Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Well-known member
3,825
7,366
143
Bhaiya bhut bdia update...
bhai lekin ek bat smgh nhi aayi..


👆👆Ye bolne pal palak or wo dono sardar ke aadmi kyu chaok gye.. Lagta hai in logo ne pehle bhi ye suna hai khi..
waiting for next update..
Black star wali ghatna ke baad saand kafi famous ho gaya tha bhai to lazimi hai ki uska ye dialogue bhi logo ne kahi na kahi kisi na kisi madhyam se suna hi hoga..
 
Well-known member
3,825
7,366
143
SAAND 2
UPDATE-38 (A)
Gahra Raaz Continues......

Ye soch kar raj palak ke piche na ja kar dusri disha se aa rahi awaz ki taraf mud gaya aur uss taraf aage chal pada...kuch samay chalne ke baad use ek gufa jaisi jagah nazar aayi...

Ab Aage................

Raj jungle ke bhitar gufa ko dekh kar jyada hairan to nahi hua, kyonki jungle me aisi gufa ka hona koi hairani ki baat bhi nahi thi, jungli janwar apne rahne ke liye aksar aisi gufa ka hi sahara lete hain, yahi vajah thi ki raj ko adhik hairani nahi huyi gufa ko dekh par kuch soch me jarur pad gaya.

Raj (mann me)—lagta hai ki kisi jungli janwar ki gufa hai ye ? lekin sochne wali baat to ye hai ki dadi maa aur bakiyo ne bhi aisi hi ek gufa ka jikra kiya tha jab vo raat me jungle ke bhitar phans gayi thi uss ajeeb se janwar ke hamle se khud ko bachaane ke chakkar me..kahi ye vahi gufa to nahi ? ya phir vo ajeeb sa dikhne wala jeev yahi rahta ho ? aur abhi jo awaze sunayi de rahi thi, vo kiski thi ? ho sakta hai ki gufa ke andar jane par mujhe iss jungle ka koi surag mil jaye ? kya mujhe gufa ke bhitar ghus kar dekhna chahiye ? lekin aisa karna khatarnak bhi ho sakta hai..kya karu..kya na karu..kuch samajh nahi aa raha hai...

Raj abhi gufa ke bahar kuch doori par khada yahi sab soch hi raha tha ki tabhi use kuch aahat sunayi padi jo ki gufa ke andar se hi aa rahi thi, aisa lag raha tha jaise ki koi gufa se bahar aa raha ho...ye ehsaas hote hi raj turant ek ped ke piche chhup gaya aur gufa ke dwar par apni aankhe jama di.

Kuch hi der me gufa se bahar nikalte huye do saaye nazar aaye...yaha din ke ujaale me bhi saaya isliye kaha kyonki dono ne apne chehro par naqab pahna hua tha jiski vajah se unka chehra dikhayi nahi pad raha tha..albatta itna jarur tha ki unme se ek saya kisi aurat ka tha to dusra kisi admi ka jo ki unki chaldhal, pahnava, sharirik banawat aur awaz ko dekh kar asani se samjha ja sakta tha...dono aapas me kuch baate kar rahe the jo saaf saaf sunayi nahi pad rahi thi.

Dono kuch der kanafusi kartr rahe uske baad uss admi ne paas hi ki jhadi me hath daal kar na jane kya kiya ki uske baad gufa ka darwaja ek bade si chattan se band ho gaya...ab aisa lag hi nahi raha tha ki vaha koi gufa bhi ho sakti hai.

Gufa ka dwar band karne ke baad dono ek disha me chale gaye..ye sab nazara raj ped ke piche se chupchap dekh raha tha...unke jate hi vah ped ke piche se nikal kar ussi jagah par aa gaya jaha abhi kuch samay pahle vo dono naqabposh khade the.

Raj (mann me)—sala kuch na kuch to gadbad hai yaha...koun ho sakte hain ye dono aur yaha gufa ke bhitar kya kar rahe the ? kahi ye aurat kamla to nahi ? kyonki sheetal didi (palak) ne bhi kamla ko jhoothi bata rahi thi..to kya kamla ne sach me mujhse sab jhooth kaha tha yaha ke baare me ? mujhe gufa ke bhitar ja kar dekhna hoga, akhir main bhi to dekhu ki asal mazra kya hai ?

