, kaisi bhi awaz ho, uss par dhyan mat dena... main tumhe vistar se to nahi bata sakti leki kuch bhi ho par khidki se mat jhaankna..phir mat kahna ki maine aagaah nahi kiya..

RAJ (hairan)—aisa kya hota hai raat ko yaha ?

Budhiya (kamla)—maine jo kaha, uss par dhyan do..jyada bahas mat karo..

RAJ—theek hai...jo aap kahe..

Vah bistar bichha kar araam se so gaya...karib aadhi raat ko kuch awaze sun kar uski neend khul gayi...koi meethi dhun me mast ho kar gaana ga raha tha lekin gaane ke bol uski samajh me nahi aa rahe the..phir use kamla ki baat yaad aayi.

Lekin ab usse raha nahi ja raha tha...akhir kamla ki hidayat ke baavjud vaha lagi khidki khol di aur bahar jhaankne ki koshish karne laga...achanak tabhi.......

Udhar abhay ne jab ye suna ki raj jinda hai to vah ek dam se sakte me aa gaya, use vishash hi nahi ho raha tha ki usne abhi abhi jo suna, vo sach hai ya koi khwab ?

Abhay (shocked)—kyaaaaa ?

MLA—haan, jija ji

Abhay—kahi tune pee to nahi rakhi hai ? tujhe malum nahi ki usko mare huye kitne saal ho gaye ?

MLA—mujhe sab malum hai jiju lekin main jo kah raha hu, vo bhi 100 feesdi sach hai..

Phir usne faem house ki ghatna se le kar damini ko kidnap karne ki ghatna tak ki poori baat batayi jise sun kar abhay buri tarah soch me pad gaya..

Abhay (shocked)—(mann me)..lekin ye kaise ho sakta hai ? raj to mar chuka hai vo bhi aaj se kayi saal pahle hi..phir kaise ? lekin ratnakar bhi mujhse jhooth nahi bol sakta....kahi vo sach to nahi bol raha hai ?

“kya hua abhay sahab ? meeting ko aage badhaye ab ?” meeting me baithe huye ek client ne kaha.

Abhay—meeting cancle...

“ji..matlab ?” kisi ek ne kaha.

Abhay (tezi se)—ek baar me sunayi nahi diya kya..maine kaha na ki meeting cancle to cancle..jao yaha se..

Abhay ko achanak gusse me dekh kar sabhi sakpaka gaye aur turant vaha se chalte bane kyonki vo sabhi uske swabhav se achchi tarah se parichit the.

Unke sabke jane ke baad abhay kafi der tak ratnakar shetty ki kahi baato par sochta raha, uske chehre par hairani saaf jhalak rahi thi... aur phir kisi ko call lagane laga, ..

“haan abhay ji..” dusri taraf se awaz aayi..

Abhay (hairan)—yaar kaise batau ? tum aisa karo ki turant yaha aa jao..jitna jaldi ho sake..

“kyon kya ho gaya achanak se ?” dusri taraf se kaha gaya..

Abhay—phone par nahi bata sakta...bahut jaruri kaam hai..

“theek hai ...main shaam tak pahuchta hu” dusri taraf se baat kar rahe shakhs ne kaha.

Shaam tak abhay bechaini me uss shakhs ke aane ka intazar karta raha...shaam tak phone par dusri taraf se baat karne wala vo shakhs bhi pahuch gaya...ye vahi ajnabi shakhs hai jiska jikra shuru me abhay ke sath vartalap me kiya ja chuka hai.

“ab bolo ki aisa kya ho gaya ki aapne mujhe aise achanak jaldi me bulwa liya ?” aate hi uss shakhs ne sawal daag diya..

Abhay—baat hi kuch aisi hai ki tum bhi sunoge to uchhal padoge..

Shakhs—aisi kya baat hai ?

Abhay—baat dar-asal ye hai ki...(poori baat bataye huye)

Shakhs (shocked)—whattt..? ye kaise ho sakta hai ?

Abhay—yahi baat to meri bhi samajh me nahi aa rahi hai...par ratnakar bhi mujhse jhuth nahi bolega...yahi baat mujhe hairan kiye huye hai..isiliye to maine tumhe bulaya hai..ab tumhi batao, kya karna chahiye ?

Shakhs—agar ye baat sach hai to phir to hame khush hona chahiye...kyonki jis wasiyat ko hum bhool chuke the, ek baar phir se hame uska raaz janne ka mouka mil sakta hai..

Abhay—magar vo jinda kaise ho sakta hai yaar ?

