Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Newbie
11
21
3
Bhai pages ka updates se koi lena dena nahi hai...pages to ek din me bhi 10-20 ho sakte hain lekin updates to itne nahi ho sakte na..
Bhai job bhi dekhna padta hai, personal life ki problems bhi dekhni hoti hain..inn dono ke beech se jo time bachta hai, uska upyog update likhne me karta hu kyonki kewal kahani likhne se to pet nahi chalega na bhai..
100% agree with u on this sr
 
Well-known member
3,825
7,366
143
SAAND 2
UPDATE- 38 (B)
Gahra Raaz Continues.....

Kyonki mere pita ji, rajvardhan ji ke gahre dost the to unki mout ke baad usne mujhe qaid kar liya ye soch kar ki unke dost ka beta hone ke naate mujhe wasiyat ke baare me kuch na kuch jarur malum hoga..yahi vajah hai ki usne mujhe yaha qaid kar rakha tha..lekin jab mujhe wasiyat ke baare me khud hi kuch nahi malum to kisi ko kya batata..par use yakin hi nahi hai..

Abhi vah kuch aur bhi bolne ja hi raha tha ki achanak tabhi...

Ab Aage...............

Achnak tabhi vaha na jane kaha se vahi saanp samne aakar khada ho gaya aur jor jor se fufkarne laga... usko samne dekh kar main chounk gaya...aur apne kadmo ko turant hi piche khich liya.

Raj (tension)—ye madarchod yaha bhi aa gaya ! iski maa ko chodu, hath pair dho ke mere piche hi pad gaya hai.

Dinanath—kya hua beta ?

Raj—samne dekho baba..tumhara baap khada hai..

Dinanath (chounk kar)—ye kaisi baate kar rahe ho ? (phir saanp ko dekh kar)..ohh.. isko dekh kar darr gaye tum ? hahaha

Raj (khisiya kar)—to theek hai tumhe hi uske paas baitha deta hu..tum to daroge nahi na usse..

Ye sunte hi uski gaand phat gayi aur usne mujhe kas ke pakad liya, ye soch kar ki kahi main sach me hi aisa na kar du..

Dinanath—beta main to mazak kar raha tha..lekin tum nahi jante ki rajvardhan ji ki haweli par bhi saanpo ki aisi ghatnaye aksar hoti rahti thi...unke pita gyanendra ji aksar raato ko saanp saanp chillate huye uth jaya karte the..yaha tak ki haweli me kayi baar saanp dekhe bhi gaye the.. magar tajjub ki baat to ye thi ki jaha sabhi ko inse darr lagta hai vahi sanjana saanpo ke sath bina kisi darr ke khelti thi..aisa lagta tha jaise ki saanp uske sathi ho ?

Raj—achcha baba, vo sab chhodo aur ye batao ki gufa ki taraf main jab aa raha tha tab maine do naqabposho ko gufa se bahar nikalte dekha tha..jinme se ek to yakinan aurat thi..aur dusra mard, koun the vo dono ?

Dinanath—unhone hi to mujhe yaha qaid kar rakha tha..lekin vo dono koun hain, ye to main bhi nahi janta kyonki dono jab bhi mere paas aaye to hamesha unke chehre naqab se dhake hote the par itna andaza jarur hai ki vo admi hi YAMRAJ ya phir Black star hoga..

Raj—hmmm...kya aap kamla ko jante ho ?

Dinanath (thoda sochne ke baad)—main to kewal ek hi kamla ko janta hu jo chitralekha ki natin thi matlab ki uske bete ki ladki...uska naam bhi kamla tha..

Raj—hmm..baba, aapne abhi kuch der pahle nadi ke uss paar ek kabile ki basti ka jikra kiya to kya vo basti abhi vaha hogi aur vaha jane ka rasta kaha se hai ? (mann me)..ho sakta hai ki sheetal didi (palak) vahi rahti ho ?

Dinanth (ghabra kar)—nahi beta..vo basti to kab ki khandahar ho chuki..vaha ab kuch bhi nahi rah gaya...uss yamraj ne sab kuch barbad kar diya...shamshan bana diya poori basti ko...aur beta kabhi bhool kar bhi vaha mat jana..

Raj (hairan)—kyon ?

