Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,366
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Newbie
35
60
18
SAAND 2
UPDATE-30

Karib raat me do baje ke aas paas kisi ke jor jor se chillane ki awaz sun kar hum sabhi ki neend khul gayi...tabhi janhavi jor se chilla padi...

Janhavi (jor se chilla kar)—raajjj.....vaishali kaha hai ?

Ab aage............

Janhavi ki baat sun kar main chounk gaya, maine mobile ke torch ki roshni me poore kamre me nazar daudayi, magar vaishali kahi nahi dikhi...mere dil me bhi vaishali ko le kar ek anjana darr sataane laga. Tab tak kisi ne light bhi chalu kar di thi.

Raj (tension)—kuch der pahle to yahi thi. kaha chali gayi ye ?

Disha (tension)—pata nahi..lekin vo bathroom jane ko bol rahi thi..magar maine neend me jyada dhyan nahi diya..lekin ye to karib aadha ghante pahle ki baat hai, ab tak to aa jana chahiye tha.. jane kaha rah gayi ?

“arrey..mera conductor bhi yaha nahi hai..” driver ne chillate huye kaha..

Sab—whattt ?

Raj (tension)—main dekhta hu...(mann me)..kahi madarchodd..conductor ne to ye sab nahi kiya ? uss madarchod ke poore khandan ko chod dalunga..agar meri didi ko kuch bhi hua to...

Main turant kamre se nikal kar haal me aa gaya kintu vo kahi nahi dikhi, mere piche baki sab bhi vahi aa gaye...hamari awaz sun kar vo buddha bhi apni biwi ke sath vahi aa gaya..

Buddha—kya hua, tum sab abhi tak soye nahi ?

Raj (tension)—taau ji..ek ladki kamre me nahi hai, aapne dekha hai kya use kahi jate huye ?

Buddha—haan, ek ladki bahar gayi hai..maine use bahut mana kiya lekin vo nahi mani, bolti rahi ki do minute me aa jaungi...ab tum log ja kar apni jagah par let kar so jao..

Abhi vo buddha bol hi raha tha ki tabhi bahar se dubara vahi bhayanak aur behad darawni awaze aane lagi...aur tabhi...sab phir se chounk pade..

“bachaao....bachaao...” bahar se kisi ke jor jor se chillane ki awaz aayi..

Driver (chounk kar)—arrey...arrey..ye to...ye to mere bus ke conductor ki awaz hai ?

Sabhi (shocked)—haan..ye to usi ki awaz lag rahi hai.....

Buddha—maine usko bhi bahut roka, lekin vo bhi nahi mana..honi ko koun taal sakta hai..

Janhavi—hamari bahan vaishali bhi bahar hi gayi hai...lagta hai ki vo bhi jarur kisi musibat me hai..?

Uski chillane ki awaz sun kar kuch log uski madad karne ke liye tezi se darwaja kholne ki khatir badhe lekin uss buddhe ki awaz sunte hi unke kadam ruk gaye..

Buddha (jaldi se)—ruk jaao...koi darwaja nahi kholega aur na hi bahar jayega....agar bahar gaye to sarvanash ho jayega....vo shaitan agar bhitar aa gaya to hum me se koi bhi jinda nahi bachega, hum sab ke sab maare jayenge...

Uss buddhe ki baat sunte hi sab ki gaand phat gayi, akhir sab ko apni jaan pyari hoti hai..magar mera mann to vaishali didi ki chinta me dooba hua tha...

Sab ko rukte dekh , main turant darwaje ki taraf badha to mujhe darwaje ki taraf jate dekh vo buddha bhagte huye turant darwaje ke aage khada ho gaya, jisse ki main darwaja na khol saku..

Raj (ankhe band)—taau ji, samne se hato...

Buddha—maine kaha na ki koi darwaja nahi kholega...sab ke sab ja kar chupchap apni jagah par baith jao, bina koi awaz kiye agar apni jaan bachana chahte ho to..

Raj (ankhe band)—taau...samne se hat jao..

Buddha—nahi, ye darwaja subah se pahle nahi khulega...jao andar..

Mere baar baar bplne ke baad bhi jab vo buddha darwaje ke samne se tas se mas nahi hua to mera dimag kharab ho gaya aur maine aankhe kholte huye gusse me uski gardan daboch li..

Raj (gusse me jor se)—madarchodddd buddhe ....sunayi nahi deta kya tujhe ? teri maa ko chodu, chal hat samne se....

Mujhe gusse me dekh kar sabhi hairan ho gaye khas kar ke disha aur janhavi..dono ne mujhe itne gusse me ab se pahle kabhi nahi dekha tha..mujhe gusse me dekh alka madam ghabra gayi kyonki vo mere gusse se achchi tarah parichit ho chuki thi...

Alka (ghabra kar)—nahi raj nahi...janhavi, disha...jaldi roko raj ko warna ye maar dega taau ji ko.

Disha—chhod do raj..unhe...

Maine buddhe ko ek taraf dhakka de kar darwaje ke paas pahuch gaya..mujhe darwaja kholte dekh sab ko uss buddhe ki baat yaad aa gayi jisse vo sabhi bahut ghabra gaye aur mujhe rokne ke liye daude magar meri awaz sun kar vahi ruk gaye..

Raj (gusse se)—(ungli dikha kar)...ssssss....ruk jao....
”Koi Gaandu Gaand Nahi Hilayega.”

Darwaja khol kar main bina kuch soche samjhe hi turant ghar se bahar nikal gaya..mere bahar nikalte hi buddhe ne fauran pahle ki bhanti darwaja andar se achchi tarah se band kar diya..

Buddha (ghabraya hua)—jo bhi hua, achcha nahi hua...jaldi se light band karo aur chupchap kamre me chale jao aur awaz bilkul mat karna...

Janhavi (tension)—taau ji...aapne andar se darwaja kyon band kar diya ? mera bhai aur bahan abhi bahar hain...vo kaise ayenge ?

Buddha—vo ab kabhi nahi ayenge...aur jo maine kaha hai, jaldi karo..warna aaj koi nahi bachega..

Sab ke sab to pahle se hi khauf me the, buddhe ki baat manna unki majboori ban chuki thi, sabne vaisa hi kiya jaisa uss buddhe ne kaha..light band kar ke sab turant apni jagah par ja kar baith gaye...ab neend to kisi ko aane se rahi..neend ki jagah sabki aankho me darr dikhayi de raha tha.

