Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Member
134
130
43
SAAND 2
UPDATE-31

Kuch der ke baad tabhi kisi ne darwaja khola to vah samne darwaja kholne wale ko dekhte hi chounk gaya....balki ye kahna jyada uchit hoga ki dono hi ek dusre ko dekh kar chounk gaye..

Ab Aage................

Darwaja ek buddhi aurat ne khola tha jo ki behad badsurat dikh rahi thi, uss shakhs ne ye kadapi nahi socha tha ki darwaja kholne wale ki surat itni badsurat bhi ho sakti hai, yahi vajah thi ki vah dekhte hi chounk pada..jabki vah budhiya, itni raat me apne samne kisi ajnabi shakhs ko dekh vo bhi use aisi halat me dekh kar chounk gayi thi.

Budhiya—koun ho tum aur iss tarah ghabra kyon rahe ho ?

Shakhs—ji...mera naam ....RAJ.. hai....main apni didi ki talash me kayi din se bhukha pyasa dar dar bhatakte huye yaha pahucha to roshni dekh kar idhar chala aaya..

Budhiya—kyon, kaha gayi tumhari bahan ?

RAJ (nam ankhe)—kayi saal huye meri sheetal didi ko mujhse bichhde huye..tab se aaj tak main usko dhoond hi raha hu..na jane vo kaha hogi, kaisi hogi ?

Budhiya—main kamla, iss ghar ki malkin...saalo se yaha akeli rah rahi hu, har roj kisi ka intazar karti hu, lekin vo aata hi nahi..aaj tumne darwaje par dastak di, to laga ki vo aa gaya...khair, chalo andar aao..main tumhe khane ko kuch deti hu...

Kamla ne kuch bhuna hua maans aur peene ke liye pani la kar use diya lekin vo chupchap baitha khane ko dekhta raha.

Budhiya—kya hua..kha kyon nahi rahe ho ? tumhe to bhookh lagi thi na ?

RAJ—bhookh to ab bhi lagi hai lekin main mansahari nahi hu...

Budhiya—lekin yaha to yahi mil sakta hai..jungle me jo milta hai vahi khana padta hai...ghar ke piche ek kuwa hai lekin uska pani peene layak nahi hai..peene ka pani bhi main ek jharne se le kar aati hu..

RAJ—koi baat nahi..

Akhir marta kya na karta, kayi din se bhookha hone ke kaaran usne vo bhuna hua maans khana hi uchit samjha aur uss par toot pada...khane ke baad usne pani piya tab kahi use kuch rahat mahsoos huyi...tab tak vo aurat uske liye ek bistar le aayi.

RAJ—aapka bahut bahut dhanyawad...

Budhiya—ye lo bistar aur yahi so jao...aur koi bhi, kaisi bhi awaz ho, uss par dhyan mat dena... main tumhe vistar se to nahi bata sakti leki kuch bhi ho par khidki se mat jhaankna..phir mat kahna ki maine aagaah nahi kiya..

RAJ (hairan)—aisa kya hota hai raat ko yaha ?

Budhiya (kamla)—maine jo kaha, uss par dhyan do..jyada bahas mat karo..

RAJ—theek hai...jo aap kahe..

Vah bistar bichha kar araam se so gaya...karib aadhi raat ko kuch awaze sun kar uski neend khul gayi...koi meethi dhun me mast ho kar gaana ga raha tha lekin gaane ke bol uski samajh me nahi aa rahe the..phir use kamla ki baat yaad aayi.

Lekin ab usse raha nahi ja raha tha...akhir kamla ki hidayat ke baavjud vaha lagi khidki khol di aur bahar jhaankne ki koshish karne laga...achanak tabhi.......

Udhar abhay ne jab ye suna ki raj jinda hai to vah ek dam se sakte me aa gaya, use vishash hi nahi ho raha tha ki usne abhi abhi jo suna, vo sach hai ya koi khwab ?

Abhay (shocked)—kyaaaaa ?

MLA—haan, jija ji

Abhay—kahi tune pee to nahi rakhi hai ? tujhe malum nahi ki usko mare huye kitne saal ho gaye ?

MLA—mujhe sab malum hai jiju lekin main jo kah raha hu, vo bhi 100 feesdi sach hai..

Phir usne faem house ki ghatna se le kar damini ko kidnap karne ki ghatna tak ki poori baat batayi jise sun kar abhay buri tarah soch me pad gaya..

Abhay (shocked)—(mann me)..lekin ye kaise ho sakta hai ? raj to mar chuka hai vo bhi aaj se kayi saal pahle hi..phir kaise ? lekin ratnakar bhi mujhse jhooth nahi bol sakta....kahi vo sach to nahi bol raha hai ?

“kya hua abhay sahab ? meeting ko aage badhaye ab ?” meeting me baithe huye ek client ne kaha.

Abhay—meeting cancle...

“ji..matlab ?” kisi ek ne kaha.

Abhay (tezi se)—ek baar me sunayi nahi diya kya..maine kaha na ki meeting cancle to cancle..jao yaha se..

Abhay ko achanak gusse me dekh kar sabhi sakpaka gaye aur turant vaha se chalte bane kyonki vo sabhi uske swabhav se achchi tarah se parichit the.

Unke sabke jane ke baad abhay kafi der tak ratnakar shetty ki kahi baato par sochta raha, uske chehre par hairani saaf jhalak rahi thi... aur phir kisi ko call lagane laga, ..

“haan abhay ji..” dusri taraf se awaz aayi..

Abhay (hairan)—yaar kaise batau ? tum aisa karo ki turant yaha aa jao..jitna jaldi ho sake..

“kyon kya ho gaya achanak se ?” dusri taraf se kaha gaya..

Abhay—phone par nahi bata sakta...bahut jaruri kaam hai..

“theek hai ...main shaam tak pahuchta hu” dusri taraf se baat kar rahe shakhs ne kaha.

Shaam tak abhay bechaini me uss shakhs ke aane ka intazar karta raha...shaam tak phone par dusri taraf se baat karne wala vo shakhs bhi pahuch gaya...ye vahi ajnabi shakhs hai jiska jikra shuru me abhay ke sath vartalap me kiya ja chuka hai.