Dinanath—kyonki agar vaha chale gaye to phir kabhi jinda vapis nahi aa paoge...shayad tumhe nahi malum ki iss poore jungle me har taraf sirf dhokha hi dhokha hai...jiska koi astitva nahi hai, vo cheez aankho ke samne dikhayi deti hai aur jiska astitva hai, vo dikhayi hi nahi deti..

Raj—ye to main pahle bhi sun chuka hu...lekin mujhe to aisa kuch bhi nazar nahi aaya jaisa ki aap bata rahe ho ab tak..

Dinanath—jab tak jhooth benaqab nahi ho jata tab tak vo har kisi ko sach hi nazar aata hai beta.. ye nazar ka mayajal to yaha bhi hai lekin vaha uss basti se kam hi hai yaha..yaha se bach kar to kisi tarah nikla bhi ja sakta hai magar vaha se nahi...ek baar agar vaha chale gaye to phir bahar nikalne ke sabhi raste band..

Raj—aapki baate to meri samajh ke bahar hain baba....

Dinanath—ye sab black star ka hi rachaya hua mayajal hai..jisse ki agar koi yaha aane ke baad vo wasiyat pa bhi jaye tab bhi yaha se bahar na ja sake usse bach kar..

Raj—ab aap kaha jaoge ?

Dinanath—malum nahi

Raj—yaha aas paas koi basti hai jaha par le ja kar main aapki ye bediya katwa saku ? aur aap kya kisi palak naam ki ladki ko jante ho ?

Dinanath—nahi beta..maine to ye naam aaj pahli dafa hi suna hai...lekin mere qaid hone se pahle jungle ke iss taraf ek choti basti jarur hua karti thi...kya pata aaj bhi ho agar black star ki buri nazar vaha nahi padi huyi ho to ?

Raj—theek hai, chalo vahi chalte hain..

Udhar palak unn dono aurto ko sath liye apni basti ki taraf ja rahi thi ki kuch door pahuch kar jab usne piche palat kar dekha to raj ko na dekh kar chounk gayi.

Palak (chounk kar mann me)—ye kaha rah gaya ? abhi tak to mere piche pada hua tha aur ab jane kaha ruk gaya ? kahi meri daant ka use bura to nahi lag gaya ? ya phir kahi vo uss harami yamraj ya kamla ke jaal me to nahi phans gaya phir se ? ab kya karu ?

Pahli baar raj ko apne paas na dekh kar palak ko ghabrahat hone lagi..dimag me tarah tarah ke khyalat aane lage...dil to uska aaj subah hi raj ko pahli bar dekhte hi dhadak utha tha kintu use na dekh pane ki bechaini ab pahli baar ho rahi thi...uska mann ab aage badhne me nahi lag raha tha, aur aankhe thi ki rah rah kar jungle se aate huye raste par chali jati thi.

Uska dil uske kabu me nahi aa raha tha, vah daud kar phir se jungle me jana chahti thi, iss ummeed me ki shayad raj use kahi raste me mil jaye...raj ka chehra uske manas patal se hat hi nahi raha tha.

Palak (bechain)—nahi, mujhe ja kar dekhna hi hoga..

Ye mann me soch kar vo dubara jungle ke andar vapis chal padi..use aisa karte dekh dono aurte bhi uske piche chalne lagi par tabhi kano me kuch shor sun kar sabhi ghabra gaye..

Palak (ghabra kar)—kahi raj ke sath to kuch....?

Ghabra kar sabhi ussi disha me daud pade..vaha pahuchte hi samne ka drishya dekh kar dono aurte cheekh padi..

Dono aurat (cheekh kar)—nahii...unhe chhod do..hamare bachcho ko chhod do..

Samne ek naqabposh shakhs, kisi admi ko pakad kar maar raha tha jiske sath me do bachche bhi the..ye dono bachche inhi aurto ke hi the jinhe dekh kar vah jor se cheekh padi.

Palak (hairan)—tumhare bachche ?

Aurat 1 (rote huye)—haan, yahi hum dono ke bachche hain aur vo mera pati hai jise vo admi buri tarah peet raha hai..

Palak—lekin tumne to kaha tha ki....

Aurat 2 (rote huye)—haan yahi hamare bachche hain...hamne sach hi kaha tha ..par abhi jo kah rahi hain vo bhi sach hai..unhe bacha lo..