Sab ke andar jate hi vo buddha bhi apne kamre ki taraf chal pada..magar apne kamre me jate samay uske chehre par ek anokhi rahasyamayi mushkan thi jisko ki andhera hone ki vajah se koi dekh nahi saka..

Sab darr aur dahashat ke saaye me kisi tarah aaj ki raat gujaar rahe the..sabhi ke hotho par khamoshi aur aankho me darr samaya hua tha...subah hote hote akhir sabko jhapki lag hi gayi..

Agle din jab unki aankhe khuli to vaha ka manzar dekhte hi sab buri tarah chounk gaye...

Vahi dusri taraf raj ke hatho jaan bacha kar bhagte huye MLA turant commissioner ke paas pahucha aur vaha se fauran apne jija abhay ko call laga diya, jo ki uss samay ek behad urgent meeting me baitha hua tha.

Abhay--abhi main meeting me hu...baad me baat karna...

MLA (ghabrata hua)--sorry jija ji, lekin bahut jaruri baat hai isliye call lagaya...

Abhay--what non sense...aisi kya jaruri baat aa gayi..jo bhi bolna hai jaldi bolo..mere paas time nahi hai..

MLA--jija ji...vo...vo...jinda hai...

Abhay--koun jinda hai ? jo bhi bolna hai saaf saaf bol..time barbad mat kar mera..

MLA--vahi..saand....mera matlab hai ki aapka bhatija SP Raj....

Ye sunte hi abhay ko jabardast jhatka laga, vo turant uchhal kar apni kursi se khada ho gaya, jaise ki usne koi avishwashneey baat sun li ho...

Abhay (shocked)--kyaaaaaaa ?

**************************************************

Kaala ghana andhera, nadi ka kinara, lahro ka shor, raat ke sannate me kaleja cheer kar rakh deta hai...tabhi ek choti naav kinare par aa kar rukti hai..usme se ek shakhs phatehaal, badahvas sa niche utarta hai..chalte huye nadi ki geeli ret me uske pair dhanse ja rahe the, uske pairo me jute bhi nahi hain...

Ladkhadate se kadam, uski halat dekh kar aisa lagta hai jaise ki usne kayi din se kuch bhi nahi khaya ho..uske kapde bhi kayi jagah se phate huye jarjar halat me the.

Tabhi usko door se hi ek roshni dikhayi deti hai aur asha bhi bandh jati hai ki yaha use koi na koi to milega hi..

Vo dhire dhire uss roshni wali disha ki taraf badhne lagta hai, uss samay akash me taare bhi ikka dukka hi nazar aa rahe the aur chaand bhi kabhi badlo me chhupta to kabhi nikalta tha..lekin usko inn sabse koi matlab nhi tha, vah to bas uss roshni ki taraf badhta chala ja raha tha.

Kuch teelo ko paar kar ke vo aage badha, bas apni dhun me bekhabar chala ja raha tha ye soch kar ki kisi bhi tarah use uss roshni tak pahuchna hai...

Idhar jungle me jhinguro ki jhaany jhaany aur udhar nadi me uth rahi lahro ka shor, bahut hi bhayavah drishya hai..tabhi usne dekha ki uss roshni ki taraf, to use andar jungle ki taraf ek patli pagdandi jaisa rasta jata hua dikhayi diya..jo ki agal bagal ghani jhadiyo se dhanka hua tha..

Uss shakhs ka dhyan sirf uss roshni ki ore tha, chalte huye tabhi use mahsoos hua ki uske pair ne shayad kisi ko kuchal diya..jisme se kuch safed, gaadha, chipchipa sa padarth nikal raha tha..usne apne pair ko dekha to uske pairo me vahi chipchipa padarth laga hua tha, jisse uska mann ghinghina gaya..

Usne apne pair ko sookhi ret me ragda jisse vo padarth uske pairo se chhut gaya..ab uska dhyan phir se roshni ki ore gaya aur vo phir se uss taraf badhne laga...

Vo chalta hi chala ja raha tha, vo roshni ab usse jyada door nahi thi, vo uss tak pahuchne hi wala tha..karib pahuchte hi vaha ek ghar dikhayi diya aur vo roshni jo ki uss ghar ke aage lage lamp post me jal rahi moti si mombatti ki aa rahi thi..

Ghar dikhayi dete hi uss shakhs ke mann me thodi rahat mahsoos huyi ye soch kar ki chalo thaharne ke liye koi jagah to mili..itna sochte sochte vo uss ghar tak ja pahucha...

“koi hai ?” usne darte darte darwaja khatkhatate huye pucha..

Kuch der ke baad tabhi kisi ne darwaja khola to vah samne darwaja kholne wale ko dekhte hi chounk gaya....balki ye kahna jyada uchit hoga ki dono hi ek dusre ko dekh kar chounk gaye..


Next : Entry of Main Anti-Hero (Villain) of the Story.....
and,
Guess, Ye chounkne
 
Newbie
35
60
18
Bhai sach kahu to update padhke jara bhi maza nahi aaya kabhi raat ka scene to kahi din ka scene dikha rahe ho....


Mughe pura pakka yakeen h ye Black Star h jo apne ko Raj bata raha h....

Aur is kahani me bs suspense bante h wo khatam nahi hote aur nahi lagta h kabhi khatam ho payenge

Aur aapne jo suspense khatam bhi kiye to wo bhi clearly nahi

Aur is story me to langdo aadmi ki bahar h lagta h jaise 100-200 langde aadmi h ..

Black Star langda
Raaj ka baap langda
Raaj ke bhai ko jisne pala wo sadhu langda
Jo jungle me nachte hafte ghumta hai wo bhi langda

Aur wo kya aeroplane se chalte h ya unke paas jadu h bechara jaha bhi raaj jata h waha wo pahle se pahucha rahta h...

Aur ye ab normal kahani se bhuto wali kahaniya ho gyi h ...

Raaj ke ghar ke paas wale jungle me khatarnak jeev...
Yaha rajshthan me bhi waisa hi jeev

Bhai ek din baithke aap list banana aap aaj tak kitne suspense dale ho is story me

Aur kitne khatam kiye ho...

Aaj tak na kisi ko real raaj ka pata h aur na hi Sheetal aur saadhna ka ...

Ab to raaj mar ke dubara paida bhi ho gya...

Bhai ab aur suspense be mat badhao kuch suspense khatam bhi karo...