“ab bolo ki aisa kya ho gaya ki aapne mujhe aise achanak jaldi me bulwa liya ?” aate hi uss shakhs ne sawal daag diya..

Abhay—baat hi kuch aisi hai ki tum bhi sunoge to uchhal padoge..

Shakhs—aisi kya baat hai ?

Abhay—baat dar-asal ye hai ki...(poori baat bataye huye)

Shakhs (shocked)—whattt..? ye kaise ho sakta hai ?

Abhay—yahi baat to meri bhi samajh me nahi aa rahi hai...par ratnakar bhi mujhse jhuth nahi bolega...yahi baat mujhe hairan kiye huye hai..isiliye to maine tumhe bulaya hai..ab tumhi batao, kya karna chahiye ?

Shakhs—agar ye baat sach hai to phir to hame khush hona chahiye...kyonki jis wasiyat ko hum bhool chuke the, ek baar phir se hame uska raaz janne ka mouka mil sakta hai..

Abhay—magar vo jinda kaise ho sakta hai yaar ?

Shakhs—ho sakta hai ki ratnakar ki baat sach ho ? aur ye bhi mat bhulo ki raj ki laash aaj tak kisi ko nahi mili hai aur na hi sheetal ki...yaha tak ki uss ghatna ke kuch din baad hi uski family bhi raato raat na jane kaha gayab ho gayi thi ? to kyon nahi ho sakta ?

Abhay—hmm,,ye bhi sahi kah rahe ho...ab kya karna chahiye aise me ? kyonki use hum talash karenge kaha, vo kaha rahta hai, uski family kaha par hai..hame ye bhi to nahi malum ? aise me uski koi kamjori bhi to nahi hai hamare paas jiske jariye hum uss tak pahuch sake..aur to aur, hame to ye bhi pata nahi hai ki ratnakar ki baat sach hai ya galat ?

Shakhs—uski family nahi hai hamari pakad me to kya hua..aur bhi teen raste hain..sach pata karne ke..

Abhay—jaise ki...

Shakhs—jaise ki damini...tumne jaisa bataya ki damini ko bachane ke liye vo ratnakar se bhid gaya, agar hum usu damini ko phir se pakad le to vo jarur usko bachane ki khatir samne ayega..

Abhay—hmmm..aur dusra rasta...?

Shakhs—dusra rasta hai vo langdi gaon ki ladki shilpa, jise bachane ke liye usne thakur khandan se panga liya tha pahli baar..aur usne hi uske pair ka operation bhi karwaya tha...hame shilpa ko uthana (kidnap) hoga...agar sach me raj jinda hai to use bachane jarur ayega..

Abhay—ho jayega...aur teesra..?

Shakhs—jaisa ki tumne bataya ki party ke baad nain kisi ladki ko chhodne uske ghar gaya tha, theek uske baad farm house ki ghatna huyi...sochne wali baat hai ki nain jaisa aiyyash admi raat me ek khubsurat jawan ladki ko aise hi uske sath bina kuch kiye uske ghar chhod dega ? jarur usne uss ladki ko chodne ki koshish ki hogi aur raj ne use bachaya hoga..aur mujhe poora yakin hai ki isi vajah ke chalte usne nain ko bhi tapka diya hoga...iska matlab ki raj uss ladki ko jarur janta hai ya phir usse koi rishta hai uska...vo ladki hamare bade kaam ki sabit ho sakti hai, agar vo hamare hath lag jaye to...

Abhay—waah..kya door ki sochi hai tumne....ek teer se teen shikar....ab ayega maza...hihihi

Shakhs (mann me)—main ek teer se teen nahi balki chaar shikaar karta hu....aur chautha target main kisi ko batata nahi kabhi....

Uske baad abhay ne apne admiyo ko bula kar unme se kuch ko shilpa ko kidnap karke laane ke liye bhej diya aur bakiyo ko damini aur vaishali ko pakadne ke liye....

Vahi dusri taraf, Sab darr aur dahashat ke saaye me kisi tarah aaj ki raat gujaar rahe the..sabhi ke hotho par khamoshi aur aankho me darr samaya hua tha...subah hote hote akhir sabko jhapki lag hi gayi..

Agle din jab unki aankhe khuli to vaha ka manzar dekhte hi sab buri tarah chounk gaye...

Sab ke sab ret par lete huye the,,,charo taraf ret hi ret nazar aa rahi thi....na to vaha raat wala ghar tha, jisme ki vo sabhi ruke huye the aur na hi vo buddha aur uski biwi..lekin unka samaan jarur vahi paas me pada hua tha...ye sab dekh kar sab ke munh aur aankhe hairani se khuli ki khuli rah gayi...

Alka (hairan)—ye..ye hum yaha kaise aa gaye ?

Renuka (shocked)—kaise aa gaye ..ye to baad ki baat hai...ye socho ki akhir hum yaha aaye kab ? hum to ek ghar ke kamre me raat gujaar rahe the...vo ghar kaha gaya aur vo taau kaha gaya ?

Janhavi (tension)—vaishali aur raj kaha hain ? ab hum kaise unn tak pahuchenge ?

Disha (tension)—shitt...yaha to mobile me tower bhi nahi dikha raha..call bhi nahi kar sakte unko...

Driver (shocked)—sabse bada sawal to yahi hai ki hum yaha aaye kab aur kaise ? koun laya hame yaha ? ye koi khwab hai ya phir haqiqat ? itna bada ghar raato raat gayab kaise ho sakta hai ?

Sab apni apni tension me pareshan the, raat ki ghatna ne to sabhi ko dahashat me daal diya tha kintu abhi ki ghatna ne sabhi ke kuch sochne aur samajh sakne ki shakti ko hi sunn kar diya tha.

Alka—ab yaha se kidhar jaye, kuch samajh me nahi aa raha hai ?

Driver—mere khyal se hame yaha se bahar nikalne ka rasta khojna chahiye...ho na ho, hum uss jagah ke aas paas hi honge...meri baat maano aur apna apna samaan utha kar yaha se chalte hain..

Sab ko uski baat hi theek lagi, akhir yaha ret me kab tak baithe rahte..sabhi ne apna samaan uthaya aur ek disha me chal pade..