Dono ki cheekh sun kar uss shakhs ka dhyan unki taraf gaya to vah dono ko vaha dekh kar khush ho gaya lekin agle hi pal palak ko dekh chounk kar rah gaya.

Shakhs—ohh..to tum dono yaha ho ? achcha hua ki tum dono bhi mil gayi yahi..main to tumhi dono ko dhoond raha tha par jungle me bhagte huye ye dikh gaya...(palak ko dekh chounkte huye)..wow !

Palak (jor se)—chhod do unhe..kyon maar rahe ho ? akhir kya bigada hai inn masoom bachcho ne tumhara ?

Shakhs—hahaha...tere kahne par jarur chhod deta par kya karu, majboor hu..nahi chhod sakta.. sardar ka huqum jo hai...aur ab to tujhe bhi nahi chhodunga..

Vah admi buri tarah se ghayal tha, ..khud maar khate huye bhi vah unn bachcho ko bachane ki bharsak koshish karne me laga hua tha.

Shakhs—phataakkk...madarchod, tu kya samjha tha ki sardar ki ankho me dhool jhonk kar bhag jayega..aur tum dono ek baar to bach gayi par ab kaise bachogi ? kaha gaya tumhara vo masiha jisne tumhe hamare admiyo se bachaya tha ? bulao use..aa kar bacha le..

Vo phir se uss aurat ke pati ko berahmi se peetne laga..iss maarpeet me dono bachcho ko bhi chot lag gayi thi aur unke sharir se khoon bahne laga tha..ye dekh kar dono uss shakhs ke aage hath jod kar vinti karne lagi kintu uss par iska koi asar nahi hua...ye dekh palak ne aav dekha na taav bina soche vichare hi ped ki ek patli tahni tod kar usse ja bhidi.

Lekin kaha vo hatta katta admi aur kaha palak jaisi komalangi ladki..usne palak ko ek jhatke me hi daboch liya...magar palak bhi kaha haar manne wali thi, uss shakhs ne jaise hi palak ke dono hath pakde vaise hi palak ne apna ek pair uski taango me phansa kar use niche gira diya lekin sath me khud bhi gir padi.

Vah abhi sambhal bhi nahi payi thi ki tab tak bijli ki furti dikhate huye uss shakhs ne dubara use apni giraft me le liya...uski pakad itni majboot thi ki chah kar bhi palak apne aapko uske changul se chhuda nahi pa rahi thi.

Palak ke dono hath pakad kar vah ghasitte huye unn bachcho ke paas tak aa gaya aur ek bachche ko uss aurat ke hath se chhin liya..jo ki palak ke sath muthbhed hote dekh mouka pa kar apne bachcho ko dono ne apni god me utha liya tha...usne phir se uske pati ke sath sath dono aurto ko bhi maarna shuru kar diya...

Agle hi pal kisi ke dahadne jaisi awaz sun kar vah chounk gaya...usne chounk kar jaise hi udhar dekha to samne ek ladke ko gusse se tamtamate huye paya..ye ladka aur koi nahi balki raj hi tha jo dinanath ko apni peeth par taange huye jungle se gujar raha tha kintu jaise hi kisi ke cheekhne ki awaz sunayi padi to vah awaz ka picha karte huye yaha tak pahuch gaya...vaha pahuch kar jaise hi usne kisi ko palak ko ghasitte dekha to uska dimag kharab ho gaya aur ankho me khoon utar aaya.

Raj ko dekh kar palak ke chehre par chhayi udasi ek pal me hi door ho gayi jabki unn dono aurto ko bhi sabke bachav me roshni ki kiran nazar aane lagi.

Raj (jor se gusse me)—madarchoddd..chhod meri didi ko..

Palak (chounk kar)—rajjj

Shakhs (chounk kar)—rajjj !

Dono aurat—hame bacha lo...warna ye kamina hamare bachcho ko maar dalega..

Raj (jor se)—madarchodd..sunayi nahi diya..maine kya kaha ? chhod meri didi ko.. agar mardangi dikhane ka itna hi shouq hai to mujhse muqabla kar..unn masoom bachcho aur aurto par kya hath utha kar apni mardangi dikhata hai..

Shakhs—ohhh..to vah tu hai jisne hamare admiyo ko maar kar inn chhinariyo ko bachaya tha.. ye sun kar achcha laga ki iss jungle me phir se koi mard aaya hai jisne mujhe lalkarne ki jurrat ki hai.. inn bachcho aur iss admi ko maar kar main iss loundiya (palak) ke sath sath inn dono chhinariyo ko bhi apne sath le kar hi jaunga..