Aisa lagta h aap sare readers ko aise suspense me hi maar daloge....
 
🅒︎🅞︎🅞︎🅛︎
38
88
18
Ye flashback me chale gye the kya bhai jo raj sheetal ko dhund rha hai........
abhay 3sri ladki yani ki vaishali ko dhund rha hai vo to khud ab lapta hai..........
complete update ka intejar hai............
keep posting bhai.............
 
Maurya ji
1,057
1,094
143
SAAND 2
UPDATE-31

Kuch der ke baad tabhi kisi ne darwaja khola to vah samne darwaja kholne wale ko dekhte hi chounk gaya....balki ye kahna jyada uchit hoga ki dono hi ek dusre ko dekh kar chounk gaye..

Ab Aage................

Darwaja ek buddhi aurat ne khola tha jo ki behad badsurat dikh rahi thi, uss shakhs ne ye kadapi nahi socha tha ki darwaja kholne wale ki surat itni badsurat bhi ho sakti hai, yahi vajah thi ki vah dekhte hi chounk pada..jabki vah budhiya, itni raat me apne samne kisi ajnabi shakhs ko dekh vo bhi use aisi halat me dekh kar chounk gayi thi.

Budhiya—koun ho tum aur iss tarah ghabra kyon rahe ho ?

Shakhs—ji...mera naam ....RAJ.. hai....main apni didi ki talash me kayi din se bhukha pyasa dar dar bhatakte huye yaha pahucha to roshni dekh kar idhar chala aaya..

Budhiya—kyon, kaha gayi tumhari bahan ?

RAJ (nam ankhe)—kayi saal huye meri sheetal didi ko mujhse bichhde huye..tab se aaj tak main usko dhoond hi raha hu..na jane vo kaha hogi, kaisi hogi ?

Budhiya—main kamla, iss ghar ki malkin...saalo se yaha akeli rah rahi hu, har roj kisi ka intazar karti hu, lekin vo aata hi nahi..aaj tumne darwaje par dastak di, to laga ki vo aa gaya...khair, chalo andar aao..main tumhe khane ko kuch deti hu...

Kamla ne kuch bhuna hua maans aur peene ke liye pani la kar use diya lekin vo chupchap baitha khane ko dekhta raha.

Budhiya—kya hua..kha kyon nahi rahe ho ? tumhe to bhookh lagi thi na ?

RAJ—bhookh to ab bhi lagi hai lekin main mansahari nahi hu...

Budhiya—lekin yaha to yahi mil sakta hai..jungle me jo milta hai vahi khana padta hai...ghar ke piche ek kuwa hai lekin uska pani peene layak nahi hai..peene ka pani bhi main ek jharne se le kar aati hu..

RAJ—koi baat nahi..

Akhir marta kya na karta, kayi din se bhookha hone ke kaaran usne vo bhuna hua maans khana hi uchit samjha aur uss par toot pada...khane ke baad usne pani piya tab kahi use kuch rahat mahsoos huyi...tab tak vo aurat uske liye ek bistar le aayi.

RAJ—aapka bahut bahut dhanyawad...

Budhiya—ye lo bistar aur yahi so jao...aur koi bhi, kaisi bhi awaz ho, uss par dhyan mat dena... main tumhe vistar se to nahi bata sakti leki kuch bhi ho par khidki se mat jhaankna..phir mat kahna ki maine aagaah nahi kiya..

RAJ (hairan)—aisa kya hota hai raat ko yaha ?

Budhiya (kamla)—maine jo kaha, uss par dhyan do..jyada bahas mat karo..

RAJ—theek hai...jo aap kahe..

Vah bistar bichha kar araam se so gaya...karib aadhi raat ko kuch awaze sun kar uski neend khul gayi...koi meethi dhun me mast ho kar gaana ga raha tha lekin gaane ke bol uski samajh me nahi aa rahe the..phir use kamla ki baat yaad aayi.

Lekin ab usse raha nahi ja raha tha...akhir kamla ki hidayat ke baavjud vaha lagi khidki khol di aur bahar jhaankne ki koshish karne laga...achanak tabhi.......

Udhar abhay ne jab ye suna ki raj jinda hai to vah ek dam se sakte me aa gaya, use vishash hi nahi ho raha tha ki usne abhi abhi jo suna, vo sach hai ya koi khwab ?

Abhay (shocked)—kyaaaaa ?

MLA—haan, jija ji

Abhay—kahi tune pee to nahi rakhi hai ? tujhe malum nahi ki usko mare huye kitne saal ho gaye ?

MLA—mujhe sab malum hai jiju lekin main jo kah raha hu, vo bhi 100 feesdi sach hai..

Phir usne faem house ki ghatna se le kar damini ko kidnap karne ki ghatna tak ki poori baat batayi jise sun kar abhay buri tarah soch me pad gaya..

Abhay (shocked)—(mann me)..lekin ye kaise ho sakta hai ? raj to mar chuka hai vo bhi aaj se kayi saal pahle hi..phir kaise ? lekin ratnakar bhi mujhse jhooth nahi bol sakta....kahi vo sach to nahi bol raha hai ?

“kya hua abhay sahab ? meeting ko aage badhaye ab ?” meeting me baithe huye ek client ne kaha.

Abhay—meeting cancle...

“ji..matlab ?” kisi ek ne kaha.

Abhay (tezi se)—ek baar me sunayi nahi diya kya..maine kaha na ki meeting cancle to cancle..jao yaha se..

Abhay ko achanak gusse me dekh kar sabhi sakpaka gaye aur turant vaha se chalte bane kyonki vo sabhi uske swabhav se achchi tarah se parichit the.

Unke sabke jane ke baad abhay kafi der tak ratnakar shetty ki kahi baato par sochta raha, uske chehre par hairani saaf jhalak rahi thi... aur phir kisi ko call lagane laga, ..

“haan abhay ji..” dusri taraf se awaz aayi..

Abhay (hairan)—yaar kaise batau ? tum aisa karo ki turant yaha aa jao..jitna jaldi ho sake..

“kyon kya ho gaya achanak se ?” dusri taraf se kaha gaya..

Abhay—phone par nahi bata sakta...bahut jaruri kaam hai..

“theek hai ...main shaam tak pahuchta hu” dusri taraf se baat kar rahe shakhs ne kaha.