Ye soch kar raj ne bhi unn jhadiyo me hath ghusa diya lekin use kuch nahi mila..tab usne dono hatho se jhadi ko idhar udhar phaila kar dekhna shuru kar kiya lekin aisa kuch nahi dikha jo ki sandehaspad ho.

Raj—madarchod..ye kaise ho sakta hai ? iski maa ko chodu, uss gaandu ne to yahi hath ghusaya tha apna jiske baad gufa ke darwaja band ho gaya tha...kya kiya tha uss bhosdike ne yaha jhadiyo me hath daal ke ?

Raj kafi der tak jhaadi ke bhitar ghuse dhoondta raha kintu kuch samajh nahi aaya...tabhi uske pair me kuch jor se chubha to dard se vah tilmila utha.

Raj—iski maa ko chodu..kya ghus gaya pair me ?

Usne apne pair me chubhne wali cheez ki taraf dekha to vaha lohe ki ek plate rakhi huyi dikhi jisme bahut saare nukile kheele lage huye the...raj ne jaldi se apna pair unke upar se hataya.

Raj—iss plate ko yaha se door phenk deta hu warna ye phir se kahi mere pair me na ghus jaye ?

Raj ne ye soch kar jaise hi uss plate ko uthaya to chounk gaya...vaha ek chota sa gaddha nazar aaya...jo ki uss gaddhe ke upar rakha hua tha..raj ne dhyan se dekha to uss gaddhe me lohe ke ek chudidar volve laga hua tha....raj ne jaise hi uss volve ko ghumaya to kirr kirr karke awaz aayi.

Jab raj ki nazar gufa ki taraf gayi to uske chehre par muskan phail gayi...kyonki gufa ka darwaja thoda sa khul gaya tha.

Raj—ohhh...to ye chakkar hai..

Raj ne phir se uss volve ko ghumana start kar diya aur tab tak ghumata raha jab tak ki vo darwaja poora nahi khul gaya...dwar khulte hi bina deri kiye vah gufa me ghus gaya aur idhar udhar dekhne laga.

Magar vaha kafi andhera hone ke kaaran kuch dikh nahi raha tha..halanki gufa ka dwar khulne se roshni andar jarur aa rahi thi lekin vo paryapt nahi thi..raj ne apne mobile ki torch on kar li aur poori savdhani ke sath aage badhne laga.

Ahi kuch hi kadam aage gaya hoga ki tabhi uske kaano me kisi ke karaahne ka swar sunayi diya jisse vah chounk kar awaz ki taraf mud gaya...samne kuch doori par use zanjeero se jakda ek buddha admi nazar aaya ...deewar par bade bade kheele lage huye the jinse vo zanjeere bandhi huyi thi..dekhne par vah buddha lagbhag 85-90 saal ka lag raha tha...uske poore sharir par chot ke nishan the, uski halat dekh kar aisa lag raha tha jaise ki use badi hi berahmi se peeta gaya ho.

Raj daud kar turant uske paas pahuch gaya..apne chehre par torch ki roshni padte hi karaahte huye uss admi ne kisi tarah apni aankhe kholi..aur phir samne dekhte hi buri tarah hadbada gaya.

Buddha (chounk kar)—mmm..nahiii..ye nahi ho sakta ! ye kabhi nahi ho sakta !...kkkk...koun ho tumm ?

Raj (hairan)—yahi sawal to main bhi aapse puchna chahta hu ki baba aap koun ho ? aur aapko yaha kisne aur kyon qaid kar rakha hai ?

Lekin kuch jawab dene ki jagah vo buddha ekdam hairani se raj ko hi apalak dekhe ja raha tha, jaise ki usne koi anhoni cheez dekh li ho.

Raj (hairan)—aur aapne ye kyon kaha ki ye nahi ho sakta ? aap mujhe dekh kar itna chounk kyon gaye ? kuch bolo baba..aap daro mat...main aapko yaha se bahar nikalunga..kisne kiya ye sab ?