Akhir lagbhag ek do ghante chalne ke baad vo sabhi ret wali jagah se bahar nikal aaye..tabhi unki nazar vaha dusri taraf se aa rahe bhed (sheep) charaane wale ek charwahe par padi to vo unhone awaz de kar use roka.

Alka—bhai, yaha se road kitni doori par hai ?

Charwaha—road to yaha se kafi door hai....aap log ko jana kaha hai ?

Driver—vo bhai baat ye hai ki...(phir usne raat se subah tak ki ghatna batayi).

Charwaha—ohhh...to aap log bhi unke jaal me phans gaye..

Sab (shcked)—kya matlab ?

Charwaha—pahle apna samaan aur paise check kar lo achchi tarah, phir batata hu..

Uski baat sun kar sabne apna samaan check karna shuru kar diya jaldi se...charwahe ki baat sach sabit huyi..har kisi ka kuch na kuch gayab tha...paise aur jewar to lagbhag sabhi ke gayab the.

Alka (pareshan)—mera purse aur gale ka mangalsutra gayab hai..

Renuka—mera bhi..

Disha—hamare purse aur gale ki chain nahi hain..

Driver (hairan)—akhir ye sab mazra kya hai ?

Charwaha—kuch samay se yaha kuch dakaito ne iss jungle ko apna thikana bana rakha hai..road me shaam hote hi bade bade keel gaad dete hain..jisse ki vaha se gujarne wale vahan ke tyre puncture ho jaye...city yaha se bahut door hai to raat me aage koi ja nahi sakta paidal...bas phir kya, iska fayda utha kar vo raahgiro ko loot lete hain aur phir unhe yaha ret me phenk jate hain, aisi ghatnaye yaha aaye din kisi na kisi ke sath hoti hi rahti hain..isiliye raat me yaha se ab log nahi gujarte hain..

Alka (shocked)—kyaaa ? lekin vo ghar..vo buddha ?

Charwaha—ye sab unki chaal hai...logo ko apne vishwash me lene ke liye ...ek ghar par kabza kar rakha hai unhone, jo ki kisi dusre ka hai....jaise hi raah bhatke musafiro ko unki baato par yakin aa jata hai aur vo gahri neend me chale jate hain to unhe behosh kar ke unka rupya paisa jewar loot kar unhe yaha ret me phenk jate hain...vo akele nahi hain balki unki poori gang rahti hai vaha. Kayi logo ko to apni jaan se bhi hath dhona pada hai..

Disha (hairan)—police kuch nahi karti kya ?

Charwaha—police ko commission jo mil jata hai unse, to vah kyon karegi kuch...aur sach baat to ye hai ki police khud darti hai unke sardar se...

Renuka—koun hai unka sardar ?

Charwaha—ye koi nahi janta....kya pata iss samay bhi vo yahi kahi ho ya phir hum aap me se hi koi ho ? kuch bhi ho sakta hai...

Sab (shocked)—kyaaaa ?

Charwaha—jitna jaldi ho sake, aap log yaha se nikal jao....yaha jyada der tak thaharna theek nahi hai...aap log idhar se chale jao..

Uski baat maan kar sab turant vaha se uske bataye raste par chal pade...karib aadha ek ghanta chalne ke baad unhe road door se dikhayi dene lagi...jaise hi vo kuch aur aage badhe ki ek baar phir se unke kadam ruk gaye, unke tan badan me phir se vahi khafnak raat ka khauf havi hone laga..

Unke samne conductor ki lahuluhaan laash padi huyi thi..jise dekhte hi sab buri tarah se dahashat me aa gaye...

Janhavi (tension)—vaishali kaha gayi ? kya hua hoga uske sath ? raj ka bhi kuch pata nahi hai, vo vaishali tak pahucha hoga ya nahi ? dono kaha aur kaise honge ? kahi vaishali ke sath kuch galat ......

Aaiye phir se ek nazar dalte hain raat ki sari ghatna par.....akhir raat me vaishali aur baki sab ke sath hua kya tha ?
Twist se bhara update.. Toh pehle wala raj zinda hai? Lekin kaise or hai toh ye kaisa Ho skta qki uski atma toh nikal chuki thi or bina atma ke shareer Ka koi wazood nahi or agr hai toh ek hi atma 2 shareer me kaise? Toh Kya pehle wala Raj jisko hum saand kahenge or iss dusre ko maha saand kahenge. Toh Kya saand Raj hi villain hoga? yaa black Star abhi bhi zinda hai? Jo abhay se baat kr rha tha woh shakhs mainn villain hai jo shayad asal me black star hai.. Ya fir ye bhed charane wala shakhs black star hai.. Or ek baat woh shakhs jisne mla ke bete nain ko kidnap or aag lgaya black kapde wala saand Raj toh nahi or agr hai toh maha saand pe chaku se attack kyo kiya or sbse zruri baat saand Raj zinda tha chhipa hua kyo? tha Inme se kisi ek Ka to Jwab de dena Bhai
 
Member
134
130
43
Twist se bhara update.. Toh pehle wala raj zinda hai? Lekin kaise or hai toh ye kaisa Ho skta qki uski atma toh nikal chuki thi or bina atma ke shareer Ka koi wazood nahi or agr hai toh ek hi atma 2 shareer me kaise? Toh Kya pehle wala Raj jisko hum saand kahenge or iss dusre ko maha saand kahenge. Toh Kya saand Raj hi villain hoga? yaa black Star abhi bhi zinda hai? Jo abhay se baat kr rha tha woh shakhs mainn villain hai jo shayad asal me black star hai.. Ya fir ye bhed charane wala shakhs black star hai.. Or ek baat woh shakhs jisne mla ke bete nain ko kidnap or aag lgaya black kapde wala saand Raj toh nahi or agr hai toh maha saand pe chaku se attack kyo kiya or sbse zruri baat saand Raj zinda tha chhipa hua kyo? tha Inme se kisi ek Ka to Jwab de dena Bhai
Bhai main apka bhot bada fan hu mujhe lga tha ki avi Bhai Jesi story Koi nahi likh skta uske alawa mere dil me koi jagah nahi bana skta main meri family and mera goan jaisi 1st position pe rhega uske Alawa ap or apki story Ka number ayega mein bhot km story padhta hu choose krna pdta hai mujhe ki kon si story padhu main uss story Ko kattai Pdhna psnd nahi krta jisme maa Behan kisi dusre ke niche taange khol de hero ke chiz pe koi hath nahi daal skta.. Main Uss story Ko bhi Nhi pdhta jisme Hero dekhta hai ki uski maa kisi or se Sex kar rhi hai usko kuch bolne Siway woh bhi sex krne ki sochta sorry Bhai bura mat manna bhawnao me beh gya Maine kuch gine chune hi story padhi jbse sex story padhna start kiya hai ek hai zopian Bhai Ki story . Or ek hai manhoos 2 Dhanyawad Bhai ap aise hi story likhte jao or humen entertain krte rhe or sath me health ka bhi dhyan rkhe swachh rhe swasth rhe God bless you
 