Raj—mere rahte ye namumkin hai..

Shakhs—duniya me aisa koi mard paida nahi hua jo mujhe rok sake..agar tumhare andar mujhse takrane ki himmat hai to aa jao...main vada karta hu ki agar tumne mujhe hara diya to main inn sabko chhod dunga aur chupchap apni haar maan kar yaha se chala jaunga..aur agar tum mujhe nahi hara paye to khud hi apni iss didi ko mere liye nangi karoge..bolo manzoor hai ?

Raj—manzoor hai..

Shakhs—chalo mujhe khushi huyi ye sun kar ki aaj yaha koi asli mard to mila..(talwar nikal kar).. chalo aa jao maidan me..

Uss shakhs ne apni kamar me bandhi huyi talwar nikal li lekin phir raj ko nihattha dekh kar agle hi pal talwar ko door phenk diya aur palak ka hath chhod kar raj ki taraf badhne laga...ye dekh raj bhi uski taraf badhne laga to daud kar turant palak ne uska hath pakad liya.

Palak—nahi raj nahi..

Raj (hath jhatak kar gusse me)—chhodo didi..iss madarchod ki himmat kaise huyi aapke sath badsaluki karne ki..aaj iski maiya chod ke hi rahunga..ye saand ek baar jo dil me thaan le to phir khuda bhi use nahi nikaal sakta..

Raj ne gusse me jhatak kar apna hath chhudaya aur sabke dekhte hi dekhte uchhal kar uss shakhs ke paas pahuch gaya...vah shakhs ekdam satark nazar aa raha tha jabki raj ka ek ek ang gusse se kaamp raha tha.

Vah naqabposh shakhs bhi kisi prakar se raj se kam lamba nahi tha..jism to uska kahi bhi raj ke muqable kam nahi tha balki raj ki tulna me 20 hi tha..magar raj bhala inn baato ki kab parwah karta tha..usne aaj tak apne dohre jeevan me na jane kitne hi shaktishali logo ko parast kiya tha.

Palak jhapakte hi raj ka jism hawa me lahraya aur vah naqabposh abhi kuch samajh bhi nahi paya tha ki ek flying kick uske chehre par padi..ladkhada kar vah dhadam se vahi paas ke kichad me ja gira,

Magar agle hi pal raj hairan ho kar rah gaya jab usne agle hi kshan uss naqabposh ko apne samne khada hua paya..gajab ki bijli jaisi furti thi uss naqabposh shakhs me, kichad me girte hi uchhal kar turant khada ho gaya.

Iss baar phir se use maarne ke liye raj tezi se uchhla kintu iss baar paansa palat chuka tha...flying kick iss baar uss naqabposh ke chehre par lagne ke sthan par uss naqabposh ke hatho me aa gayi, usne raj ki dono taange hawa me lapki aur phir use kichad me patak diya...girte hi raj kichad me phisalte huye door tak chala gaya.

Agle hi pal uss naqabposh ne tezi se daudte huye raj ke upar chhalang laga di...vah bhi raj ke piche piche phisalta hua raj taj pahuch gaya...dono ne turant ek dusre ki gardan ko apne hatho me kas liya...

Dono apni apni pakad ka kasaav badhate ja rahe the...jisse dono ka hi dum ghutne laga tha...kuch hi der me raj ko ye ehsas ho gaya ki sharirik shakti ke mamle me vo naqabposh usse kisi tarah kam nahi hai.

Ye anumaan hote hi usne yakayak uski gardan ko chhod diya aur isse pahle ki vo naqabposh kuch samajh pata, raj ne turant apni do ungliya naqab me se jhaankti uski aankho me maar diya.. jisse uss naqabposh ke kanth se cheekh nikal gayi...aur vah dard me tilmila utha...sath hi uski pakad se raj ki gardan bhi mukt ho gayi thi.

Iske baad raj bhala apne dushman ko sambhalne ka mouka kaha dene wala tha..usne kas ke ek laat naqab se dhake uss naqabposh ke chehre par maar di..phir na jane kitni hi laat aur thappad raseed karta gaya uss par..