Buddha (hairan)—nahi..ye sach nahi ho sakta...ye jarur uss kamine ki koi chaal hai..chale jao yaha se...tum logo ki chaal kabhi kamyab nahi hogi ...main kitni baar batau ki mujhe kuch nahi malum.. mujhe kuch nahi malum...mujhe jaan se maar do tab bhi main yahi kahunga..mujhe kuch nahi malum..

Raj (hairan)—baba, aap mujhe galat samajh rahe hain...main to khud hi ek bhatka hua musafir hu jo apni didi ko khojte huye yaha jungle me aa kar phans gaya hu..aur unhi ko khojte huye yaha tak aa gaya..mera yakin karo, mujhe aapke paas kisi ne nahi bheja hai..

Buddha—nahi, tum jhooth bol rahe ho...ye sab uss harami ki chaal hai..chale jao yaha se..

Raj—baba, main sach bol raha hu...mujhe kisi ne yaha nahi bheja hai...mera naam raj hai..

Phir raj ne apne yaha jungle me aane ke baare me short me bata diya, jise sunne ke baad vo aur bhi adhik hairan ho gaya lekin uske mann ka darr jarur kuch kam hota hua prateet hua.

Buddha—agar tum jo bol rahe ho, vo sach hai tab bhi main yahi kahunga ki yaha se jitna jaldi ho sake, chale jao..warna tum bhi meri tarah yaha qaid ho kar rah jaoge..isse pahle ki vo darinda yaha aa jaye, tum yaha se chale jao beta..yaha se door chale jao..ye jungle bahut hi jyada manhoos hai..

Raj—min aapko yaha se chhudaye bagair kahi nahi jaunga..aur koun aa jayega, kiski baat kar rahe hain aap ?

Buddha—vahi dusht, papi...YAMRAJ..ki...chale jao beta..yaha se chale jao..iske pahle ki uss dusht ki nazar tum par pad jaye..chale jao..

Raj—baba, main apni didi ko liye bina kahi nahi jaunga...aur aap daro mat..main aapko yaha se azad kar ke hi rahunga..

Buddha—meri chinta chhodo beta..main to vaise bhi ab apni jindagi ke kinare par khada hu..paka hua vo phal hu jo ped se kabhi bhi toot kar gir sakta hai...aur phir itni moti moti salakho se bandha hua hu jinhe todna namumkin hai..

Raj—duniya ki koi bhi zanjeer itni majboot nahi hai baba jise ye saand tod na sake..aap inn salakhon ki chinta mat karo..

Raj unn zanjeero ko todne ki koshish karne laga lekin vah behad majboot thi jinhe todna itna saral nahi tha..

Buddha—ye bahut majboot hain, nahi tootengi..tabhi to main kah raha hu ki tum yaha se bhag jao isse pahle ki vo shaitan yaha aa jaye aur uski nazar tum par pade..

Raj—uski maa ka bhosda, aata hai to aa jaye, main usse nahi darta...yahi patak kar madarchod ki gaand maar dunga...lekin aapko azad kar ke hi rahunga..tootegi kaise nahi..

Raj ne daud kar bahar se lohe ki vahi plate utha laya aur deewar me lagi kheelo par usse prahar karne laga..lagatar hote iss prahar se vo kheel hilne lagi..ye dekh raj ne apni poori taqat laga kar unhe deewar se ukhad liya lekin zanjeere abhi bhi uss buddhe ke sharir par bandhi huyi thi.

Raj—ye lo baba zanjeer to toot gayi...ab chalo yaha se..

Buddha—mujhse nahi chala jayega beta...ek to main vaise hi buddha admi hu dusra mere hath pair abhi bhi inn zanjeero me jakde huye hain..tum meri vajah se bekar me hi apni jaan khatre me daal rahe ho...meri baat mano beta, tum yaha se chale jao..

Raj—maine pahle hi kaha diya tha ki aapko yaha se azad kiye bina nahi jaunga..

Ye kah kar raj ne uss admi ko apni peeth par chadha liya aur vaha se bahar nikal gaya..lekin jate jate usne gufa ko pahle ki tarah hi band kar diya.

