Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Well-known member
3,825
7,366
143
SAAND 2
UPDATE—16 (B)

Gufa me ghusne ke baad unhone uske andar rakha ek patthar ko kisi tarah se gufa ke muhane par tika diya, par kya ye uss bala se unko bachane ke liye kafi hoga jo ki unhe khojte, unki aahat sunte huye vaha tak aa pahucha tha ?

Vah vahi ghumte huye chahal kadmi karne laga, ghumte huye uski tezi chalti saanso ko raat ke sannate me saaf suna ja sakta tha. Shayad vah gusse me un sabhi ko khoj raha tha, kuch der idhar udhar ghumne ke baad vo bhi ussi gufa ke paas pahuch gaya.

Uss bala ko apne paas mahsoos karte hi sabki halat aur bhi kharab ho gayi, pahle se hi vo darr ke maare kaamp rahi thi, ab to unki halat aur bhi badtar ho chuki thi. vo kisi tarah se apni cheekho ko roke huye thi.

Jab unhone mahsoos kiya ki vah unke aur karib aata ja raha hai to darr kar sabhi gufa ke bhitar hi bhitar aur piche ko khisakne lagi. Vah bala bhi kuch der tak gufa ke darwaje ke paas khada rahne ke baad dusri taraf jane laga.

Tabhi kanchan ko apne pairo ke paas kuch sarsarahat si mahsoos huyi to usne hath se tatol kar use dekha aur phir agle hi pal jor se cheekh uthi. Jisse sabhi ghabra gaye.

Roopa—(dhire se) kya hua didi..? chillao mat, warna hum sab maare jayenge ..

Kanchan (ghabrayi huyi)—ssss...saanp hai yaha...

Uski baat sunte hi sabhi sakte me aa gayi aur turant mobile ki roshni chalu karke jab dekha to sach me vaha ek bhayankar saanp tha, jo unki hi taraf gusse se dekh raha tha, ye dekh un sabki gaand phat gayi. Aur iss baar vo khud apni cheekho ko nahi rok payi aur Vo tezi se gufa ke darwaje ki taraf bhagi.

Magar unke itna khauf me aa jane ki asli vajah sirf vo saanp nahi tha balki vaha bikhri huyi insaano ki haddiya thi, jinme se kuch ka sharir aadha adhura khaya hua tha, vo bhayanak manjar dekh kar kisi ki bhi cheekh halak se bahar aa sakti thi.

Unki iss cheekh ko uss bala ne bhi sun liya, jo ki abhi vaha se jyada door nahi gaya tha, use samajhte der nahi lagi ki vo sab yahi kahi par hain, vah fauran tezi se palat kar vaha pahuch gaya.

Laxmi (dahashat me)—vo..vo..phir se aa gaya..

Roopa—jaldi se sab log patthar ko poori taqat se daba kar rakho warna hum sab maare jayenge ab..andar ye saanp aur bahar ye khaufnak bala..

Ganga (darr)—shayad ye gufa iski hi lagti hai..

Sabne jaldi se apni poori taqat laga kar gufa ke dwar par rakhe uss patthar ko dono hatho se dabane lagi, gufa ke bhitar se aati huyi awazo ko sunte hi bahar khada vah shaitan samajh gaya ki vo yahi hain, aur phir vo uss patthar ko raste se hatane ki koshish karne laga.

Ye dekh andar se sabhi darr aur khauf se cheekhte huye patthar ko dabane lagi magar unki ye taqat uss bala ki taqat ke samne paryapt nahi thi.

Vahi dusri taraf prem pujari, iron man aur sorbobhuk sabhi ki talash me alag alag disha se aage badhte huye unki khoj me chale ja rahe the.

Prem pujari abhi jungle me sabko talash kar hi raha tha ki tabhi kuch dekh kar vah chounk gaya. Vastav me vah sabki talash me ussi disha me aa raha tha jidhar ye ghatna ho rahi thi.

Jab vo aage badh raha tha to raste me use amit ki kshat vikshat laash dikhayi padi, jise dekhte hi vah chounk gaya, uske mann me tarah tarah ke bure vichar aane lage. Usne jor se seeti baja kar raj, iron man aur sorbobhuk ko awaz lagane laga.

