Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Member
146
212
43
Sorry dost ek to nayi nayi shadi huyi hai to kuch usme busy ho gaya tha aur dusra kuch personal problems bhi aa gayi jinke chalte likhna possible nahi ho paya. ..ab kuch free hua hu to likhne baitha hu ..
Update hi likh raha hu aaj bhai//lekin kafi samay baad aaj likhna shuru kiya hai to time jyada lag raha hai..aap nishchint rahiye kal se update daily aayenge apne purane time late night 2 am tak..
Bahut yaad aai bhai aapki...
:congrats: for the married life anand bhaya...
 
Member
146
212
43
SAAND 2
UPDATE- 40

Vaishali daudti chali ja rahi thi..sab uske piche bhagte awaz de rahe the lekin kisi ki awaz uske kaano tak nahi pahuch rahi thi...uske kaan to kewal apne raj ki awaz sunne ke liye vyakul the phir bhala kisi aur ki awaz use kaise sunayi de sakti hai ?

Par tabhi usne kuch aisa suna ki uske daudte huye pairo me break lag gaya....

Ab Aage.................

"Tera bhai raj jinda hai vaishali..ruk ja."

Jaise hi ye shabd vaishali ke kaano ne suna, vaise hi uske aage bhagte kadam jaha the, vahi par ruk gaye aur vo palat kar piche sabki taraf dekhne lagi...uski khamosh nigahen ye shabd kahne wale ko badi hi vyakulta se talash kar rahi thi.

Vaishali (vyakul)—kyaa..mera raj jinda hai ? kaha hai vo ? kya tumne dekha use kahi abhi ? batao na mujhe..dekho mujhe aisa majaak bilkul pasand nahi hai..jaldi batao..kaha hai raj ?

Vaishali ne bari bari sabki taraf dekhte huye kaha.. uske iss tarah ghurne se sabhi aur bhi pareshan ho gaye jo ki pahle se hi ghabaraye huye aur tension me the, unhe kuch samajh me hi nahi aa raha tha ki vaishali ki baat ka ab kya jawab de ?

Sabhi ko jab koi rasta nahi sujha to vo monika ki taraf dekhne lage kyonki monika hi thi jisne vaishali ko uss jungle me andar jaane se rokne ke liye raj ke baare me usse bina kuch jaane samjhe uske jinda hone ki baat kah di thi.

Monika (mann me)—ye sab to ab mujhe hi ghure ja rahi hain..ab vaishali ko kya bolu ? kuch to batana hi padega..

Vaishali (thoda vinti bhare swar me)—aap log kuch bol kyon nahi rahe ? pls batao na ki kaha hai mera bhai ?

Monika—dekho vaishali, hamne yaha har jagah talash kar liya lekin raj kahi nazar nahi aaya.

Vaishali (tension)—phir tumne kyon kaha ki raj jinda hai..?

Monika—maine aisa isliye kaha kyonki raj hame yaha mila nahi..agar usko kuch hua hota to vah hame yaha kahi na kahi jarur milta kisi na kisi haalat me kintu aisa nahi hua to ye bhi to ho sakta hai ki vo tumhare na milne par vapis vahi par gaya ho jaha sabhi raat me ruke the..aur jab usne vaha kisi ko na paya hoga to ho sakta hai ki usne socha ho ki shayad sab girinar hi nikal gaye aur phir vo bhii vahi chala gaya ho..to mera ye sochna hai ki kyon na hum ek baar girinar bhi ja kar dekh le..uske baad aage kya karna hai sochenge..

Disha (kuch soch kar)—haan vaishali, yehi theek rahega...ho sakta hai ki raj hum sabko dhoondte huye girinar hi chala gaya ho..

Alka—ha vaishali, shayad monika theek kah rahi hai..hame girinar chal kar ek baar jarur dekhna chahiye..

Vaishali (sisakte huye)—nahi, mera dil ye maanne ko taiyar nahi hai ki raj mujhe chhod kar yaha se kahi aur ja sakta hai..mera dil kahta hai ki vo yahi kahi isi jungle me hai..

Renuka—phir bhi ek baar vaha bhi ja kar dekh lene me kya harz hai..mann ki ye shanka bhi to door ho jayegi..aur kya pata ki monika ki baat sach hi nikal jaye..?