Raj (raste me)—ab batao baba apne baare me...aap koun ho ? aapko kisne aur kyon yaha qaid kiya tha ?

Buddha—beta ye bahut purani baat hai...ye sab rajvardhan ji ki wasiyat ko hasil karne ke liye ho raha hai..

Raj (sir pakad ke)—madarchod yaha bhi wasiyat ? iski maa ko chodu, akhir iss wasiyat me aisa hai kya jiske liye sab pagal huye pade hain ?

Buddha—ye to koi nahi janta beta ki wasiyat me kya hai..lekin uske andar kuch na kuch to aisa jarur hai jo bahut khas aur beshkeemti hai...wasiyat ka raaz to sirf rajvardhan ji hi jante the.. logo ka manna hai ki uss wasiyat ke kaagjaat yahi kahi jungle me chhupe huye hain kyonki rajvardhan ji akhiri baar jab yaha aaye to uske baad kabhi yaha se vapis gaye hi nahi.

Raj—wasiyat gayi maa chudane..apne baare me kuch batao baba..

Buddha—vahi to batane ja raha hu...kabhi ye poora jungle rajvardhan ji ki milkiyat hua karta tha.. vo apna jyadatar samay yahi bitaya karte the..na jane iss jungle se unhe itna lagav kyon tha ? ya phir shayad uss wasiyat se judi huyi vah khas anmol cheez inhi junglon me kahi moujud thi jiska pata kewal rajvardhan ji ko hi tha, jiske chalte unhe yaha se kuch jyada hi lagav ho gaya tha. Magar vo anmol cheez kya hai, ye aaj tak koi nahi jaan paya aur na hi unhone kabhi kisi se iska jikra hi kiya...

Buddha (thoda ruk kar)—yaha jungle ke beecho beech ek nadi bahti hai...nadi ke uss paar kabhi kabilo ki basti hua karti thi..kabilewasi yaha rajvardhan ji ke yaha junglo me kaam kiya karte the. Isi dauran rajvardhan ji jungle ke kabile ke sardar ki ladki payal se prem karne lage, jisse yahi jungle me unki mulaqat huyi thi aur jo behad khubsurat thi..yahi vajah thi jiske kaaran vo apna jyada samay inhi junglo me gujara karte the, ye baad me pata chala..dhire dhire payal bhi unhe chahne lagi thi...phir ek samay aisa aaya ki achanak hi yaha kaam karne wale log rahasyamay tarike se gayab hone lage..jab rajvardhan ji ko iss baat ka pata chala to unhone inn sbke piche jiska bhi hath tha, uski talash shuru kar di..

Raj (confuse)—ek minute baba..aapke kahne ka matlab hai ki rajvardhan aur payal ki mulaqat pahle huyi thi, baad me unhe jungle me logo ke gayab ho rahi ghatna ka pata chala ?

Buddha—hmmm

Raj (confuse)--lekin kamla aur sheetal didi (palak) ne mujhe bataya ki unhe logo ke gayab hone wali ghatna ke piche jiska bhi hath tha, uski talash karne ke dauran unki mulaqat payal se huyi thi, ..

Buddha—nahi, dono ki mulaqat pahle huyi thi...logo ke gayab hone ki ghatna ka baad me pata chala unhe..

Raj—maine kaise maan lu ki aap sach bol rahe ho ? teen logo ne teen tarah ki kahaniya batayi mujhe..

Buddha—beta, maine jo kaha, vo ekdam sach hai..mera vishwas karo..

Raj—aapki baat par vishwas karne ki koi vajah ?

Buddha—vajah hai kyonki mere pita ji rajvardhan ji ke bahut achche dost the aur jungle ka sara kaam vahi dekha karte the...yaha tak ki jungle me dono sath sath ghumte the...pita ji meri maa se payal ji ke baare me bataya karte the, tab maine suna tha...mera naam dinanath hai..

Raj—hmmm..phir kya hua ?