Vo naqabposh lagatar apne aapko bachane ki koshish kar raha tha magar bacha nahi pa raha tha kintu jaise hi ek baar laat maarte samay raj ki taang uski pakad me aayi to usne raj ko jor se dhakka dekar door uchhal diya.

Raj ne furti se uthna chaha magar tabhi uss naqabposh ka jabardast fauladi ghoonsa raj ke chehre par pada...ghoonsa padte hi raj ko aise laga jaise ki uske chehre ka bhugol badal gaya ho..

Vah naqabposh bhi ab tak ye achchi tarah samajh chuka tha ki agar usne raj ko phir se vaar karne ka mouka de diya to vah kisi bhi tarah apni haar ko nahi bacha payega..vaj samajh gaya tha ki galti se bhi agar ko ab mouka mil gaya to vah use jinda nahi chhodega.

Usne jhapay kar kichad me pade huye raj ki ek taang pakdi aur door tak ghasitta le gaya...raj apna santulan nahi bana pa raha tha uske samne...vah naqabposh ab ki baar uski taang chhod kar apna poora vajan uski chhati me dalte huye uski gardan ko dono hatho se daboch liya.

Naqabposh—bolo...duniya me har ek ka baap hai ya nahi ?
 
Last edited:
Maurya ji
1,057
1,094
143
SAAND 2
UPDATE- 38 (B)
Gahra Raaz Continues.....

Kyonki mere pita ji, rajvardhan ji ke gahre dost the to unki mout ke baad usne mujhe qaid kar liya ye soch kar ki unke dost ka beta hone ke naate mujhe wasiyat ke baare me kuch na kuch jarur malum hoga..yahi vajah hai ki usne mujhe yaha qaid kar rakha tha..lekin jab mujhe wasiyat ke baare me khud hi kuch nahi malum to kisi ko kya batata..par use yakin hi nahi hai..

Abhi vah kuch aur bhi bolne ja hi raha tha ki achanak tabhi...

Ab Aage...............

Achnak tabhi vaha na jane kaha se vahi saanp samne aakar khada ho gaya aur jor jor se fufkarne laga... usko samne dekh kar main chounk gaya...aur apne kadmo ko turant hi piche khich liya.

Raj (tension)—ye madarchod yaha bhi aa gaya ! iski maa ko chodu, hath pair dho ke mere piche hi pad gaya hai.

Dinanath—kya hua beta ?

Raj—samne dekho baba..tumhara baap khada hai..

Dinanath (chounk kar)—ye kaisi baate kar rahe ho ? (phir saanp ko dekh kar)..ohh.. isko dekh kar darr gaye tum ? hahaha

Raj (khisiya kar)—to theek hai tumhe hi uske paas baitha deta hu..tum to daroge nahi na usse..

Ye sunte hi uski gaand phat gayi aur usne mujhe kas ke pakad liya, ye soch kar ki kahi main sach me hi aisa na kar du..

Dinanath—beta main to mazak kar raha tha..lekin tum nahi jante ki rajvardhan ji ki haweli par bhi saanpo ki aisi ghatnaye aksar hoti rahti thi...unke pita gyanendra ji aksar raato ko saanp saanp chillate huye uth jaya karte the..yaha tak ki haweli me kayi baar saanp dekhe bhi gaye the.. magar tajjub ki baat to ye thi ki jaha sabhi ko inse darr lagta hai vahi sanjana saanpo ke sath bina kisi darr ke khelti thi..aisa lagta tha jaise ki saanp uske sathi ho ?

Raj—achcha baba, vo sab chhodo aur ye batao ki gufa ki taraf main jab aa raha tha tab maine do naqabposho ko gufa se bahar nikalte dekha tha..jinme se ek to yakinan aurat thi..aur dusra mard, koun the vo dono ?

Dinanath—unhone hi to mujhe yaha qaid kar rakha tha..lekin vo dono koun hain, ye to main bhi nahi janta kyonki dono jab bhi mere paas aaye to hamesha unke chehre naqab se dhake hote the par itna andaza jarur hai ki vo admi hi YAMRAJ ya phir Black star hoga..

Raj—hmmm...kya aap kamla ko jante ho ?

Dinanath (thoda sochne ke baad)—main to kewal ek hi kamla ko janta hu jo chitralekha ki natin thi matlab ki uske bete ki ladki...uska naam bhi kamla tha..