Halanki sabke baar baar bolne ke baavjood bhi vaishali ye maanne ko taiyar nahi thi ki raj iss jungle me nahi hai aur na hi yaha se jana chahti thi kintu sabke samjhane par vo beman se chalne ko maan gayi.

Kafi der ki mashakkat ke baad antatah bus bhi durust ho gayi aur vo sabhi vaha se girinar ki taraf nikal pade..unki bus abhi uss bhayanak jungle ko paar karne hi wali thi ki tabhi driver ne achanak hi brake lagate huye bus ko rok diya..

Yoon aise bus ke yakayak jungle me veeran jagah par rukne se sabhi log ghabra gaye..unki aankho me raat ka vahi bhayavah drishya khauf bankar umadne laga...vahi darr ek baar phir se un par havi hone laga. Jisko sab ek bura sapna samajh kar bhoolne ki koshish kar rahe the.

Sabne ghabra kar driver se yoon achanak bus rokne ki vajah jaanne ke liye uski taraf dekhte huye awaz di..unki awaz sunte hi driver sabki taraf palat kar dekha, vah kafi ghabaraya hua lag raha tha.

Driver ki ye haalat dekh kar sab dahashat me aa gaye...

Vahi dusri taraf jungle me raj bur khol kar mootti huyi phoolwati ko dekhne me khoya hua tha.

Phoolwati ka mootna poora ho chuka tha aur vah pani se apni bur ko dho rahi thi...aise khubsurat manoram drishya ko dekhne me raj khoya hua apne lund ko bahar nikal kar usko sahla raha tha, uske mann me phoolwati ki bur ko aur karib se dekhne ki lalsa me vah thoda aur aage khisak gaya.

Raj ka aur aage khisakna tha ki vo sookhe huye ghaas ka dher uska vajan sahan nahi kar paya aur gir gaya...aur iske sath hi raj bhi uss ghaas ke sath sath ludhak kar sidha phoolwati ke samne ja gira.

Kisi ko ghaas ke sath apne samne girte dekh Phoolwati hadbada kar jaldi se uth khadi huyi..aur jor se chillane hi wali ki tabhi uski nazar raj par gayi to vah chounk gayi..raj ka munh to dekhne hi layak tha, ..

Phoolwati (chounk kar)—raaajjjj !

Raj (hadbadahat me jaldi se)—nahi..nahi..amma ji..maine aapko mootte huye bilkul bhi nahi dekha...maine aapke bade bade gore pond nahi dekhe aur aapke dono pond ka kaala til bhi nahi dekha...aur to aur kasam se maine aapki bur ki jhaante bhi nahi dekhi..

Uski baat sunte hi phoolwati sakte me aa gayi..vo samajh gayi ki raj ne sab dekh liya hai...vo gusse me abhi kuch bolne hi ja rahi thi ki raj ka khada nanga lund uski aankho ko dikh gaya to uski aankhe ye dekh kar hairani se choudi ho gayi..

Phoolwati (shocked)—haaye daiyaa...

Raj (mann me)—dhatt tere ki madarchod sab gadbad ho gayi..ye maine jaldi jaldi me kya kya bol gaya..ab agar isne palak ko bata diya to sab gadbad ho jayegi..ab kya karu..? mafi maang leta hu..

Phoolwati ashcharya chakit ho kar munh khole ektak lund ko hi niharne me kho gayi thi..vo ye bhi bhool gayi ki abhi abhi koi usko mootte huye dekh raha tha.

Raj—amma ji mujhe maaf kar do..mujhse galti ho gayi..lekin kasam se maine aapki bur nahi dekhi.

Magar phoolwati ne koi jawab nahi diya vah to lund ko dekhne me hi kho gayi thi..thodi der baad jab raj ne dubara usse mafi maangi to hosh me aate hi vah vaha se tezi se bhag nikli.

Raj—arrey amma, mujhe maaf to karti jao kam se kam...lo bhag gayi bhosdi, iski maa ko chodu, kahi ye sabko bata na de ki main uski mootti huyi bur dekh raha tha..ye bur ek din mujhe marwa kar hi rahegi...khair jo hoga dekha jayega, main bhi ab thoda bahut moot hi leta hu kam se kam.. kuch bhi ho lekin bur abhi bhi chodne layak hai iski bhi..