Dinanath—kafi samay tak gyanendra ji naraz rahe apne bete se shadi ki baat ko le kar magar baad me unhe jhukna hi pada..aur vo apni bahu ko haweli le aaye...vahi payal ji ne ek bete (dada ji dayal chand) ko janam diya...shadi ke ek saal baad hi payal ji ki rahasyamay paristhitiyo me achanak mout ho gayi...unki mout se rajvardhan ji pagal se ho gaye,

Payal ki mout se aahat ho kar rajvardhan ji yahi jungle me aa kar rahne lage, tab payal ji ki judwa hum shakal bahan sanjana ne unhe sambhala aur vah bhi unhe pyar karne lagi..ussi dauran unhe yaha jungle me ho rahi ghatnaon ka pata chala tha aur vo asli gunahgar ki khojbeen me lag gaye the...

Khojbeen me pata chala ki inn sab ghatnaon ke piche chitralekha, jo ki payal aur sanjana ki souteli maa thi aur uske ashiq black star ka hath hai..kisi tarah ye baat black star ko malum ho gayi ki rajvardhan ko sab malum chal chuka hai to unhe khatam karne ki yojna banane laga...sanyog se dono ka samna ho hi gaya..iss jung me rajvardhan ji aur black star dono hi maare gaye..jab ye sanjana ko pata chala to gusse me aa kar usne apni souteli maa ko maar diya aur uske baad khud na jane kaha chali gayi ?

Lekin black star ki mout ke baad bhi ye mamla yahi khatam nahi hua balki uski jagah kisi ne le li jo shayad nahi chahta tha ki black star ki dahashat khatam ho..ya phir vo uske naam ki aad me wasiyat tak pahuchna chahta tha.

Kyonki mere pita ji, rajvardhan ji ke gahre dost the to unki mout ke baad usne mujhe qaid kar liya ye soch kar ki unke dost ka beta hone ke naate mujhe wasiyat ke baare me kuch na kuch jarur malum hoga..yahi vajah hai ki usne mujhe yaha qaid kar rakha tha..lekin jab mujhe wasiyat ke baare me khud hi kuch nahi malum to kisi ko kya batata..par use yakin hi nahi hai..

Abhi vah kuch aur bhi bolne ja hi raha tha ki achanak tabhi...
 
Last edited:
I know, I’m lucky that I’m so cute.
391
561
93
SAAND 2
UPDATE-38
Gahra Raaz

Ye soch kar raj palak ke piche na ja kar dusri disha se aa rahi awaz ki taraf mud gaya aur uss taraf aage chal pada...kuch samay chalne ke baad use ek gufa jaisi jagah nazar aayi...

Ab Aage................

Raj jungle ke bhitar gufa ko dekh kar jyada hairan to nahi hua, kyonki jungle me aisi gufa ka hona koi hairani ki baat bhi nahi thi, jungli janwar apne rahne ke liye aksar aisi gufa ka hi sahara lete hain, yahi vajah thi ki raj ko adhik hairani nahi huyi gufa ko dekh par kuch soch me jarur pad gaya.

Raj (mann me)—lagta hai ki kisi jungli janwar ki gufa hai ye ? lekin sochne wali baat to ye hai ki dadi maa aur bakiyo ne bhi aisi hi ek gufa ka jikra kiya tha jab vo raat me jungle ke bhitar phans gayi thi uss ajeeb se janwar ke hamle se khud ko bachaane ke chakkar me..kahi ye vahi gufa to nahi ? ya phir vo ajeeb sa dikhne wala jeev yahi rahta ho ? aur abhi jo awaze sunayi de rahi thi, vo kiski thi ? ho sakta hai ki gufa ke andar jane par mujhe iss jungle ka koi surag mil jaye ? kya mujhe gufa ke bhitar ghus kar dekhna chahiye ? lekin aisa karna khatarnak bhi ho sakta hai..kya karu..kya na karu..kuch samajh nahi aa raha hai...

Raj abhi gufa ke bahar kuch doori par khada yahi sab soch hi raha tha ki tabhi use kuch aahat sunayi padi jo ki gufa ke andar se hi aa rahi thi, aisa lag raha tha jaise ki koi gufa se bahar aa raha ho...ye ehsaas hote hi raj turant ek ped ke piche chhup gaya aur gufa ke dwar par apni aankhe jama di.