I know, I’m lucky that I’m so cute.
391
564
93
Bhai main apka bhot bada fan hu mujhe lga tha ki avi Bhai Jesi story Koi nahi likh skta uske alawa mere dil me koi jagah nahi bana skta main meri family and mera goan jaisi 1st position pe rhega uske Alawa ap or apki story Ka number ayega mein bhot km story padhta hu choose krna pdta hai mujhe ki kon si story padhu main uss story Ko kattai Pdhna psnd nahi krta jisme maa Behan kisi dusre ke niche taange khol de hero ke chiz pe koi hath nahi daal skta.. Main Uss story Ko bhi Nhi pdhta jisme Hero dekhta hai ki uski maa kisi or se Sex kar rhi hai usko kuch bolne Siway woh bhi sex krne ki sochta sorry Bhai bura mat manna bhawnao me beh gya Maine kuch gine chune hi story padhi jbse sex story padhna start kiya hai ek hai zopian Bhai Ki story . Or ek hai manhoos 2 Dhanyawad Bhai ap aise hi story likhte jao or humen entertain krte rhe or sath me health ka bhi dhyan rkhe swachh rhe swasth rhe God bless you
Wo story meri bhi favourite hai main meri family aur mera gaon but sadly wo complete nhi hui nhi to wo story jabardast thi mera bhi same seen hai update ka wait krunga but wahi story padhunga Jo pasand hai kuch story start krta hun 1 update padha pasand nhi but Anand Bhai ki story meri favourite main hai
 
Member
134
130
43
Wo story meri bhi favourite hai main meri family aur mera gaon but sadly wo complete nhi hui nhi to wo story jabardast thi mera bhi same seen hai update ka wait krunga but wahi story padhunga Jo pasand hai kuch story start krta hun 1 update padha pasand nhi but Anand Bhai ki story meri favourite main hai
Kya Kare Bhai wesi story ab likhte nahi bhot soch smjh kar choose krna pdta hai nhi to baad me kuchh update padh ke bich chhodna pdta hai saand aur sajan 2nd position lete hai meri favorite me kash sajan ke bhi updates Bhai de toh maza ajaye
 
I know, I’m lucky that I’m so cute.
391
564
93
Kya Kare Bhai wesi story ab likhte nahi bhot soch smjh kar choose krna pdta hai nhi to baad me kuchh update padh ke bich chhodna pdta hai saand aur sajan 2nd position lete hai meri favorite me kash sajan ke bhi updates Bhai de toh maza ajaye
Sajan main update ayega first isme then usme
 
Member
134
130
43
SAAND 2
UPDATE-33

Dono phir se raj ki talash me ghumne lagi kintu vah kahi nazar nahi aaya...vo abhi uski khoj me bhatak hi rahi thi ki tabhi.......

Ab aage...........

Unki nazar samne se aa rahi disha aur janhavi ke sath sath baki logo par padi jo ki kuch ghabraye huye dikh rahe the..unhe dekh vaishali ko kuch ummid bandhi...vo sab bhi vaishali ko dekh kar chounk gayi.

Vaishali—vo dekho, vo rahe hamare sathi...jo sakta hai ki raj, inhe behoshi ki halat me mil gaya ho ?

Janhavi—ye to vaishali hai, aur iske sath ye ladki koun hai ?

Disha—hmmm..magar raj to nahi dikh raha inke sath...

Alka—vaishali...achcha hua ki tum mil gayi...kaha chali gayi thi..bina kisi ko bataye ?

Renuka—kaha thi raat bhar ? pata hai hum sab kitne pareshan ho gaye the ?

Alka—tum nahi janti ki tumhare jane ke baad kya kya hua ? hum sab bahut badi musibat me phans gaye hain..taha aa kar hamne bahut badi galti ki hai..

Vaishali—vo sab baad me bataungi madam...(disha ki taraf dekh)..dikha, pahle ye batao ki raj kaha hai ?

Disha (hairan)—raj ! kya raj tumhare sath nahi hai ?

Janhavi (tension)—vo to tumhe dhoondne raat me hi ghar se bahar chala gaya tha...

Vaishali (shocked)—kyaaa raj tum logo ko bhi nahi mila..?

Jaise hi vaishali ne ye suna ki raj unhe bhi nahi mila hai to uski halat jo ki pahle se hi kharab thi, ab usse bhi kharab ho gayi..uske hriday me achanak hi asahneey dard ki tarange uthne lagi aur vah vahi jameen par baith gayi aur jor jor se ro padi.

Vaishali ko iss tarah achanak se rote dekh disha aur janhavi bhi ghabra uthi..sab usse raj aur uske khud ke sath raat ki ghatna ke baare me puchne lage lekin vaishali to jaise dukh ke athaah sagar me doob chuki thi..use aisa prateet ho raha tha jaise ki uska sab kuch lut gaya ho.

Aisa aseem dard aaj use dusri baar ho raha tha, pahli baar tab mahsoos hua tha jab farm house ki ghatna ke baad raj hospital me tha..sabke baar baar puchne ke baad bhi vah kuch nahi bol rahi thi, siwaye raj ka naam lene ke..bas roye ja rahi thi..yska ye rona disha aur janhavi ke liye bhi asahneey hota ja raha tha, vo bhi dukh se vyakul hone lagi thi.

Janhavi (rote huye)—vaishali kuch bol na...kya tumne raj ko dekha hai ? bata na kaha hai vo ?

Disha (rote huye)—mera to bahut mann ghabra raha hai ?