Shaam tak abhay bechaini me uss shakhs ke aane ka intazar karta raha...shaam tak phone par dusri taraf se baat karne wala vo shakhs bhi pahuch gaya...ye vahi ajnabi shakhs hai jiska jikra shuru me abhay ke sath vartalap me kiya ja chuka hai.

“ab bolo ki aisa kya ho gaya ki aapne mujhe aise achanak jaldi me bulwa liya ?” aate hi uss shakhs ne sawal daag diya..

Abhay—baat hi kuch aisi hai ki tum bhi sunoge to uchhal padoge..

Shakhs—aisi kya baat hai ?

Abhay—baat dar-asal ye hai ki...(poori baat bataye huye)

Shakhs (shocked)—whattt..? ye kaise ho sakta hai ?

Abhay—yahi baat to meri bhi samajh me nahi aa rahi hai...par ratnakar bhi mujhse jhuth nahi bolega...yahi baat mujhe hairan kiye huye hai..isiliye to maine tumhe bulaya hai..ab tumhi batao, kya karna chahiye ?

Shakhs—agar ye baat sach hai to phir to hame khush hona chahiye...kyonki jis wasiyat ko hum bhool chuke the, ek baar phir se hame uska raaz janne ka mouka mil sakta hai..

Abhay—magar vo jinda kaise ho sakta hai yaar ?

Shakhs—ho sakta hai ki ratnakar ki baat sach ho ? aur ye bhi mat bhulo ki raj ki laash aaj tak kisi ko nahi mili hai aur na hi sheetal ki...yaha tak ki uss ghatna ke kuch din baad hi uski family bhi raato raat na jane kaha gayab ho gayi thi ? to kyon nahi ho sakta ?

Abhay—hmm,,ye bhi sahi kah rahe ho...ab kya karna chahiye aise me ? kyonki use hum talash karenge kaha, vo kaha rahta hai, uski family kaha par hai..hame ye bhi to nahi malum ? aise me uski koi kamjori bhi to nahi hai hamare paas jiske jariye hum uss tak pahuch sake..aur to aur, hame to ye bhi pata nahi hai ki ratnakar ki baat sach hai ya galat ?

Shakhs—uski family nahi hai hamari pakad me to kya hua..aur bhi teen raste hain..sach pata karne ke..

Abhay—jaise ki...

Shakhs—jaise ki damini...tumne jaisa bataya ki damini ko bachane ke liye vo ratnakar se bhid gaya, agar hum usu damini ko phir se pakad le to vo jarur usko bachane ki khatir samne ayega..

Abhay—hmmm..aur dusra rasta...?

Shakhs—dusra rasta hai vo langdi gaon ki ladki shilpa, jise bachane ke liye usne thakur khandan se panga liya tha pahli baar..aur usne hi uske pair ka operation bhi karwaya tha...hame shilpa ko uthana (kidnap) hoga...agar sach me raj jinda hai to use bachane jarur ayega..

Abhay—ho jayega...aur teesra..?

Shakhs—jaisa ki tumne bataya ki party ke baad nain kisi ladki ko chhodne uske ghar gaya tha, theek uske baad farm house ki ghatna huyi...sochne wali baat hai ki nain jaisa aiyyash admi raat me ek khubsurat jawan ladki ko aise hi uske sath bina kuch kiye uske ghar chhod dega ? jarur usne uss ladki ko chodne ki koshish ki hogi aur raj ne use bachaya hoga..aur mujhe poora yakin hai ki isi vajah ke chalte usne nain ko bhi tapka diya hoga...iska matlab ki raj uss ladki ko jarur janta hai ya phir usse koi rishta hai uska...vo ladki hamare bade kaam ki sabit ho sakti hai, agar vo hamare hath lag jaye to...

Abhay—waah..kya door ki sochi hai tumne....ek teer se teen shikar....ab ayega maza...hihihi

Shakhs (mann me)—main ek teer se teen nahi balki chaar shikaar karta hu....aur chautha target main kisi ko batata nahi kabhi....

Uske baad abhay ne apne admiyo ko bula kar unme se kuch ko shilpa ko kidnap karke laane ke liye bhej diya aur bakiyo ko damini aur vaishali ko pakadne ke liye....

Vahi dusri taraf, Sab darr aur dahashat ke saaye me kisi tarah aaj ki raat gujaar rahe the..sabhi ke hotho par khamoshi aur aankho me darr samaya hua tha...subah hote hote akhir sabko jhapki lag hi gayi..

Agle din jab unki aankhe khuli to vaha ka manzar dekhte hi sab buri tarah chounk gaye...

Update Abhi Incomplete Hai....
Bhut bdia update Bhai... Waiting for complete update..
Abhay se bat krne wala.. Sayad RAj ka judwa Bhai ho.. Ya fir asli black star Ho skta hai..
 
RStar99
25
36
13
Bhai sach kahu to update padhke jara bhi maza nahi aaya kabhi raat ka scene to kahi din ka scene dikha rahe ho....


Mughe pura pakka yakeen h ye Black Star h jo apne ko Raj bata raha h....

Aur is kahani me bs suspense bante h wo khatam nahi hote aur nahi lagta h kabhi khatam ho payenge

Aur aapne jo suspense khatam bhi kiye to wo bhi clearly nahi

Aur is story me to langdo aadmi ki bahar h lagta h jaise 100-200 langde aadmi h ..

Black Star langda
Raaj ka baap langda
Raaj ke bhai ko jisne pala wo sadhu langda
Jo jungle me nachte hafte ghumta hai wo bhi langda

Aur wo kya aeroplane se chalte h ya unke paas jadu h bechara jaha bhi raaj jata h waha wo pahle se pahucha rahta h...

Aur ye ab normal kahani se bhuto wali kahaniya ho gyi h ...

Raaj ke ghar ke paas wale jungle me khatarnak jeev...
Yaha rajshthan me bhi waisa hi jeev

Bhai ek din baithke aap list banana aap aaj tak kitne suspense dale ho is story me

Aur kitne khatam kiye ho...

Aaj tak na kisi ko real raaj ka pata h aur na hi Sheetal aur saadhna ka ...

Ab to raaj mar ke dubara paida bhi ho gya...

Bhai ab aur suspense be mat badhao kuch suspense khatam bhi karo...

Aisa lagta h aap sare readers ko aise suspense me hi maar daloge....
Bhai sach me aapane to sare suspension gin kar rakhe ho aaphi asali fan ho anand bhai ke story ke .................. ..................... ..... .......................