Kuch hi der me gufa se bahar nikalte huye do saaye nazar aaye...yaha din ke ujaale me bhi saaya isliye kaha kyonki dono ne apne chehro par naqab pahna hua tha jiski vajah se unka chehra dikhayi nahi pad raha tha..albatta itna jarur tha ki unme se ek saya kisi aurat ka tha to dusra kisi admi ka jo ki unki chaldhal, pahnava, sharirik banawat aur awaz ko dekh kar asani se samjha ja sakta tha...dono aapas me kuch baate kar rahe the jo saaf saaf sunayi nahi pad rahi thi.

Dono kuch der kanafusi kartr rahe uske baad uss admi ne paas hi ki jhadi me hath daal kar na jane kya kiya ki uske baad gufa ka darwaja ek bade si chattan se band ho gaya...ab aisa lag hi nahi raha tha ki vaha koi gufa bhi ho sakti hai.

Gufa ka dwar band karne ke baad dono ek disha me chale gaye..ye sab nazara raj ped ke piche se chupchap dekh raha tha...unke jate hi vah ped ke piche se nikal kar ussi jagah par aa gaya jaha abhi kuch samay pahle vo dono naqabposh khade the.

Raj (mann me)—sala kuch na kuch to gadbad hai yaha...koun ho sakte hain ye dono aur yaha gufa ke bhitar kya kar rahe the ? kahi ye aurat kamla to nahi ? kyonki sheetal didi (palak) ne bhi kamla ko jhoothi bata rahi thi..to kya kamla ne sach me mujhse sab jhooth kaha tha yaha ke baare me ? mujhe gufa ke bhitar ja kar dekhna hoga, akhir main bhi to dekhu ki asal mazra kya hai ?

Ye soch kar raj ne bhi unn jhadiyo me hath ghusa diya lekin use kuch nahi mila..tab usne dono hatho se jhadi ko idhar udhar phaila kar dekhna shuru kar kiya lekin aisa kuch nahi dikha jo ki sandehaspad ho.

Raj—madarchod..ye kaise ho sakta hai ? iski maa ko chodu, uss gaandu ne to yahi hath ghusaya tha apna jiske baad gufa ke darwaja band ho gaya tha...kya kiya tha uss bhosdike ne yaha jhadiyo me hath daal ke ?

Raj kafi der tak jhaadi ke bhitar ghuse dhoondta raha kintu kuch samajh nahi aaya...tabhi uske pair me kuch jor se chubha to dard se vah tilmila utha.

Raj—iski maa ko chodu..kya ghus gaya pair me ?

Usne apne pair me chubhne wali cheez ki taraf dekha to vaha lohe ki ek plate rakhi huyi dikhi jisme bahut saare nukile kheele lage huye the...raj ne jaldi se apna pair unke upar se hataya.

Raj—iss plate ko yaha se door phenk deta hu warna ye phir se kahi mere pair me na ghus jaye ?

Raj ne ye soch kar jaise hi uss plate ko uthaya to chounk gaya...vaha ek chota sa gaddha nazar aaya...jo ki uss gaddhe ke upar rakha hua tha..raj ne dhyan se dekha to uss gaddhe me lohe ke ek chudidar volve laga hua tha....raj ne jaise hi uss volve ko ghumaya to kirr kirr karke awaz aayi.

Jab raj ki nazar gufa ki taraf gayi to uske chehre par muskan phail gayi...kyonki gufa ka darwaja thoda sa khul gaya tha.

Raj—ohhh...to ye chakkar hai..

Raj ne phir se uss volve ko ghumana start kar diya aur tab tak ghumata raha jab tak ki vo darwaja poora nahi khul gaya...dwar khulte hi bina deri kiye vah gufa me ghus gaya aur idhar udhar dekhne laga.

Magar vaha kafi andhera hone ke kaaran kuch dikh nahi raha tha..halanki gufa ka dwar khulne se roshni andar jarur aa rahi thi lekin vo paryapt nahi thi..raj ne apne mobile ki torch on kar li aur poori savdhani ke sath aage badhne laga.

