Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Well-known member
3,825
7,366
143
SAAND
(Part
2)
UPDATE-3

Saandpur pahuch kar vo admi barabar mouke ki talash me raj ke naye ghar SAAND AASHRAM ke chakkar kaatne lage magar koi mouka nahi mil taha tha kyonki raj ke jane ke baad vo ghar se bahut kam hi bahar nikalti thi, bas andar hi andar gahre dukh ko samete baithi rahti thi.

Aise hi kayi din nikal gaye kintu unhe koi mouka nahi mila par kismat ne ek din unhe ye mouka de hi diya.

Ab Aage.........

Hua kuch aisa tha ki radha ne apne bhai ki mout ke baad school jana hi chhod diya tha kintu ab uske exams start ho rahe the isliye majboori me pariksha dene ke liye ghar se bahar nikalna hi pada. Warna vo to aajkal sirf apne room me hi adhiktar padi rahti thi, beech me kuch ek baar school gayi bhi to pinky ke sath gayi thi.

Uss din bhi vah pinky ke hi sath jane wali thi, behad anmane mann se vah taiyar ho kar school ke liye pinky ke ghar jane ko nikli to raste me use raat me huyi ritu didi ke sath ki ghatna yaad aa gayi aur phir vo raj ke sath bitaye huye apne haseen palo me khoti chali gayi, use iss baat ka bhi dhyan nahi raha ki vo pinky ke ghar jane wali thi, bas purani yaado me khoyi apni hi dhun me chalti chali gayi.

Vo kab aise hi yaado me doobi apne gaon se akeli bahar sunsan raste par aa gayi, use pata hi nahi chala. Akhir pata chalta bhi to kaise, vo iss samay apne hosh me hi nahi thi..bas yahi vo mouka tha jiska abhay ke admiyo ko jane kab se talash thi.

Bas phir kya tha, mouka milte hi unhone akeli apni bhooli bisri yaado me khoyi radha par dhava bol diya. Vo ginti ke chaar log the, ek ne turant piche se uska muh dabaya to dusre ne uske dono pair pakad kar utha liya, teesra jaldi se gadi le aaya aur chouthe ne fauran gadi ka gate khol diya.

Achanak huye iss hamle se radha bahut jyada ghabra gayi. Vah apne bachaav me jor jor se chillana chahti thi kintu uska muh pahle se hi ek gunde ne daba rakha tha jisse vah cheekh bhi nahi payi, albatta unhone turant use uthakar gadi me dala aur vaha se champat ho liye.

Raste bhar radha unki pakad se chhootne ke liye chhatpatati rahi magar kaha vo akeli masoom sukomal ladki aur kaha vo chaar chaar peshewar mujrim, bhala vo akeli kaise unka samna karti, lihaza apni ankho se ro ro kar apni bebsi ka dard bayan karti rahi.

Aaj inn gundo ki changul se bachne ki use koi ummid nahi thi. Na to uska bhai raj tha jo use bachata aur na hi thakuraine thi ki vo aa kar use bacha leti. Uska Aseem dard ubhar kar uski ankho se bahar aa raha tha.

Abhi unki gadi city ke bahar nikli hi thi ki ek jagah raste me unki gadi achanak ruk gayi. Gadi rukne ki vajah thi ki aage rasta band tha. Beech sadak par bade bade patthar rakhe huye the.

Gunda 4—gadi kyon rok di ?

Gunda 3—samne dekho, rasta band hai.

Gunda 1—arey yaar ye kya musibat hai ?

Gunda 2—ye itne bade bade patthar beech sadak par kaise aa gaye ?

Gunda 4—lagta hai ki jarur aage koi accident hua hoga tabhi ye rasta band hai ?

Gunda 2—ye bhi to ho sakta hai ki kisi ne jaan boojh kar ye sab kiya ho ?

Gunda 1—jo bhi ho hame usse kya ? patthar hatao aur yaha se turant nikal chalo.

Gunda 3—mere khyal me, aisa karne me risk hai.