Uske munh se raj aur chodu team ka naam sunte hi vahi paas ke ped par upar baithi malti ko samajhte der nahi lagi ki ye prem pujari hai, usne vahi se raj aur prem ka naam le kar rona chillana shuru kar diya.

Malti ki awaz pahchan kar ek bar phir se prem chounk gaya aur torch ki roshni me idhar udhar dekhne laga, jab malti ne bataya ki kaha hai tab prem ne use ped se niche utara aur baki sabke baare me puchne laga.

Jo kuch yaha unke sath ghatna huyi thi, malti ne sankshep me rote rote sab bata diya, tab tak vaha iron man aur sorbobhuk bhi bhagte huye aa gaye, sari baat jaan kar unke bhi hosh ud gaye aur unhe bakiyo ki chinta hone lagi.

Sorbobhuk (tension)—magar ye raj kaha rah gaya ?

Prem—aa jayega vo bhi..pahle sabki jaan bachao kisi tarah...

Iron man—maa ji, aap ped par hi baithiye..hum unhe bachane ki koshish karte hain..

Malti (rote rote)—nahi, main bhi sath jaungi..

Sorbobhuk—maa ji, hum aapki jaan aur khatre me nahi daal sakte aur phir ho sakta hai ki raj yaha aaye to aap use bata to sakengi ki hum kaha hain...

Lekin malti ita dari huyi thi ki vaha akele rukne ko taiyar hi nahi thi, uski halat dekhte huye akhir me unhone use bhi apne sath le liya.

Prem—jaldi karo, hamare paas samay nahi hai, hame jald se jald sab ke paas pahuchna hoga isse pahle ki kuch aur anarth ho jaye..

Sunte hi sabhi tezi se malti ki batayi disha me daud pade, kuch aage jane par hi unhe sabke chillane ki awaze sunayi dene lagi.

Gufa ke dwar par rakhe parrhar ko vo sabhi apni poori taqat laga kar dabaye huye thi kintu uss bala ke har prahar ke sath vo idhar udhar khisak raha tha aur akhir me usne ek jor ka dhakka de kar uss patthar sahit sabko andar dhakel diya, dwar par se apna suraksha kawach vo patthar girta ekh darr aur khauf se sabhi cheekhne chillane lagi.

Sorbobhuk (shocked)—ye..ye..kyaaa bala hai ?

Prem (shocked)—pata nahi..aisa vichitra jeev aaj se pahle na kabhi kahi dekha aur na hi kabhi suna tha..

Iron man—par jo bhi hai, bahut khatarnak hai..

Apna shikar samne dekh kar vo khush ho gaya aur fufa ke andar ghusne hi wala tha ki tabhi chodu team vaha pahuch gayi aur iron man ne uske upar turant goli chala di, jo use chhute huye nikal gayi.

Achanak huye iss apratyashit hamle se uss ajeeb bala ka mood sanak gayaaur vah gusse me lambi lambi saanse leta hua unki taraf palat gaya.

Prem—tum sab unhe gufa se bahar nikalo, tab tak main iss musibat se nibatta hu..

Magar unke kuch karne ki jarurat hi nahi padi, vah sab khud hi turant bahar nikal kar idhar udhar dar kar bhagne lagi, apna shikar hath se nikalta dekh vah gusse me unhe lapakne ke liye unki taraf dauda to teeno ne use pakad liya.

Magar ye kya, ? usne ek jhatke me hi teeno ko door uchhal kar phenk diya, jisse teeno ko gahri chote aayi, teeno ne kisi tarah se khud ko sambhal kar khada kiya aur uske upar firing karne lage kintu ek to raat aur dusra, jungle ke bhitar ghane ped hone ke karan unka nishana sahi nahi laga, unke revolver ki goliya vyarth hi chali gayi.

Sabko bachane ka koi dusra upay na sujhta dekh, teeno ne ek bar phir se daud kar use pakad liya kintu iss bar bhi unhe ek jhatke me hi door phenk diya. Natiza ye hua ki kisi ke hath kihaddi, to kisi ke pair ki haddi toot gayi, teeno dard se tilmila uthe.