Shakhs—ho sakta hai ki ratnakar ki baat sach ho ? aur ye bhi mat bhulo ki raj ki laash aaj tak kisi ko nahi mili hai aur na hi sheetal ki...yaha tak ki uss ghatna ke kuch din baad hi uski family bhi raato raat na jane kaha gayab ho gayi thi ? to kyon nahi ho sakta ?

Abhay—hmm,,ye bhi sahi kah rahe ho...ab kya karna chahiye aise me ? kyonki use hum talash karenge kaha, vo kaha rahta hai, uski family kaha par hai..hame ye bhi to nahi malum ? aise me uski koi kamjori bhi to nahi hai hamare paas jiske jariye hum uss tak pahuch sake..aur to aur, hame to ye bhi pata nahi hai ki ratnakar ki baat sach hai ya galat ?

Shakhs—uski family nahi hai hamari pakad me to kya hua..aur bhi teen raste hain..sach pata karne ke..

Abhay—jaise ki...

Shakhs—jaise ki damini...tumne jaisa bataya ki damini ko bachane ke liye vo ratnakar se bhid gaya, agar hum usu damini ko phir se pakad le to vo jarur usko bachane ki khatir samne ayega..

Abhay—hmmm..aur dusra rasta...?

Shakhs—dusra rasta hai vo langdi gaon ki ladki shilpa, jise bachane ke liye usne thakur khandan se panga liya tha pahli baar..aur usne hi uske pair ka operation bhi karwaya tha...hame shilpa ko uthana (kidnap) hoga...agar sach me raj jinda hai to use bachane jarur ayega..

Abhay—ho jayega...aur teesra..?

Shakhs—jaisa ki tumne bataya ki party ke baad nain kisi ladki ko chhodne uske ghar gaya tha, theek uske baad farm house ki ghatna huyi...sochne wali baat hai ki nain jaisa aiyyash admi raat me ek khubsurat jawan ladki ko aise hi uske sath bina kuch kiye uske ghar chhod dega ? jarur usne uss ladki ko chodne ki koshish ki hogi aur raj ne use bachaya hoga..aur mujhe poora yakin hai ki isi vajah ke chalte usne nain ko bhi tapka diya hoga...iska matlab ki raj uss ladki ko jarur janta hai ya phir usse koi rishta hai uska...vo ladki hamare bade kaam ki sabit ho sakti hai, agar vo hamare hath lag jaye to...

Abhay—waah..kya door ki sochi hai tumne....ek teer se teen shikar....ab ayega maza...hihihi

Shakhs (mann me)—main ek teer se teen nahi balki chaar shikaar karta hu....aur chautha target main kisi ko batata nahi kabhi....

Uske baad abhay ne apne admiyo ko bula kar unme se kuch ko shilpa ko kidnap karke laane ke liye bhej diya aur bakiyo ko damini aur vaishali ko pakadne ke liye....

Vahi dusri taraf, Sab darr aur dahashat ke saaye me kisi tarah aaj ki raat gujaar rahe the..sabhi ke hotho par khamoshi aur aankho me darr samaya hua tha...subah hote hote akhir sabko jhapki lag hi gayi..

Agle din jab unki aankhe khuli to vaha ka manzar dekhte hi sab buri tarah chounk gaye...

Sab ke sab ret par lete huye the,,,charo taraf ret hi ret nazar aa rahi thi....na to vaha raat wala ghar tha, jisme ki vo sabhi ruke huye the aur na hi vo buddha aur uski biwi..lekin unka samaan jarur vahi paas me pada hua tha...ye sab dekh kar sab ke munh aur aankhe hairani se khuli ki khuli rah gayi...

Alka (hairan)—ye..ye hum yaha kaise aa gaye ?

Renuka (shocked)—kaise aa gaye ..ye to baad ki baat hai...ye socho ki akhir hum yaha aaye kab ? hum to ek ghar ke kamre me raat gujaar rahe the...vo ghar kaha gaya aur vo taau kaha gaya ?

Janhavi (tension)—vaishali aur raj kaha hain ? ab hum kaise unn tak pahuchenge ?

Disha (tension)—shitt...yaha to mobile me tower bhi nahi dikha raha..call bhi nahi kar sakte unko...

Driver (shocked)—sabse bada sawal to yahi hai ki hum yaha aaye kab aur kaise ? koun laya hame yaha ? ye koi khwab hai ya phir haqiqat ? itna bada ghar raato raat gayab kaise ho sakta hai ?

Sab apni apni tension me pareshan the, raat ki ghatna ne to sabhi ko dahashat me daal diya tha kintu abhi ki ghatna ne sabhi ke kuch sochne aur samajh sakne ki shakti ko hi sunn kar diya tha.