Uske baad raj ne bhi mootra visharjan kiya lekin jis jagah par phoolwati ne abhi abhi moota tha, vah bhi uski moot ke upar hi moot kar ghar ke andar aa gaya.Andar use phoolwati kahi nazar nahi aayi .

Palak—kaha rah gaye the itni der ?

Raj (sakpaka kar)—kahi nahi bas aise hi tahal raha tha..

Buddhiram—beta, bahar raat me ghumna theek nahi hai...ye jungle bahut khatarnak hai.. yaha din ho chahe raat, kab kiske sath kya ho jaye, kuch kaha nahi ja sakta...isliye beta raat me to bilkul hi bahar mat nikalna..yaha jungle me har taraf bhram ka mayajaal phaila hua hai..aksar yaha ke rahne wale hi jab iss bhram ke mayajal me dhokha kha jate hain to tum to yaha se anjaan ho.

Raj—ji baba, aainda main dhyan rakhunga iss baat ka..

Uske baad kafi samay tak unki aapas me baatcheet chalti rahi, iss jungle ke vishay me..tab tak khana bhi ban gaya tha...phoolwati khana dete samay sakucha rahi thi..khana paros kar vo turant hi bhitar bhag gayi shayad raj ka samna karne me katra rahi thi.

Khana kha kar kuch der aise hi charchaon ka daur chalta raha phir sabhi vahi jameen par bichhe bistar me let gaye..palak aur phoolwati andar wale kamre me let gayi.

Raj bhi aankhe band kar ke sone ki koshish karne laga..halanki bahar jungle se lagatar bhayanak bhayanak awaze aa rahi thi phir bhi usne inn par dhyan na dena hi uchit samjha aur shant ho kar leta raha.

Karib do ghante se adhik samay ho chuka tha usko ankhe band karke lete huye lekin neend aankho se koso door thi ....tabhi vaha kuch khadkhadahat ki awaz huyi to na chahte huye bhi usne ankhe khol li.

Tabhi use ghar ke bahar kisi ki chalti huyi kuch parchhayi si kisi ki nazar aayi halanki vah parchhayi kuch seconds hi dikhi mar raj ki ankhe ye dekh kar poori khul gayi aur vah uth kar turant baith gaya...usne ek nazar apne aaspaas dekha to sabhi ko sota hua paya...halanki bahar ghana andhera tha tab bhi beech beech me bahar chamakti huyi bijli ki roshni darwaje ke gap me se chhan kar aa hi jati thi.

Raj (mann me)—koun ho sakta hai bahar ? yaha to sabhi so rahe hain aur darwaja bhi band hai, phir koun hoga iss waqt ? kahi palak ki amma phoolwati to nahi hai ? ho sakta hai phir se mootne gayi ho ? chal ke ek baar phir se uski bur dekhu kya, ho sakta hai ki phir se uski bur ke darshan ho jaye ? vaise bhi lagta hai ki amma ne kisi ko kuch bataya nahi hai tabhi kisi ne uss baare me mujhse kuch nahi kaha hai..chalo achcha hi hai mere liye..agar baat ban gayi to aaj vahi par raat ke andhere me uski bur me lund pel dunga.

Phoolwati ki bur ka khyal aate hi vah khushi se jhum utha aur uth kar dabe paon chalte huye darwaje tak aaya aur khol kar chupchap ghar se bahar nikal gaya..bahar nikalte hi darwaja tika diya usne..

Lekin bahar aane ke baad jab usne charo taraf dekha to use koi parchhayi nazar nahi aayi..tab vo usi jagah par phir se pahuch gaya kaha kuch ghante pahle usne phoolwati ko mootte huye dekha tha lekin vaha par bhi use nirasha hi hath lagi.

Raj (mann me)—itna jaldi burchodi kaha gayab ho gayi ? abhi abhi to darwaje ke paas hi dikhi thi uski parchhayi..phir kaha gayi ?

Vah abhi isi udhedbun me khoya hua tha ki tabhi uske kano me phir se kuch khadkhadahat ki awaz aayi..aisa lag raha tha jaise ki koi sookhi pattiyo ke upar chal raha ho..

Awaz sunte hi uska dhyan ek baar phir se uss awaz ki disha me chala gaya lekin andhere ki vajah se khadkhadahat ke siwa kuch bhi samajh nahi aaya..