Raj—hmm..baba, aapne abhi kuch der pahle nadi ke uss paar ek kabile ki basti ka jikra kiya to kya vo basti abhi vaha hogi aur vaha jane ka rasta kaha se hai ? (mann me)..ho sakta hai ki sheetal didi (palak) vahi rahti ho ?

Dinanth (ghabra kar)—nahi beta..vo basti to kab ki khandahar ho chuki..vaha ab kuch bhi nahi rah gaya...uss yamraj ne sab kuch barbad kar diya...shamshan bana diya poori basti ko...aur beta kabhi bhool kar bhi vaha mat jana..

Raj (hairan)—kyon ?

Dinanath—kyonki agar vaha chale gaye to phir kabhi jinda vapis nahi aa paoge...shayad tumhe nahi malum ki iss poore jungle me har taraf sirf dhokha hi dhokha hai...jiska koi astitva nahi hai, vo cheez aankho ke samne dikhayi deti hai aur jiska astitva hai, vo dikhayi hi nahi deti..

Raj—ye to main pahle bhi sun chuka hu...lekin mujhe to aisa kuch bhi nazar nahi aaya jaisa ki aap bata rahe ho ab tak..

Dinanath—jab tak jhooth benaqab nahi ho jata tab tak vo har kisi ko sach hi nazar aata hai beta.. ye nazar ka mayajal to yaha bhi hai lekin vaha uss basti se kam hi hai yaha..yaha se bach kar to kisi tarah nikla bhi ja sakta hai magar vaha se nahi...ek baar agar vaha chale gaye to phir bahar nikalne ke sabhi raste band..

Raj—aapki baate to meri samajh ke bahar hain baba....

Dinanath—ye sab black star ka hi rachaya hua mayajal hai..jisse ki agar koi yaha aane ke baad vo wasiyat pa bhi jaye tab bhi yaha se bahar na ja sake usse bach kar..

Raj—ab aap kaha jaoge ?

Dinanath—malum nahi

Raj—yaha aas paas koi basti hai jaha par le ja kar main aapki ye bediya katwa saku ? aur aap kya kisi palak naam ki ladki ko jante ho ?

Dinanath—nahi beta..maine to ye naam aaj pahli dafa hi suna hai...lekin mere qaid hone se pahle jungle ke iss taraf ek choti basti jarur hua karti thi...kya pata aaj bhi ho agar black star ki buri nazar vaha nahi padi huyi ho to ?

Raj—theek hai, chalo vahi chalte hain..

Udhar palak unn dono aurto ko sath liye apni basti ki taraf ja rahi thi ki kuch door pahuch kar jab usne piche palat kar dekha to raj ko na dekh kar chounk gayi.

Palak (chounk kar mann me)—ye kaha rah gaya ? abhi tak to mere piche pada hua tha aur ab jane kaha ruk gaya ? kahi meri daant ka use bura to nahi lag gaya ? ya phir kahi vo uss harami yamraj ya kamla ke jaal me to nahi phans gaya phir se ? ab kya karu ?

Pahli baar raj ko apne paas na dekh kar palak ko ghabrahat hone lagi..dimag me tarah tarah ke khyalat aane lage...dil to uska aaj subah hi raj ko pahli bar dekhte hi dhadak utha tha kintu use na dekh pane ki bechaini ab pahli baar ho rahi thi...uska mann ab aage badhne me nahi lag raha tha, aur aankhe thi ki rah rah kar jungle se aate huye raste par chali jati thi.

Uska dil uske kabu me nahi aa raha tha, vah daud kar phir se jungle me jana chahti thi, iss ummeed me ki shayad raj use kahi raste me mil jaye...raj ka chehra uske manas patal se hat hi nahi raha tha.

Palak (bechain)—nahi, mujhe ja kar dekhna hi hoga..

Ye mann me soch kar vo dubara jungle ke andar vapis chal padi..use aisa karte dekh dono aurte bhi uske piche chalne lagi par tabhi kano me kuch shor sun kar sabhi ghabra gaye..

Palak (ghabra kar)—kahi raj ke sath to kuch....?

Ghabra kar sabhi ussi disha me daud pade..vaha pahuchte hi samne ka drishya dekh kar dono aurte cheekh padi..

Complete Update Kal Dophar Tak.....
Ok Bhai we will wait..
 

Top