Monika—dekhiye..mera naam monika hai...mera aaj judo karaate ka match hai girinar me to main uske liye hi vaha ja rahi thi ki yaha pahuchte hi mujhe vaishali ke chillane ki awaz sunayi padi...baat ye hai ki....

Phir monika ne poori ghatna short me batayi, jise sun kar sabhi hakke bakke rah gaye..disha aur janhavi bhi jor jor se rone lagi..

Disha (rote huye)—ye kya ho gaya hamare sath ? ab hum ghar kaise jayengi..kya batayengi sabko jab vo raj ko na dekh uske baare me sawal karenge to ?

Driver—kahi conductor ki tarah raj ko bhi to unhone......?

Vaishali (beech me hi chillate huye)—nahii...aisa nahi ho sakta..mere raj ko kuch nahi ho sakta, main apne raj ko kuch nahi hone dungi...

Vaishali jaise pagal si ho gayi aur rote rote achanak hi uth kar tezi se vahi jungle ke bhitar daud padi, ye dekh sab aur bhi tension me aa gaye..

Vahi raj ko behoshi ki halat me chhod kar vo sabhi daku aage nikal gaye..halanki unki nazar me vo lagbhag mar hi chuka tha aur unka ye sochna galat bhi nahi tha..sir me chot lagne ki vajah se uska kafi khoon bah chuka tha, har gujarte pal ke sath uski saanso ki gati dheemi padti ja rahi thi.

Iss behoshi ki halat me bhi achanak hi uske dimag me sheetal ki vahi chhavi ubharne lagi, vahi khwab ek baar phir se use dikhayi dene laga, aur ant me vahi gaane ki dhun phir se uske kaano me uske khwab me sunayi dene lagi..

Phir na jane achanak kya hua..ki chillate huye uski aankh khul gayi kintu usne uthne ki koshish ki to phir se gir gaya..

Raj (chillate huye)—nahiiii....didi....aapko kuch nahi hoga sheetal didi..main aa raha hu...aaaahhh

Usne lete lete hi apna shirt utar kar sir me bandh liya aur ghisatte huye ek ped tak gaya aur phir uska sahara le kar kisi tarah khada hua aur phir chal pada apni sheetal didi ki talash me..

Jungle ke bhitar vo girte padte ghumta raha poora din magar use kahi kuch nahi mila..bhookh aur sir me lagi chot ki vajah se uske liye ek kadam bhi chalna mushkil ho raha tha lekin na jane koun si shakti thi jo use lagatar himmat diye ja rahi thi ya phir shayad ye uska sheetal ke liye aseem pyar tha jo uski himmat ko tootne nahi de rahi thi.. magar vo jungle tha ki khatam hone ka naam hi nahi le raha tha..

Aise hi chalte chalte vah ek bar phir se gir pada aur behosh ho gaya....

Vahi uss budhiya ke samjhane ke baad RAJ bistar bichha kar araam se so gaya...karib aadhi raat ko kuch awaze sun kar uski neend khul gayi...koi meethi dhun me mast ho kar gaana ga raha tha lekin gaane ke bol uski samajh me nahi aa rahe the..phir use kamla ki baat yaad aayi.

Lekin ab usse raha nahi ja raha tha...akhir kamla ki hidayat ke baavjud vaha lagi khidki khol di aur bahar jhaankne ki koshish karne laga...magar bahar andhere ke siwa kuch bhi nazar nahi aa raha tha...

Kafi der tak vah taktaki lagaye khidki se bahar jhank kar dekhne ki koshish karta raha ki ye a ajeeb ajeeb si awaze kaisi hain..awaze to ab bhi beech beech me aa rahi thi par dikh kuch nahi raha tha...jab kafi der tak kuch bhi dikhayi nahi diya to vah palat kar khidki band karne hi wala tha ki tabhi use bahar khidki ke paas koi parchhayi chalti huyi si dikhayi padi to vah ekdam se chounk pada.

Usne himmat batorte huye turant apni aankhe ek baar phir se khidki par laga di..vo abhi kuch dekh ya samajh pata ki tabhi achanak khidki ke bahar se kisi ne uski ankho par tezi se jhapatta mara...

Iss achanak huye hamle me halanki uski aankhe to bach gayi magar uske chehre par kayi jagah gahri kharoch aa gayi jisme se khoon bahne laga aur jalan hone lagi..vah jor se cheekh kar piche gir pada..

Uski cheekhne ki awaz sun kar vo budhiya (kamla) turant vaha aa gayi..usne jaldi se khidki ko band kiya aur RAJ ko uthane lagi.

Kamla—maine tumhe mana kiya tha na ki inn awazo par dhyan mat dena, phir kyon kiya tumne aisa ?isme tumhari jaan bhi ja sakti thi samajh gaye..

RAJ (dard me)—aaaahhhh...mera poora chehra jal raha hai...aur aankho me bhi jalan ho rahi hai.

Kamla—pade raho chupchap...main abhi kuch karti hu...mana karne ke baad bhi samajh me nahi aata..

Kamla gussa dikhate huye apne kamre me chali gayi aur kuch der baad jab vapis aayi to uske hath me koi lep jaisa tha..

Kamla—chehre se hath hatao..lagane do mujhe...abhi thodi der me sara dard theek ho jayega..

Usne uske poore chehre par vo lep laga diya aur phir se hidayat de kar apne kamre me chali gayi. Kuch der dard me tadapne ke baad RAJ ko kuch rahat mahsoos honi shuru ho gayi..halanki bahar se abhi bhi vahi darawani aur bhayanak awaze aa rahi thi kintu iss baar khidki khol kar bahar jhankne ki himmat vo nahi juta paya aur chupchap darte huye pada raha aur phir na jane kab neend ki agosh me chala gaya..

Subah kamla ki jab neend khuli to usne dekha ki RAJ so raha hai..usne darwaja khola aur bahar nikal kar darwaja band kar ke jungle me chali gayi..

Abhi vah jungle me kuch hi door gayi thi ki tabhi uski nazar kisi behosh pade admi par chali gayi, usne hairan hote huye uski taraf kadam badha diye..jaise hi usne uss admi ko palat kar sidha kiya to uske chehre par nazar padte hi vah buri tarah chounk gayi...

Kamla (chounk kar)—
B..U..R..C..H..O..D..A...