Anand bhai aapaki kahani to wakai me jabardast hai lekin inhone jo suspension ginwaye hai vah bhi clear nahi huye hai .................

Aab to aisa lag raha hai ki black star phir se vah marke bhi jinda ho gaya hai...............................
 
Outstanding Сasual Dating - Verified Maidens
162
224
43
SAAND 2
UPDATE-22

Aise hi baat karte huye alka madam ka ghar aa gaya to unhe unke ghar chhod kar vo apne ghar aa gaye. lekin dono jaise hi ghar pahuche vaise hi.......

Vaishali (tension)—ohhh shittt...jaldi jaldi me mera mobile vahi farm house me hi rah gaya.. ab kya hoga ??

Ab aage.............

Raj—kyaaa ?

Vaishali (tension)—mera mobile nain ki gadi me hi rah gaya tha jab uske dosto ne jabardsti mujhe car se nikaal kar andar le gaye the..ab kya hoga ?

Raj (pareshan)—ye to badi dikkat ho gayi, agar vo phone kisi ke hath ya uske baap ke hath lag gaya to unhe pata chal jayega.

Vaishali (tension)—mujhe jana hi nahi chahiye tha party me..ab meri vajah se poore ghar walo par musibat aa jayegi..ab main kya karu bhagwan ?

Raj—tension mat lo main dekhta hu....tum jao andar aur kisi ko kuch mat batana..

Vaishali—tum kaha ja rahe ho ab ?

Raj—tumhara mobile vapis lene..

Vaishali—tum sach me kahi pagal to nahi ho gaye ho ?

Raj—dekho, abhi iss ghatna ki kisi ko khabar nahi hai lekin subah hone tak poore city ko khabar ho jayegi, isse pahle ki tumhara mobile kisi ke hath lage, mujhe har haal me use hasil karna hi hoga..

Vaishali—lekin isme ab khatra hai..ho sakta hai ki unme se kisi ko hosh aa gaya ho aur usne apne ghar ya police me phone kar diya ho to ?

Raj—unme se kisi ke bhi subah se pahle to hosh me aane ki sambhavna kam hi hai..mujhe itna jokhim to lena hi hoga ab, akhir poori family ki safety ki baat jo hai.

Vaishali—to phir main bhi tumhare sath chalungi..

Raj—nahi..main sirf akela hi jaunga, vaise bhi yaha ghar wale sabhi pareshan honge..

Tabhi bahar kisi ke baat karne ki awaz sun kar malti aati huyi dikhi to raj ne vaha se jaldi nikalna hi behtar samjha.

Raj—main ja raha hu..tum jaldi se andar jao..agar dadi maa ne mujhe dekh liya to phir vo mujhe jane nahi dengi..

Vaishali—nahi main bhi chalungi..samajh gaya...

Magar raj ne uski baat sune bina hi vaha se rafoochakkar ho gaya gadi le kar aur vaishali use jate huye dekhti rah gayi...tab tak malti bhi vahi pahuch chuki thi.

Malti (narazagi dikhate huye)—ye kya time hai ghar aane ka aur ye raj kaha chala gaya phir se ?

Vaishali (tension)—vo..vo maa thoda usha ne rok liya tha..vo exams hain na to use mujhse kuch samajhna tha isliye..

Malti—aur ye janab kaha chale gaye phir se ?

Vaishali (jhooth)—vo..vo..ma..vo vicky ko chhodne uske ghar gaya hai..

Iske baad vaishali jaldi se ghar ke bhitar chali gayi, lekin uska mann ghar me nahi lag raha tha, uska tann to jarur ab poori tarah se surakshit tha kintu uska mann asurakshit mahssos kar raha tha, uske mann me iss samay raj ko le kar chinta thi.

Vaishali (tension, mann me)—ye raj bhi na, kya jarurat thi dubara ek mobile ke liye khatra mol lene ki ? agar raj ko kuch ho gaya to main sabko kya jawab dungi ? main khud ko kabhi maaf nahi kar paungi.

Vo bistar me let kar aaj ki ghatna ke baare me sochne lagi to uski ankhen ek baar phir se bhar aayi aur use raj ki chinta hone lagi, vo baar baar deewar me lagi ghadi me time dekh rahi thi, raj ko gaye huye abhi kuch hi minutes huye the kintu use aisa lag raha tha jaise ki use gaye huye kayi ghante ho gaye ...har gujarte pal ke sath uske dil me bechaini badhti hi ja rahi thi, vo kabhi bistar se uth kar room me ghumne lagi to kabhi chhat me ja kar bahar road ki taraf jhaaknkne lagti..uske dil ko na iss karwat chain aa raha tha aur na hi uss karwat chain. Use khud bhi samajh nahi aa raha tha ki aaj ek din me aisa achanak kya ho gaya ki uske dil me aisi bechaini uthne lagi hai jo ki aaj se pahle kabhi nahi huyi.

Udhar ghar se nikal kar raj full speed me gadi chalaate huye uss ghatna sthal ke karib pahucha hi tha ki vaha farm house ke andar se aag ka dhua uth raha tha, ye dekh kar vo chounk gaya.

Raj (hairan)—ye madarchod, farm house se dhuan kyon nikal raha hai itna jyada ? mujhe jaldi se jaldi mobile le kar yaha se nikalna chahiye..

Nain ki gadi abhi bhi apni jagah par khadi thi, ye dekh kar usne thoda rahat ki saans li aur phir lapak kar gadi ke paas pahucha aur usme vaishali ka mobile talash karne laga, magar poori gadi ko achche se talash karne ke baad bhi use mobile kahi nahi mila, ye dekh kar uske chehre par bhi chinta ki lakire ubhar aayi.

Raj (tension)—iski maa ko chodu, ye mobile kaha gaya ? didi ne to yahi bataya tha..ek baar phir se dekhta hu..shayad chheena jhapti me seat veat ke niche gir gaya ho ?

Ye soch kar usne abhi dubara talashi leni shuru ki hi thi ki tabhi uska dhyan farm house ke andar se uth rahe dhunye par gaya jo ki ab aag ki lapto me badal chuka tha, aag ki lapto ko dekh kar raj buri tarah chounk gaya...phir use andar behosh pade nain aur uske sathiyo ka khyal aaya.