Gunda 2—kaisa risk ? aur agar risk hua bhi to hamara kya bigaad lega koi ? akhir ye pistol kisliye hain hamare paas ?

Gunda 4—nahi vo theek kah raha hai...agar accident hua hoga to ho sakta hai ki aage police bhi ho jisne ki ye rasta band kiya ho, aise me hamara iss sadak se jana theek nahi hoga kyonki police hame rik kar hamari talashi le sakti hai aur ye bhi mat bhoolo ki ye ladki bhi hamare sath hai, agar unhe jara bhi shaq ho gaya to sab gadbad ho jayegi.

Gunda 3—aur agar hum apna kaam poora nahi kar paye to abhay seth hamare aur hamare ghar walo ke sath kya karega ..ye to hum sab bhali bhanti jante hain,

Gunda 1—hmmm, ye bhi sahi hai..to ab kya jare ?

Gunda 2—piche to ha nahi sakte aur aage ka rasta band hai...samajh me nahi aata ki kya kare ?

Gunda 3—mere khyal se thoda piche se ek kachcha rasta gaya hai, agar hum vaha se nikal chale to jyada theek rahega, phir aage ja kar main sadak pakad lenge.

Gunda 4—theek hai, chalo phir jaldi se.

Iske baad unhone gadi ko back kiya aur thoda piche ho kar jaha se ek kachchi sadak thi, vaha se chal pade, magar abhi kuch hi door gaye the ki achanak se phir brake laga aur gadi ruk gayi,

Gunda 1—bhosdike, ab kya hua, gadi kyon rok di ab phir se ?

Gunda 3—lagta hai ki tyre puncture ho gaya ?

Gunda 2—ohh shit..madarchod isko bhi abhi hi puncture hona tha ?

Charo gadi se niche utar gaye unke niche utarte hi radha ko mouka mil gaya aur vo jor jor se bachao..bachao chillane lagi...ye dekh kar do gundo ne jaldi se use daboch kar uske hath, pair aur muh baandh diye bechari phir se chhatpatane lagi.

Gunda 1—chataakkk...Sali agar ab chillane ki koshish ki to iss pistol ki sari goliya teri bur aur gaand me utar dunga, samjh gayi..

Gunda 2—(haste huye) nahi yaar, aisa gajab mat karna warna hamara seth iski bur ko phad kar bhosda kaise banayega agar tune isli bur me goli hi maar di to..hihihihihi

Uski baat sunkar baki teeno thahaka maar kar hasne lage magar unki ye hasi unke chehre par jyada der tak kayam nahi rah payi kyonki jab charo hasne me magn the theek usi waqt vaha ek dil dahla dene wali jordar behad khaufnak cheekh goonj uthi. Jise sunte hi chaaro ke sath sath radha ke bhi rongte khade ho gaye.

Gunda 1 (shocked)—yaar ye kya hai ? kiski cheekh hai ye ?

Gunda 3—pata nahi..lekin kisi insaan ki cheekh itni bhayanak nahi ho sakti bhai..

Achanak huyi iss cheekh ko sunkar sab ekdam stabdh rah gaye. Unhone turant apni pistol nikaal kar apne charo taraf dekhne lage magar kahi koi nazar nahi aaya. Waise bhi iss samay shaam ka dhundhalka chhaya hua tha to theek se kuch dikhayi nahi pad raha tha kyonki radha ka paper dopher baad ki second paali me tha to vah dophar ke time hi ghar se nikli thi.

Abhi vo kuch samajh paate ki tabhi ek baar phir se vahi bhayanak aur khaufanak cheekh vaha goonj uthi. Iss baar to vah pahle ki tulna me kafi nazdeek se aayi thi. Cheekh itni bhayanak thi ki kamzor dil ka mariz to sunte hi dum tod de ya phir use heart attack aa jaye, achche bhale admi ka bhi dil tharra uthe, aisa hi kuch inke sath bhi hua.