Vahi dusri taraf abhay ke ghar se nikalne ke baad vo shakhs apne ghar na ja kar ek ajeeb si sunsan jagah par gaya...ek baar apne charo taraf nazar ghuma kar dekha..jab use laga ki use yaha aate huye kisi ne nahi dekha hai aur na hi yaha koi moujud hai jo use dekh sake, tab vo vaha se apni left side par mud gaya aur chalte huye ek aisi jagah par pahucha jaha samne siwaye ghani jhadiyo ke kuch bhi nazar nahi aa raha tha.

Usne ek baar apne charo taraf dekha aur phir unn ghani jhadiyo ke bhitar hath ghusa kar na jane kya kiya ki uske baad agle hi pal vo jhadiya beech me se agal bagal hatne lagi aur ek tahkhana jaisa nazar aane laga.

Usne bina koi deri kiye apne kadam uss tahkhane ki taraf badha diye..uske ghuste hi vo jhadiya phir se pahli jaisi ho gayi...

Vaha pahuchte hi kuch admiyo ne use gher liya aur uski aankho par patti baandh kar use ek admi ke paas le gaye...uss admi ke paas pahuchte hi uski ankho par bandhi patti khol di gayi..

“kaho kya khabar laaye ho aaj ?” uss admi ne use dekhte huye kaha..

“aisi khush khabri laya hu ki sunte hi aap uchhal padoge maare khushi ke.” Uss bahar se aaye huye shakhs ne kaha.

“aisi kya khabar laaye ho ?” uss naye admi ne pucha.

“vo jinda hai.” Shakhs ne kaha.

“koun jinda hai ?” uss admi ne phir pucha.

“vahi...Raj..” shakhs ne jawab diya.

“kyaa ? ye kya bakte ho tum ? kahi tumhara dimag to kharab nahi ho gaya ya phir aaj din me hi sharab pee kar aaye ho ?” uss admi ne chillate huye kaha.

“maine koi sharab nahi pee rakhi hai..main aaj uss chutiye abhay ke paas gaya tha...vahi ye baat pata chali..” uss shakhs ne kaha,

Phir usne aaj abhay ke sath jo bhi baatcheet huyi thi, uske baare me vistaar se bataya, jise sunte hi pahle to vah admi chounka lekin phir uske chehre par khushi ke bhaav umadte chale gaye,, uske chehre par aayi achanak iss khushi ko dekh kar aisa lag raha tha, jaise ki usne jameen ke andar gada hua koi bahut bada khazana hasil kar liya ho.

“hahaha...ye khabar de kar aaj tune mera dil khush kar diya...meri barso ki adhuri khwahish ab jaruri poori hogi..aur jo bhi mere maqsad ke raste me aayega use main barbad kar dunga...
Log To Murdo Ko Shamshan Me Jalaate Hain Aur Main Jinda Logo Ko Jala Kar Unke Ghar Ko Shamshan Banata Hu.

Yoon to har vyakti hi apne apne daanv par laga hua tha..Ashayen aur kamnaye machal rahi thi. Aur waqt ki dhara bah rahi thi.. par ye atal sach bhi apni jagah par tha ki admi sochta kuch hai aur hota kuch hai..insaan jo soche, agar vah ho jaye to phir bhagya apna khel kaise dikhaye…? Sab apne apne khelo me lage huye the aur taqdir jaise door baithi apna hi jaal bun rahi thi.
Twist or mistry se bharpur update. Ek baat toh hai agr #saandraj or #mahasaand dono mil jaye toh sbki watt lga denge kitna dangerous combination hoga dusman iska andaza bhi nahi lga skta hai ek saand ne sbki bakhiya udhed kr rkh diya tha or usme ek or jud jaye toh sbki watt Lg Jana. Or ab ye naya shakhs kon hai black star ye hai Kya? Ya Raj baap malti ka pati? Bhot hi interesting hone wala hai
 
Member
134
130
43
SAAND 2
UPDATE-34

Yoon to har vyakti hi apne apne daanv par laga hua tha..Ashayen aur kamnaye machal rahi thi. Aur waqt ki dhara bah rahi thi.. par ye atal sach bhi apni jagah par tha ki admi sochta kuch hai aur hota kuch hai..insaan jo soche, agar vah ho jaye to phir bhagya apna khel kaise dikhaye…? Sab apne apne khelo me lage huye the aur taqdir jaise door baithi apna hi jaal bun rahi thi.

Ab Aage.......................

Kamla ne jaise hi achet pade uss admi ko palta kar sidha kiya to dekhte hi vah chounk padi aur uske munh se anayas hi nikal pada.

Kamla (chounk kar)—B..U..R..C..H..O..D..A

Vastav me kamla vahi aurat hai jo raj ko girinar ke pratibandhit jungle area me mili thi aur iss samay jo shakhs behoshi ki halat me uske samne pada hua tha, vo bhi ghayal, vah raj hi tha, jise dekhte hi vah chounk gayi thi.

Usne hila dula kar hosh me laane ki koshish ki magar jab use hosh nahi aaya to jaldi se use ghasitte huye kisi tarah apni jhopdi me le aayi aur darwaja khol kar sidhe apne room me le gayi.

Raj ko apne bistar par litaane ke baad bhag kar bahar gayi aur kuch pedo ke patte la kar unhe peesne lagi...unn patto ka lep bana kar uske chot wali jagah par laga diya aur phir ek kapde se baandh diya...itna sab karne ke baad usne uske chehre par pani chhidakna shuru kiya.

Chehre par pani ki boonde padte hi raj ke badan me hulchul hone lagi aur phir kuch der baad hi uski ankhe khul gayi..apne aapko kisi anjaan jagah par dekh kar vo chounkte huye uth baitha.. use hosh me aate dekh kamla khush ho gayi, kamla ki awaz sun kar pahli baar raj ka dhyan uski taraf gaya jo ki uske sirahne baithi huyi thi.

Raj (hairan)—(sir me hath pherte huye)..aaaahhh...ye main kaha aa gaya ?

Kamla (khush)—aapko hosh aa gaya burchoda...uthiye mat, lete rahiye..

Raj (chounk kar)—kkk...koun ho tum aur main yaha kaise aaya ? mere sir me ye patti kisne baandhi ?