Tab tak uss ajeeb bala ne malti aur roopa ko daboch liya tha, dono thar thar kaamp rahi thi, vo cheekhna chahti thi kintu unke gale se awaz hi nahi nikal rahi thi. usne dono ko niche patka aur unke pet par baith gaya.

Vo vichitra jeev abhi malti aur roopa ke seene me apne nukile nakhun gadane hi wala tha ki tabhi jaise use 440 volt ka jhatka laga aur vo door ja gira.

Ye dekh kar sab ekdam hairan rah gaye aur usse bhi adhik hairani to unhe tab huyi jab unhone udhar palat kar dekha kyonki vaha gusse me aankhe lal kiye raj khada nazar aaya.

Sabhi (shocked)--rajjjjj

Raj (gusse se chillate huye)—madarchodd..tu meri maa ko maarega....teri maa ko chodu, ruk abhi teri gaand maarta hu...

Sabhi (shocked, mann me)—ye..ye to bilkul hamare raj ke jaise kar raha hai..vahi gussa, vaise hi bhasa, vahi chaal dhaal..sab kuch hu-ba-hu vaisa hi..

Vah vichitra jeev apne upar huye iss hamle se baukhla gaya aur turant uth kar raj ki taraf dauda to raj ne turant uski ankho par tez roshni focus kar di, ankho me tez roshni padne par vah hadbada gaya aur uski raftar dheemi ho gayi.

Raj (jor se)—sab ko le kar yaha se jaldi se jao aur gadi me baithao, main tab tak iski khabar leta hu..

Malti—nahi, main tujhe chhod kar nahi jaungi..

Raj—dadi maa, ye bahas karne ka samay nahi hai..jaisa kahta hu, vaisa karo..main tab tak iski ankhon me light focus karte huye aapke piche aata hu..lekin isko jyada der tak nahi roka ja sakta, isliye jaldi karo..aapko meri kasam..

Sorbobhuk—aaahhh...madarchod ne haddi pasli barabar kar di..pata nahi madarchod kya khata hai jo bhosdike me itni taqat hai..

Prem—aaaahhhh...uthne ki himmat bhi nahi bachi hai hamare andar aur tum bhagne ki baat kar rahe ho ? saale ne pair hi tod diya hai..aaahhh

Iron man—andhere me iss jungle se bhagna saral nahi hoga aur na hi kisi me himmat bachi hai ab..

Raj (jor se)—to phir ek kaam karo, meri jagah par tum iss madarchod ki ankhon me light focus karte raho, main tab tak sabhi ko ped par chadhata hu..subah hone ke baad dekhenge..

Prem—haan, ye theek rahega..

Phir iron man ne raj ke paas pahuch kar uske hath se torch le kar light focus karne ka kaam karne laga jabki raj ek ek karke sabhi ko pedo par chadhane me lag gaya. Sabko chadhaane ke baad iron man, sorbobhuk, prem aur raj charo un pedo ke niche aa gaye jinme sabko chadhaya gaya tha aur phir ek sath uske upar light focus karne lage...jisse ki vo un par hamla na kar paye aur nazar ke samne rahe.

Ye trick kaam kar gayi, charo raat bhar bina palak jhapkaye mushtaidi se apna apna morcha sambhale rahe. Aur aapas me baat karte huye raat gujarne ka intazar karne lage. Vahi amit ki mout se dukhi ho kar ganga lagatar roye ja rahi thi, vaise to sabka yahi haal tha. Par usne aaj apna jeevan sathi khoya tha to uska dukh bakiyo ki tulna me duguna ho gaya tha.

Vo vichitra bala, ya phir jo kuch bhi tha, ghanto vahi gusse me chahal kadmi karta raha lekin ankhon me pad rahi lagatar tez roshni ke chalte vah apne lakshya tak nahi pahuch paya aur phir tilmilata hua achanak na jane kaha chala gaya..

Subah ki pahli kiran ke sath hi jab sabne dekha ki charo taraf nazre ghuma kar dekhi to unhe vo ajeeb bala kahi nazar nahi aayi, tab ja kar unhone kuch rahat ki saans li. Unki sari raat aise hi darr aur khauf ke saaye me gujar gayi.