Gunda 3—lagta hai ki kisi khatarnak jungli janwar ki cheekh hai,,

Gunda 1—jo bhi ho hame jaldi se tyre badal kar yaha se nikal jana chahiye, mujhe jyada der yaha rukna kuch theek nahi lag raha bhai.

Chaaro gadi ki headlight ki roshni me dare sahme apne charo taraf dekhne lage, kintu nazar nahi aaya to unhone jaldi se tyre change karke vaha se niklana hi munasib samjha magar unke dil me rah rah kar uss cheekh ka khauf abhi bhi tha.

Magar ye khauf to shayad aaj khatam hone ka naam hi nahi le raha tha kyonki ek bar se vaisa hi kuch hua aur bilkul paas se. iss baar vo chaaro ki himmat bhi jawab de gayi aur vo fauran uth khade huye. Beshak vo chaaro peshewar mujrim the lekin phir bhi the to insaan hi. Daena to lazimi hi tha. Apni jaan sabko pyari hoti hai. Cheekh itni tez thi ki lag raha tha jaise ki kaan ke parde phat jayenge. Ab ki baar unki bhi gaand phat gayi.

Gunda 1 (darte huye)—ye kaisi cheekh hai yaar ? koun sa janwar ho sakta hai ye ?

Koi kya jawab deta ? unki to khud hi kuch samajh me nahi aa raha tha bas dari sahmi ankho se charo taraf andhere me dekhne lage. Radha dari sahmi gadi ke andar chupchap dubki huyi thi. Iss bhayanak cheekh ko sunne ke baad to usne darr ke maare chhatpatana tak chhod diya tha.

Tabhi bagal wale khet ke bhitar kuch sarsarahat si huyi to charo ke kaan khade ho gaye. Ek to turant goli chalane hi wala tha ki dusre ne turant uska hath pakad kar aisa karne se rok diya.

Gunda 3 (dhire se)—ye kya kar rahe ho ? agar vo bach gaya to hamari khair nahi aur ye mat bhulo ki abhi raat ka andhera chhane laga hai, andhere me hum uska kuch nahi bigaad sakte.

Gunda 2—to kya hum aise hi khud ko uss janwar ka shikar ban jane de ?

Gunda 3—nahi, lekin pahle use khet se bahar to aane do akhir pata to chale ki vo hai kya cheez ? jaise hi gadi ki roshni ke paas aayega vaise hi use shoot kar denge. Tab tak hame kisi ped ke piche chhup kar uske bahar nikalne ka intazar karna hoga ..

Vharo vahi paas me ek ped ke piche chhup gaye thodi hi der me ussi khet me dubara sarsarahat tezi se hone lagi, agle hi pal khet se koi bahar nikla. Shaam ke samay ka dhundhla andhera tha isliye saaf saaf to nazar nahi aa raha tha lekin jitna bhi nazar aaya use dekhte hi chaaro ke hosh ud gaye. Darr ke maare hath aur pair thar thar kaampne lage.

Gunda 4 (darte huye)—omg..ye kyaaa bala haiii ?

Gunda 2 (kaampte huye)—jo bhi ho yaar par insaan to bilkul bhi nahi hai aur janwar jaisa bhi nahi lag raha...bahut bhayanak hai..

Gunda 3 (hath pakad kar)—madarchod bhago jaldi se yaha se..

Gunda 1 (dahshat me)—bhago jaldi yaha se..piche mud kar mat dekhna bas .jitna tez bhag sakte ho bhago warna hum sab ke sab maare jayenge..

Gunda 4—lekin vo ladki ?

Gunda 3—bhosdike..ladki ko chhod aur bhag jaldi se..warna aaj sab ke sab maare jayenge...

Charo turant darr kar radha ko vahi chhod kar poori taqat se bhagne lage. Vo khet se bahar nikli aakruti dhire dhire aage badhne lagi aur jaise hi gadi ke karib pahuchi vaise hi use dekhte hi radha ki sitti pitti gum ho gayi.
 
Last edited:

Top