Raj (shocked)—o..madarchoddd...ye kya ? ye yaha aag kaise lag gayi itna jaldi ? yaha to nain aur uske sathi behosh pade the...ek to madarchod gadi se mobile gayab hai dusra yaha aag lag gayi, iska matlab ki uss samay jarur hamare alawa bhi yaha koi na koi moujud tha..ye sab usi ka kaam ho sakta hai ? lekin koun ho sakta hai ? aisa karne ke piche uski kya vajah ho sakti hai ? ya phir kahi aisa to nahi ki nain ya uske sathiyo me se kisi ko hosh aa gaya ho aur usne hi ye sab kiya ho ? ab agar didi ka mobile nahi mila to sach me bahut badi problem khadi ho jayegi...upar se agar inme se koi aag me jal kar mar gaya to jabardasti ka murder case mere upar ban jayega.. nahi, mujhe unn sabko bahar nikaalna hoga..

Ye soch kar raj tezi se farm house ke andar ki taraf bhaga kintu tab tak agni dev vikral roop dharan kar chuke the, aag ki choti lapte ab bhayanak roop me aa chuki thi, itni bhayanak, ki door se hi unn lapto ko dekha ja sakta tha.

Raj ne andar room me ghusne ki har sambhav koshish ki lekin aag itni bheeshan roop me phail chuki thi ki ek kadam aage badhna aur kamre me ghusna to bahut door, vaha rukna tak sambhav nahi tha.

Raj (tension)—ohh shitt...ab to inme se kisi ka bhi bachna namumkin hi hai...arret haan, vo do guards bhi to the..jinhe maine maar diya tha..vo kaha gaye madarchod ?

Raj ne abhi ne vichar kiya hi tha ki achanak use ek dusri jagah se kuch aag ki lapte uthti huyi nazar aayi, ye dekhte hi vo buri tarah se chounk gaya.

Kyonki iss baar aag ki lapat farm house ke bahar khadi nain ki gadi me se uthni shuru huyi thi, ye dekhte hi raj vapis bahar ki taraf turant daud pada, jaise hi vo main gate ke paas pahucha to use kisi ke bhagne ki pairo ki aahat sunayi padi.

Raj ne gaur se uss awaz ki disha me dekha to ek admi kaala libaas pahne huye bhagta dikh gaya, bas kya tha, raj ne bhi uske piche tezi se daud laga di, jab raj ne dekha ki vo uss tak nahi pahuch payega to usne jaldi se apna ek juta utar kar uski taraf phenk kar maar diya.

Juta sidhe bhagne wale shakhs ke sir me tezi se laga aur vo dhadam se samne ki taraf gir pada, jab tak vo uth kar dubara bhagta, tab tak raj uske paas pahuch gaya aur uske upar toot pada.

Raj (gusse me)—tadaakk...bata madarchodd, koun hai tu ? aur kyon kiya tune aisa ? chataakk.. bata vo mobile kaha hai ?

Agle hi pal uss shakhs ne raj ke pet me kick maar kar thoda door gira diya aur phir se bhagne laga lekin raj ne iss baar jaldi hi use pakad liya.

Raj (gusse me)—tadaakkk....teri maa ko chodu..madarchodd...bhagta hai ? chataaakkk...bata vo mobile kaha hai ?

Raj ne use dono hatho se daboch kar sidha palat diya kintu uska chehra naqab se dhanka hone ke kaaran nahi dekh paya.

Raj ne use ek hath se daboch kar apne dusre hath se uske chehre par se naqab hatane hi ja raha tha ki tabhi achanak vaha police aur damkal gadiyo ke cyrun ki awaze sunayi dene lagi, raj ka dhyan bhi unn awazo ko sun kar udhar chala gaya aur iss mouke ka fayda utha kar uss shakhs ne raj ke pet me badi tezi se chaku ghused diya jisse raj dard se tadap utha aur uss shakhs par uski pakad dheeli ho gayi.

Uss shakhs ne turant raj ko dhakka diya aur phir se uth kar daudte huye na jaane kaha gayab ho gaya,,,, raj ke pet se khoon badi tezi se bahne laga. Iss aseem dard ke bavjud bhi usne kisi taraf khud ko khada kiya lekin do kadam chalte hi ladkhada kar gir pada.

Raj (dard me)—aaaaahhhhh.....didiiii...aaahhhhh

Raj ne kisi tarah apne pet me ghusa hua chaku bahar nikala jisse khoon aur bhi tezi se bahne laga, vahi unn gadiyo ke cyrun ki awaz bhi kafi karib aa chuki thi, ye dekh kar raj ne apna shirt utar kar pet me chot wali jagah par kas ke baandh liya aur phir apne dard ki parwah na karke ladkhadate huye kisi tarah apni gadi tak pahucha aur turant vaha se nikal gaya.

Raste me vaishali ka bhi call kayi baar aaya to usne usko iss baare me kuch nahi bataya. Lekin chot ki vajah se uski ankho ke samne andhera chhane laga tha jiske kaaran drive karna mushkil ho raha tha, uski aankhen band ho ja rahi thi baar baar.

Tabhi samne se tez raftar me aa rahi ek gadi ka horn sun kar usne ankhen kholi. Use ehsaas hua ki vo beech road me chala raha hai to usne samne wali gadi ko nikalne ka rasta dene ke liye apni gadi ko side ki taraf turn kiya lekin tabhi uski ankhen ek baar phir se band ho gayi jisse gadi par se uska control hat gaya aur vo sadak se niche utar kar ek khet me ghus gayi.

Halanki khet poora khali tha isliye gadi khet ki mitti me phans kar ruk gayi. Samne wali gadi horn bajati vaha se kuch aage ja kar ruk gayi, shayad gadi me baithe insaan ka mood kharab ho gaya tha...isliye usne driver se gadi rokne ko kaha. Phir gadi back ho kar vahi aa khadi huyi jaha par raj ki gadi thi.

Shakhs—pata nahi log daru pee kar gadi kyon chalaate hain ? chalo dekhte hain..

Gadi me se ek shakhs utar kar raj ki gadi ke paas gaya aur phir jaise hi raj par nazar padi to vah buri tarah se chounk gaya, use apni ankhon par yakin nahi aa raha tha.

“rajjjjj !.aur aisi ghayal halat me ? .lekin ye kaise ho sakta hai ? raj sir to uss hadse me kab ka mar chuke hain phir yaha kaise ? ye koi sapna hai ya haqiqat ?” uss shakhs ne behad chounkte huye mann me socha.

Ye shakhs ek aurat hi thi jo raj ko dekhte hi chounk gayi jaise ki usne koi avishwasneey cheez dekh li ho.