Raat aadhi se jyada ja chuki thi, ek to andheri raat, upar se charo taraf se ghir aane wali kaali kaali ghataon ne jaise dharti par kaale rang ki chaadar hi bichha di thi...har taraf gahra sannata chhaya hua tha...tez hawa ke jhapeto se kaampte huye patto ki khadkhadahat ke siwa aur kisi tarah ki awaz kano me nahi pad rahi thi.

Agle hi pal phir se aasman me bijli koundhi..uski roshni me phir se vahi parchhayi nazar aayi jo ki aage ek disha me badhti ja rahi thi..lekin ye samajh nahi aaya ki ye parchhayi kiski hai..uss parchhayi ko jungle me aage badhte dekh kar raj hairan ho gaya...

Raj (hairan)—ye amma jungle me kyon ja rahi hai itni raat me ? aur agar ye amma nahi hai to phir koun hai ? kiski parchhayi hai ye ? kahi palak to nahi hai ye ? ya phir kahi meri aankho ko ho raha iss jungle ka koi bhram to nahi...???

Raj (mann me)—kya karu ab ? iss parchhayi ka picha karu ya phir chupchap andar ja kar so jaaun ? lekin agar kahi sach me hi palak ya amma me se koi huyi yeh to ? jo bhi ho, mujhe sach ka pata lagana hi hoga..iska picha karna hi theek hai..par iska picha karu bhi to kaise ? yaha to ekdam ghana andhera hai, kuch dikhta bhi to nahi hai..khair jo bhi ho...iss khadkhadahat ki awaz ka picha karte huye hi chalta hu..

Bas phir kya tha, raj uss parchhayi ke khadkhadahat ki awaz ka picha karte huye uske piche chal pada...jab bhi beech me aasman me bijli chamakti to use uss parchhayi ki halki jhalak mil jati thi.. chalte chalte vo khadkhadahat achanak hi band ho gayi.

Raj—ab ye kaha ruk gayi ? kaha gayi ? kuch samajh me nahi aa raha ab to..thoda aage ja kar dekhta hu..

Raj abhi apna kadam aage badhane hi wala tha ki tabhi akash me bijli chamaki..uski roshni me usne jo samne dekha, use dekh kar hadbadate huye turant hi apne badhte kadam piche kheench liye..

Vahi prem pujari bhi apni nayi team ke sath raj ki talash me nikal pada tha..uske sath ahamdeepo ke alawa dark aur sabhi91 bhi the jabki iron man aur sorbobhuk vahi ruk gaye the raj ki family ki hifazat ke liye.
Itne din baad aakr Aapne hame utsahit kr diya hai ek baar fir se Aapki kahani me Black star ka atank padhne or burchoda ko action me dekhne ke liye...
Ye Raj to Pahle itna jyada bur ke pichhe mission ko chhod kr nhi bhagta tha pr Ye nya Raj to bur hi dekh rha hai or usi ke chakkar me hmesha rahta hai... Superb update bhai sandar jabarjast
 
Member
146
212
43
SAAND 2
UPDATE - 41


Vahi prem pujari bhi apni nayi team ke sath raj ki talash me nikal pada tha..uske sath ahamdeepo ke alawa dark aur sabhi91 bhi the jabki iron man aur sorbobhuk vahi ruk gaye the raj ki family ki hifazat ke liye.

Ab Aage.............

Chodu team ki ye chandaal choukdi car se rajasthan ke liye rawana ho gaye...choonki prem pujari unn rasto ke baare me pahle se hi janta tha isliye car drive karne ki jimmedari khud apne upar le li...dark phone par kisi se chat me vyast ho gaya to sabhi91 aur ahamdeepo piche ki seat par baate karte huye jamhayi lene lage aur kuch hi der me neend ki agosh me chale gaye.

Aah ! neend bhi kya cheez hai, agar sakoon ki gahri neend aaye to insaan, murdo se bhi bazi maar le jata hai..duniya bhar ki tension se nizat hasil ho jati hai..neend ke antaraal me koi hamara dushman nahi hota..itni der ke liye sari duniya dost ban jati hai lekin yeh bhi ek haqiqat hai ki apne hi dost neend ke dushman ban jate hain.

Car tez raftaar se bhagi ja rahi thi, jab prem aur dark ne apni aage ki panning ke baare me sabhi91 aur ahamdeepo ki raay mangi aur jab unn dono ki taraf se kisi bhi prakar ka uttar nahi mila to usne piche mudkar dekha to dono ko gahri neend me paya..ye dekh usne jhakjhor kar utha diya aur iss tarah se bechare unn dono ki neend me khalal pad gaya.