Kamla—aapne mujhe nahi pahchana, burchoda ? upar wale ne meri sun li...jane kab se main aapka intazar kar rahi thi, akhir aaj meri pratiksha safal ho hi gayi..

Raj—mujhe kya malum ki tum koun ho ? aur ye tum mujhe gaali kyon de rahi ho, ab agar dubara gaali di to maa chod doonga teri bhosdi..

Kamla—aap itna jaldi mujhe bhool gaye burchoda ? main vahi kamla hu jo aapko jungle me mili thi jab aap apni sheetal didi ko bachaane ke liye girinar ke jungle ke bhitar kabilo ki basti me aaye the...

Kamla ke munh se sheetal ka naam sunte hi raj ek baar phir se chounk gaya..uske dil me achanak hi bechaini hone lagi..

Raj (hairan aur bechain)—tum sheetal didi ke baare me kaise janti ho ? kya hua tha vaha jungle me, mujhe batao ?

Phir kamla ne ek baar phir se girinar ke jungle me huyi uss ghatna ko vistar se batana shuru kar diya..sunte sunte raj ki dil ki dhadkane tez hoti chali gayi.

Raj (bechain)—kaha hain meri sheetal didi ? jaldi se batao..kaha hain vo ?

Kamla—main nahi janti...black star ke sath huyi uss ghatna ke baad aap dono ka kuch pata nahi chala...magar mera dil kahta tha ki aap itni asani se nahi mar sakte...bahut se kabile wale bhi maare gaye uss ghatna me...mera dil nahi mana to main aapki talash me nikal padi...jab aapka kuch pata nahi chala to thak haar kar yahi rahne lagi....phir bhi mujhe ummid thi ki maine aapko lakdi ka jo tukda diya tha, uss sawal ke jawab ki khoj me ek din aap yaha jarur aayenge...bas tabhi se main yahi rah kar aapke aane ka intazar kar rahi thi...aur aaj mera ye vishwas jeet gaya.

Raj (mann me)—ho sakta hai ki sheetal didi jinda ho ? unki dead body bhi to nahi mili kisi ko aur phir shayad isliye hi mujhe unse jude sapne aate ho ? jarur vo kisi na kisi musibat me hain.. main iske jariye shayad unn tak pahuch jaau ?

Kamla—lekin ab tak aap kaha the ? aapka sharir aur chehra, sab kuch aaj bhi vaisa hi hai..jaisa pahle tha..kuch bhi nahi badla....

Raj—vo baad me bataunga..pahle ye batao ki main yaha kaise pahucha ?

Kamla—aap mujhe jungle me behosh mile the..to main aap ko yaha le aayi...vaise maine jadi booti ka lep laga diya hai aapke sir me, ghaav jaldi hi kuch din me bhar jayega, lekin aapki ye halat huyi kaise aur itni chot kaise lagi ?

Kamla ke iss sawal ne raat ki ghatna taza kar di..ab raj ko phir se vaishali ki chinta hone lagi.. uske dimag me tension badhne laga jisse sir me dard hona shuru ho gaya...use kuch samajh me nahi aa raha tha ki ab vo kaha jaye, kidhar vaishali ki talash kare ? sir me dard uthne par usne sir ko kas ke pakad liya..khoon bah jaane ki vajah se sharir me thodi kamjori bhi mahsoos ho rahi thi.

Kamla—aap shant lete rahiye..dimag par jyada jor mat dijiye..ghaav abhi kachcha hai..main kaadha bana deti hu..peete hi sharir ka poora dard gayab ho jayega..

Raj (tension)—nahi, mujhe abhi jana hoga...mera jana bahut jaruri hai...warna bahut der ho jayegi..

Kamla—iss halat me aap kaha jayenge ? aur aapne meri kisi baat ka jawab bhi nahi diya...aap apni pareshani mujhe bataiye, ho sakta hai ki shayad main aapki kuch madad kar saku..?

Raj (kuch soch kar)—vo kya hai na ki ...(phir raat ki ghatna bata di)

Kamla—ohhh..ab samjhi..ye sab unka hi kaam hai..

Raj—kya matlab..? kinka kaam ho sakta hai, kya tum unhe janti ho ? jaldi batao mujhe...main aaj ek ek ki maiya chod ke rahunga..

Kamla—kuch samay se kisi khunkhar jeev ne poore rajasthan me dahashat phaila rakhi hai, jiske darr se koi bhi andhera hone ke baad ghar se bahar nahi nikalta hai...uski dahashat ka fayda utha kar kuch lootero ne iss jungle me apna basera bana liya hai...vo raat me sadak se gujarne wale logo ko apne jaal me phansa kar loot lete hain agar koi virodh karta hai to unhe jaan se maar dete hain...ye unka hi kaam hoga..

Raj (tension)—kya tum unka thikana janti ho ? mujhe batao jaldi se...

Kamla—vo sirf raat me hi iss jungle me aate hain...din me pata nahi, kaha chale jate hain ? unka mukhiya koun hai, ye bhi aaj tak koi nahi jaan paya..

Raj (tension)—phir to mujhe jaldi hi jana hoga...

Kamla ne jadi buti ka kaadha bana kar diya, use peene ke baad raj jane ko uth khada hua magar kamjori ki vajah se do kadam chalne ke baad hi gir gaya...kamla ne jaldi se sahara de kar use bistar par vapis baithaya.

Kamla—abhi aap kahi jane ki halat me nahi hain...abhi aapko aaraam ki jarurat hai..

Raj (tension)—nahi, mujhe jana hi hoga..

Kamla—agar aapko jana hi hai to ek do ghante baad chale jana, tab tak jadi buti ka asar bhi kafi hadh tak ho jayega aur aapko kamjori bhi mahsoos nahi hogi..aur ek baat to main bhool hi gayi..

Raj—kya ?

Kamla—raat me yaha ek admi aaya tha...pata nahi kaha se bhatakte huye yaha aa pahucha.. vo bhi apni kisi sheetal didi ki talash me ghum raha hai...uska naam bhi RAJ hai..

Raj (chounk kar)—kyaaa ? kaha hai vo ?

Kamla—yahi so raha hai..udhar kamre me..