“jaldi karo, inhe hospital le jana hoga turant.”

Driver (hairan)—kya hua madam, kya aap ise janti hain ?

Aurat—shayad haan..jaldi karo..

Driver—lekin madam hame to MLA sahab ke farm house jana tha, jaha aag lag gayi hai..

Aurat (tension)—vaha already police force aur aag bujhane wali gadiya pahuch chuki hongi, pahle mujhe inko hospital pahuchana behad jaruri hai..jaldi karo..

Driver—theek hai madam, par hua kya hai inhe, itne ghayal kaise huye ye ?

Aurat—ye to inke hosh me aane ke baad hi pata chalega..jaldi karo..

Phir vo aurat raj ko piche ki seat par lita kar khud hi uski car drive karte huye turant vaha se hospital ke liye nikal gayi jabki driver piche piche gadi se follow kar raha tha.

Thosi der me gadi city ke jane maane hospital me pahuch gayi, jaha turant raj ka treatment shuru ho gaya. Vo aurat abhi bhi bahar khadi kisi gahan soch me doobi huyi thi.

Aurat (shocked)—ye kaise ho sakta hai ? aur agar ye sach hai, jo maine dekha to phir aaj tak kisi ko kuch pata kyon nahi ? uss ghatna ke baad raj ke pariwar walo ka bhi kuch pata nahi chala..akhir kya hua hoga sabke sath ? kaha gayab ho gaye sab ke sab achanak ?

Vo operation theatre ke bahar hi badi bechaini se chahal kadmi karti rahi, uske mann me uth rahe bhaavo ko dekh kar aisa lag raha tha jaise ki vo raj ko achchi tarah se janti hai ya phir usse uska koi gahra rishta hai...iske sath hi uske mann me kayi sawal umad rahe the jinka jawab use sirf raj ke hosh me aane ke baad hi milne ki ummid thi.

Abhi vah apne inhi sawalo ke ghere me uljhi huyi thi ki tabhi use raj ke mobile ka khyal aaya jo ki raj ko operation room me le jate waqt usne apne kabze me le liya tha.

Ye dhyan aate hi usne turant raj ka mobile dekhne lagi lekin use nirasha hi hath lagi kyonki mobile screen password protected tha. Ye dekh usne apne anuman se ek ke baad ek password daal kar use kholne ki koshish karne lagi, Vah abhi apni koshish me lagi hi thi ki tabhi mobile me kisi ka call aane laga.

Usne screen me dekha to usme ‘Chudail’ naam show ho raha tha..usne call pick kiya, dusri taraf se ek ladki ki awaz (vaishali) sunayi padi jo ki kafi chintit si lag rahi thi. vaishali ke paas do mobile the, ye wala party me le kar nahi gayi thi.

Vaishali (phone par, tension me)—hello raaj...kaha ho tum ? kya hua ? mobile mil gaya kya ? jaldi aao...

Aurat (mann me)—iska matlab ki mera sochna sahi hai..ye raj hi hai..

Ye confirm hote hi uss aurat (halanki use ladki kahna jyada theek hoga) ki ankhon me moti ki kuch boonde chhalak aayi, ek pal ke liye uske chehre par aisi khushi ki lahar aayi jaise ki usne apni kisi khoyi huyi besh keemti cheez ko vapis pa liya ho...par agle hi pal phir se vahi chinta ki lakire aur vahi sawal ubhar aaye.

Vaishali (jhallate huye)—hello raaj...tum kuch bolte kyon nahi ho ? main kab se puch rahi hu.. ki kaha ho ? tujhe sunayi nahi deta kya, bahre ho ?

Aurat—kya main jaan sakti hu ki tum koun bol rahi ho aur raj ko kaise janti ho ?

Ab choukne ki baari vaishali ki thi..raj ke phone par kisi ladki ki awaz sun kar uska chounkna swabhavik bhi tha, vo bhi itni raat me..uska mood ekdam se kharab ho gaya jo ki abhi tak raj ke baare me soch soch kar pareshan tha.

Vaishali (gusse me)—yahi sawal main tujhse puch rahi hu ? tu koun hai aur raj ka phone tere paas kaise aaya ? aur raj kaha hai ? (mann me)..main yaha iss kamine ke liye pareshan hu aur ye kisi randi ke sath apna munh kala kar raha hai..aane do, aaj itne chappal marungi ki kisi ladki ki taraf dekhna bhul jayega..

Aurat—pahle meri baat ka jawab do..phir main tumhare sawal ka jawab dungi..

Vaishali (gusse me)—tu hoti koun hai mujhse sawal puchne wali..sidhi tarah se raj ko phone de, samjhi...aur haan, raaj se door hi rahna, warna ek hath ka danda teri gaand me ghused dungi.. samajh gayi...chal raj ko phone de..

Aurat (gusse me)—badi hi badatmeez ladki hai...baat karne ki bhi tameez nahi hai..

Vaishali (gusse me)—tameez ko daal apni gaand me aur sidhi tarah raj ko phone se..

Aurat (gusse se)—pagal ladki, tujhe pata bhi hai ki tu kisse baat kar rahi hai ?

Vaishali (gusse me)—Sali hogi koi bazaru randi..jitna kaha hai, utna kar..raj ko phone de.. aaj mere hath se ye pit kar rahega ab to..

Aurat (chillate huye)—just shut up...non sense..

Vaishali (gusse me)—Sali kya kaha ? gaali deti hai..chal bata..kaha se bol rahi hai ? abhi aati hu teri gaand me danda dalne...bata jaldi se..

Aurat (gusse me)—aaja hospital se bol rahi hu...

Vaishali (chounk kar)—hhh..hospital se ?

Aurat (gusse me)—haan hospital me hu iss waqt..

Vaishali (tension, mann me)—lagta hai ki kahi galat number to nahi lag gaya ? magar number to raj ka hi hai ye...

Vaishali—raj kaha hai ?

Aurat—hospital me..

Vaishali (tension)—hospital me, matlab ? vaha kya kar raha hai vo ? phone do use..

Aurat—vo iss samay baat karne ki halat me nahi hai....kyonki iss samay vo operation theatre me hai jaha uska operation chal raha hai..

Vaishali (shocked)—kyaaaaaaaa ? nahii...