Dono aankh malte huye jaag gaye..kuch der tak to kuch samajh me hi nahi aaya ki vo kaha hain, magar jab kuch samay baad aankho me chhayi neend ki dhund saaf huyi aur aankho me chhayi neend ka khumar thoda gaya tab ja kar kuch samajh aaya..

Sabhi91—hum kaha hain abhi ? pahuch gaye kya ?

Dark—tum dono yaha sone aaye ho kya ? yaha hum itni jaruri planning kar rahe hain aur tum dono ho ki ghode bech kar so rahe ho..

Ahamdeepo—kya yaar poori neend ki aisi taisi kar di tumne...hum to ye soch kar so gaye the ki rajasthan pahuchne ke baad raj bhai ko talash karne me na jane kitba waqt lag jaye..sone ka bhi mouka mile na mile bas yahi soch kar thodi si jhapki le rahe the.

Sabhi91—abhi hum kaha tak pahuche ? raj ke baare me koi jankari mili hai kya ?

Prem—abhi pahuche nahi hain lekin jaldi hi pahuch jayenge aur philhal raj ke baare me hamare paas koi nayi jankari nahi hai..

Ahamdeepo—to phir kya plan banaya hai jiske liye hamari neend kharab karwa di ?

Prem—plan hi to bana rahe the ki raj ko kaise talash kiya jaye ? itna to saaf hai ki ek to raj itna jaldi kisi ke kabu me aane wala nahi aur na hi kisi dushman ke jaal me phansne walo me se hai lekin agar kisi ke bichhaye jaal me phansa hai to iska matlab bhi saaf hai ki vo jarur khatarnak aur taqatwar hoga.

Dark—aur ye bhi vaha khatra bhi bahut hoga..aise me bina koi plan banaye aage kadam uthana bahut jokhim bhara ho sakta hai..

Ahamdeepo—jaha tak maine aap logo se raj ki kahani suni hai, use sunkar mujhe to nahi lagta ki raj ko kuch hua hoga...raste me use koi bur wali dikh gayi hogi aur vo uski bur pelne ke liye uske piche piche nikal gaya hoga.

Prem—agar raat me sabke sath vo ghatna nahi huyi hoti aur phir vaishali gayab nahi huyi hoti tab ye baat sochi ja sakti thi kintu ab ye baat to bilkul bhi nahi ho sakti..kuch na kuch to jarur hua hai...jiska hame pata lagana hai...aur sath me raj ko dhoondna bhi hai.

Sabhi91—to phir kya socha hai ?

Prem—vaha pahuchne ke baad dekhte hain..

Ahamdeepo—haan, ye theek rahega..

Car ko full speed me chalate huye vo rajasthan ki seema me pravesh kar gaye..vaha pahuch kar prem ne disha ko call lagaya, ye janne ke liye ki vo abhi sab kaha hain, magar call nahi laga jisse unki tension aur bhi badh gayi...usne vaishali aur rajni ka number bhi try kiya lekin unka phone bhi nahi laga.

Udhar MLA Ratnakr shetty apni jaan bacha kar chhupte chhupte kisi tarah abhay tak pahuch gaya halanki phone par usne abhay ko pahle hi sari ghatna bata di thi..jise sun kar abhay khush bhi tha aur pareshan bhi..usne aage ke plan ke liye usi ajnabi ko bula liya jiska jikra kahani me pahle ke updates me kiya ja chuka hai.

Abhay—aao. Mujhe tumhara hi intazar tha..

Shetty—badi mushkil se jaan bacha kar yaha tak pahucha hu...bahut hi khatarnak hai vo..

Abhay—ye to main bhi janta hu..lekin ashcharya to iss baat ka hai ki vo jinda kaise hai ? vah to kab ka mar chuka tha...ya phir ye uska koi humshakal hai jo raj ban kar hame dhokha dena chahta hai ? mujhe to uske jinda hone par abhi bhi sandeh hai..

Shetty—lekin yahi sach hai ki vo jinda hai..jitna ashcharya aapko uske jinda hone ka sun kar ho raha hai usse jyada hairani to mujhe usko apne samne jivit dekh kar ho rahi thi...magar sach yahi hai ki vo aaj bhi jinda hai.