Alka—ab yaha se kidhar jaye, kuch samajh me nahi aa raha hai ?

Driver—mere khyal se hame yaha se bahar nikalne ka rasta khojna chahiye...ho na ho, hum uss jagah ke aas paas hi honge...meri baat maano aur apna apna samaan utha kar yaha se chalte hain..

Sab ko uski baat hi theek lagi, akhir yaha ret me kab tak baithe rahte..sabhi ne apna samaan uthaya aur ek disha me chal pade..

Akhir lagbhag ek do ghante chalne ke baad vo sabhi ret wali jagah se bahar nikal aaye..tabhi unki nazar vaha dusri taraf se aa rahe bhed (sheep) charaane wale ek charwahe par padi to vo unhone awaz de kar use roka.

Alka—bhai, yaha se road kitni doori par hai ?

Charwaha—road to yaha se kafi door hai....aap log ko jana kaha hai ?

Driver—vo bhai baat ye hai ki...(phir usne raat se subah tak ki ghatna batayi).

Charwaha—ohhh...to aap log bhi unke jaal me phans gaye..

Sab (shcked)—kya matlab ?

Charwaha—pahle apna samaan aur paise check kar lo achchi tarah, phir batata hu..

Uski baat sun kar sabne apna samaan check karna shuru kar diya jaldi se...charwahe ki baat sach sabit huyi..har kisi ka kuch na kuch gayab tha...paise aur jewar to lagbhag sabhi ke gayab the.

Alka (pareshan)—mera purse aur gale ka mangalsutra gayab hai..

Renuka—mera bhi..

Disha—hamare purse aur gale ki chain nahi hain..

Driver (hairan)—akhir ye sab mazra kya hai ?

Charwaha—kuch samay se yaha kuch dakaito ne iss jungle ko apna thikana bana rakha hai..road me shaam hote hi bade bade keel gaad dete hain..jisse ki vaha se gujarne wale vahan ke tyre puncture ho jaye...city yaha se bahut door hai to raat me aage koi ja nahi sakta paidal...bas phir kya, iska fayda utha kar vo raahgiro ko loot lete hain aur phir unhe yaha ret me phenk jate hain, aisi ghatnaye yaha aaye din kisi na kisi ke sath hoti hi rahti hain..isiliye raat me yaha se ab log nahi gujarte hain..

Alka (shocked)—kyaaa ? lekin vo ghar..vo buddha ?

Charwaha—ye sab unki chaal hai...logo ko apne vishwash me lene ke liye ...ek ghar par kabza kar rakha hai unhone, jo ki kisi dusre ka hai....jaise hi raah bhatke musafiro ko unki baato par yakin aa jata hai aur vo gahri neend me chale jate hain to unhe behosh kar ke unka rupya paisa jewar loot kar unhe yaha ret me phenk jate hain...vo akele nahi hain balki unki poori gang rahti hai vaha. Kayi logo ko to apni jaan se bhi hath dhona pada hai..

Disha (hairan)—police kuch nahi karti kya ?

Charwaha—police ko commission jo mil jata hai unse, to vah kyon karegi kuch...aur sach baat to ye hai ki police khud darti hai unke sardar se...

Renuka—koun hai unka sardar ?

Charwaha—ye koi nahi janta....kya pata iss samay bhi vo yahi kahi ho ya phir hum aap me se hi koi ho ? kuch bhi ho sakta hai...

Sab (shocked)—kyaaaa ?

Charwaha—jitna jaldi ho sake, aap log yaha se nikal jao....yaha jyada der tak thaharna theek nahi hai...aap log idhar se chale jao..

Uski baat maan kar sab turant vaha se uske bataye raste par chal pade...karib aadha ek ghanta chalne ke baad unhe road door se dikhayi dene lagi...jaise hi vo kuch aur aage badhe ki ek baar phir se unke kadam ruk gaye, unke tan badan me phir se vahi khafnak raat ka khauf havi hone laga..

Unke samne conductor ki lahuluhaan laash padi huyi thi..jise dekhte hi sab buri tarah se dahashat me aa gaye...

Janhavi (tension)—vaishali kaha gayi ? kya hua hoga uske sath ? raj ka bhi kuch pata nahi hai, vo vaishali tak pahucha hoga ya nahi ? dono kaha aur kaise honge ? kahi vaishali ke sath kuch galat ......

Aaiye phir se ek nazar dalte hain raat ki sari ghatna par.....akhir raat me vaishali aur baki sab ke sath hua kya tha ?
 
Last edited:

Top