Sunte hi raj ke badan me na jane kaha se furti aa gayi ki vah turant bistar se uth kar uss shakhs RAJ ke paas ja pahucha jo ki khauf ke kaaran raat me deri se soya tha aur abhi bhi gahri neend me soya hua tha

Pahuchte hi raj ne RAJ ki gaand me ek kas ke laat jama di, jisse vah bechara hadbada kar uth baitha..phir jaise hi raj par nazar padi to vah chounk gaya.

Raj (gusse me)—bata madarchod....tu meri sheetal didi ko kaise janta hai ? chataaakkk...bata meri didi kaha hai ? chatttaaakkk...teri maa ko chodu...bata jaldi...

RAJ—aaaaahhhhhhh......ttt....tumm..koun ho...aur mujhe ..kyon maar rahe ho ? aaahhhh....tum meri sheetal didi ko kaise jante ho ? batao na..kaha hain meri sheetal didi ? aaaaaaa

Raj (gusse me)---madarchodddd....tadaaakkkkk....tadaaakkkkk....meri didi kaha gayi ? kya kiya tune unke sath ? bata...chataaakkkk..warna aaj teri gaand phad dalunga madarchoddd..

Kamla (pakadte huye)—nahii..burchoda nahi...mar jayega aise me vo...chhod dijiye use..

Raj (gusse me gala pakad ke)---burchodi...agar beech me kuch boli to teri bhi bur phad dalunga aaj....

Vo bechara jyada der tak saand ki maar nahi jhel paya aur behosh ho gaya..uske behosh hote hi raj ne ek rassi se uske hath pair baandh diye.

Raj—sun burchodi..ye madarchod, yaha se kahi bhagne na paye warna main teri bur aur gaand dono phad dalunga...abhi to ja raha hu lekin bahut jaldi vapis aaunga main..

Kamla—aap chinta na kare...ye kahi nahi ja payega...aur meri bur aur gaand aap jab chahe phad lijiye...mujhe intazar rahega uss din ka...

Raj uski baat bina sune hi vaishali ki talash me nikal gaya...raat me vah behoshi ki halat me yaha laya gaya tha isliye use rasta malum na hone ke kaaran ulti hi disha me chal pada.

Mausam bahut hi khubsurat lag raha tha...raat me jo rasta, bhayanak aur darawna lag raha tha, din ke ujaale me vahi rasta ab shanti priy lagne laga tha.

Chalte chalte vo nadi kinare tak pahuch gaya..neeche kunkuni ret, aasmaan se aa rahi suraj ki sunahari dhoop, upar akash me ghum rahe parinde aur door door tak phaia nadi ka kinara...uss nadi me bah rahi lahren, mann ko ek ajeeb tasalli de rahi thi.

Raj (mann me)—ye madarchod, nadi beech me kaha se aa gayi ? raat me to nahi thi ye.. ab nadi ke uss paar jungle me kaise jaaun ?

Yahi sab sochte huye vo nadi paar kar ke jane ka rasta talashte huye uske kinare kinare chalne laga...aise hi chalte chalte use teen ghante beet gaye jiska use pata hi nahi chala...kyonki uska dhyan time ki taraf tha hi nahi balki nadi paar karne aur vaishali ko dhoondne ki taraf jyada tha.

Kuch aur aage chalne par achanak hi uske kaano me kisi ke gaane ki madhur dhun sunayi padi to sunte hi vah buri tarah chounk gaya...

“Chal Chal Chal Chal
Chal Mere Yaar..Chal Mere Yaar
Aa Ja Le Chalu Main Tujhe Nadiya Ke Paar

Nadiya Ke Paar Basa Ek Sansar, Ek Sansar
Vahi Par Karenge Dil Khol Kar Pyar
Chal Chal Chal Chal..’


Raj (chounk kar)—ye..ye to vahi dhun hai jo aksar mujhe sapno me sunayi deti hai...kaisa rahasta hai ye ? kya raaz hai iske piche ?

Iss geet aur uski dhun me jane kaisa jadui akarsan tha ki sunte hi raj ke kadam rukne ki jagah tezi se aage badhte gaye, vah uss geet ke jadui khinchav me khincha chala ja raha tha..ek ajeeb si bechaini hone lagi thi uske dil me..

Badi hi betabi se aur dhadakte dil ke sath vah uss dhun ke akarshan me bandha tezi se chalte huye aage badhta raha..vah jitna chal raha tha, vo dhun uske utne hi karib aati ja rahi thi...chalte chalte uski nazar bahut door ek teele par padi.

Raj vo nazara dekh kar hairan rah gaya...use door se bas yahi dikh raha tha ki koi ladki apne ghane kaale baalo ko apni peeth ki taraf karke teele par baithi hai...jaise jaise raj ke kadam uski taraf badh rahe the, vaise vaise uske dil ki dhadkan bhi badhti ja rahi thi.

Raj (hairan, mann me)—mere andar itni bechaini kyon ho rahi hai ? mera dil itni tezi se dhadak kyon raha hai ? iss sunsan jagah par ye ladki koun ho sakti hai ?

Raj (phir kuch soch kar)—kyon nahi ho sakti ? jab uss sunsan jungle me bina kisi suvidha ke kamla rah sakti hai to yaha iss sunsan jagah par kisi ladki ka hona koun si badi baat hai..lekin phir bhi.. vo ladki akhir koun ho sakti hai ? aur sabse badi baat ki, uske iss gaane ki dhun mujhe mere sapno me kyon sunayi deti hai ?

Raj apni iss soch vichar me dooba dhadakte dil ke sath chalte huye uske kuch karib pahuch gaya, vah ladki abhi bhi sabse bekhabar vahi madhur geet gaaye ja rahi thi...paas pahuch kar raj uske piche khada ho gaya..

Tabhi raj ki nazar nadi ke paardarshi pani me padi jisme uss ladki ka chehra nazar aa raha tha... jaise hi raj ne uska chehra pani me dekha to uska dil joro se dhadakne laga..aankhe ashcharya se khuli rah gayi....vo bolna chah raha tha kintu hotho ne jaise uska sath hi dena chhod diya..
kaun hai ye ldki? Sheetal toh nahi? Ye. Kya dono Raj ki shaklen same nahi hai jo kamla pehchan nahi pa rhi hai ya fir unchaai se girne ki wajah se chehra per koi chot lgi jisse pehchan pana muskil ho
 

Top