Ahi kuch hi kadam aage gaya hoga ki tabhi uske kaano me kisi ke karaahne ka swar sunayi diya jisse vah chounk kar awaz ki taraf mud gaya...samne kuch doori par use zanjeero se jakda ek buddha admi nazar aaya ...deewar par bade bade kheele lage huye the jinse vo zanjeere bandhi huyi thi..dekhne par vah buddha lagbhag 85-90 saal ka lag raha tha...uske poore sharir par chot ke nishan the, uski halat dekh kar aisa lag raha tha jaise ki use badi hi berahmi se peeta gaya ho.

Raj daud kar turant uske paas pahuch gaya..apne chehre par torch ki roshni padte hi karaahte huye uss admi ne kisi tarah apni aankhe kholi..aur phir samne dekhte hi buri tarah hadbada gaya.

Buddha (chounk kar)—mmm..nahiii..ye nahi ho sakta ! ye kabhi nahi ho sakta !...kkkk...koun ho tumm ?

Raj (hairan)—yahi sawal to main bhi aapse puchna chahta hu ki baba aap koun ho ? aur aapko yaha kisne aur kyon qaid kar rakha hai ?

Lekin kuch jawab dene ki jagah vo buddha ekdam hairani se raj ko hi apalak dekhe ja raha tha, jaise ki usne koi anhoni cheez dekh li ho.

Raj (hairan)—aur aapne ye kyon kaha ki ye nahi ho sakta ? aap mujhe dekh kar itna chounk kyon gaye ? kuch bolo baba..aap daro mat...main aapko yaha se bahar nikalunga..kisne kiya ye sab ?

Buddha (hairan)—nahi..ye sach nahi ho sakta...ye jarur uss kamine ki koi chaal hai..chale jao yaha se...tum logo ki chaal kabhi kamyab nahi hogi ...main kitni baar batau ki mujhe kuch nahi malum.. mujhe kuch nahi malum...mujhe jaan se maar do tab bhi main yahi kahunga..mujhe kuch nahi malum..

Raj (hairan)—baba, aap mujhe galat samajh rahe hain...main to khud hi ek bhatka hua musafir hu jo apni didi ko khojte huye yaha jungle me aa kar phans gaya hu..aur unhi ko khojte huye yaha tak aa gaya..mera yakin karo, mujhe aapke paas kisi ne nahi bheja hai..

Buddha—nahi, tum jhooth bol rahe ho...ye sab uss harami ki chaal hai..chale jao yaha se..

Raj—baba, main sach bol raha hu...mujhe kisi ne yaha nahi bheja hai...mera naam raj hai..

Phir raj ne apne yaha jungle me aane ke baare me short me bata diya, jise sunne ke baad vo aur bhi adhik hairan ho gaya lekin uske mann ka darr jarur kuch kam hota hua prateet hua.

Buddha—agar tum jo bol rahe ho, vo sach hai tab bhi main yahi kahunga ki yaha se jitna jaldi ho sake, chale jao..warna tum bhi meri tarah yaha qaid ho kar rah jaoge..isse pahle ki vo darinda yaha aa jaye, tum yaha se chale jao beta..yaha se door chale jao..ye jungle bahut hi jyada manhoos hai..

Raj—min aapko yaha se chhudaye bagair kahi nahi jaunga..aur koun aa jayega, kiski baat kar rahe hain aap ?

Buddha—vahi dusht, papi...YAMRAJ..ki...chale jao beta..yaha se chale jao..iske pahle ki uss dusht ki nazar tum par pad jaye..chale jao..

Raj—baba, main apni didi ko liye bina kahi nahi jaunga...aur aap daro mat..main aapko yaha se azad kar ke hi rahunga..

Buddha—meri chinta chhodo beta..main to vaise bhi ab apni jindagi ke kinare par khada hu..paka hua vo phal hu jo ped se kabhi bhi toot kar gir sakta hai...aur phir itni moti moti salakho se bandha hua hu jinhe todna namumkin hai..

Raj—duniya ki koi bhi zanjeer itni majboot nahi hai baba jise ye saand tod na sake..aap inn salakhon ki chinta mat karo..

Raj unn zanjeero ko todne ki koshish karne laga lekin vah behad majboot thi jinhe todna itna saral nahi tha..


Complete Update Kal Raat Tak.....
Okay bhai we will wait
 

Top