Vaishali ne jaise hi ye suna to use bahut bada jhatka laga..sunte hi uske hath se mobile chhut kar niche gir gaya...be-intaha dard uske seene me uthne laga, use aisa mahsoos hua jaise ki kisi ne uske jism se uski aatma hi nikaal li ho..

Vah jor se cheekh padi aur fafak fafak kar rone lagi....

Vahi kisi dusri jagah par same time.....

“nahiii....nahii, aisa nahi ho sakta...main aisa nahi hone dungi..ye sach nahi ho sakta.”

Ek behad haseen navyouvana sote huye achanak jor se cheekhte huye uth baithi. Iss samay uski jheel si neeli gahri aankhon se tap..tap...tap kar ke aanshoo roopi moti tapak rahe the. Uske inn aanshuo me ek ajeeb si kashish thi, itna asahneey dard tha, ki jise sun kar patthar bhi pighal jaye, rote huye vah khud se hi badbadaye ja rahi thi.

“tumhe kuch nahi ho sakta...tumhe meri khatir yaha aana hi hoga...maine barso tumhara intazar kiya hai...ab ye judaai, ye tadap nahi sahi jati...tum jaha bhi ho ,,mere paas aa jao.”


"Abhi Se Aankhon Mein Aanshoo, Ye Kaisa Jarf Hai Saaki,
Abhi To Dastaan-E-Gum, Sunani Shuru Bhi Nahi Ki Hamne."


Guess--Raj Ko Hospital Le Jaane Wali Ladki Koun Ho Sakti Hai ?
Raj ko hospital le jane wali police me se ek ladki thi.... Us ladki ki ek behen bhi thi... Uski behen ke sath chodu gang me se ek se set huyi thi... Police wali ka naam yaad nhi aara raha hai...ager answer galat hua to bata dena bhai
 
Newbie
83
30
18
Bhai bahut badhiya story hai maja aa gaya muthmaar ke ab kya Karen koi laundiya to hai na mere pass lekin ek kaam karo yun sabko roll na banto normal tarike se likhte jao yahan lakhon member kisko kisko story me loge waise mujhe bhi sanki doctor wala roll de do
 
Well-known member
3,825
7,366
143
Bhai sach kahu to update padhke jara bhi maza nahi aaya kabhi raat ka scene to kahi din ka scene dikha rahe ho....


Mughe pura pakka yakeen h ye Black Star h jo apne ko Raj bata raha h....

Aur is kahani me bs suspense bante h wo khatam nahi hote aur nahi lagta h kabhi khatam ho payenge

Aur aapne jo suspense khatam bhi kiye to wo bhi clearly nahi

Aur is story me to langdo aadmi ki bahar h lagta h jaise 100-200 langde aadmi h ..

Black Star langda
Raaj ka baap langda
Raaj ke bhai ko jisne pala wo sadhu langda
Jo jungle me nachte hafte ghumta hai wo bhi langda

Aur wo kya aeroplane se chalte h ya unke paas jadu h bechara jaha bhi raaj jata h waha wo pahle se pahucha rahta h...

Aur ye ab normal kahani se bhuto wali kahaniya ho gyi h ...

Raaj ke ghar ke paas wale jungle me khatarnak jeev...
Yaha rajshthan me bhi waisa hi jeev

Bhai ek din baithke aap list banana aap aaj tak kitne suspense dale ho is story me

Aur kitne khatam kiye ho...

Aaj tak na kisi ko real raaj ka pata h aur na hi Sheetal aur saadhna ka ...

Ab to raaj mar ke dubara paida bhi ho gya...

Bhai ab aur suspense be mat badhao kuch suspense khatam bhi karo...

Aisa lagta h aap sare readers ko aise suspense me hi maar daloge....
Aapki iss anmol pratikriya ke liye aapka hriday se dhanyawad Alaiza ji.
Aapke sawal ke uttar me mera jawab ab bhi vahi hai jo aapke pahle comments me tha.

Aapne kaha tha ki aapne poori kahani padhi hai, magar padhna aur use samajhna, dono alag alag baate hain...Yahi baat aapke har comment me jhalakti hai.
Aapne kaha ki kahani me langdo ki bharmar hai...agar aapne gaur kiya hota to samajh jati ki kahani me sirf teen hi langde dikhaye gaye hain ab tak..(include 1st part)..

1st, Shilpa..jo ki janam se viklang thi...vo bhi ab langdi nahi rahi, uska treatment ho chuka hai..ye baat uss part me hi clear hai.
2nd, Raj ka father vivek...jo ki janam se apahiz nahi tha..use thakur ne banaya tha...
3rd, registan me dikhayi diya langda...uske baare me kahani me bataya gaya tha ki iss langde ka rahasya agle part me khulega....baki langdo ka rahasya ujagar ho gaya tha.

Aapne normal kahani se bhuto wali ban jane ki baat ki...ye baat main pahle bhi kayi baar bata chuka hu ki kahani me na to koi magic hai aur na hi koi bhut pret...lekin unki feeling jarur hai..magar haqiqat me vaisa kuch nahi.

Aapne suspense ki list banane ki baat ki hai to vo aap ko banani chahiye kyonki likhne wale ko apni likhi har baat pata hoti hai ki usne kya likha hai aur kya nahi...koun sa suspense clear hua hai aur koun sa nahi...uske dimag me har suspense ko open karne ka samay pata hota hai aur samay aane par vo usko clear bhi karta jata hai..

Aap to aisa chahti hain jaise ki aaj khet me beej boya aur vo dusre din se hi kaatne layak ho jaye ? kya aisa hota hai, usme bhi time lagta hai..
Aaj kisi ped ka chota sa poudha lagaya aur aaj hi usme phal lagne lag jaye ? aisa ho sakta hai kya ? vo ped jaise jaise bada hota jata hai, usme kayi shakhaye nikalti jati hain...uski ek daali kaat denge to dusri nikal aayegi..magar ped ki jad to ek hi hogi..

Theek vaise hi kahani chalti hai...ek suspense end hoga to dusra create hoga...jab tak ki kahani apni manzil par nahi pahuch jati..aur vo manzil kya hai, ye sirf writer hi janta hai..kahani ke kayi suspense wasiyat se jude huye hain...kahani uss muqaam par jab pahuchegi tab pending sabhi suspense bhi clear ho jayenge kyonki ye sabhi ussi raste me padte hain..aur ye baat bhi main kayi baar bata chuka hu..

Isliye dhairya rakhe aur samay ka intazar kare...
 

Top