Shakhs—ye baat sach ho bhi sakti hai aur nahi bhi..

Abhay—vo kaise ?

Shakhs—sach isliye ho sakti hai kyonki uss hadse ke baad laakh chhaan been karne ke baad bhi kisi ko bhi uski laash nahi mili thi...to mumkin hai ki vo jinda ho..

Abhay—ye baat to hai magar itne upar se girne ke baad kisi ka bhi jinda bachna lagbhag namumkin hai..par baat ye bhi sach hai ki uski laash aaj tak nahi mili kisi ko..yahi baat confusion paida kar rahi hai.

Shakhs—tabhi to maine kaha ki ye baat sach ho bhi sakti hai aur nahi bhi...aapko yaad hoga ki uske teen humshakal the....raj, avinash aur raghu....aur yeeno hi ab iss duniya me nahi hain..aur sabse badi hairani aur sanyog ki baat to ye hai ki unn teeno me se kisi ki bhi laash nahi mili kisi ko bhi aaj tak..

Abhay—iska matlab ki unn teeno me se hi koi jinda hai...

Shakhs—haan, yahi baat hai..

Abhay—iska matlab ki ye raj bhi ho sakta hai aur nahi bhi..

Shakhs—haan, ab hame sabse pahle ye pata lagana hoga ki unn teeno me se vo koun hai jise shetty sahab ne dekha hai ?

Abhay—shetty ki baat se itna to pata chal hi gaya ki vo behad khatarnak hai...jise khud shetty jaisa mastermind admi bhi apne kabu me nahi rakh paya...hame kisi na kisi tarah uske baare me pata lagana hi hoga...agar vo raj hi hua to mera barso purana khwab sach ho sakta hai..

Shakhs—kya pata ki usne bhi hum par nazar jamayi ho isliye hame jo bhi plan banana hoga uske baare me kisi ko bhi pata nahi chalna chahiye..

Abhay—ye baat hum teeno ke beech hi ho rahi hai...ho sakta hai ki vo hum teeno par nazar rakhe huye ho aisi halat me hame koi aisa choutha admi chahiye apna plan kamyab karne ke liye jiske baare me vo kuch bhi na janta ho..jo hamari baatcheet ka bilkul bhi hissa na ho...jis tarah ki ye raj ya yska humshakal aaj tak sabse goonga bana hua tha baise hi vo choutha admi bhi goonga bankar rahe aur apne aapko sirf raj se hi nahi balki hamse bhi door rakhe aur vahi ek gumnam shakhs ki tarah uss tak pahuchne ki koshish kare.

Abhay ka sujhav sunte hi baki dono ne apni sahmati jatayi, magar ab samasya yeh thi ki vah choutha admi hoga koun ? abhi vah teeno issi mudde par soch vichar kar hi rahe the ki tabhi vaha ek admi andar aaya aur usne abhay ke kaan me kuch kaha jise sun kar abhay yakayak hi kursi se uchhal kar khada ho gaya..uske chehre par ashcharya aur hairangi ke bhaac saaf taur par dekhe ja sakte the.

Lekin agle hi pal uske chehre par chhayi ye pareshani, hairani aur ashcharya ke bhaav achanak hi ek kutil mushkan me badal gaye. .

Vahi dusri taraf jungle me.....

Raj abhi apna kadam aage badhane hi wala tha ki tabhi akash me bijli chamaki..uski roshni me usne jo samne dekha, use dekh kar hadbadate huye turant hi apne badhte kadam piche kheench liye..

Agar ek kadam bhi usne aage rakha hota to sidha vaha se gahri khayi me se hokar bahti huyi nadi me ja girta isliye samne ka drishya dekhte hi usne apne pair piche kheench liye.

Raj—uff madarchod, abhi maiya chod gayi thi...sala sidhe niche ja kar nadi me gir jata...lekin ye palak ki parchayi thi ya phir uski amma ki ? aur gayab kaha ho gayi achanak se ? mujhe to dono mana kar rahi thi ki raat me bahar mat nikalna, ye jungle aisa hai, vaisa hai aur khud yaha apni maiya chudwane aati hai madarchod...lekin itni raat me yaha nadi kinare khatarnak jungle me aane ke piche kya kaaran ho sakta hai ?