Jab sabne mahsoos kiya ki vo iss samay khatre se bahar hain tab raj ne ek ek kar ke unhe pedo se nich utara aur phir ek dusre ko sahara dete huye apni gadi ki taraf chal pade.

Gadi me baithte hi sab vaha se fauran rawana ho gaye, sab ke dilo me abhi bhi raat ka vahi khauf haavi tha halanki iss samay vo uss khatre se bahar nikal aaye the. Phir bhi dil me ek anjana darr apni jagah bana chuka tha, sab baar baar gadi me baithe huye bhi piche mud mud kar dekh rahe the, ye soch kar ki kahi vo bala phir se unke piche to nahi aa rahi hai ?

Malti (rote huye)—agar aaj tum nahi aate to na jane hamara kya hota ?

Raj—mere rahte aapko darne ki jarurat nahi hai..

Roopa—lekin tum charo yaha aaye kaise ?

Raj—mujhe mummy ne bataya..(phir raj ne poori baat batayi yaha unki talash me aane ki)

Ganga (rote huye)—meri to duniya hi ujad gayi..usne amit ko .......

Raj—jo ho gaya use badla to nahi ja sakta, ab use bhulne me hi sabki bhalayi hai...(kaan me), aap chinta kyon karti ho, amit mousa nahi rahe to kya hua main to hu....aap aaj se mujhe hi amit mousa ki jagah apna pati samajh lo...aur main aapko apni biwi samjhunga..

Raj ki baat sun kar vo rote huye uski taraf ghoor kar chounkte huye dekhne lagi to raj ne samne dekhna shuru kar diya.

Prem—lekin raj, ek baat samajh me nahi aayi ki ye torch tumhe kaha se mili ? mujhe achche se yaad hai ki yaha aate samay tumhare paas koi torch nahi thi, siwaye tumhare mobile ke..phir ye tumhe kaha mili ?

Raj—asal me main jab dadi maa aur sabki talash me jungle ki searching kar raha tha to kisi cheez se takra kar mera mobile na jane kaha gir gaya ? aur phir main andhere me hi sabko khojne laga..aur khojte khojte na jane kab pahad ke kinare tak pahuch gaya jaha se aage bahut gahri khayi thi, jiska mujhe tanik bhi andesha nahi tha.

Khayi ka naam sunte hi malti aur roopa ka dil joro se dhadakne laga, akhir iss khayi ne hi to unse unki khushiyan chheeni thi.

Malti (haklate huye)—pppp..phir..phir kyaa huaa ?

Raj—main aage uss khayi ki taraf apne kadam badhaane hi wala tha ki tabhi kisi ki cheekh sun kar mere kadam ruk gaye aur sochne laga ki cheekh kidhar se aayi hai ? mere mann me kisi ke sath kisi anhoni ki ashanka ne janam le liya tha.

Roopa (utsuk)—phir aage kya hua ?

Raj (thoda ruk kar)—main abhi yahi soch me dooba hua hi tha ki yaha se kidhar jaaun ki tabhi kisi ne mujhe jaan se maarne ki niyat se mujhe khayi me jor se dhakka de diya aur main khayi me girne laga..

Malti (shocked)—kyaaaa ?

Sabhi (ek sath hairani se)—kyaaaa...kisne dhakka diya ?

Ganga (rote huye)—jarur ye ussi manhoos bala ka kaam hoga jisne mere amit ko.......

Raj—main ye to nahi janta ki ye kisne kiya, magar haan, itna jarur vishwash se kah sakta hu ki ye kaam uss bala ka nahi ho sakta...uss samay jungle me hamare aur uss ajeeb si bala ke alawa koi aur bhi tha jo mujhe jaan se maarna chahta tha...

Raj ki iss baat ne ek baar phir se vatavaran me garmi paida kar di..sab chounk kar rah gaye, ye sun kar ki uss samay vaha koi aur bhi moujud tha jiski jankari kisi ko nahi thi aur jiska uddeshya sirf raj ko jaan se maarna tha. Iss baat ne sabki hriday gati ko achanak hi phir se tez kar diya.

Sabhi (shocked)—kyaaaaa.....kyon aur koun ??
 
Last edited:

Top