Raj abhi soch hi raha tha ki tabhi uske kano me ek baar phir se vahi madhur geet sunayi diya jise sunte hi vah chounk pada..


"Chal Chal Chal Chal
Chal Mere Yaar..Chal Mere Yaar
Aa Ja Le Chalu Main Tujhe Nadiya Ke Paar

Nadiya Ke Paar Basa Ek Sansar, Ek Sansar
Vahi Par Karenge Dil Khol Kar Pyar
Chal Chal Chal Chal..'


Raj (shocked)—Palak ! ye gana to palak hi ga rahi thi din me..to iska matlab ki ye palak hai lekin itni raat me ye yaha kya karne aayi hai ?

Rabhi raj ko phoolwati ki kahi huyi baat yaad aa jati hai....


"uss samay ye jungle aisa tha ki yaha aane ka rasta to tha kintu bahar nikalne ka koi rasta nahi tha...har taraf ek tarah ka tilism jaisa mayajal bichha hua tha...uss ladki ki badaulat hi bahut hadh tak ye yaha ka tilism toot gaya... na jane kaha se ye baat wasiyat ke pyase uss darinde Black Star ko pata chal gayi.. agle hi din kuch naqabposh admi hathiyar liye yaha aa gaye aur usse wasiyat ke baare me puchtach karte huye maarpeet karne lage...vo bahut hi bahadur ladki thi...usne unn sabko thikane laga diya...iss ghatna ke baad ek raat na jane usne khwab me kya dekha ki agle din vo nadi ke uss paar ki basti me jane ki jid karne lagi lekin vaha jana itna saral nahi tha..hamne use bahut samjhaya...ki vah vaha jane ka khyal dil se nikal de kyonki iss mayajaal ka asli kendra to nadi ke uss paar hi hai...par vo nahi mani, aur yaha se chali gayi..jate jate uski ek diary yahi rah gayi jo bilkul kori thi magar haan usme ek sketch jarur tha jisme tumhari tasveer bani huyi thi..."

Raj (mann me)—kahi palak hi
to vo ladki nahi hai jo hamesha mujhe mere sapno me dikhayi deti hai ? kahi yahi sheetal didi ya phir meri sadhna to nahi hai ?

Raj (jor se)—palakkk.....sheetal didiiiiii....sadhnaaaaaaa....

Aur phir tabhi vo geet achanak hi band ho gaya..raj jor jor se uska naam chillate huye andhere me yaha vaha daudne laga ki achanak tabhi kisi ke niche nadi me koodne ki awaz sunayi di..

"Chhapaakkkk"

Raj (chilla kar)—didiiiiiiii

Agle hi pal bina kuch soche samjhe raj ne bhi uss gahri nadi me chhalang laga di...

Udhar subah jab sab so kar uthe to raj ko vaha na dekh kar hairan ho gaye...

Buddhiram (awaz dete huye)—palakk...phoolwatiii...

"kya hai bapu..kyon subah subah itni jor se chilla rahe ho ?"

"kya hua palak ke bapu ?"

Uski awaz sunkar andar se palak aur phoolwati ne nikalte huye pucha..buddhiram ne jab dono se raj ke baare me pucha to dono hi chounk gayi...

Palak (shocked)—agar raj yaha nahi hai to kaha gaya ? kahi jungle me to ,,,,?

Aage ka sochte hi uski rooh kaamp gayi..mann me ek anjana darrr satane laga ..uska dil bechain ho utha...aur phir vah turant hi bawli ho kar jungle ki tarag daud padi..


Agar Palak aur Phoolwati dono yaha thi ghar me to phir raj kiski parchhayi ke piche gaya tha ? aur vo gana koun ga rahi thi ?
Ye Raj ka chacha Abhay sala mara nhi abhi tk or ye MLA bhi pahuch gya uske pass, Abhay ne us anjan saksh ko bhi bulva liya or ab Unhone milkr ek aise vyakti ko dundh liya hai jo na to unse mile or na hi kuchh bole unke bare me pr kaam unke hi liye Kare... Dekhte hai Kon aaya hai unki is meating ke Bich...
Raj ko prakrati ne chetaya Bijli kadki or rasta bhi dikha diya pr Raj miya to shital Sadhna palak bolkr kud gya nadi me us par se gire huye ka pta lgane... Superb update bhai jabarjast sandar lajvab
 

Top